Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Aapki Farma'ish
Hamara Forums > Legends > Noor Jehan
Inaam
As I am planning to do a program on Ghazals sung by Noor Jehan Ji, I just want to go by the selections of all Ghazal fans (including the Noor Jehan fans and the ones not familiar with her music). As a diehard fan, I like all Noor Jehan songs and can not be sure what the general Ghazal lovers can like. I want to make a list that all should like because I want all the Ghazal fans to be there (Madam ke fans tou obviously aaienge hi).
Following is a complete list of Ghazals sung by Noor Jehan Ji, you can select maximum three ghazals of your choice from the list. I will include them in the show with your name. Please put your choice in this thread.

I think it will be a good opportunity to present to Ghazal lovers some beautiful Ghazals of Noor Jehan of their own choice. Let me know what you think.

Ghzals sung by Madam Noor Jehan:
1. Aa ke waabasta hain (Infect it’s a Nazm)
2. Aandhi chali tou naqsh-e-kaf-e-paa nahin mila
3. Aankh se door na ho dil se utar jaye ga
4. Aashiyane ki baat karte ho
5. Apna afsaana-e-shouq-e-naakaam
6. Dard ho dil mein tou dawa kijey
7. Dayar-e-dil ki raat mein chirag sa jala gaya
8. Dayar-e-noor mein teera shabon ka saathi hi
9. Dekhne ko hamein wo khawab mile
10. Dil dharkne ka sabab yaad aaya
11. Dil hi dil mein sulag ke bhuje hum
12. Dil ki dunya mein koi humsa bi sodaai na ho
13. Dunya ne hum pe jab koi ilzaam rakh diya
14. Ek baar hi ji bhar ke saza kyon nahin dete
15. Gul khile chaand raat yaad aai
16. Hum na nakhat hain na gul hain jo mehaktey jaein
17. Ishq ki aag ko jo log hawa dete hain
18. Iss hosh o khirad ki dunya mein
19. Jab ye jaan-e-haziin waqf-e-aalaam huwi
20. Jo na mil sake wohi be wafa
21. Kabhi kaha na kissi se tere fasaane ko
22. Kabhi kitabon mein phool rakhna
23. Khoobruyoon se yaariaan na gaiin
24. Kissi ka naam lo be naam afsaane bohat se hain
25. Kyon chhora tumne saath hamara jawaab do
26. Lutf wo ishq mein paaye hain ke
27. Main hoon mushtaaq-e-jafa
28. Mujhe kuchh yun nazar aane laga hai
29. Nigaah-e-jor sahi dekhiye tou kam se kam
30. Niyat-e-shouq bhar na jaye kahiin
31. Payaam aaye hain uss yaar-e-be wafa ke mujhe
32. Raat pheli hai tere surmaii aanchal ki tarha
33. Silsiley tor gaya wo sabhi jaate jaate
34. Tere pyar mein ruswa ho kar…
35. Teri baaten hi sunane aaye
36. Teri saanson ko saba kehte hain
37. Tum aaye ho na shab-e-intezaar guzri hai
38. Wo meri bazm mein aaya
39. Zara bhi chhu loon tou…
40. Zara si dair mein barson ka dostaana lage





Pulkit
Difficult one, but I'm making a list of the ones I'm addicted to biggrin.gif

Aa ke waabasta hain
Dard ho dil mein tou dawa kijey
Dil dharkne ka sabab yaad aaya
Dil hi dil mein sulag ke bhuje hum
Dil ki dunya mein koi humsa bi sodaai na ho
Ek baar hi ji bhar ke saza kyon nahin dete
Hum na nakhat hain na gul hain
Iss hosh o khirad ki dunya mein
Jab ye jaan-e-haziin waqf-e-aalaam huwi
Jo na mil sake wohi be wafao
Kyon chhora tumne saath hamara jawaab do
Lutf wo ishq mein paaye hain
Niyat-e-shouq bhar na jaye kahiin
ke

biggrin.gif


Priya
Gosh such a tough task!!! 3 songs!! ohmy.gif



BTW maine har kanat is not a ghazal? unsure.gif



Narrowed down to 5 sad1.gif


Ek baar hi ji bharke saza

Is hosh-o-kirad ki duniya

Jo na mil sake wahi bewafa

Kyun choda tumne saath

Tum aaye ho na sha-e-intezaar

shivani
Iss hosh o khirad ki dunya mein
Khoobruyoon se yaariaan na gaiin
Tum aaye ho na shab-e-intezaar guzri hai
Maha
1- Dil dharkne ka sabab yaad aaya.

2- Dunya ne hum pe jab koi ilzaam rakh diya.

3- Tum aaye ho na shab-e-intezaar guzri hai
Akhtar
1. mein tere sung keise chalun sajna
2. neeyat e shauk bhar na jaaiye kaheen
Inaam
'Meine har Kaanya teri raah ka...' & 'Mein Tere Sang Kese Chaloon Sajna..' are not ghazals but Nazms. Lekin jab 'Aake waabasta hain...' ko list mein include kiya hai tou ye bhi sahi...

