Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Wanted - Lyrics Of Song - Tumhe Apna Saathi Bannane ...

Reply to this topicStart new topic
> Wanted - Lyrics Of Song - Tumhe Apna Saathi Bannane ...
panic
post Apr 26 2007, 09:23 AM
Post #1

Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 17
Joined: 1-April 07
Member No.: 13368

hi

i want lyrics of the song - Tumhe Apna Saathi Bannane ... from the movie - Pyar Jhukta Nahin.

Thanx
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
deewani
post Jun 9 2007, 11:24 AM
Post #2

Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3784
Joined: 10-April 05
From: away
Member No.: 2053

Hazaaron Aandhiyan Aaye, Hazaaron Bijliyan Chamke
Kabhi Saathi Ko Tanha, Raha Mein, Chhoda Nahin Karte

Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Mohabbat Ki Duniya Basane Se Pehli
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai

Kahan Se Main Launga Resham Ki Sari?
Yeh Bangla, Yeh Motor, Nahin Le Sakunga...
Mera Dil Hi Bas Ek Meri Milkiyat Hai
Jo Chaho Tau, Bas Main, Yehi De Sakunga
Magar Dil Ki Dhadkhan Sunane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai

Yeh Rangeen Yaara Hath-e-Zindagi Ki
Yeh Rangeen Yaara Hath-e-Zindagi Ki
Bahut Kuch Tumhein Has Ke Khona Padega
Kabhi Meri Gurbat Ne Ansoo Diye Tau,
Tumhein Bhi Mere Saath Rona Padega
Magar Saath Tum Ko Dilane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai

Main Darrta Hoon Us Din Ki Rusvaiyon Se
Main Darrta Hoon Us Din Ki Rusvaiyon Se
Kahin Pyar Par Apne Duniya Hase Na
Mohabbat Ka Ho Naam Badnaam Hum Se
Zamaana Kahin Hum Pe Taane Kase Na
Sitaaron Ki Mehfil Sajane Se Pehle
Meri Jaan Mujh ko Bahut Sochna Hai
Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai.......

Mohabbat Jinhe Hogayi Ho Kisi Se
Mohabbat Jinhe Hogayi Ho Kisi Se
Mohabbat Ka Anjaam Kab Sochte Hai?
Yeh Aisa Suhana Safar Hai Ke Jis Mein
Hazaaron Hai Na-kaam Kab Sochte Hai
Chiraag-e-Wafa Apne Haathon Mein Lekar
Mohabbat Ki Raahon Mein Jo Chal Pade Hai
Bayabaan Mein Hogi, Ke Sahara Mein Hogi
Kahan Hogi Ab Shaam Kab Sochte Hai?
Kahan Hogi Ab Shaam Kab Sochte Hai?

Mohabbat Ke Maaron Ko Ab Aur Aye Dil
Satayengi Kya Sakhtiyan Zindagi Ki?
Jinhe Takh Ke Neend Aa Gayee Pattharon Par
Woh Duniya Ka Araam Kab Sochte Hai?
Yeh Insaan Kya Hai, Khudah Ke Bhi Aage
Kabhi Pyar Duniya Mein Jhukta Nahin Hai,
Pyar Jhukta Nahin Hai

Mohabbat Yeh Jinka Khudah Ban Chuki Ho
Kisi Aur Ka Naam Kab Sochte Hai?
Mohabbat Jinhe Hogayi Ho Kisi Se
Mohabbat Ka Anjaam Kab Sochte Hai?
Mohabbat Ka Anjaam Kab Sochte Hai?

The only line I'm not certain about is this one:
Yeh Rangeen Yaara Hath-e-Zindagi Ki..
corrections, explanations are welcome

Doston, Apna Tau Yeh Imaan Hai
Jo Bhi Jitna Saath De, Ehsaan Hai
Umr Ka Rishta Jodne Waale
Apni Nazar Mein Deewane Hai

Thanks for the memories HF. Bye Bye.
deewani is "permanently away"

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
oye_sonu
post Jun 9 2007, 01:33 PM
Post #3

Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2682
Joined: 24-June 05
From: Wahan, jahan pyar mile :-) !
Member No.: 2547

Panic and Deewani thanx for posting on ths song. this song is among v v fav of mine. and will remain forever.

lyrics are simple and realistic. It tells abt the actual obstacles tht lvoers have to face in real life- Money, status, society, caste , religion etc, !

