Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Bollywood Antakshiri
Hamara Forums > General > Shayaris & Tukbandis
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18
tahir77
Hi i am starting new thread please contribute i hope you enjoy antakshir.First song
"PEHLA PEHLA PYAR HAI PEHLI PEHLI BAAR HAI JAANE KAHAN KHO GAYA AISA MERA YAAR HAI HO HO PEHLA PEHLA PYAR HAI PEHLI PEHLI BAAT HAI".Ab aapko HA se song Gaana hai.
gkshyam
One of the most romantic songs written in HFM.... smile1.gif bow.gif

Hamen Tumse Pyaar Kitna
Yeh Hum Nahin Jaante
Magar Jee Nahin Sakte
Tumhaare Bina..........

PS: One small correction to your 1st post Tahir, the last line of your song should be "Pehli Pehli BAAR hai"......and not "BAAT hai".... wink2.gif Hope that's fine... Carry on the good work thumbs-up.gif
tahir77
mistake ke liye sorry sad1.gif .Aapka song khatam hua hai tumhare bina "Na kajre ki dhaar na motiyon ke haar na koi kia singhaar phir bhi kitni sundar ho tum kitni sundar ho".Aapko <ha> se shuru karna hai doston. bye.gif
Chitralekha
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Mar ke bhi iss kasam ko na todenge hum
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Saath tera kabhi bhi na chhodenge hum

Next letter: M
tahir77
Mere dil bhi kitna pagal hai ke pyar to tumse karta hai
Par samne jab tum aate ho kuch bhi kehne se darta hai
O mere sajan
Sajan sajan mere sajan


Next letter > N
visuja
Naam Gum Jaayega
Chehra Ye Badal Jaayega
Meri Aawaaz Hi Pehchaan Hai...
Gar Yaad Rahe
...'Ha'...
ZUHA_ALI

Hum Bewafa Har Giz Na Thay
Par Hum Wafa Ker Na Sakay
Jis Ki Mili Hum Ko Saza
Woh Khatah Hum Ker Na Sakay



Next letter: S
tahir77
Pakistani pop song:

Sehra ki tapish mein duur kahin pani ki chalak si aati hai
Aise mein tere chehre ki chamak mere dil ki pyaas barhati hai
Tum paas ho ya duur kahin lakin yehi ahsaas hai.

Next letter Ha
visuja
Hawa Ke Saath Saath ... Are Re Re ...
Ghata ke Sang Sang ..... Sambhalna..

Hawa Ke Saath Saath
Ghata Ke Sang Sang
O Saathi Chal.....

O Mujhe Leke Saath Chal Tu
Yunhi Din Raat Chal Tu
Sambhal Mere Saath Chal Tu
Le Haathon Mein Haath Chal Tu

O Saathi Chal....

Next letter : La
tahir77
Lal dupatta urh gaya re mera hawa ke jhonke se
Mujhko piya ne dekh liya haire dhoke se
Mana ke mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh...

Next letter <<..H..>>
maheshwari
QUOTE(tahir77 @ Aug 1 2005, 03:31 PM)
Lal dupatta urh gaya re mera hawa ke jhonke se
Mujhko piya ne dekh liya haire dhoke se
Mana ke mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh...

Next letter <<..H..>>
*




Hai Hai Hai yeh nigaahen
Hai Hai Hai Yeh nigaahen
Karde sharabi jise chahe jise chahe
main tho main tho bhool gaya raahen

Well again the next letter is "H"

maheshwari
Jay
Let me tribute Indivar saab with this song:

Har koi chahata hai ek mutthi asmaan
Har koi dhoondta hai ek mutti asmaan
Jo seene se laga le, woh aise ek jahan
Har koi dhoondta hai ek mutti asmaan

Next letter: N
maheshwari
QUOTE(Jay @ Aug 1 2005, 04:09 PM)
Let me tribute Indivar saab with this song:

Har koi chahata hai ek mutthi asmaan
Har koi dhoondta hai ek mutti asmaan
Jo seene se laga le, woh aise ek jahan
Har koi dhoondta hai ek mutti asmaan

