Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Word Game With Nj Songs
Hamara Forums > Legends > Noor Jehan
Pages: 1, 2, 3
Inaam
The credit of the idea of this wonderful game goes to Nimii Ji. (Thanks Nimii Ji bow.gif )
Following are the rules of the game:

You need to pick a word from the first part of the mukda and continue with a new song that has the word in its mukda.

I start the game with this song:

Zindagi ke safar mein akeley thay hum
Aap jesa hamein mehrbaan mil gaya
Apni qismat pe humko bada naaz hai
Humsafar mil gaya carvaan mil gaya




Priya
MIL gayi thandak nigahon ko tere deedar se
Ho sake to aaj de awaaz mujhko pyaar se...
Nimii
Inaam ji aap bhi na blush.gif

N blush.gif
Priya
Ab Nimii ek gaana gaao!!! rollf.gif
Inaam
Yes Nimii Ji – Aapka NJ forum per aana aik especial moment hai --- gaana ga kar isko historical banaiye pleaseeeeeeeeeeeeee tongue.gif



Inaam
Inaam
QUOTE(priya @ Sep 9 2005, 10:17 PM)
MIL gayi thandak nigahon ko tere deedar se
Ho sake to aaj de awaaz mujhko pyaar se...
*



Aawaz de kahan hai
Dunya meri jawan hai
Aabad mere dil mein
Umeed ka jehan hai
Dunya meri jawan hai
jamalf_akbar
Jawan hai mohabbat
haseen hai zamana
lutaya hai dil ne
khushi ka khazana

(I like this game much better than antakshri - there is a much wider scope for songs you can choose - thanks guys !)
Priya
JAWAN hai mohabbat haseen hai zamana
Lutaya hai dil ne khushi ka khazana...
jamalf_akbar
Priya - I think this is a case of great minds think alike nah?

I will the continue with.

Mujhse pehli si mohabbat mere mehboob na maang
Priya
rollf.gif

Same song and same time too!!! Good heavens!!!!!

MOHABBAT ki qasam tumko
kiye wade wafa karna
hamesha ke liye ek saath
rehne ki dua karna...
Priya
No we both choose mohabbat!!!!! rollf.gif

Is baar aap post kijiye.
I will wait a while. smile1.gif
jamalf_akbar
Done it again !

I have a clarification to ask, do we have to use exactly that word or can we use close approximations

for example the above has words wade, saath and wafa. Could I use songs that have wada, saathi and wafayen ?

Harjaee se preet lagayi, hogayi mujhse bhool
Main kankar ko moti samjhi aur kaante ko phool
Bhool kar ehde wafa mujhko rulaane wale
Priya
Ya variations are allowed.

Main har KAANTA teri raah ka palkon se chuna
Log kehte hain main dushman hoon tera toone suna..
jamalf_akbar
Kuch log rooth kar bhi lagte hai kitne pyare
Chup rehke bhi nazar mein hai pyar ke ishaare
Inaam
Dunya kab chup rehti hai, kehney de jo kehti hai
Mat kar dunya ki baat sajan, kahiin beet na jaey raat saja

Priya
INAAM!!!!!! GRRRRR U have to wait for someone else to sing before U sing a second time. Tum akele saare gaane gaoge to kaise chalega mad.gif

BEETE dinon ki yaadon ko kaise main bhula doon aye dil
kaise main bhula doon...
Akhtar
ignore
Priya
LOL!!! Ignore what? Beete dinon ki yaadon ko? laugh.gif
Inaam
QUOTE(priya @ Sep 10 2005, 08:43 PM)
INAAM!!!!!! GRRRRR U have to wait for someone else to sing before U sing a second time. Tum akele saare gaane gaoge to kaise chalega mad.gif

BEETE dinon ki yaadon ko kaise main bhula doon aye dil
kaise main bhula doon...
*


What did this mean Priya? I didn't really understand! Dekho tumne aur Jamal ne gaaya --- to ab mera turn huwa na? unsure.gif
Priya
Tumne do gaane gaye na? ohmy.gif
Nimii
ayyo Inaam ji.. let me clear the confusion.

You have to post a song and wait for someone else to post before you post another one smile1.gif

N smile.gif
Inaam
QUOTE(Nimii @ Sep 11 2005, 07:49 PM)
ayyo Inaam ji.. let me clear the confusion.

You have to post a song and wait for someone else to post before you post another one smile1.gif

N smile.gif
*



O I see huh.gif Dosrey ka idea chori karney ka result yehi hot hai sad1.gif Thanks for the clarification Nimii Ji.

Inaam
Nimii
Arre nahi Inam ji aise nahi kehete sad1.gif

Kaise chori ki aapne? It is all on this forum na!!

N smile1.gif
Priya
Still waiting for U to sing Nimii!!! foottapping.gif
Nimii
Priya u want me to sing ?????????????? But why?!?!?!?

*thud* I didnt even notice I was in Madam ji's forum hairpull.gif

N cry.gif
Priya
Because I know U know 100s of Madam songs na. tongue.gif
Inaam
QUOTE(priya @ Sep 12 2005, 01:13 PM)
Because I know U know 100s of Madam songs na. tongue.gif
*



Really? ohmy.gif What a pleasant News!!! Click to view attachment


Inaam

Yasmin
Nice thread clap1.gif

QUOTE
BEETE dinon ki yaadon ko kaise main bhula doon aye dil
kaise main bhula doon...


