Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Ye Mera Hindustan! Wo Mera Pakistan!
Hamara Forums > General > Shayaris & Tukbandis
hassan261
SAAREY DUNIYA MAY SABSEY PYAARA,
JISM HUM TO WO SAYA HUMARA,
YE MERA HINDUSTAN! WO MERA PAKISTAN!

MERY EK HI MAA KE DO JUDWAA BACHHEY,
DONO HI EK SAY NAT-KHAT, DONO KI EK HI PEHCHAAN,
YE MERA HINDUSTAN! WO MERA PAKISTAN!

YAHA BHY WAHY SURAJ PILA, HAAN WAHY AMBAR NEELA,
HUMAREY EK HI ZUBAAN "URDU" YAHI HAMARY SHAYAN-E-SHAAN!
YE MERA HINDUSTAN! WO MERA PAKISTAN!

GUJRAT-O-KARACHI-O-LAHORE-O-KASHMEER-O-RAJISHTHAN,
YAHA HUM SAB BHAI BHAI, SABHY HUM INSAAN,
YE MERA HINDUSTAAN! WO MERA PAKISTAN!

HUMARY SHARM-O-HAYA, HUMARY PARDEDARY,
RASM-O-RIVAAJO KI HUMARY KHOOBSURAT BAANDH,
YE MERA HINDUSTAN! WO MERA PAKISTAN!

KHOOBSURAT HIMACHAL YAHA,WAHA BARFEELA MARI
YAHA LADKIYAAN HOOR, TO WAHA JANNAT KI PARY,
EK HI HINDUSTAN!,EK HI PAKISTAN!

YAHA JAISEY HAY WAHA KI BHY MAA MERY,
HUMAREY JAISEY HI UNKI BHY WAFADARY,
KIS LEHAZ SE HUM ALAG, KYUN HO ITNY JUDAI,
YE MERA HINDUSTAAN! WO MERA PAKISTAN!

HUM JISM TO WO HUMARY JAAN,
HUM DIMAAG TO WO DHYAAN,
ALAG-ALAG KYUN JEENA PHIR,
MILJAYE GAR TO DUNIYA HAMEY KAREY SALAAM,
YE MERA HINDUSTAN! WO MERA PAKISTAN!

DEAR FREINDS,

I DEDICATE THIS POEM TO THE NEW GOOD LOOKING FUTURE OF INDIA AND PAKISTAN,

JO BEET GAYA WO KAL THA,
JO AANEWALA HAY WO MUSTAQBIL HAY,
KAL KI PARCHAYION MAY MUSTAQBIL KO ANDHERON MAY RAKHA NAHI KARTEY!
daremedevil
[FONT=Impact]It was awesome and indeed a fact though we r divided but still
our hearts beat the same rhythm.....................

YE MERA HINDUSTAN! WO MERA PAKISTAN!


yeh mohabbat ka rishta musqil bhool pana

ishq hame bhi hai apni zameen se

phir bhi chahat hai unki aasmaan se

mitaega kya koi kisi laakeer se
hassan261
QUOTE(daremedevil @ Mar 21 2005, 12:22 PM)
[FONT=Impact]It  was awesome  and indeed a fact  though we r divided but still
          our hearts  beat the same  rhythm.....................

YE MERA HINDUSTAN! WO MERA PAKISTAN!


    yeh mohabbat  ka rishta  nahin musqil bhool pana

    ishq hame bhi  hai apni zameen se

    phir bhi  chahat hai  unki  aasmaan  se

    mitaega kya  koi kisi laakeer se
*



clap1.gif clap1.gif

EXACTLY MY FREIND,

YE DIL KE AUR KHOON KE RISHTEY SIRF LAKEERON SE MITAYE NAHY JAA SAKTEY,
spbobby
wo karte hai watan parasti ki batte ,..


jo bhai hi bhai ka khun bahate hai yaha,...

wo parte hai watan k kaside yada ,..

jinhone nahi kiya koi balidan yaha,..

aare un se pucho kya hota hai watan ,..

jo karte hai aapne nichowar 7to janam,..

aare un se pucho kya hota hai watan ,..

jo sahete hai seema per har sitam ,...

aare un se pucho kya hota hai watan,,.

jo kahete hai,..

