Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Songs Of Mukesh - Videos With Lyrics
Hamara Forums > Legends > Mukesh
Pages: 1, 2
HumTum
Starting this new thread. rolleyes.gif

I will be posting links of youtube videos and then keying in the lyrics of the songs..

The first one

Jhoom jhoom ke naachaon

Andaz 1949
Music : Naushad Ali
Lyrics : Majrooh


Featured on Dilip sahab, a typical love triangle - with Nargis and Raj Kapoor to complete the triangle. I love this one just for its sheer simplicity of the tune and the lyrics. wub.gif



Jhoom jhoom ke naachon aaj naachon aaj
gaao khushi ke geet ho gaao khushi ke geet
aaj kisiki haar huyi hai aaj kisi ki jeet
ho gaao khushi ke geet ho

Koyi kisi ki aankh ka tara
jeevan saathi saajan pyara
aur koyi taqdeer ka mara
dhundh raha hain dil ka sahara
kisi ko dil ka dard mila hai
kisi ko mann ka meet
ho gaao khushi ke geet ho
jhoom jhoom ke naachon aaj naachon aaj
gaao khushi ke geet ho gaao khushi ke geet ho

Dekho to kitna khush hai zamana
dil mein umangein lab pe tarana
dil jo dukhe aansu na bahana
yeh to yahan ka dhang purana
isko mitana usko banana
iss nagri ki reet
ho gaao khushi ke geet ho
jhoom jhoom ke naachon aaj naachon aaj
gaao khushi ke geet ho gaao khushi ke geet ho
HumTum
Awaiting M-bhai to join in.. camera.gif Mbhai are you reading this? tongue1.gif
musicman
QUOTE(HumTum @ Oct 11 2008, 10:43 AM) *

Awaiting M-bhai to join in.. camera.gif Mbhai are you reading this? tongue1.gif


Bhai Ekdum mast idea thumbs-up.gif , main bhi kuchh dhoodnta hoon camera.gif , ye aapne utube ka link kaise dala ye batao?
musicman
Next Video on you tube

Main Na Bhoolonga - Roti Kapda Aur Makaan



Lyrics at this link posted by Deewani


http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=538597
HumTum
Mehtaab tera chehara

Another beautiful duet with Mukesh and Lata from Aashique 1962 --- music by Shankar-Jaikishan and lyrics by Shailendra

Featured on Raj Kapoor and Padmini



Mukesh: Mehataab tera chehra kis khwaab mein dekha tha
aye husn jahaan batlaa tu kaun main kaun hoon

Lata: khwaabo mein mile aksar ek raah chale milkar
phir bhi hai yehi behatar mat puchh main kaun hoon

Mukesh: Mehataab tera chehra

Lata: kyon ghiri ghata tu hi bata
kyon hansi fizaa tu hi bata
phool kyon khila tu hi bata

Mukesh: Is raah pe chalna hai
is gaah pe rukna hai
is kaam ko karna hai
batala ke main kaun hoon
mehtaab tera chehra

Lata: Zindagi ko tu geet bana
dil ke saaz pe jhum ke gaa
is jahaan ko tu pyaar sikha

Mukesh: Mehataab tera chehraa kis khwaab mein dekha tha
aye-husne-jahaan batalaa tu kaun main kaun hoon
Lata: khwaabo mein mile aksar, ek raah chale milkar
phir bhi hai yehi behatar, mat puchh main kaun hoon

Mukesh: Mehataab tera chehra

Lata: Aah..aa... aaa... aaa...
deewani
QUOTE(musicman @ Oct 11 2008, 12:01 AM) *
Next Video on you tube
Main Na Bhoolonga - Roti Kapda Aur Makaan
Lyrics at this link posted by Deewani
http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=538597


part 2
HumTum
Thanks M bhai and Deewani sis. party2.gif
musicman
Next Suhani Chandni Raatein Humen Sone - Mukti





Lyrics

Suhani Chandini Raatein Hume Sone Nahi Deti
Suhani Chandini Raatein Hume Sone Nahi Deti
Tumhare Pyaar Ki Battein Hume Sone Nahi Deti
Suhani Chandini Raatein Hume Sone Nahi Deti

Tumhari Reshmi Zulfon Mein Dil Ke Phool Khilte The
Tumhari Reshmi Zulfon Mein Dil Ke Phool Khilte The
Kahi Phoolon Ke Mausam Mein Hum Tum Bhi Milte The
Purani wo Mulaqatein Hume Sone Nahi Deti
Tumhare Pyaar Ki Battein Hume Sone Nahi Deti
Suhani Chandini Raatein Hume Sone Nahi Deti

Kahi Aisa Na Ho Lag Jaye Dil Mein Aag pani Se
Badal Le Raasta Apna Ghatain Meharbani Se
Yaadon Ki Ye Barsatein Hume Sone Nahi Deti
Tumhare Pyaar Ki Battein Hume Sone Nahi Deti
Suhani Chandini Raatein Hume Sone Nahi Deti
HumTum
Mbhai it says the video is longer available cry.gif
musicman
QUOTE(HumTum @ Oct 18 2008, 05:19 PM) *

Mbhai it says the video is longer available cry.gif



Bhai Jab Link Diya Tha Tab Available Tha, Maine Doosra Link De Diya Hain smile.gif
HumTum
Lagta hai they have disabled that embedding that is why the video was not loading.. mad.gif

Yes I can see the video now! jump.gif clap2.gif Thank you!
musicman
Next

Taron Ki Thandi Chhaiyan - Naag Devta - Mukesh (MU), Suman Kalyanpur (SK)