Love means lot of sacrifices. not all are able to sacrifice the luxries of life. sab love shove nikal jaata hai jab yeh sab face karna padta hai. unsure.gif

Great effort Deewani. Iam posting the corrections to the best of my abilty

corrections in lines :

Kahan Se Main Launga Resham Ki Saari?

Yeh Rangeeniyaan raahtein Zindagi Ki ( luxries of life )
Yeh Rangeeniyaan raahtein Zindagi Ki

Tumhein Bhi Mere Saath Rona Padega
Magar Saath Tum Ko Rulaane Se Pehle

Bayabaan Mein Hogi, Ke Sehra Mein Hogi

Jinhe Thak Ke Neend Aa Gayee Pattharon Par

forgive me if I miss replying or reading ur post............bit busy :-( !
Duniya ne kitna samjhaya, kaun hai apna kaun paraya
Phir bhi dil ki chot chhupa kar humne aapka dil behalya
Khud hi mar mitne ki ye zid hai hamaari......
sach hai duniya waalon hum hain anari !

......back to basics!!!

My artists :-
Shankar Jaikishan- Composers with magical touch !!

This year we CELEBRATE 60 years of Shankar Jaikishan music . come join the celebrations !
Join the SJ fans group for more information :
http://launch.groups.yahoo.com/group/shankarjaikishan/

Join FACEBOOK shankar jaikishan group

http://www.facebook.com/group.php?gid=123537751015751
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
deewani
post Jun 11 2007, 06:57 AM
Post #4

Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3784
Joined: 10-April 05
From: away
Member No.: 2053

One of my favs too I was able to visit due to the request. Thanks Sonu for that line... I knew the gist but couldn't make out the words. Also I'm still not sold on Rulaane tongue1.gif I like Dilaane better, if it's not Dilaane it should be. laugh.gif But I guess it make sense......

Hmm the rest, I assume are corrections in "spelling"? I see Sehra for you know a Dulha's Sehra, but then there have been a number of weddings over here lately so......but then what I have typed Sahara - that can also be Sahaara - as in support, lol, and then there is Sehar or Sahar as in Dawn....... So unless we type in Hindi or Urdu or Punjabi, I guess that's debatable, but I'm not one for debate much.

Humble thanks once again for the help!

QUOTE(oye_sonu @ Jun 9 2007, 01:03 AM) *

corrections in lines :
Yeh Rangeeniyaan raahtein Zindagi Ki ( luxries of life )
Yeh Rangeeniyaan raahtein Zindagi Ki

Tumhein Bhi Mere Saath Rona Padega
Magar Saath Tum Ko Rulaane Se Pehle

Doston, Apna Tau Yeh Imaan Hai
Jo Bhi Jitna Saath De, Ehsaan Hai
Umr Ka Rishta Jodne Waale
Apni Nazar Mein Deewane Hai

Thanks for the memories HF. Bye Bye.
deewani is "permanently away"

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
oye_sonu
post Jun 11 2007, 07:57 PM
Post #5

Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2682
Joined: 24-June 05
From: Wahan, jahan pyar mile :-) !
Member No.: 2547

QUOTE(deewani @ Jun 11 2007, 06:57 AM) *

Deewani infact I was bit upset initialy why this thread was not started by me . I like lyrics so much. ( I somttimes behve as iam owner of song)

I am worst when it comes to lyrics. infact I am not able to remember songs beyond few lines.
but since I liked this song so decided to check it for corrections.

one of my all time fav song is " aane wala kal jaane wala hai". I still sing it was "aane wala pal jaane wala hai". laugh.gif.

Sonu

PS :my help not bigger then wat u do for others !

forgive me if I miss replying or reading ur post............bit busy :-( !
Duniya ne kitna samjhaya, kaun hai apna kaun paraya
Phir bhi dil ki chot chhupa kar humne aapka dil behalya
Khud hi mar mitne ki ye zid hai hamaari......
sach hai duniya waalon hum hain anari !

......back to basics!!!

My artists :-
Shankar Jaikishan- Composers with magical touch !!

This year we CELEBRATE 60 years of Shankar Jaikishan music . come join the celebrations !
Join the SJ fans group for more information :
http://launch.groups.yahoo.com/group/shankarjaikishan/

Join FACEBOOK shankar jaikishan group

http://www.facebook.com/group.php?gid=123537751015751
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
deewani
post Jun 11 2007, 08:32 PM
Post #6

Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3784
Joined: 10-April 05
From: away
Member No.: 2053

Sure it was a huge help to me, thanks for stopping by and checking it again, much appreciated.

