Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Zindgai Bhar Na Bhoolenge
Hamara Forums > Music > Lyrics
tahir77
Zindagi bhar nahin bhoolenge...Rafi sahab ne jo solo song gaaya hai mujhe uske lyrics chahiyen.....agar kisi ke paas hon to...bohat shukriya biggrin.gif
deewani
Yeh lo Tahir, Sahir ke bol....

Barsat Ki Rat 1960

male:
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Ek Anjaan Haseena Se Mulaqaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Hai Woh Reshmi Zulfon Se Barasta Paani
Hai Woh Reshmi Zulfon Se Barasta Paani
Phool Se Gaalon Pe Rukhne Ko Tarasta Paani
Dil Mein Toofan Utha Thay Huye
Dil Mein Toofan Utha Thay Huye Jazbaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Darr Ke Bijli Se, Achanak, Woh Lipatna Uska
Aur Phir Sharm Se, Balkha Ke, Simatna Uska
Kabhi Dekhi Na Suni Aaisi Ho
Kabhi Dekhi Na Suni Aaisi Tilismat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Surkh Aanchal Ko Daba Kar Jo Nichoda Usne
Surkh Aanchal Ko Daba Kar Jo Nichoda Usne
Dil Pe Jalta Hua Ek Teer Sa Chhoda Usne
Aag Paani Mein Lagate Huye
Aag Paani Mein Lagate Huye Halaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Mere Naghmo Mein Jo Basti Hai Vo Tasveer Thi Woh
Naujawani Ke Haseen Khwab Ki Tabeer Thi Vo
Aasmaanon Se Uttar Aayi Ho
Aasmaanon Se Uttar Aayi Thi Jo Raat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi



aur bonus mein:
female:
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Ek Anjaan Musafir Se Mulaqaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Hai Jis Raat Mere Dil Ne Dhadakna Seekha
Shauq Jazbaat Ne Seene Mein Bhadakna Seekha
Meri Taqdeer Se Nikali Wohi
Meri Taqdeer Se Nikali Wohi Sadamat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Dil Ne Jab Pyar Ke Rangeen Fasaane Chhede
Aankhon Aankhon Mein, Wafaon Ke Taraane Chhede
Sog Mein Doob Gaye Aaj Woh,
Sog Mein Doob Gaye Aaj Woh Naghmat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi


male:
Roothne Waali
Roothne Waali Meri Baat Se Mayoos Na Ho
Bekhe Bekhe Se Khayalat Se Mayoos Na Ho
Khatam Hogi Na Kabhi Tere Mere
Khatam Hogi Na Kabhi Tere Mere Saath Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Ek Anjaan Haseena Se Mulaqaat Ki Raat

(both) Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi


nasir
Hi friends,

Could someone provide me with the following lyrics sung by Rafi Sahaab:

1. Bigdi huwi banaade ajmer waale khwaja....
This is from the 1956 movie ALAM ARA starring Daljit and Chitra.

2. Yeh Duniya , yeh duniya, hay hamaari yeh duniya...
from YAHUDI (1958), starring Dilip and Meena Kumari.

3. Any other devotional song sung by Rafi Sahaab in any movie. e.g.
KAALI KAMLI WAALE TUMKO LAAKHO.N SALAAM.

Your help is appreciated.

Thanks and Regards,

NASIR.

tahir77
QUOTE(deewani @ Mar 10 2007, 06:27 AM) *

Yeh lo Tahir, Sahir ke bol....

Barsat Ki Rat 1960

male:
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Ek Anjaan Haseena Se Mulaqaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Hai Woh Reshmi Zulfon Se Barasta Paani
Hai Woh Reshmi Zulfon Se Barasta Paani
Phool Se Gaalon Pe Rukhne Ko Tarasta Paani
Dil Mein Toofan Utha Thay Huye
Dil Mein Toofan Utha Thay Huye Jazbaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Darr Ke Bijli Se, Achanak, Woh Lipatna Uska
Aur Phir Sharm Se, Balkha Ke, Simatna Uska
Kabhi Dekhi Na Suni Aaisi Ho
Kabhi Dekhi Na Suni Aaisi Tilismat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Surkh Aanchal Ko Daba Kar Jo Nichoda Usne
Surkh Aanchal Ko Daba Kar Jo Nichoda Usne
Dil Pe Jalta Hua Ek Teer Sa Chhoda Usne
Aag Paani Mein Lagate Huye
Aag Paani Mein Lagate Huye Halaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Mere Naghmo Mein Jo Basti Hai Vo Tasveer Thi Woh
Naujawani Ke Haseen Khwab Ki Tabeer Thi Vo
Aasmaanon Se Uttar Aayi Ho
Aasmaanon Se Uttar Aayi Thi Jo Raat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi



aur bonus mein:
female:
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Ek Anjaan Musafir Se Mulaqaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Hai Jis Raat Mere Dil Ne Dhadakna Seekha
Shauq Jazbaat Ne Seene Mein Bhadakna Seekha
Meri Taqdeer Se Nikali Wohi
Meri Taqdeer Se Nikali Wohi Sadamat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Dil Ne Jab Pyar Ke Rangeen Fasaane Chhede
Aankhon Aankhon Mein, Wafaon Ke Taraane Chhede
Sog Mein Doob Gaye Aaj Woh,
Sog Mein Doob Gaye Aaj Woh Naghmat Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi


male:
Roothne Waali
Roothne Waali Meri Baat Se Mayoos Na Ho
Bekhe Bekhe Se Khayalat Se Mayoos Na Ho
Khatam Hogi Na Kabhi Tere Mere
Khatam Hogi Na Kabhi Tere Mere Saath Ki Raat
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaat Ki Raat
Ek Anjaan Haseena Se Mulaqaat Ki Raat

(both) Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi


Thankyou so much.....mujhe iski bohat zaroorat thi poseur.gif jump.gif
noorie
Gud luck with the karaoke. wink2.gif
deewani
YW Tahir.
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2024 Invision Power Services, Inc.