The video is disabled by Youtube for Embedding sad.gif

You can watch it at this link and enjoy the lyrics

Complete Link http://www.youtube.com/watch?v=PXpCYTnQWxM

Lyrics

SK : Taaron Ki Thandi Chhaiyan Hum Tum Mile
SK: Saiyan Yaad Rahe
SK: O Saiyan Yaad Rahe
MU : Bheegi Bheegi Meethi Ratiyaan Pyaari Pyaari Batiyaan
MU : Sajni Yaad Rahe
MU : O Sajani Yaad Rahe

SK : Peehoo Peehoo Bole Kaheen Door Se Papeehara Ji Door Se Papeehara
SK : Peehoo Peehoo Bole Kaheen Door Se Papeehara
SK : Piya Piya Bole Mora Matavaara Jiyera
SK : Kaliyon Pe Bhanwara Dole
SK: Kaliyon Pe Bhanwara Dole Haule Haule Haule
SK : Saiyaan Yaad Rahe
SK: O Saiyan Yaad Rahe
MU : Bheegi Bheegi Meethi Ratiyaan Pyaari Pyaari Batiyaan
MU : Sajni Yaad Rahe
MU : O Sajani Yaad Rahe

MU : Laten Ghungharali Kaali
MU : Gora Gora Roop Hain Jo Gora Gora Roop Hain
SK : O o o o o o o o o
MU : Laten Ghungharali Kaali
MU : Gora Gora Roop Hain Jo Gora Gora Roop Hain
MU : Kaisa Ye Jaadu Dekha Chhav Mein Dhoop Hain
MU : Ghoonghat Mein Chhup Ke Jhanke Nain Tore Banke
MU : Ghoonghat Mein Chhup Ke Jhanke Nain Tore Banke
MU : Sajani Yaad Rahe ...
MU : O Sajani Yaad Rahe
SK : Taaron Ki Thandi Chhaiyan Hum Tum Mile
SK: Saiyan Yaad Rahe
SK: O Saiyan Yaad Rahe

SK : Leharon Pe Chham Chham Naache Chanda Ki Chandaniya Ji Chanda Ki Chandaniya
MU: O o o o o o o o o
SK : Leharon Pe Chham Chham Naache Chanda Ki Chandaniya
SK : Ban Than Ke Aai Dekho Raat Dulhaniya
SK : Taaron Ki Baraat Aai
SK : Taaron Ki Baraat Aai Baaje Shanahaiean
SK : Saiyaan Yaad Rahe
SK: O Saiyan Yaad Rahe

MU : Bheegi Bheegi Meethi Ratiyaan Pyaari Pyaari Batiyaan
MU : Sajni Yaad Rahe
MU : O Sajani Yaad Rahe
SK : Taaron Ki Thandi Chhaiyan Hum Tum Mile
SK: Saiyan Yaad Rahe
SK: O Saiyan Yaad Rahe
HumTum
Yes many of Mukesh songs have been disabled by request. I wonder who this very "generous and sharing" human being is! mellow.gif

Thanks a lot Mbhai for the lyrics party2.gif
musicman
QUOTE(HumTum @ Oct 19 2008, 09:42 AM) *

Yes many of Mukesh songs have been disabled by request. I wonder who this very "generous and sharing" human being is! mellow.gif

Thanks a lot Mbhai for the lyrics party2.gif


Aur maze ki baat ye hain ke ye songs download kiye ja sakte hain laugh.gif laugh.gif
HumTum
QUOTE(musicman @ Oct 19 2008, 11:42 AM) *
QUOTE(HumTum @ Oct 19 2008, 09:42 AM) *

Yes many of Mukesh songs have been disabled by request. I wonder who this very "generous and sharing" human being is! mellow.gif

Thanks a lot Mbhai for the lyrics party2.gif


Aur maze ki baat ye hain ke ye songs download kiye ja sakte hain laugh.gif laugh.gif


Jisne bhi banaya woh plugin aur software.. uska kalyan ho.. wink.gif
HumTum
Matwaali naar thumak thumak..

Ek phool chaar kaante 1960
Shankar-Jaikishan
Shailendra




Ahh... aahh.. aaaah... aaahhhaa..

Matawaali naar thumak thumak chali jaaye
Matawaali naar thumak thumak chali jaaye
In kadamon pe kis ka jiya na jhuk jaaye
In kadamon pe kis ka jiya na jhuk jaaye
Matawaali naar thumak thumak chali jaaye

Phool badan mukhada yoon damake
Aahh...
Phool badan mukhada yoon damake
Baadal mein jyon bijali chamake
Geet suna ke tu chham chham ke
Geet suna ke tu chham chham ke
Lalachaaye, chhup jaaye, aay haay
Matawaali naar thumak thumak chali jaaye
In kadamon pe kis ka jiya na jhuk jaaye
In kadamon pe kis ka jiya na jhuk jaaye

Ye chanchal kajarari aankhen
Aahh...
Ye chanchal kajarari aankhen
Ye chitchor shikaari aankhen
Gayi dil cheer kataari ankhen
Gayi dil cheer kataari ankhen
Muskaaye, shaamaaye, jhuk jaaye
Matawaali naar thumak thumak chali jaaye
In kadamon pe kis ka jiya na jhuk jaaye
In kadamon pe kis ka jiya na jhuk jaaye

