Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Maasoom Chehra Yeh Qaatil Adaayen
Hamara Forums > Music > Lyrics
Chitralekha
Anyone wants to help fill in the words? I am unable to figure out what they are speaking where I have blanks.

Corrections/additions welcome smile1.gif thanks a lot.


Song: Maasoom chehra yeh qaatil adaayen
Film: Dil Tera Deewana
Singers: Rafi & Lata


R: maasoom chehra yeh qaatil adaayen
ke bemaut maare gaye hum bechaare

L: saagar se gehri tumhaari nigaahen
dubo de na hum ko yeh laa kar _______re
saagar se gehri

R: (hua saamna kya ke sau teer khaaye
ajab teer the woh nazar bhi na aaye) (2)
kya hum pe guzri tumhe kya bataaye
ke bemaut maare gaye hum bechaare

L: saagar se gehri tumhaare nigaahen
dubo de na hum ko yeh laa kar _______re
saagar se gehri

(mohabbat ki unchaayi par aa chuke hum
ke ab raah bhi _______ hai jo ) (2)

magar keh rahi hai yeh dil ki sadaayen
dubo de na hum ko yeh laa kar _______re

R: maasoom chehra yeh qaatil adaayen
ke bemaut maare gaye hum bechaare
maasoom chehra

(diya zakhm tumne badaa khubsoorat
liya daag humne badaa khubsoorat) (2)

salaamat rahe aap ki yeh jafaaen
ke bemaut maare gaye hum bechaare

L: saagar se gehri tumhaari nigaahen
dubo de na hum ko yeh laa kar _______re

R: maasoom chehraa
unni
C-ji:

Kya, aapko yeh "speaking" lagta hai? tongue.gif Tauba Tauba! blab.gif

R: maasoom chehra yeh qaatil adaayen
ke bemaut maare gaye hum bechaare

L: saagar se gehri tumhaari nigaahen
dubo de na hum ko yeh laa kar kanare (Persian origin of "kinare")
saagar se gehri

R: (hua saamna kya ke sau teer khaaye
ajab teer the woh nazar bhi na aaye) (2)
kya hum pe guzri tumhe kya bataaye
ke bemaut maare gaye hum bechaare

L: saagar se gehri tumhaaree nigaahen
dubo de na hum ko yeh laa kar kanare

Saagar se gehri

(mohabbat ki unchaayi par aa chuke hum
ke ab raah ki dhool hai dono aalam ) (2)

magar keh rahi hai yeh dil ki sadaayen
dubo de na hum ko yeh laa kar kanare

R: maasoom chehra yeh qaatil adaayen
ke bemaut maare gaye hum bechaare
maasoom chehra

(diya zakhm tumne badaa khubsoorat
liya daag humne badaa khubsoorat) (2)

salaamat rahe aap ki yeh jafaaen
ke bemaut maare gaye hum bechaare

L: saagar se gehri tumhaari nigaahen
dubo de na hum ko yeh laa kar kanare

R: maasoom chehraa
Chitralekha
Speaking nahin, singing singing. thanks a lot for correcting and adding lyrics. bow.gif
Sharad
i tried looking for the movie in Canada lekin no

Exon
QUOTE(unni @ Dec 7 2004, 06:11 PM) *

C-ji:

Kya, aapko yeh "speaking" lagta hai? tongue1.gif Tauba Tauba! blab.gif

R: maasoom chehra yeh qaatil adaayen
ke bemaut maare gaye hum bechaare

L: saagar se gehri tumhaari nigaahen
dubo de na hum ko yeh laa kar kanare (Persian origin of "kinare")
saagar se gehri

R: (hua saamna kya ke sau teer khaaye
ajab teer the woh nazar bhi na aaye) (2)
kya hum pe guzri tumhe kya bataaye
ke bemaut maare gaye hum bechaare

L: saagar se gehri tumhaaree nigaahen
dubo de na hum ko yeh laa kar kanare

Saagar se gehri

(mohabbat ki unchaayi par aa chuke hum
ke ab raah ki dhool hai dono aalam ) (2)

magar keh rahi hai yeh dil ki sadaayen
dubo de na hum ko yeh laa kar kanare

R: maasoom chehra yeh qaatil adaayen
ke bemaut maare gaye hum bechaare
maasoom chehra

(diya zakhm tumne badaa khubsoorat
liya daag humne badaa khubsoorat) (2)

salaamat rahe aap ki yeh jafaaen
ke bemaut maare gaye hum bechaare

L: saagar se gehri tumhaari nigaahen
dubo de na hum ko yeh laa kar kanare

R: maasoom chehraa


What a beautiful song; last two days, kept coming to my memory.
Couldn't find it's lyrics on the net except this old post in HF archive. Thanks,

Exon
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2024 Invision Power Services, Inc.