Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Its All About Dushmani
Hamara Forums > Music > Sangeet Ke Sitarey
bawlachintu
As evident from the title(which is unique),
we will include all dushman/dushmani songs here.

Pyar/Mohabbt/Dosti par to bahut kaseede kade jaa chuke hain.
Kuchh dushman ki bhi to yaad kar li jaye.

biggrin.gif

Starting the thread with a song from Akhir kyun:

Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai
Singer:Lata and Amit Kumar
Music:Rajesh Roshan

Click to view attachment
harihar
QUOTE(bawlachintu @ Aug 26 2006, 12:48 PM) *

As evident from the title(which is unique),
we will include all dushman/dushmani songs here.

Pyar/Mohabbt/Dosti par to bahut kaseede kade jaa chuke hain.
Kuchh dushman ki bhi to yaad kar li jaye.

biggrin.gif

Starting the thread with a song from Akhir kyun:

Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai
Singer:Lata and Amit Kumar
Music:Rajesh Roshan

Dost Dost Na Raha Pyar Pyar .......
Sangam
Mandrake
1. Mere dushman tu meri dosti ko tarse
2. Barson purana yeh yaarana ik pal mein kyoon toota
preet
main teri dushman dushman tu mera main naagin tu saperaaaaaaaa
Nimii
Hai agar dushman
Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin

Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
Koi aaye
Koi aaye, koi aaye, koi aaye, koi
Hum kisise kum nahin, kum nahin

Sigh! Jab dost hi dushman bane to dushmanon ki kya zarurat hai.. bilkul theek hai ye baat.
Nimii
Another song from Dushman.

Maine dekha tune dekha..
Dushman dushman jo doston se pyara hai..

preet
mile kahin 2 ajnabee
ho gayi unmain dosti
phir sunaa doston main
ho gayi dushmani sad1.gif
Nimii
Mere dushman mere bhai mere humsaaye
Mere dushman mere bhai mere humsaaye
Mujhse tujhse hum donon se ye jalte ghar kuchh kehte hain
Barbaadi ke saari manzar kuchh kehte hain
Hay..
Mere dushman mere bhai mere humsaaye
Hoho...

[from Border - lovely song sad1.gif ]
preet
doston se pyaar kiya dushmano se badla liya
jo bhi kiya humne kiya shaaaaaaaaan se!!!!
Nimii
Lo ek aur dushman wala song mellow.gif Pretz.. tumhe aur bhi maaloom hoto likh do..

apane dil se badee dushmanee thee, is liye maine tum se dosatee kee
apane dil ko jalaa ke roshanee kee, is liye maine tum se dosatee kee
august
kitne baazu, kitne sar
gin le dushman dhyaan se
harega woh har bazi jab
khele hum jee jaan se..

aao aa jao..

main aazad hoon (1991)

preet
Thanks BC jee for the thread bow.gif jub dushman khatam ho jaaye to word change kar ke khelenge ok!! jump.gif

Aye Dushman-e jaaan
chal diya kahaaaaa
ye bahaar gaalon pe lat haa bekaraar
gora badan haaaa something something
tujhko pukaaru tu nahi sunta
kya karu allla fight.gif haaa aa
bawlachintu
QUOTE(preet @ Aug 26 2006, 03:42 PM) *

Thanks BC jee for the thread bow.gif jub dushman khatam ho jaaye to word change kar ke khelenge ok!! jump.gif

Aye Dushman-e jaaan
chal diya kahaaaaa
ye bahaar gaalon pe lat haa bekaraar
gora badan haaaa something something
tujhko pukaaru tu nahi sunta

Sure

When beauty cycles, noone cares about the condition of cycle ninja.gif

QUOTE
kya karu allla fight.gif haaa aa

brake laga unsure.gif
suhana_safar
Mere dushman to meri dosti ko tarse
Mujhe gham dene wale tu khushi ko tarse
deewani
Aap Ki Dushmani Kabul Mujhe.... Aap Ki Dosti Se Darrta Hoon

Abhi Abhi Thi Dushmani.....Abhi Hai Dosti.....

Dil Kaanton Mein Uljhaya Hai Ek Dushman Par Pyar Aaya Hai

Dushman Ko Bhi Seene Se Lagana Nahin Bhoole, Hum Apne Buzurgon Ka Zamaana Nahin Bhoole

Ek Dil Sau Dushman Phir Jeeye Kaise Hum

Kabhi Dushman Hai Kabhi Yaar Hai Hum Dono


Nimii
Dushman ko bhi seenay say lagana nahin bhoolay,
Hum apnay buzargon ka zamana nahin bhoolay !

