One of my very fav songs from Gaban (1966). Shailendra ka jaadu ek baar fir sar chad kar bolta hai.
1966-68 period ke Shailendra ke songs mujhe kaafi pasand hain.
Kuch bichhade hue logon ko yaad karne ke liye acha song hai.
lyrics might req correction in 2nd para first line ( dont know its ashq or shaq or shabd ).
Qasam se....kuch log bahut yaad aate hain ! ...........bahut bura haal hai ! :- (
Tumhari qasam tum bahut yaad aaye
Main har raat jaagi ki is baar shayad
Mohabbat tumhe is taraf kheench laaye
Tumhari qasam tum bahut yaad aaye
Tumhari qasam tum bahut yaad aaye
Na poocho ye din humne kaise bitaaye
Tumhari qasam tum bahut yaad aaye
Baras ne lage ashq to kya, neend aaye
Baras ne lage ashq to kya, neend aaye
Udhar kadke bijli idhar jaan jaaye
Udhar kadke bijli idhar jaan jaaye
Na poocho ye din humne kaise bitaaye
Tumhari qasam tum bahut yaad aaye
Zara ek nazar is taraf ab to dekho
Zara ek nazar is taraf ab to dekho
Zamaana hua hai humein muskuraaye ( maar dala lines ne ! )
Zamaana hua hai humein muskuraaye
Tumhari qasam tum bahut yaad aaye
Na poocho ye din humne kaise bitaaye
Tumhari qasam tum bahut yaad aaye