Next letter: N
*



+++++++++++++



Here's the next one

Na ja kahin ab na jaa
Dil ke siva
Hai yehi dil dooja thera
ai mere hamdam mere dost
Na ja kahin ab na jaa
Dil ke siva


The next letter "V"

maheshwari
AzgarKhan
QUOTE(maheshwari @ Aug 1 2005, 04:24 PM)

Here's the next one

Na ja kahin ab na jaa
Dil ke siva
Hai yehi dil dooja thera
ai mere hamdam mere dost
Na ja kahin ab na jaa
Dil ke siva


The next letter  "V"

maheshwari
*



V is also W

Wo jab yaad aaye, Bohat yaad aaye
Gham-e-zindagi ke andhere mein humne
Charagh-e-mohabbat jalaye bhujaye
Wo jab yaad aaye, Bohat yaad aaye

The letter now is "Y"
maheshwari
QUOTE(AzgarKhan @ Aug 1 2005, 04:29 PM)
QUOTE(maheshwari @ Aug 1 2005, 04:24 PM)

Here's the next one

Na ja kahin ab na jaa
Dil ke siva
Hai yehi dil dooja thera
ai mere hamdam mere dost
Na ja kahin ab na jaa
Dil ke siva


The next letterĀ  "V"

maheshwari
*



V is also W

Wo jab yaad aaye, Bohat yaad aaye
Gham-e-zindagi ke andhere mein humne
Charagh-e-mohabbat jalaye bhujaye
Wo jab yaad aaye, Bohat yaad aaye

The letter now is "Y"
*



+++++++++++++++


Continuing the Antakshri

Yahan wahan saare jahan me thera raaj hai
There hi tho sar pe muhabbat ka taj hai
jawani aur diwani ko zindabad

The next letter is "D"

maheshwari
ZUHA_ALI

Do Dil Mil Rahay Hain Maghar Chupkay Chupkay

Sub Ko Ho Rahi Hai Khabar Chupkay Chupkay



Next Letter: C
ZIA
chun chun karti aai chiriya daal ka dana lai chirya mor bhi aya kawwa bhi aya chuha bhi aya bhalo bhi aya:P

next letter is : A
gkshyam
Arre Behna...(Zuha Ali).......Yeh kya ho raha hai???? Aap ek gaana sunaati hai.......toh agle pratiyogi aapke gaane ke aakhri shabd ke aakhri "letter" se unka naya gaana shuru karna chaahiye.....Par aap toh aap ke gaane ke aakhiri shabd ke pehle "letter" ko "NEXT LETTER" bataakar likh deti hain......... unsure.gif

Just take a look at one of your earlier posts here (from page 1 of this therad):-

Zuha Ali:

Hum Bewafa Har Giz Na Thay
Par Hum Wafa Ker Na Sakay
Jis Ki Mili Hum Ko Saza
Woh Khatah Hum Ker Na Sakay


Next letter: S

Now.......your last word of the song is ending in "Key" ....there fore the new letter for the next participant should be "Ka/Ke" and not "S". (This is according to the rules of the game I had learnt in my childhood........And also according to the rules that are being followed by other participants here.......If anyone of you can please 'cross-check' on what I've pointed out here.....would be really kind.......

PS: Or else, my dear sister will be thinking.....that I know no other work but to point out her mistakes.....(This must be 3rd or 4th time we are interacting directly at HF......and again its in the connection of me pointing out some mistake.......Damn sorry about it behna......Ho sake toh mujhe maaf karna...... sad1.gif cry.gif )


gkshyam
Common guide for all here:- Further......If you have any doubt on what should be the new letter.......try picturising the last word of the previous song in Hindi script.........Hence.....according to the Hindi script, check what's the last 'letter' used. That should be the new letter for the next song.....AND NOT THE LAST LETTER AS PER ENGLISH SCRIPT.......(Using English script as the base for Antakshiri with Hindi songs...will be problematic.....as it involves lots of loopholes and confusions)

For eg: The last song above (BY "ZIA") is as follows:

"chun chun karti aai chiriya daal ka dana lai chirya mor bhi aya kawwa bhi aya chuha bhi aya bhalo bhi aya"

Now.....ZIA has announced the next letter as "A" (as per English text for the song). But in reality....the song's written in Hindi..using Hindi words....therefore......the last word is "AAYA".....and written in hindi......the last 'letter' will be "YA" and not "A"......Hope you got the difference, and understood the point I'm trying to drive home.