(ghazal by JS)
fiftysomeone
Bedard Zamana Tera Dushman Hai To Kya Hai,
Duniya Mein Nahin Jiska Koi Uska Khuda Hai
(Hemant Lata duet from Mehndi, MD Ravi).
preet
main duniya bhoola dungaaaaa teri chaahat main
o dushman zamaana humein naa bhoolana
main khud ko bhoola dunga teri chaahat main
usrafian
Mere Dushman Tu Meri
Dosti Ko Tarse
Mujhe Ghum Dene Waale
Tu Khushi Ko Tarse

Tu Phool Baney Pattjhad Ka
Tujh Pe Bahar Na Aaye Kabhi
Meri Hi Tarah Tu Tadfe
Tujh Ko Qaraar Na Aaye Kabhi
Tujhko Qaraar Na Aaye Kabhi
.


Diljalaa No.-1
mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif

O Be-Vafaaa Teraa Bhi Yuun Hi
Toooot Jaaaye Dil
Tu Bhi Tadaf-Tadaf Ke Pukaare..
..Ke Haaye-Dil
Teraa Bhi Samnaaa Ho Kabhi
Ghum Ki Shaam Se


Diljalaa No.-2
mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif
mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif mad.gif
Nimii
USR itna gussa kyon? Kis dushman ne aap ko itna khafa kar diya?

Sigh! Maine sochha sirf mujeh chaaron taraf se dushmanon ne gher li. Koi baat nahi aap ko dekh kar mujhe ye khushi hai ke main akeli nahi hoon wacko.gif

kabhi dushmani kabhi dosti
kabhi baat baat pe dillagi..
usrafian
QUOTE(Nimii @ Aug 28 2006, 03:53 PM) *

USR itna gussa kyon? Kis dushman ne aap ko itna khafa kar diya?

Sigh! Maine sochha sirf mujeh chaaron taraf se dushmanon ne gher li. Koi baat nahi aap ko dekh kar mujhe ye khushi hai ke main akeli nahi hoon wacko.gif

kabhi dushmani kabhi dosti
kabhi baat baat pe dillagi..


Nimmiji,

Palat-Vaar Bhi Dekh Lo....

Ye Bijli Raakh Kar Jayegi Tere Pyar Ki Duniya
Na Phir Tu Jee Sakega Aur
Na Tujhko Mout Aayegi


Diljaali
sad.gif mad.gif mad.gif
Anupama
Dushman Dil Ka Jo Hai Mere
Suna Hai Aaj Woh Aayega - Roop Ki Raani Choron Ka Raja

Mohabbat Ke Dushman Zara Hosh Mein Aa
Bujhaye Bujhe Na Mohabbat Ke Shole - Chameli Ki Shadi

Sun Le Pyaar Ki Dushman Duniya Dilwalon Ke Afsaane
Chal Pade Jo Dhun Mein Toh Kab Rukte Hain Diwaane - Pyaar Kiye Ja

Meri Dushman Hai Yeh, Meri Uljhan Hai Yeh - Main Tulsi Tere Aangan Ki

Bane Chahe Dushman Zamana Hamaara - Dostana

Roop Ki Dushman Paapi Duniya - Jadoo

Taiyyab Ali Pyaar Ka Dushman - Amar Akbar Anthony

Yeh Jo Chilman Hai Dushman Hai Hamaari - Mehboob Ki Mehndi

Meri Padosan Hai Dil Ki Dushman - Shimla Road
bawlachintu
QUOTE(deewani @ Aug 26 2006, 06:29 PM) *

Aap Ki Dushmani Kabul Mujhe.... Aap Ki Dosti Se Darrta Hoon

Abhi Abhi Thi Dushmani.....Abhi Hai Dosti.....

Dil Kaanton Mein Uljhaya Hai Ek Dushman Par Pyar Aaya Hai

Dushman Ko Bhi Seene Se Lagana Nahin Bhoole, Hum Apne Buzurgon Ka Zamaana Nahin Bhoole

Ek Dil Sau Dushman Phir Jeeye Kaise Hum

Kabhi Dushman Hai Kabhi Yaar Hai Hum Dono

Thanks Ms Deewani.

----------------------------------------------------------------------
Next: One cute song by Kishore Kumar

Doston ko salaam dushmanon ko salaam

para para para para woun woun woun woun..........