Aah milke hum dhoom machaa de
Aahhaaa...
Aah milke hum dhoom machaa de
Sapne sachh kar ke dikh laa de
Is duniya ko preet siikha de
Is duniya ko preet siikha de
Jag dole sang hole aur bole
Matawaali naar thumak thumak chali jaaye
In kadamon pe kis ka jiya na jhuk jaaye
In kadamon pe kis ka jiya na jhuk jaaye
Matawaali naar thumak thumak chali jaaye
musicman
Lakhon Taare Aasmaan Mein - Hariyali Aur Raasta

Mukesh Lata



Lyrics

Mukesh (MM), Lata (L)

MM: Lakhon Taare, Aasman Mein,
MM: Ek Magar Dhoondhe Na Mila
MM: Dekh ke Duniya Ki Diwali,
MM: Dil Mera Chupchaap Jala,
MM: Dil Mera Chupchaap Jala

L : Lakhon Taare, Aasman Mein,
L : Ek Magar Dhoondhe Na Mila
L : Ek Magar Dhoondhe Na Mila

MM: Kismat Ka Hain Naam Magar Hain, Kaam Hain Ye Duniya Waalon Ka
MM: Phoonk Diya Hain Chaman Hamare Khwabon Aur Khayalon Ka
MM: Jee Karta Hain Khud Hi Ghont De, Apne Armaano Ka Gala
MM: Dekh ke Duniya Ki Diwali,
MM: Dil Mera Chupchaap Jala,
MM: Dil Mera Chupchaap Jala

L : Sau Sau Sadiyon Se Lambi Ye, Gum Ki Raat Nahin Dhalti
L : Is Andhiyare Ke Aage Ab, Aye Dil Ek Nahin Chalti
L : Hanste Hi Loot Gayi Chandni, Aur Uthte Hi Chand Dhalaa
L : Dekhke Duniya Ki Diwali,
L : Dil Mera Chupchaap Jala,
L : Dil Mera Chupchaap Jala

MM: Maut Hain Behtar Is Haalat Se, Naam Hain Jiska Majboori
L : Kaun Musafir Tay Kar Paaya, Dil Se Dil Ki Ye Doori
MM: Kaanto Hi Kaanto Se Guzra, Jo Rahi Is Raha Chala
MM: Dekh Ke Duniya Ki Diwali, Dil Mera Chupchaap Jala,
MM: Dil Mera Chupchaap Jala
L : Lakhon Taare, Aasman Mein,
L : Ek Magar Dhoondhe Na Mila
L : Dekh ke Duniya Ki Diwali,
L : Dil Mera Chupchaap Jala,
L : Dil Mera Chupchaap Jala

HumTum
Next one from me.. The pain and hurt so beautifully composed and sung..

Mere toote huye dil se koyi to aaj yeh poochhe ke tere haal kya hai..

Chhalia song --- music by Kalyanji-Anandji --- lyrics by Qamar Jalalabadi.



Mere toote huye dil se
koyi to aaj ye poochhe
ke tera haal kya hai
ke tera haal kya hai

Mere toote huye dil se
koyi to aaj ye poochhe
ke tera haal kya hai
ke tera haal kya hai

Kismat teri reet niraali
kismat teri reet niraali
o chhaliye ko chhalnewali
phool khila to tooti daali
jise ulfat samajh baitha
meri nazaron ka dhoka tha
kisi ki kya khata hai
kisi ki kya khata hai

Mere toote huye dil se
koyi to aaj ye poochhe
ke tera haal kya hai
ke tera haal kya hai

Maangi mohabbat paayi judaai
maangi mohabbat paayi judaai
duniya mujhko raas na aayi
pehle kadam par thokar khaayi
sada aazaad rahate the
hame maaloom hi kya tha
mohabbat kya bala hai
mohabbat kya bala hai

Mere toote huye dil se
koyi to aaj ye poochhe
ke tera haal kya hai
ke tera haal kya hai...
pareshmotiwala
superb job buddy, keep it up.
HumTum
Thanks Paresh.. Please do join in. smile.gif
HumTum
Jo chal gaya use bhool jaa.. from Saathi 1968 -- music by Naushad Sahab and lyrics by Majrooh Sultanpuri.

The start of the song is very intriguing! Naushad sahab has used Mahendra Kapoor to sing the part Bhool jaa.. and ofcourse MK ji handles it at upscale.. giving the right atmosphere of eerie feel that is observed in the background music. ninja.gif Mukesh for Jubliee Kumar adds the sorrow notes that a hero feels when he loses his love. sad.gif



MK: bhool jaa, bhool jaa...

Mukesh:Jo chala gaya use bhool ja
Jo chala gaya use bhool ja
Woh naa sun sakega teri sada
Jo chala gaya use bhool ja
Use bhool ja use bhool ja

Yeh hayat to maut ki hai dagar
koyi khaank mein koyi khaankpar
Yeh hayat to maut ki hai dagar
koyi khaank mein koyi khaankpar
Yehi jaan le, woh koyi na tha
Woh gubaar tha tera humsafar
Use door leke gayi hawa

Jo chala gaya use bhool ja
Use bhool ja use bhool ja

MK: Bhool jaa bhool jaa

Mukesh:Koyi ilteja koyi bandagi
Na kazan se haath chhuda saki
Koyi ilteja koyi bandagi
Na kazan se haath chhuda saki
Yeh aadmi ne bade jatan
Magar us ke kaam na aa saki
Na koyi dua na koyi dawa

Jo chala gaya use bhool ja
Woh naa sun sakega teri sada
Jo chala gaya use bhool ja