But I invite you all to debate on the points I've raised, and arrive at a joint conclusion, that can prevent further confusions from taking place. smile1.gif Thanks.... thumbs-up.gif
ZUHA_ALI
QUOTE(gkshyam @ Aug 3 2005, 02:30 AM)
Arre Behna...(Zuha Ali).......Yeh kya ho raha hai???? Aap ek gaana sunaati hai.......toh agle pratiyogi aapke gaane ke aakhri shabd ke aakhri "letter" se unka naya gaana shuru karna chaahiye.....Par aap toh aap ke gaane ke aakhiri shabd ke pehle "letter" ko "NEXT LETTER" bataakar likh deti hain......... unsure.gif

Just take a look at one of your earlier posts here (from page 1 of this therad):-

Zuha Ali:

Hum Bewafa Har Giz Na Thay
Par Hum Wafa Ker Na Sakay
Jis Ki Mili Hum Ko Saza
Woh Khatah Hum Ker Na Sakay


Next letter: S

Now.......your last word of the song is ending in "Key" ....there fore the new letter for the next participant should be "Ka/Ke" and not "S". (This is according to the rules of the game I had learnt in my childhood........And also according to the rules that are being followed by other participants here.......If  anyone of you can please 'cross-check' on what I've pointed out here.....would be really kind.......

PS: Or else, my dear sister will be thinking.....that I know no other work but to point out her mistakes.....(This must be 3rd or 4th time we are interacting directly at HF......and again its in the connection of me pointing out some mistake.......Damn sorry about it behna......Ho sake toh mujhe maaf karna...... sad1.gif cry.gif )
*




lol bro....Aise koi baat nahi hai..aghar app galtiyan nahi bataon gay wink2.gif toh theik kaise ho gin..waise bro jaise mai paltalk pay antakshri khelti hoon mai nay wohi rules follow kiyeh.. sad1.gif kher wink2.gif abb samaj aa gaye..abb aisa kerien koi gana contribute kerein phir mai keron gin wink2.gif
gkshyam
Thanks for being so Sporting Sis... smile1.gif

I can sure come up with the next song.....but someone has to "DECIDE" what's the new letter....... I mean (as per my last post) whether its "A" or "YA" ???? unsure.gif Koi milkar decision lele, toh khel aage badhe???
shivani
chosen.. Ya ... and heres the song

Ye shaam ki tanhaiyan aise main tera gum
biggrin.gif aage nahi maloom hame ye
nex letter "m"
AzgarKhan
Yaad mein teri jaag jaag ke hum raath bhar karwaten badalte hain
Har ghadi dil mein tere ulfat ke dheemay dheemay charaagh jalte hain

Next letter "H"
gkshyam
Hum Pyaar mein Jalne Waalon Ko.....
Chain Kahaan....Haaye....Aaram Kahaan..... sad1.gif

Next letter: "Ha or Haan" ..... tongue.gif

PS: By the way Shivani Ji....that was a very good one......Liked that.....good humour!!! smile1.gif tongue.gif wink2.gif
shivani
rabba *rolling eyes* am not worthy of "ji" ka dumchalla .. call me S biggrin.gif

and it ended on kahan .. so N should be the next letter..

"NA tum hame jaano na hum tumhe jaanen
magar lagta hai kuch aisa mera humdum mil gaya"

-S
gkshyam
Dont want to create a ruckus here again.....by starting on the same point...but as far as Hindi script the word "Kahaan" must end in "Ha" right??? (with a chandra-bindu on top???) Should we start from N??? unsure.gif
gkshyam
Ek poore din se kisine yeh khel ko aage badhaaya hi nahin??? blab.gif unsure.gif
ZUHA_ALI
QUOTE(gkshyam @ Aug 5 2005, 03:03 AM)
Ek poore din se kisine yeh khel ko aage badhaaya hi nahin??? blab.gif unsure.gif
*



awwwwwww bro sad1.gif mujhay ganay nahi atay zaida sad1.gif
AzgarKhan
Ye teri saadgi, Ye tera baankhpann
Jaan-e-bahaar jaan-e-chaman
Haye tauba shikan tauba shikan