Film:Rocky
Music:RD Burman

Click to view attachment
kesuma
Sick & tired of words love & pyar now move on dushman .. tongue1.gif


LATA MANGESHKAR, AMIT KUMAR from Film AAkhir kyon

Dushman naa kare dost ne wo kaam kiyaa hai
umar bhar kaa gam humei inaam diyaa hai

toofaan mein hum ko chhod ke saahil pe aa gaye
naakhudaa kaa hum ne inhe naam diyaa hai

pahale to hosh chhin liye julma-o-sitam se
diwaanagee kaa fir humei iljaam diyaa hai

apane hee giraate hain nasheman pe bijaliyaan
gairo ne aa ke fir bhee use thaam diyaa hai


~kes~
Marcilo
Waqt Waqt Ki Baat laugh.gif ........... Ek Dil Sau Dushman
usrafian
QUOTE(usrafian @ Aug 28 2006, 05:42 PM) *

QUOTE(Nimii @ Aug 28 2006, 03:53 PM) *

USR itna gussa kyon? Kis dushman ne aap ko itna khafa kar diya?

Sigh! Maine sochha sirf mujeh chaaron taraf se dushmanon ne gher li. Koi baat nahi aap ko dekh kar mujhe ye khushi hai ke main akeli nahi hoon wacko.gif

kabhi dushmani kabhi dosti
kabhi baat baat pe dillagi..


Nimmiji,

Palat-Vaar Bhi Dekh Lo....

Ye Bijli Raakh Kar Jayegi Tere Pyar Ki Duniya
Na Phir Tu Jee Sakega Aur
Na Tujhko Mout Aayegi


Diljaali
sad.gif mad.gif mad.gif


Ulat-Vaar->

Tera Bhi Kisi Pe Dil Aaye
Phir Koii Tujhe Bhi Tadpaaye
Alla Kare
Allah Kare
Allah kare

Tu Jisse Chhahe Who Tere, Dil Se Begaana Rahe
Tujhko Bhi Duniya Kisi, Zaalim Ka diwanaa Kahe
Meri Tarah Betaab Rahe,
Raton Ko Be-Khwaab Rahe,
Tu Jiski Tamnna Dil Se Kare,
Woh Naam Se Tere Ghabraaye [laugh.gif]
Alla Kare
Allah Kare
Allah kare



Diljalaa sad.gif

[Friends, pl u/l this song from Film - Ek Sapera ek Lutera, in good quality..]


USR
Nimii
QUOTE(Marcilo @ Aug 31 2006, 10:54 PM) *
Waqt Waqt Ki Baat laugh.gif ........... Ek Dil Sau Dushman

Marc ek kaafi hai.. and you want sau? fight.gif

Ek aur KS and Anwar wacko.gif

dushmano ne to dushmani ki hain dosto ne kya kami ki hain
(aisa bhi dekho waqt jeevan mein aata hain
achcha khaasa dost bhi dushman ban jaata hain

lagi dosti ko kisaki nazar badal jaayega tu nahi thi khabar
na kasamein rahin na waadein rahein
na sang marane ke wo iraade rahein
daulat hi ko jab sab kuchh samajha jaata hain to
achcha khaasa dost bhi dushman ban jaata hain

teri aankhon mein ab wo pyaar nahi jo yaari na samajhe wo yaar nahi
ye daulat kis kaam ki yaari hai bas naam ki
yaar mere pachataayega jo hoga dekha jaayega jo hoga dekha jaayega
sachchaayi ki raah jab koi apanaata hain to
achcha khaasa dost bhi dushman ban jaata hain
aisa bhi dekho waqt jeevan mein aata hain
achcha khaasa dost bhi dushman ban jaata hain
mellow.gif
cinemaniac2
Abhi abhi thi dushmani
abhi hai dosti...

Lata from Zakhmi

http://www.hamaraforums.com/index.php?show...pid=285611&

Jay
QUOTE(bawlachintu @ Aug 26 2006, 09:18 AM) *

As evident from the title(which is unique),
we will include all dushman/dushmani songs here.

Pyar/Mohabbt/Dosti par to bahut kaseede kade jaa chuke hain.
Kuchh dushman ki bhi to yaad kar li jaye.

biggrin.gif

Starting the thread with a song from Akhir kyun:

Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai
Singer:Lata and Amit Kumar
Music:Rajesh Roshan

Click to view attachment


lyric: Indivar
bawlachintu
Thanks Jay ninja.gif
kesuma
Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai
ki dosti ke naam ko badnaam kiya hai

barso purana ye yarana ek pal mein kyon toota
yaar mere tu aaise rootha ( jaise mera rab rootha )
barson purana ...