Hai mujhe bhi gam kisi yaar ka
Ke loota nagar mere pyar ka
Hai mujhe bhi gam kisi yaar ka
Ke loota nagar mere pyar ka
Hua darbadar main to is qadar
Na khiza ka hoon na bahaar ka
Mujhe dekh le mujhe kya mila

Jo chala gaya use bhool ja
Woh naa sun sakega teri sada
Jo chala gaya use bhool ja
Use bhool ja use bhool ja

MK: Bhool ja bhool ja
Bhool ja bhool ja

ps: Anyone needs the song post the request. mellow.gif
HumTum
Next onto a real lovely romantic number.. Love the wordings of describing the coy heroine Tanuja (Azad bhai where are you! Don't miss this one). wub.gif

Nai umar ki nai fasal 1965 --- music by Roshan --- lyrics by Neeraj

Dekhti hi raho aaj darpan na tum



Dekhti hi raho aaj darpan na tum
pyar ka ye mahurat nikal jaayega
nikal jaayega
Dekhti hi raho aaj darpan na tum
pyar ka ye mahurat nikal jaayega
nikal jaayega

Saans ki to bahut tez raftaar hai
aur chhoti bahut hai milan ki ghadi
guundhate guundhate yeh ghata saanwari
bujh na jaaye kahin roop ki phuljhadi
choodiyaan hi na tum
choodiyaan hi na tum khankhanaati raho
ye sharmshaar mausam badal jaayega
badal jaayega

Dekhti hi raho aaj darpan na tum

Surkh honthon pe uff yeh hansi madbhari
jaise shabnam angaaron ki mehmaan ho
jaadoo bunatii hui ye nashili nazar
dekh le to khudaai pareshaan ho
muskuraavo na aise
muskuraavo na aise churaakar nazar
aaina dekh soorat machal jaayega
machal jaayega

Dekhti hi raho aaj darpan na tum

chaal aise hai madhosh masti bhari
neend sooraj sitaaron ko aane lagi
itne naazuk qadam choom paaye agar
sote sote biyabaan gaane lage
mat mahavar rachaao
mat mahavar rachaao bahut paaon mein
farsh ka marmari dil bahal jaayega
bahal jaayega

Dekhti hi raho aaj darpan na tum

Kya hua kho gayi kaunsi cheej hai
jhuk rahi nazar kyon idhar se udhar
honthon sehe mein hua bol beheke hua
hai pareshaan kaajal qadam beqabar
na na pallo utaao
na na pallo utaao giraaogi nahi
shayari ka naya daurch

Dekhti hi raho aaj darpan na tum
pyar ka ye mahurat nikal jaayega
nikal jaayega



Ajay Pandey
QUOTE(HumTum @ Nov 7 2008, 12:31 AM) *

Next onto a real lovely romantic number.. Love the wordings of describing the coy heroine Tanuja (Azad bhai where are you! Don't miss this one). wub.gif

Nai umar ki nai fasal 1965 --- music by Roshan --- lyrics by Neeraj

Dekhti hi raho aaj darpan na tum



Dekhti hi raho aaj darpan na tum
pyar ka ye mahurat nikal jaayega
nikal jaayega
Dekhti hi raho aaj darpan na tum
pyar ka ye mahurat nikal jaayega
nikal jaayega

Saans ki to bahut tez raftaar hai
aur chhoti bahut hai milan ki ghadi
guundhate guundhate yeh ghata saanwari
bujh na jaaye kahin roop ki phuljhadi
choodiyaan hi na tum
choodiyaan hi na tum khankhanaati raho
ye sharmshaar mausam badal jaayega
badal jaayega

Dekhti hi raho aaj darpan na tum

Surkh honthon pe uff yeh hansi madbhari
jaise shabnam angaaron ki mehmaan ho
jaadoo bunatii hui ye nashili nazar
dekh le to khudaai pareshaan ho
muskuraavo na aise
muskuraavo na aise churaakar nazar
aaina dekh soorat machal jaayega
machal jaayega

Dekhti hi raho aaj darpan na tum

chaal aise hai madhosh masti bhari
neend sooraj sitaaron ko aane lagi
itne naazuk qadam choom paaye agar
sote sote biyabaan gaane lage
mat mahavar rachaao
mat mahavar rachaao bahut paaon mein
farsh ka marmari dil bahal jaayega
bahal jaayega

Dekhti hi raho aaj darpan na tum

Kya hua kho gayi kaunsi cheej hai
jhuk rahi nazar kyon idhar se udhar
honthon sehe mein hua bol beheke hua
hai pareshaan kaajal qadam beqabar
na na pallo utaao
na na pallo utaao giraaogi nahi
shayari ka naya daurch

Dekhti hi raho aaj darpan na tum
pyar ka ye mahurat nikal jaayega
nikal jaayega


Admiring beauty the Mukesh special. wub.gif

Thanks for Lyrics.

Smiles
Ajay
HumTum
Thanks Ajay. smile.gif

Next is a lovely duet from Hariyali aur raasta - Mukesh and Lata at their best. (Music by Shankar Jaikishan and lyrics by Shailendra

Laakhon taare aasman ...




