Birlliant........song ..........excellent lyrics ! lyricst - Jaleees Sherwani seems to be some new comer.......?
This song shd be heard with full volume.......(w/wo headphone !)
Phirta rahoon dar badar
Ae Hay....woo ...oo.....
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jeeya
Tu hai kahaan, main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dansti hai tanhaaiyan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jeeya
Tu hai kahaan main kahaan
Tu jo judaa ho gayi
Teri sadaa kho gayi
Dekh le phir zindagi
Haan, kya se kya ho gayi
Shreya:
Jab se bichhdi hoon
Rab se kehti hoon
Kitna soona hai tera jahaan
KK:-
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
KK :
Kaise kate zindagi mayusiyaan bebassi
Raahein sabhi kho gayi
Roshani de roshani ( nice one ! )
Shreya :
Main toh rehti hoon teri raahon mein
Bekhabar mujhko dhoonde kahaan
KK : -
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jeeya
Tu hai kahaan main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaaiyan
Hey hey......hey......