K
ZUHA_ALI



Kabhi Kabhi Mere Dil Mai Khayal Ata Hay,
Kay Jaisay Tujh Ko Banaya Gaya Hai Mere Liyeh
Tu Ab Say Phelay Sitaro Mai Bas Rahe The Kahin
Tujhay Zameen Pay Utara Gaya Hai Mere Liyeh
Kabhi kabhi Mere Dil Mai Khayal Atah Hai


Next Letter: H
AzgarKhan
Hum tum se juda ho kay
Marjayenge ro ro kay

K
ZUHA_ALI
Kuch na kaho
Kuch bhi na kaho
Kya kehna hai
Kya sunna hai
Mujhko pata hai
Tumko pata hai
Samay ka ye pal
Tham sa gaya hai


Next Letter: H
AzgarKhan
Hum tumhe chahte hain aise
Marne walaa koi zindagi chahta ho jaise

J
ZUHA_ALI
Jadu teri nazar, khushabu tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu hai meri kiran

Next Letter: K
AzgarKhan
Kaise kahen hum pyar ne humko kya kya khel dikhaye
Yun sharmaye kismat humse, khud se hum sharmaye

S
ZUHA_ALI
Saaray rishtay naatay tor ki agayi
Le mai tere waastay sab chor ke agayi

Next Letter: A
AzgarKhan
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, Aye subha aa bhi jaa
Raath ko karr vida, dilruba aa bhi jaa

J
ZUHA_ALI
Jaanam dekhlo mit gayi dooriyaan
Mein yahan hoon, yahan hoon, yahan hoon yahan



Next Letter: Y
AzgarKhan
Ye dil, ye pagal dil mera, Kyun bhujgaya, awargi
Is dasht mein ek shaher tha, wo kya hua, awargi

A
ZUHA_ALI
Aadmi musafir hai, aata hai jaata hai
Aatay jatey raastay mein ye, yaadein chor jaata hai


Next Letter: H
AzgarKhan
Hum toh chale pardes, hum pardesi hogaye
Chootha apna des, hum pardesi hogaye

H
ZUHA_ALI
Hosh Walo Ko Khabar Kya Bekhudi Kya Cheez Hay
Ishq Kijeh Phir Samajhaye Zindagi Kya Cheez Hay

Next Letter: H
AzgarKhan
Hum ne jafa na seekhi, unko wafa na aayi
Paththar se dil lagaya, aur dil pe chont khaayi

K
ZUHA_ALI
Kiyeh Tha Pyar Jisay Zindagi Ki Tarah
Woh Ashna Bhi Mila Hum Say Ajnabi Ki Tarah


Next Letter: T
AzgarKhan
Tere liye hum hain jiye har ansoo piye
Dil mein magar jalte rahe, chahat ke diye
Tere Liye, Tere liye

L
ZUHA_ALI
Likhay jo khat tujhe, wo teri yaad mein
Hazaron rang ke nazare bangaye
Sawera jab hua, to phool bangaye
Jo raath aayi toh sitaaray bangaye


Next Letter: B
AzgarKhan
Bohat shukriya bari meherbaani, meri zindagi mein huzoor aap aaye
Kadam choomloon ya, ke aankhen bichadoon, karoon kya ye meri samajh mein na aaye
Bohat shukriya...

S
ZUHA_ALI
Saanson ki zaruurat hai jaise
Zindagii ke liye -
Bas ek sanam chaahiye, aashiqi ke liye

Next Letter: L
AzgarKhan
Lal chardi maidaan khadi kya khoob ladi kya khoob ladi
Hum dil se gaye, hum jaan se gaye, bass aankh mili aur baath bardhi.

B
ZUHA_ALI

Baat nikalegii to phir duur talak jaayegi
log bevajah udaasii kaa sabab puchheinge
ye bhii puuchhenge ke tum itanii pareshaan kyun ho
ungaliyaan utheingii suukhe hue baalon ki taraf
ek nazar dekhe.nge guzare hue saalon ki taraf
chuudiyon par bhi kai tanz kiye jaayeinge



Next Letter: J
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2024 Invision Power Services, Inc.