Doston, Apna Tau Yeh Imaan Hai
Jo Bhi Jitna Saath De, Ehsaan Hai
Umr Ka Rishta Jodne Waale
Apni Nazar Mein Deewane Hai

Thanks for the memories HF. Bye Bye.
deewani is "permanently away"

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
oye_sonu
post Jun 11 2007, 10:15 PM
Post #7

Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2682
Joined: 24-June 05
From: Wahan, jahan pyar mile :-) !
Member No.: 2547

lyrics to post kar diye ab lyrics ka matlab to pooch loon. tongue1.gif

Frds I need some help with regard to few urdu words. can anyone help me out with exact meaning of lines??

Kabhi Meri gurbat Ne Ansoo Diye Tau,

Bayabaan Mein Hogi, Ke "Sahra" Mein Hogi

uper ki lines ka kya matlab hai aur words ka kya matlab hai???

Will soon post one more lyrics for help

Sonu

forgive me if I miss replying or reading ur post............bit busy :-( !
Duniya ne kitna samjhaya, kaun hai apna kaun paraya
Phir bhi dil ki chot chhupa kar humne aapka dil behalya
Khud hi mar mitne ki ye zid hai hamaari......
sach hai duniya waalon hum hain anari !

......back to basics!!!

My artists :-
Shankar Jaikishan- Composers with magical touch !!

This year we CELEBRATE 60 years of Shankar Jaikishan music . come join the celebrations !
Join the SJ fans group for more information :
http://launch.groups.yahoo.com/group/shankarjaikishan/

Join FACEBOOK shankar jaikishan group

http://www.facebook.com/group.php?gid=123537751015751
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
deewani
post Jun 12 2007, 12:15 AM
Post #8

Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3784
Joined: 10-April 05
From: away
Member No.: 2053

QUOTE(oye_sonu @ Jun 11 2007, 09:45 AM) *

Frds I need some help with regard to few urdu words. can anyone help me out with exact meaning of lines??

Kabhi Meri gurbat Ne Ansoo Diye Tau,

Bayabaan Mein Hogi, Ke "Sahra" Mein Hogi

uper ki lines ka kya matlab hai aur words ka kya matlab hai???

Gurbat - well it can mean poverty, or being a stranger in a strange land. In this song I take it to mean his state of exile... meaning because he is poor, he is a stranger in her rich world. So it's the state of being that would give them grief, specifically tears

Both Bayabaan (as in dasht-e-bayabaan) - Wilderness
Sahara - Desert

So the gist of that end of the last paragraph - Those that set out in the path of love with a candle of love in their hand don't think about where the evening will fall - whether it be in the wild or in the desert.

I apologize in advance, as I am horrible at translations, not to mention lack elegance. I am one of those people who think that literal translations just lose so much of the beauty and context of the original language.

Doston, Apna Tau Yeh Imaan Hai
Jo Bhi Jitna Saath De, Ehsaan Hai
Umr Ka Rishta Jodne Waale
Apni Nazar Mein Deewane Hai

Thanks for the memories HF. Bye Bye.
deewani is "permanently away"

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
oye_sonu
post Jun 12 2007, 04:06 PM
Post #9

Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2682
Joined: 24-June 05
From: Wahan, jahan pyar mile :-) !
Member No.: 2547

QUOTE(deewani @ Jun 12 2007, 12:15 AM) *

QUOTE(oye_sonu @ Jun 11 2007, 09:45 AM) *

Frds I need some help with regard to few urdu words. can anyone help me out with exact meaning of lines??

Kabhi Meri gurbat Ne Ansoo Diye Tau,

Bayabaan Mein Hogi, Ke "Sahra" Mein Hogi

uper ki lines ka kya matlab hai aur words ka kya matlab hai???

Gurbat - well it can mean poverty, or being a stranger in a strange land. In this song I take it to mean his state of exile... meaning because he is poor, he is a stranger in her rich world. So it's the state of being that would give them grief, specifically tears

Both Bayabaan (as in dasht-e-bayabaan) - Wilderness
Sahara - Desert

So the gist of that end of the last paragraph - Those that set out in the path of love with a candle of love in their hand don't think about where the evening will fall - whether it be in the wild or in the desert.

