kaafi " cute " song hai. Its been among my; fav right from my childhood. love the lyrics.

sad.gif

Sathi tere naam ek din jeevan kar jayenge

Sathi tere naam ek din jeevan kar jayenge
Sathi tere naam ek din jeevan kar jayenge
jeevan kar jayenge
Tu hai mera khuda tu na kar na daga
tum bin mar jayenge aa tum bin mar jayenge
Sathi tere naam ek din jeevan kar jayenge
jeevan kar jayenge

Poojta hon tujhe peepal ki tarah
pyar tera mera gangajal ki tarah
dharti amber mein tu dil ke mandir mein tu
Phool pather mein tu aur samander mein tu
Tu hai mera khuda tu na kar na daga
tum bin mar jayenge , tum bin mar jayenge
Sathi tere naam ek din jeevan kar jayenge
jeevan kar jayenge

Khooshbuyon ki tarah tu mehakati rahe
Bulbulo ki tarah tu chehakti rahe
Dil ke har taar se arahi hai sada
Tu salamat rahe bas yehi hai dua
Tu hai mera khuda tu na kar na daga
tum bin mar jayenge aa tum bin mar jayenge
Saathi tere naam ek din jeevan kar jayenge
jeevan kar jayenge