Mukesh:Laakhon taare aasmaan mein, ek magar dhundhe na mila
dekhke duniyaa ki deewali, dil mera chupchaap jalaa
dil mera chupchaap jalaa

Lata: Laakhon taare aasmaan mein, ek magar dhundhe na mila
ek magar dhunde na mila

Mukesh:Qismat ka hai naam magar, kaam hai ye duniya waalon ka
phuunk diya hai chaman hamare khwaabon aur khayaalon ka
ji karta hai khud hi ghont de, apne armaanon ka gala
dekhke duniyaa ki deewali, dil mera chupchaap jalaa
dil mera chupchaap jalaa

Lata:Sau-sau sadiyon se lambi ye gham ki raat nahin dhalti
is andhiyaare ke aage ab aye dil ek nahin chalti
hanste hi lut gayi chandini aur utthey hi chand dhala
dekhke duniyaa ki deewali, dil mera chupchaap jalaa
dil mera chupchaap jalaa

Mukesh:Maut hai behatar is haalat se, naam hai jiska majboori
Lata: Kaun musafir taya kar paaya, dil se dil ki ye doori
Mukesh: Kaanton hi kaanton se guzraa, jo raahi is raah chala
dekhke duniyaa ki deewali, dil mera chupchaap jalaa
dil mera chupchaap jalaa

Lata: Laakhon taare aasmaan mein, ek magar dhundhe na mila
dekhke duniyaa ki deewali, dil mera chupchaap jalaa
dil mera chupchaap jalaa
raja_tuhin
HT BHAI,M-BHAI Gr8 Work......Excellent Excellent Thread party2.gif baby.gif party2.gif
HumTum
Thanks Tuhin bhai. smile.gif
HumTum
Next one..from Prem Patra 1962 --- music by Salil Chowdhury --- lyrics by Rajendra Krishan

Sadhana looks amazing in this movie. wub.gif



Mukesh: Do Ankhiyaan jhuki-jhuki si
do ankhiyaan jhuki-jhuki si
do ankhiyaan jhuki-jhuki si
do ankhiyaan jhuki-jhuki si
kaliyon se naazuk honthon par kavita ruki-ruki si
do ankhiyaan jhuki-jhuki si
do ankhiyaan jhuki-jhuki si

Sharmaati palakon mein sapne jab aankh-michauli khelen
sharmaati palkon mein sapne jab aankh-michauli khelen
laherati zulfen mukhde do saaye mein jab le lein
ek khushboo udi-udi si
do ankhiyaan jhuki-jhuki si
kaliyon se naazuk honthon par kavita ruki-ruki si
do ankhiyaan jhuki-jhuki si
do ankhiyaan jhuki-jhuki si

Ek pal laage apni apni aur dooje pal begaani
ek pal laage apni apni aur dooje pal begaani
kuchh anjaani si soorat hai kuchh jaani pehachaani
paas aakar chhupi-chhupi si
do ankhiyaan jhuki-jhuki si

Lata:Mere dil ki khamoshi mein yeh hulchal kaun machaaye
mere dil ki khamoshi mein yeh hulchal kaun machaaye
ek dhundhali si tasveer bane aur bankar mit jaaye
ek hasrat dabi-dabi si
Mukesh: Do ankhiyaan jhuki-jhuki si
do ankhiyaan jhuki-jhuki si
HumTum
Couldn't resist this one. One of my favourites from Modern Girl 1961 --- music by Ravi and lyrics by Gulshan Bawra..

Ye mausam rangeen sama... Mukesh with Suman K



Mukesh: Ye mausam rangeen sama thahar zara o jaan-e-jaan
tera mera mera tera pyar hai to phir kaisa sharmaana
ye mausam rangeen sama thahar zara o jaan-e-jaan
tera mera mera tera pyar hai to phir kaisa sharmaana
Suman: Ruk to main jaaoon jaan-e-jaan mujhko hai inkaar kahaan
tera mera mera tera pyar sanam na ban jaaye afsana

Mukesh: Ye chaand aur sitaare kahate hai mil ke saare
aajaa pyaar karen
Suman: Ye chanda bairi dekhe aise mein bolo kaise
iqraar karen
Mukesh: Dil mein hai kuchh kahe zubaan
pyaar yehi hai jaan-e-jaan
tera mera mera tera pyar hai to phir kaisa sharmaana

Ye pyar ki lambi raahen baahon mein daale baahen
kahin door chalen
Suman: Baithe hain ghera daale ye zaalim duniya waale
hamen dekh jale
Mukesh: Jalta hai to jale jahan
thahar zara o jaan-e-jaan
tera mera mera tera pyar hai to phir kaisa sharmaana
Suman: Ruk to main jaaoon jaan-e-jaan mujhko hai inkaar kahaan
tera mera mera tera pyar sanam na ban jaaye afsana
Mukesh: Ye mausam rangeen sama thahar zara o jaan-e-jaan
tera mera mera tera pyar hai to phir kaisa sharmaana
desai2rn
Great thread excellent choice.

Thanks musicman ji and HT ji
HumTum
Thanks Ramesh bhai. It is our pleasure. smile.gif
musicman
[quote name='HumTum' date='Nov 9 2008, 09:24 AM' post='546416']
Thanks Ajay. smile.gif

Next is a lovely duet from Hariyali aur raasta - Mukesh and Lata at their best. (Music by Shankar Jaikishan and lyrics by Shailendra

Laakhon taare aasman ...