I apologize in advance, as I am horrible at translations, not to mention lack elegance. I am one of those people who think that literal translations just lose so much of the beauty and context of the original language.

Deewani thanks thanks alot for the help. and efforts. Ab shayad aur ajayda sunne mein lagega song.

rolleyes.gif

god bless !

sonu

forgive me if I miss replying or reading ur post............bit busy :-( !
Duniya ne kitna samjhaya, kaun hai apna kaun paraya
Phir bhi dil ki chot chhupa kar humne aapka dil behalya
Khud hi mar mitne ki ye zid hai hamaari......
sach hai duniya waalon hum hain anari !

......back to basics!!!

My artists :-
Shankar Jaikishan- Composers with magical touch !!

This year we CELEBRATE 60 years of Shankar Jaikishan music . come join the celebrations !
Join the SJ fans group for more information :
http://launch.groups.yahoo.com/group/shankarjaikishan/

Join FACEBOOK shankar jaikishan group

http://www.facebook.com/group.php?gid=123537751015751
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
tahirmallick
post Jul 24 2007, 07:00 AM
Post #10

Unregistered

QUOTE(panic @ Apr 26 2007, 09:23 AM) *

hi

i want lyrics of the song - Tumhe Apna Saathi Bannane ... from the movie - Pyar Jhukta Nahin.

Thanx

listen to the song at

http://www.dishant.com/album/Songs-Of-Shabbir-Kumar.html
thanks
Tahir

Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai
Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai
Mohabbat Ki Duniya Basane Se Pehli
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai

Kahan Se Main Launga Resham Ki Sari?
Yeh Bangla, Yeh Motor, Nahin de Sakunga...
Mera Dil Hi Bas Ek Meri Milkiyat Hai
Jo Chaho Tau, Bas Main, Yehi De Sakunga
Magar Dil Ki Dhadkhan Sunane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai
Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai

Yeh Rangeenian Rahatain Zindagi Ki
Yeh Rangeenian Rahatain Zindagi Ki
Bahut Kuch Tumhein Has Ke Khona Padega
Kabhi Meri Ghurbat Ne Ansoo Diye Tau,
Tumhein Bhi Mere Saath Rona Padega
Magar Saath Tum Ko Rulanay Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bahut Sochna Hai
Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai

Main Darrta Hoon U's Din Ki Rusvaiyon Se
Main Darrta Hoon U's Din Ki Rusvaiyon Se
Kahin Pyar Par Apne Duniya Hase Na
Mohabbat Ka Ho Naam Badnaam Hum Se
Zamaana Kahin Hum Pe Taane Kase Na
Sitaaron Ki Mehfil Sajane Se Pehle
Meri Jaan Mujh ko Bohut Sochna Hai
Tumhein Apna Saathi Banane Se Pehle
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai
Meri Jaan Mujh Ko Bohut Sochna Hai.......

Mohabbat Jinhe Hogayi Ho Kisi Se
Mohabbat Jinhe Hogayi Ho Kisi Se
Mohabbat Ka Anjaam Kab Sochte Hain!
Yeh Aisa Suhana Safar Hai Ke Jis Mein
Hazaaron Hai Na-kaam Kab Sochte Hain!
Chiraag-e-Wafa Apne Haathon Mein Lekar
Mohabbat Ki Raahon Mein Jo Chal Pade Hain!
Bayabaan Mein Hogi, Keh Sehra Mein Hogi
Kahan Hogi Ab Shaam Kab Sochte Hain!
Kahan Hogi Ab Shaam Kab Sochte Hai!

Mohabbat Ke Maaron Ko Ab Aur Aye Dil
Satayengi Kya Sakhtiyan Zindagi Ki!
Jinhe Takh Ke Neend Aa Gayee Pattharon Par
Woh Duniya Ka Araam Kab Sochte Hain!
Yeh Insaan Kya Hai, Khuda Ke Bhi Aage
Kabhi Pyar Duniya Mein Jhukta Nahin Hai
Pyar Jhukta Nahin Hai

Mohabbat hi Jinka Khuda Ban Chuki Ho
Kisi Aur Ka Naam Kab Sochte Hain!
Mohabbat Jinhe Hogayi Ho Kisi Se
Mohabbat Ka Anjaam Kab Sochte Hain!
Mohabbat Ka Anjaam Kab Sochte
Hain!
Go to the top of the page
+Quote Post

Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:

- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 10th May 2024 - 04:45 AM