Thanks for your feedback...
Waiting for more members!!!!
Priya
Is hosh -o- khirad ki duniya seems to be an all round fav!!!! clap1.gif
Inaam
QUOTE(priya @ Feb 10 2006, 11:54 AM) *

Is hosh -o- khirad ki duniya seems to be an all round fav!!!! clap1.gif

Even though the poetry is very difficult tongue.gif Ye sab Madam ki gaayki ka chamatkaar hai tongue.gif

~SUFi~
neeyat e shauk bhar na jaaiye kaheen

Gul khile chaand raat yaad aai

Ek baar hi ji bhar ke saza kyon nahin dete

Dil dharkne ka sabab yaad aaya
Anupama
Aa Ke Wabasta Hain

Zara Si Der Mein Barason Ka Dostana Lage

Please add this one too in your list {my all time favorite }

Mujhse Pehli Si Mohabbat Mere Mehboob Na Maang {Nazm}

Thanks smile1.gif
bibhas
A while back, HMV had released a 5CD set called "ghazal ka safar". In that, there was one CD where Jagjit Singh and Gulzar introduce Noor Jehan and play a line or two of a haunting ghazal in her voice. That's the only ghazal of NJ in that entire set but it is so haunting that it stayed in my head. Anyone remember which one it is ? I'd love to hear the complete version. My CDs are packed off in some unopened box and it would take me a while to dig it out and request it.

Bibhas
shivani
Bibhas love.gif
Welcome back.
hope all is well and you have settled down smile3.gif
Priya
Bibhas, U remember any word or line? huh.gif
Priya
Anu posted something and deleted? huh.gif
Pulkit
biggrin.gif Have just uploaded the video of a beautiful Noor Jehan ghazal 'dard ho dil mein tou dawa kiijey' in 'mesmerizing noorjehan videos' thread. Those who havn't heard/seen it please tune in.........

http://www.hamaraforums.com/index.php?showtopic=19560&st=15
Anupama
QUOTE(bibhas @ Feb 10 2006, 09:52 AM) *

A while back, HMV had released a 5CD set called "ghazal ka safar". In that, there was one CD where Jagjit Singh and Gulzar introduce Noor Jehan and play a line or two of a haunting ghazal in her voice. That's the only ghazal of NJ in that entire set but it is so haunting that it stayed in my head. Anyone remember which one it is ? I'd love to hear the complete version. My CDs are packed off in some unopened box and it would take me a while to dig it out and request it.

Bibhas


Dil Dhadkane Ka Sabab Yaad Aaya
Priya
Anu, this is a snippet right?
Bibhas, if Anu does not have the full version, I am going to my net cafe kal--can ul it for U.
Anupama
QUOTE(priya @ Feb 10 2006, 12:38 PM) *

Anu, this is a snippet right?
Bibhas, if Anu does not have the full version, I am going to my net cafe kal--can ul it for U.

Yes Priya, those two lines only

Dil Dhadakne Ka Sabab Yaad Aaya
Woh Teri Yaad Thi Ab Yaad Aaya

I have full version too. I can uplaod it if you want me to......
Priya
If U have a good connection, plz do--I have the song. Bibhas wants it. smile1.gif
Anupama
QUOTE(priya @ Feb 10 2006, 12:44 PM) *

If U have a good connection, plz do--I have the song. Bibhas wants it. smile1.gif


Done smile1.gif
bibhas
Anupama ji and Priya,
Bahut bahut shukriya. The magic of Nasir Kazmi's pen in Malika-e-tarannum's enchanting voice ! Never heard this ghazal copletely in NJ's voice but can't wait to see how she has sung this sher

haal-e-dil ham bhi sunaate lekin
jab woh rukhsat huye tab yaad aaya

Would much appreciate if one of you could upload the full ghazal for me.


Shivani, theek hoon re. Have been rather busy but getting back to normalcy slowly. Workload is very heavy in the new job but am enjoying it very much.

-B smile.gif
Inaam
Bibhas This is the 'Haasil-e-ghazal' sher. And Madam sang it beutifully with some extra alaaps.... ukno bhi pata tha ke ye sab se achha sher hai ghazal ka.


Inaam
How rude of me!
A warm and hearty welcom to NJ Forum Bibhas!!!! Click to view attachment (Pehli baar aaey ho na yahaan? blink.gif Umeed hai aatey jaatey raho gey tongue.gif )
bibhas
QUOTE(Inaam_Nadeem @ Feb 11 2006, 12:16 AM) *

Bibhas This is the 'Haasil-e-ghazal' sher. And Madam sang it beutifully with some extra alaaps.... ukno bhi pata tha ke ye sab se achha sher hai ghazal ka.

to phir aur besabri se ghazal ka intezaar rahega.
aawaaz-e-pur-soz ka dil pe vaar rahega.

jee hazoor, pehli baar tashreef laaye hain idhar. shukriya.
Inaam
Idhar bhi musha'ira shuroo!!!! LOL
bibhas
QUOTE(Inaam_Nadeem @ Feb 11 2006, 12:32 AM) *

Idhar bhi musha'ira shuroo!!!! LOL

jab zikr Nasir Kazmi aur Noor Jehan ka ho raha hai, aur aap jaise kaamyaab shayar se baatcheet ho rahi hai, to ungliyaan kuch behak si gayi laugh.gif
Priya
This same ghazal has a version by Asha with music by Ghulam Ali. Any more versions?
Sohail Asif


Kisi Ka naam Lo Benaam Afsane bhutse
Dard Dil Mein Ho tou
Daayar-e- Noor Mein
Dayar-e-Dil Ki Raat Mein


bibhas
QUOTE(priya @ Feb 11 2006, 03:07 AM) *

This same ghazal has a version by Asha with music by Ghulam Ali. Any more versions?

Pankaj Udhas has a nice version as well.
yogihit
please upload atleast 5 cd set bibhas, anupama ji
i checked in music shop (alurkar - pune is open agian) but my hard luck sad1.gif

Thank You
Yogesh
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2024 Invision Power Services, Inc.