HT Bahi ye to maine upar upload kiya tha huh.gif
musicman
Next A Lovely Duet from Purushkar
Aei Meri Jaan Chand Sa Mukesh Asha

Video Link

http://www.youtube.com/watch?v=kzNeRrt7w98



Sadly embedding is disabled sad.gif

still enjoy the audio uploaded by me at this link smile.gif
http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=547381

Now the Lyrics,

Song Title: Aei Meri Jaan Chand
Film: Purushkar
Music: R D Burman
Lyrics: S H Bihari
Singer : Mukesh (MM), Asha Bhonsle (AB)

MM: Aei Meri Jaan Chand Sa
MM: Gora Mukda Aap Ka
MM: Hain Meri Jaan Chand Sa
MM: Gora Mukda Aap Ka
MM: Kahiye To Inta Bhala
MM: Hain Kiski Kismat Mein Likha

AB: Hain Mujhe Itna Yakeen
AB: Aap Lekin Wo Nahi
AB: Jiski Main Taqdeer Hoon
AB: Wo Hoga Koi Doosra

MM: Mere Liye Jaana Kahin Dil Mein
MM: Koi Jagah Hain Ke Nahi Kahiye
MM: Mere Liye Jaana Kahin Dil Mein
MM: Koi Jagah Hain Ke Nahi Kahiye

AB: Aisi Bhi Kya Jaldi Bhala Saathi
AB: Humse Abhi Milte Zara Rahiye

MM: Baatein To Hain Haseen
MM: Aisa Na Ho Kahi
MM: Maar Hi Na Daale Mujhe
MM: Aapka Ye Faisala
MM: Aei Meri Jaan Chand Sa
MM: Gora Mukda Aap Ka
MM: Kahiye To Inta Bhala
MM: Hain Kiski Kismat Mein Likha

AB: Hain Mujhe Itna Yakeen
AB: Aap Lekin Wo Nahi


AB: Padiye Nahi Peeche Mere Dil Ke
AB: Ho Duniya Mein Hain Lakhon Haseen Mujhse
AB: Padiye Nahi Peeche Mere Dil Ke
AB: Duniya Mein Hain Lakhon Haseen Mujhse

MM: Mujhko Magar Bhaya Nahi Koi
MM: Kahne Ko Yoon Jalwe Kahin Dekhe

AB: Lagte To Ho Bhale
AB: Kaafi Ho Manchale
AB: Kya Kroongi Mein
AB: Agar Jo Aap Nikle Bewafa

AB: Hain Mujhe Itna Yakeen
AB: Aap Lekin Wo Nahi
AB: Jiski Main Taqdeer Hoon
AB: Wo Hoga Koi Doosra

MM: Maine To Ye Samjha Na Tha Humdum
MM: Chahat Ki Hain Rahen Badi Mushkil
MM: Maine To Ye Samjha Na Tha Humdum
MM: Chahat Ki Hain Rahen Badi Mushkil

AB: Chalte Chalo
AB: Aage Badho Dekho
AB: Ek Din Tumhe Mil Jayegi Ye Manzil

MM: Manzil Ke Paas Hoon
MM: Phir Bhi Udaas Hoon
MM: Kaun Jaane Kab Tootega
MM: Becheni Ka Silsila

MM: Aei Meri Jaan Chand Sa
MM: Gora Mukda Aap Ka
MM: Kahiye To Inta Bhala
MM: Hain Kiski Kismat Mein Likha

AB: Hain Mujhe Itna Yakeen
AB: Aap Lekin Wo Nahi
AB: Jiski Main Taqdeer Hoon
AB: Wo Hoga Koi Doosra
AB: Jiski Main Taqdeer Hoon
AB: Wo Hoga Koi Doosra


HumTum
QUOTE
HT Bahi ye to maine upar upload kiya tha huh.gif


wacko.gif Sorry Mbhai I missed out going through the listing. I have made a list now and shall not repeat. tongue1.gif
HumTum
Next is on this unknown face (assuming it some actor called Sunder! ohmy.gif ) a nice song from Thokar 1974 --- a solo by Mukesh --- composed by Shamji Ghanshamji --- lyrics by Saajan Dehlavi

Main dhoondta hoon jisko raaton... wub.gif



Main dhoondta hoon jinko raaton ko khayalon mein
woh mujhko mil sake na
woh mujhko mil sake na, subah ke ujaalon mein
main dhoondta hoon jinko raaton ko khayalon mein

Suhaani pyaar ki baaten, mere dildaar ki baaten
kabhi iqraar ki baaten, kabhi inkaar ki baaten
ek dard sa chhupa hai, dil ke hanseen chhalon mein
main dhoondta hoon jinko raaton ko khayalon mein

Jo yoon barbaad hote hain, woh kab aabaad hote hain
dil-e-naashaad hote hain, woh ek fariyaad hote hain
uljha hua hoon kabse
uljha hua hoon kabse, gham ke ajeeb jaalon mein

Main dhoondta hoon jinko raaton ko khayalon mein
woh mujhko mil sake na subah ke ujale mein
musicman
QUOTE(HumTum @ Nov 14 2008, 01:58 PM) *

QUOTE
HT Bahi ye to maine upar upload kiya tha huh.gif


wacko.gif Sorry Mbhai I missed out going through the listing. I have made a list now and shall not repeat. tongue1.gif



Isme sorry jaisa koi baat nahi hain. Jo list aap ne banai hain wo is thread pe daal do jisse hum aur tum dono hi repeat upload na kare smile.gif
HumTum
Sahi hai Mbhai... I shall do that, considering how forgetful I have become tongue1.gif
musicman
QUOTE(HumTum @ Nov 15 2008, 08:01 AM) *

Sahi hai Mbhai... I shall do that, considering how forgetful I have become tongue1.gif



Main Bhoolne Nahi Doonga

List list List List List List List
Kahan Hain List List List List
List List List List List List List
Zara Dikhao List List List List
List ................................
...................................
..............................List wink.gif
HumTum
I am logging through laptop-dialup modem mad.gif .. my broadband is down and the list is on the desktop sad.gif headbang.gif
HumTum
Bambai ka babu 1960 --- music by S D Burman wub.gif --- lyrics by Majrooh

Chali ri sajni ...


