Bandh lein hath pe seenay pe saja lein tumhein
Ji mein aata hai k taveez bana lein tumhein!
Phir roz sanwarein tumhein lurakta dekhein
Kyun na aangan mein chambeli sa laga lein tumhein!!
Kia ajab khawhishein uthti hain hamarey mann mein
Kar k muna sa hawa mein uchalein tumhein!!!

----------
- Chahat

Check out these business jokes:
http://www.JokesDuniya.com