By Kishore Kumar Film Hera Pheri 1979
bawlachintu
QUOTE(kesuma @ Sep 8 2006, 06:22 PM) *

Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai
ki dosti ke naam ko badnaam kiya hai

barso purana ye yarana ek pal mein kyon toota
yaar mere tu aaise rootha ( jaise mera rab rootha )
barson purana ...

By Kishore Kumar Film Hera Pheri 1979

Best creations by KK-KA combo. Thanks for reminding the song.
rolleyes.gif
bawlachintu
Ek aur gana hai idhar.

Ye gana dushmani ke baadwali dosti ka hai. Different flavour.

http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=285568
Nimii
Govinda film rollf.gif Ek aur ek gyarah tongue1.gif

Oye Oye Oye Oye
Oye Oye Oye Oye
O Dushman O Dushman
O Dushman O Dushman
Badi Khoobsurat Suhani Ghadi Hai
O Dushman O Dushman
Badi Khoobsurat Suhani Ghadi Hai
O Dushman O Dushman
Mohabbat Ke Aage Jawani Khadi Hai
Karle Mujhe Aagosh Mein
Aise Mein Kuch Soch Na
O Dushman O Dushman
Badi Khoobsurat Suhani Ghadi Hai
O Dushman O Dushman
Mohabbat Ke Aage Jawani Khadi Hai
Karle Mujhe Aagosh Mein
Aise Mein Kuch Soch Na

Oye Abla Nari Oye Chanchal Bala
Main Hoon Baalak Bhola Bhala
Aur Poojari Da Putar Hoon
Main Panditji Ka Sala
Aur Aap Hai Hasti Ala
Aur Mein Dushman
Oye Na Na Na Oye

Jaagoon Aur Jagaun Aaj Tujhko Raat Bhar
Tum Ho Bekarari Koi Aisi Baat Kar
Jaagoon Aur Jagaun Aaj Tujhko Raat Bhar
Tum Ho Bekarari Koi Aisi Baat Kar
Tanhayi Mein Dhadke Jiya
Koi Nahin Karle Piya
Aa Narm Baahon Mein Aa
O Dushman O Dushman
Badi Khoobsorat Suhani Ghadi Hai
O Dushman O Dushman
Mohabbat Ke Aage Jawani Khadi Hai
Karle Mujhe Aagosh Mein
Aise Mein Kuch Soch Na

Sun Oye Nari
Oye Oye Oye Oye
Sun Oye Devi
Oye Oye Oye Oye
Achcha To Le Koi Meri Taraf Se
Bharat Ki Nari Hai Aap Sab Se Sushil Aur Sundar
Oye Nahin Hona Hai Mujhko Andar
Mere Sine Ka Baal Toot Raha Hai Choot Raha Hai
Kuch Choot Raha Hai
Stop You Stop You Stop Stop Stop Stop

Parde Sab Jude Hai Bandh Sari Khidkiyan
Thodi Der Karle Aise Main Tu Mastiya
Parde Sab Jude Hai Bandh Sari Khidkiyan
Thodi Der Karle Aise Main Tu Mastiya
Betabiyan Mein Josh Mein
Kaise Rahon Mein Hosh Mein
Ab Rok Na Meri Jaan
O Dushman O Dushman
Badi Khoobsorat Suhani Ghadi Hai
O Dushman O Dushman
Mohabbat Ke Aage Jawani Khadi Hai
Karle Mujhe Aagosh Mein
Aise Mein Kuch Soch Na
Aise Mein Kuch Soch Na
Aise Mein Kuch Soch Na
Aise Mein Kuch Soch Na
bawlachintu
Apne dil se badi dushmani thi isliye maine tumse dosti ki

Film: Betaab
Lyrics:Anand Bakshi
Music: RD Burman

Singers:Lata Mangeshkar Shabbir Kumar

192/44 dur : 5.27 min

Click to view attachment
bawlachintu
Dil kaanton mein uljhaya hai ninja.gif

Film: Barood
Lyrics: Anand Bakshi
Music: SD Burman

160/44.1 dur: 4.35

Here:

http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=425969
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2024 Invision Power Services, Inc.