Maa tere liye lange phir se janam,...
hassan261
QUOTE(spbobby @ Mar 21 2005, 05:08 PM)
wo karte hai watan parasti ki batte ,..


jo bhai hi bhai ka khun bahate hai yaha,...

wo parte hai watan k kaside yada ,..

jinhone nahi kiya koi balidan yaha,..

aare un se pucho kya hota hai watan ,..

jo karte hai aapne nichowar 7to janam,..

aare un se pucho kya hota hai watan ,..

jo sahete hai seema per har sitam ,...

aare un se pucho kya hota hai watan,,.

jo kahete hai,..

Maa tere liye lange phir se janam,...
*




KHOON KHARABEY SEY PYAAR NAHY BADTA,
BUNDOOKEY AUR TOPO SAY KOI MOHABBAT KA IZHAAR NAHY KARTA!,
DIL SE DIL KA RISHTAA HAY PYAAR KA,
INHEY NIBHANEY KE LIYE EK HI JANAM KAAFY HAY,
KOI SAATHON JANAMO KA INTEZAAR NAHY KARTA !
MOHABBAT KE PAIGHAM PAR BANKAR PATHAR AUR JUNGO MAY APNEY JAANNEY HARKAR,
AISEY BEVAKOOFY KOI HUSHYAAR NAHY KARTA!

AYE-BANI ADAM! MAAZY KI GALTIYON KO,
MUSTAQBIL MAY KOI BAR-BAR NAHY KARTA!!!!!


BANI ADAM(THE SON OF ADAM) MEANS WE THE HUMANS!
spbobby
QUOTE(hassan261 @ Mar 21 2005, 07:35 PM)
QUOTE(spbobby @ Mar 21 2005, 05:08 PM)
wo karte hai watan parasti ki batte ,..


jo bhai hi bhai ka khun bahate hai yaha,...

wo parte hai watan k kaside yada ,..

jinhone nahi kiya koi balidan yaha,..

aare un se pucho kya hota hai watan ,..

jo karte hai aapne nichowar 7to janam,..

aare un se pucho kya hota hai watan ,..

jo sahete hai seema per har sitam ,...

aare un se pucho kya hota hai watan,,.

jo kahete hai,..

Maa tere liye lange phir se janam,...
*




KHOON KHARABEY SEY PYAAR NAHY BADTA,
BUNDOOKEY AUR TOPO SAY KOI MOHABBAT KA IZHAAR NAHY KARTA!,
DIL SE DIL KA RISHTAA HAY PYAAR KA,
INHEY NIBHANEY KE LIYE EK HI JANAM KAAFY HAY,
KOI SAATHON JANAMO KA INTEZAAR NAHY KARTA !
MOHABBAT KE PAIGHAM PAR BANKAR PATHAR AUR JUNGO MAY APNEY JAANNEY HARKAR,
AISEY BEVAKOOFY KOI HUSHYAAR NAHY KARTA!

AYE-BANI ADAM! MAAZY KI GALTIYON KO,
MUSTAQBIL MAY KOI BAR-BAR NAHY KARTA!!!!!


BANI ADAM(THE SON OF ADAM) MEANS WE THE HUMANS!
*



humne kaha kab khoon kharebey se pyar badtha hai
usese to population ghatta hai!!!!!!!
aaj kaal bbandooko aur topon se kya hota hai
missile aur bomb ke bina jag suna lagta hai......


desh ki raksha ke liye nahi uthate bandook or hatyar
to sandook ma bandh ho ke reh jata yeh pyar
nahi jite jati pyar se jang
pyar ke liye bhi to ho jati hai yeh jung.......





This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2024 Invision Power Services, Inc.