Aye musawir teri tasweer adhori hai abhi



Nimii
huh me knows atleast 100 songs of Madam!!!!!!!!!!!! shocked.gif

No reeeeeeeeeeeeee cry.gif I know less than that cry.gif

Yeh meri ko kahan phansaa rahi hai tu?

N sorry.gif
Priya
ABHI to main jawan hoon
(aur nahin aata blab.gif )
Inaam
Mera turn kab aaey ga re Priya? cry.gif


Priya
Ayyo!!!! Tumhara hi turn hai.
U cannot sing two songs together. Bas itna. If someone sings after U, then U can sing again. smile1.gif
Abhi tum gao. smile1.gif
Inaam
Dhatt Tere Kii headbang.gif

Ok:

Dil naghmon se bhar jaata hai... jab hota hai pyaar kissi se jump.gif
Priya
Dil uchalne bhi lagta hai? rollf.gif

BTW aap kaunsi word se ga rahe the?

Meri zindagi hai NAGHMA
Meri zindagi tarana
Main sada-e-zindagi hoon
Mujhe dhoondh le zamana...

Kya gaana hai!!!! clap1.gif
Yasmin
QUOTE(priya @ Sep 15 2005, 04:43 PM)
Dil uchalne bhi lagta hai? rollf.gif

BTW aap kaunsi word se ga rahe the?

Meri zindagi hai NAGHMA
Meri zindagi tarana
Main sada-e-zindagi hoon
Mujhe dhoondh le zamana...

Kya gaana hai!!!! clap1.gif
*




Abhi dhoondh hi rahi thi tumhein ye nazar hamari
ke tum aagaey achanak bari umr hai tumhari

Inaam
Nazron ko aur koi na jalwa dikhai de
Dekhoon jidhar bhi tera hi chehra dikhai de

(A lovely duet with her Damaadji--- Khalid Waheed)

Priya
All quoting songs I have never heard. cry.gif

Inaam, do mention in the song which word U are quoting. tongue.gif

TERE dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
jamalf_akbar
Aaj HUM be-aasron ka aasra koi nahin
Thokare kha ke hay manzil ka pataa koi nahin
Priya
Ye meri MANZIL nahin
Harsu andhera hai yahan
Aye meri kismat chali hai
Tu mujhe lekar kahan...
Inaam
QUOTE(priya @ Sep 17 2005, 09:30 PM) *

All quoting songs I have never heard. cry.gif

Inaam, do mention in the song which word U are quoting. tongue.gif

TERE dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye


Arre Priya! I was singin whith 'Nazron..' a variation of 'Nazar'. And I think you have both the songs (jo meine aur Yasmin ne gaaye ---- ab kya India aa kar dhoondk kar doon ke kaunsi CD mein hai laugh.gif )

Inaam

QUOTE(priya @ Sep 18 2005, 06:47 PM) *

Ye meri MANZIL nahin
Harsu andhera hai yahan
Aye meri kismat chali hai
Tu mujhe lekar kahan...


Hi Re Qismat rooth gayii
Aas ki doori toot gaii
Priya
Maar GAYI re maar gayi humein
teri najariya, teekhi najariya pyaari najariya?
Inaam
QUOTE(priya @ Sep 18 2005, 08:25 PM) *

Maar GAYI re maar gayi humein
teri najariya, teekhi najariya pyaari najariya?


Teri baatein hi sunaane aaey
Dost bhi dil hi dukhane aaey

Inaam
Priya
Dil HI dil mein sulaghkar bujhe hum
Aur sahe gham door hi door
Tumse kaun si aas bandhi thi
Tumse rahe hum door hi door...
Inaam
QUOTE(priya @ Sep 19 2005, 12:33 AM) *

Dil HI dil mein sulaghkar bujhe hum
Aur sahe gham door hi door
Tumse kaun si aas bandhi thi
Tumse rahe hum door hi door...


Shamma hai bhujne waali, raat hai dhalne waali
Sun le parwaane ke ab jaan hai nikalne waali
Priya
RAAT phaili hai teri surmayi aanchal ki tarah
chand nikla hai tujhe dhoondne pagal ki tarah...
Inaam
QUOTE(priya @ Sep 19 2005, 06:21 PM) *

RAAT phaili hai teri surmayi aanchal ki tarah
chand nikla hai tujhe dhoondne pagal ki tarah...


Pagla mann, najaane mera pagla mann,
kyon, yun, rehne laga be-qarar

Priya
Man mandir ke devta
Rakho laaj hamari...
jamalf_akbar
QUOTE(priya @ Sep 20 2005, 07:55 PM) *

Man mandir ke devta
Rakho laaj hamari...


Banwara MAN aise dharka na tha
Shola kabhi aise bharka na tha

(any ideas which film this is from??)
Priya
KABHI tum bhi humse the aashna
tumhe yaad ho ki na yaad ho
kabhi tumko humse bhi pyaar tha
tumhe yaad ho ki na yaad ho
Inaam
QUOTE(jamalf_akbar @ Sep 21 2005, 02:12 AM) *

QUOTE(priya @ Sep 20 2005, 07:55 PM) *

Man mandir ke devta
Rakho laaj hamari...


Banwara MAN aise dharka na tha
Shola kabhi aise bharka na tha

(any ideas which film this is from??)


Its from 'Mohabbat' (1972) MD Nisaar Bazmi.
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2024 Invision Power Services, Inc.