Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Na Tha Kucch - Ghalib
Hamara Forums > General > Shayaris & Tukbandis
noorie
Na Tha Kucch
- Mirza Ghalib

Na tha kuchh toh khuda tha, kuchh na hota toh khuda hota
duboya mujhko hone ne na hota main toh kya hota?

Hua jab gham se yun behis toh gham kya sar ke katane ka
na hota gar juda tan se toh zaanon par dhara hota

Hui muddat ke "Ghalib" mar gaya par yaad aata hai
woh har ek baat pe kahna ke yun hota toh kya hota!
vijay
QUOTE(noorie @ Jul 5 2007, 11:54 PM) *

Na Tha Kucch
- Mirza Ghalib

Na tha kuchh toh khuda tha, kuchh na hota toh khuda hota
duboya mujhko hone ne na hota main toh kya hota?

Hua jab gham se yun behis toh gham kya sar ke katane ka
na hota gar juda tan se toh zaanon par dhara hota

Hui muddat ke "Ghalib" mar gaya par yaad aata hai
woh har ek baat pe kahna ke yun hota toh kya hota!



Noorie,
I have enjoyed your Ghalib's philosphical lines. Please u/l some more if you have. Thanks.
Vijay
humble_rafi
This is one of the fav shair of Chacha Ghalib.Critics have always of opinion that Ghalib was an athiest,this is one of the best example where his pen has bowed before the existence of God.

"HAI AUR BHI DUNIYA MEIN SUKHANWAR BAHUT ACHE
KEHTE HAI KE GHALIB KA HAI ANDAAZ-E-BAAYAN AUR"

Long live Mirza Asadullah Khan Baig Ghalib
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2024 Invision Power Services, Inc.