apane na ho sake jo dil ka qaraar ho kar
aaNkhon me.n bas gaye hain rang e bahaar ho kar

pehle na yeh Khabar thi hai maut dil kaa aanaa
jo phuul khil rahaa thaa khaTkaa ho Khar ho kar

ham dil me.n dafn kar ke sab murdah hasaraton ko
Khaamosh jal rahe hain sham e mazaar ho kar

Bhai Jaan 1945
Zeenat Begum
128kbps...... 2.30 minutes