Suchitra looks so beautiful wub.gif



Chorus:Ohhoo...
Aahhaa...

Mukesh: Chal ri sajni ab kya sochey
chal ri sajni ab kya sochey
kajra na baha jaaye rote rote
chal ri sajni ab kya sochhe

Chorus: Hmm...

Mukesh:Babul pachhataayen haathon komal ke
kaahe diya pardes tukde ko dil ke
babul pachhataayen haathon komal ke
kaahe diya pardes tukde ko dil ke
aanso liye soch raha door khada re

Hmm...

Mukesh: Chali ri sajni ab kya sochey
kajra na baha jaaye rote rote
chali ri sajni ab kya sochey

Mamta ka aangan gudiya ka kangana
chhoti badi sakiyaan ghar gali angana
mamta ka aangan gudiya ka kangana
chhoti badi sakiyaan ghar gali angana
chhu.t gaya chhu.t gaya chhu.t gaya re
chali ri sajni ab kya sochey

Hmm...
ooo...

Mukesh:Dulhan banke gori khadi hai
koi nahi apna kaise ghadi hai
dulhan banke gori khadi hai
koi nahi apna kaise ghadi hai
koi yahan, koi wahan koi kahan re

Hmm...

Mukesh:Chali ri sajni ab kya sochey
kajra na baha jaaye rote rote
chali ri sajni ab kya sochey

Ohh..hmmm..


musicman
HT Bhai Where is the List excl.gif

Now

Yei Tune Kya Kaha - Mukesh Asha - Insaaf



Sadly embedding is disabled

you can watch the video at this link
http://www.youtube.com/watch?v=IEH19Sq49mY

and enjoy the audio uploaded by me at this link

http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=549273

another thing is that the video and audio versions of this song are different so I am posting the lyrics of both, Video one here, and audio one at above link

Lyrics of video version, Mukesh (MM), Asha (AB)

MM: Yei Tune Kaha
AB: Kaha Hoga
MM: Yei Maine Kya Suna
AB: Suna Hoga
MM: Arre Ye Dil Gaya
AB: Gaya Hoga

AB: Yei Tune Kaha
MM: Kaha Hoga

AB: Chhum Se Bahar Aayi
AB: Jane Wafa , Aaj Tere Saath Tere Saath
AB: Pyaar Le Angdai
AB: Chhaya Nasha Tham Mera Haath Mera Haath

MM: Door Na Jana , Karke Bahana
MM: Mere Sanam Tu, Mere Sanam Tu

MM: Yei Tune Kaha
AB: Kaha Hoga
MM: Yei Maine Kya Suna
AB: Suna Hoga
MM: Arre Ye Dil Gaya
AB: Gaya Hoga
AB: Yeh Tune Kaha
MM: Kaha Hoga

AB: Udta Hua Aanchal
AB: Jaise Hawa Dole Mere Saath Mere Saath

MM: Dil Mein Machi Hulchal
MM: Jane Wafa Bole Koi Baat Koi Baat
AB,MM: Tod Na Jana Dil Ye Deewana
AB,MM: Mere Sanam Tu, Mere Sanam Tu

AB: Yei Tune Kaha
MM: Kaha Hoga
AB: Yei Maine Kya Suna
MM: Suna Hoga
AB: Arre Ye Dil Gaya
MM: Gaya Hoga
MM: Yeh Tune Kaha
AB: Kaha Hoga
MM: Yei Maine Kya Suna
AB: Suna Hoga
MM: Arre Ye Dil Gaya
AB: Gaya Hoga
AB: Yei Tune Kaha
MM: Kaha Hoga

HumTum
Bhool gaya.. laugh.gif like always!
musicman
QUOTE(HumTum @ Nov 17 2008, 08:45 PM) *

Bhool gaya.. laugh.gif like always!



Aur Main Aapko yaad Dilata Rahoonga,
Yei Hum(ara) wada hain jaani wink.gif
HumTum
So far we have posted these - smile.gif

Andaz --- 1949 --- Jhoom Jhoom Ke Naachaon
Roti Kapda Aur Makan --- 1974 --- Main Na Bhoolunga
Aashique --- 1962 --- Mehtaab Tera Chehra
Mukti --- 1977 --- Suhani Chandini Raaten
Naag Devta --- 1962 --- Taaron Ki Thandi Chhaiyan
Ek Phool Chaar Kaante --- 1960 --- Matwali Chaal Thumak Thumak
Hariyali Aur Raasta --- 1962 --- Lakhon Taare
Chhalia --- 1960 --- Mere Toote Huye Dil Se
Saathi --- 1968 --- Jo Chal Gaye Use Bhool Ja
Nai Umar Ki Nai Fasal --- 1965 --- Dekhti Hi Raho Aaj Darpan Na Tum
Prem Patra --- 1962 --- Do Ankhiyaan Jhuki Jhuki Si
Modern Girl --- 1961 --- Ye Mausam Rangeen Sama
Puraskar --- 1970 --- Ae Meri Jaan Chand Sa
Thokar --- 1974 --- Main Dhoondta Hoon
Bambai Ka Babu --- 1960 --- Chali Ri Sajni
Insaaf --- 1966 --- Ye Tune Kya Kaha
HumTum
QUOTE(musicman @ Nov 17 2008, 08:47 PM) *
QUOTE(HumTum @ Nov 17 2008, 08:45 PM) *

Bhool gaya.. laugh.gif like always!



