Mere Himalaya Ke Pasbano - Mohammed Rafi - Tu Hi Meri Zindagi (1965) - Rono Deb Mukherji - Neeraj



mere himaalay ke paasabaano
mere gulistaa.N ke baaGabaano
uTho.n ki sadiyo.n kii nii.nd taj kar
tumhe.n watan phir pukaarataa hai \-2

mere himaalay ke paasabaano
mere gulistaa.N ke baaGabaano

( hawaa_o.n ke dil dahal rahe hai.n
gulaab neharuu ke jal rahe hai.n ) \-2
zamii.n to kyaa hai \-2
falaq ke aa.Nsuu nikal rahe hai.n

qasam tumhe.n maa.N ke duudh kii hai
qasam shahiido.n ke kuu.N kii hai
zamii.n se usakaa nishaa.N miTaa do
jo baaG apanaa ujaa.Dataa hai

mere himaalay ke paasabaano
mere gulistaa.N ke baaGabaano

Ye bazuen tolene ka din hai
Ye maut se bolne ka din hai
Pado hathali pe sar ko rakhke
Ye Bedian khol ne ka din hai (2)
Dagadh sheron ki banke niklo
Pahad ban dushmano ke tuto
Tumhari gango jamun ki izzat
Ke ek dantu utartha hai

mere himaalay ke paasabaano
mere gulistaa.N ke baaGabaano

Na phir zamii.n khoon mein nahahe
Na zulm duniya ki umar khaiye
Kareeb mandir ke aye masjid
Na phir koi ghar ko bant paiye (2)

Kahin gulami ki kat do ye
Zamiin phoolon se pathdo ye
Ke maa ka aanchal ka ek thaba
Watan ki surat bigadta hai

mere himaalay ke paasabaano
mere gulistaa.N ke baaGabaano

( ham apane Kuu.N me.n nahaa chuke hai.n
safiinaa apanaa Dubaa chuke hai.n ) \-2
khilo\-phalo tum ai ahal\-e\-ma.nzil
ham apanii ma.nzil pe aa chuke hai.n

hai aaKirii ye salaam apanaa
hai aaKirii ye payaam apanaa
jo jaagataa hai nahii.n samay par
wo jiitii baazii ko haarataa hai

mere himaalay ke paasabaano
mere gulistaa.N ke baaGabaano

uTho.n ki sadiyo.n kii nii.nd taj kar
tumhe.n watan phir pukaarataa hai \-2

mere himaalay ke paasabaano
mere gulistaa.N ke baaGabaano