Help - Search - Members - Calendar
Full Version: 80s Ptv Hits
Hamara Forums > Legends > Legendary Artists of Pakistan
deewani
PTV Hits from the 80s
160 kbps cassette

Muhammed Yousuf

Baat Ko Tol Raha Hai Jaise (Lyrics: Saba Akbarabadi)
Click to view attachment
Tere Gham Ko Zeest Ka Irfa Samajh Baithe Thay Hum, Zindagi Ko Kis Qadar Aasaan Samajh Baithe Thay Hum (Lyrics: Saroor Bara Bankvi)
Click to view attachment
Dil Ka Aehwal Sar-e-Bazm Suna Dete Hai, Hum Nigaahon Ko Bhi Awaaz Bana Dete Hai
Click to view attachment

Amjad Hussain
Hawa Gar Nama Bar Hoti, Tumhi Hum Roz Khat Likhte
Click to view attachment
Tujh Se Main Bichhra, Bichharkar Der Tak Rota Raha
Click to view attachment
Tum Hote, Ya Tum Sa Koi Hota, Kaash Koi Tau Apna Hota
Click to view attachment

Bushra Ansari
Aaj Yun Dil Ne Unka Naam Liya, Jaise Girte Huye Ko Tham Liya (Lyrics: Aale Raza)
Click to view attachment
Bhari Barkha Mein Ghar Kar Gaye Suna, Saiyan Bedardi Dukh De Gaye Duna (Lyrics: Sabir Zafar)
Click to view attachment
deewani

Azra Riaz
Waqt Ke Saaye, Bheegh Rahe Hai, Dekho Dil Na Dukhao, Daal Pe Panchi Laut Aaye Hai, Ab Tum Bhi Aa Jao
Ik Pal Jo Jo Miley Kajra-re Naina, Man Kar Gaye Bechain Re
Click to view attachment
Usi Tarha Se Har Ek Zakhm Khushnumaa Dekhe, Woh Aaye Tau, Mujhe Abhi Hara Bhara Dekhe
Click to view attachment
anjvajay
Great uploads Diwaani!
Mujhe hairat hai ki ye meri nazar se kyo nahi guzare the.
Agar mumkin ho tou mai ye janana chahunga ki inke lyricist kaun hain.
Behad shukriya ki apne itne khubsurat songs share kiye.



deewani
Chalo aap ne dhoondh hi liya. I've added the lyrics now besides the song name, not all of them were labeled on the cassette, the ones that were I've noted them now. Mujhe khushi hai ke kisi ne tau in ko sunna aur appreciate kiya. smile.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2024 Invision Power Services, Inc.