Aur Main Aapko yaad Dilata Rahoonga,
Yei Hum(ara) wada hain jaani wink.gif


wacko.gif Ek din main apna naam hi bhoolnewala hoon.
musicman
QUOTE(HumTum @ Nov 17 2008, 08:53 PM) *

QUOTE(musicman @ Nov 17 2008, 08:47 PM) *
QUOTE(HumTum @ Nov 17 2008, 08:45 PM) *

Bhool gaya.. laugh.gif like always!



Aur Main Aapko yaad Dilata Rahoonga,
Yei Hum(ara) wada hain jaani wink.gif


wacko.gif Ek din main apna naam hi bhoolnewala hoon.


Versatile pe next theme aapka daal doonga, phir koi bhi bhoolne nahi dega wink.gif laugh.gif
HumTum
Kaunsa theme? Now I can't remember the theme I had suggested. ninja.gif
musicman
QUOTE(HumTum @ Nov 17 2008, 09:10 PM) *

Kaunsa theme? Now I can't remember the theme I had suggested. ninja.gif


Udhar cool bhai ke saath hoon, waha bata doonga aap aao wink.gif
musicman
Next : Jahan Tu Tu Tu - Mud Mud Ke Na Dekh (1960)



Lyrics:

Singers : Mukesh (MM), Female Support Singer (FS)

MM: Jahan Tu Wahan Mein
MM: Jahan Mein Wahan Tu
MM: Jahan Tu Wahan Mein

MM: Jahan Tu Tu Tu
MM: Wahan Mein Mein Mein
MM: Jahan Mein Wahan Tu
MM: Jahan Tu Tu Tu
MM: Wahan Mein Mein Mein
MM: Jahan Mein Wahan Tu
MM: Tu Hain Kali Gulab Ki
MM: Mein Hoon Teri Khusboo

FS: Shutup

MM: Jahan Tu Tu Tu
MM: Wahan Mein Mein Mein
MM: Jahan Mein Wahan Tu

MM: Tere Bina Mera Guzara Nahi
MM: Mere Bina Tera Koi Chara Nahi
MM: Moti Moti Aaankhon Se Na Dekh Mujhe
MM: Maine Kuchh Tera Bigada Nahi
MM: O Madam O Madam
MM: O Miss Ring Ring Ring Roo
MM: Jahan Tu Tu Tu
MM: Wahan Mein Mein Mein
MM: Jahan Mein Wahan Tu
MM: Tu Hain Kali Gulab Ki
MM: Mein Hoon Teri Khusboo

FS: Idiot

MM: Jahan Tu Tu Tu
MM: Wahan Mein Mein Mein
MM: Jahan Mein Wahan Tu

MM: Tu To Bani Hain Bas Mere Liye
MM: Mein Hoon Bana Bas Tere Liye
MM: Ghadi Ghadi Chodd Ke Tu Jati Hain Kahan
MM: Tere Pichhe Phirta Hoon Tere Liye
MM: O Madam O Madam
MM: O Miss Ring Ring Ring Roo

MM: Jahan Tu Tu Tu
MM: Wahan Mein Mein Mein
MM: Jahan Mein Wahan Tu
MM: Tu Hain Kali Gulab Ki
MM: Mein teri Khusboo

FS: Shut-up

HumTum
Nice one Mbhai.. BB with Anita Guha.. Even more nice to see BB in a jolly mood laugh.gif
desai2rn
QUOTE(HumTum @ Nov 17 2008, 08:22 PM) *

Bambai ka babu 1960 --- music by S D Burman wub.gif --- lyrics by Majrooh

Chali ri sajni ...


Suchitra looks so beautiful wub.gif



Chorus:Ohhoo...
Aahhaa...

Mukesh: Chal ri sajni ab kya sochey
chal ri sajni ab kya sochey
kajra na baha jaaye rote rote
chal ri sajni ab kya sochhe

Chorus: Hmm...

Mukesh:Babul pachhataayen haathon komal ke
kaahe diya pardes tukde ko dil ke
babul pachhataayen haathon komal ke
kaahe diya pardes tukde ko dil ke
aanso liye soch raha door khada re

Hmm...

Mukesh: Chali ri sajni ab kya sochey
kajra na baha jaaye rote rote
chali ri sajni ab kya sochey

Mamta ka aangan gudiya ka kangana
chhoti badi sakiyaan ghar gali angana
mamta ka aangan gudiya ka kangana
chhoti badi sakiyaan ghar gali angana
chhu.t gaya chhu.t gaya chhu.t gaya re
chali ri sajni ab kya sochey

Hmm...
ooo...

Mukesh:Dulhan banke gori khadi hai
koi nahi apna kaise ghadi hai
dulhan banke gori khadi hai
koi nahi apna kaise ghadi hai
koi yahan, koi wahan koi kahan re

Hmm...

Mukesh:Chali ri sajni ab kya sochey
kajra na baha jaaye rote rote
chali ri sajni ab kya sochey

Ohh..hmmm..


HT ji
Thanks for u/l Chal re Sajni... An evergreen song as they come. One of the most soulful bidaii song IMHO
Some time back I had posted an article on Mukeshji that briefley mentioned how Mukeshji ended up giving
his voice for this song. While SDB was a little reserved about using Mukeshji, this turned out to be the
most popular song of the movie. Think of Bombay ka Babu and Chal re Sajni automatically surface's in the mind.


This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2024 Invision Power Services, Inc.