Aa Mein Bataon Tu Hai Kya

aa mein bataon tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka
samjha hai mujko utna he
jisko jitna zirkh mila
aa mein bataon tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka

mausam hoon mein saawan ka
ghuncha hoon mein gulshan ka (2)
sundarta pe naaz na kar
roop hai tera do din ka (2)
baat kahi toh baat bhi sun
yaar hai bhi tu matlab ka
aa mein bataon tu...

meri mast nighaon ne
kaam diya hai sagar ka (2)
meri mast nighaon ne
kaam diya hai sagar ka (2)
mast hua be-jaam ke mein
naam liya jab saqi ka (2)
dekh liya jab saqi ko
hosh gavya baki ka
aa mein bataon tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka

zulfon ko tu bad lejana
aankh se samja mekhana
akal se hai tu begana
deewana hai deewana (3)
tere liye deewana bana
aur tu hi kahe hai deewana
tere liye deewana bana
aur tu hi kahe hai deewana
meri is ruswai mein
tera bhi hai afsana
deewana hai deewana (4)
baat pate ki kehta hoon
shauk se kehle deewana (2)
deewana hai deewana (5)
ooooooooooo
deewana hai deewana (2)
u na uddati chal a chal
deewana se buchke chal
nikla hai na nikle ga
jhooth ka hum aur mera bal
yoon na uddati chal a chal
deewana se buchke chal
nikla hai na nikle ga
jhooth ka hum aur mera bal
aa mein bataon tu...
aa mein bataon tu hai kya
sirf nazar ka hai dhoka

-- Shevan Rizvi