Jaane Kahan Gaye Tum

jaane kahan gaye tum
jaane kahan gaye tum
bechain hai rangeen nazaare
bechain hai rangeen nazaare
jaane kahan gaye tum
jaane kahan gaye tum

chaaron taraf veeraniyaan hai
chaaron taraf,
chaaron taraf veeraniyaan hai
khamoshiyaan hai, tanhaiyaan hai

jaane kahan gaye tum
bechain hai rangeen nazaare
bechain hai rangeen nazaare
jaane kahan gaye tum

tum bin udaas mausam ki baahein
tum bin udaas,
tum bin udaas mausam ki baahein
tum bin udaas jeewan ki raahein

jaane kahan gaye tum
bechain hai rangeen nazaare
bechain hai rangeen nazaare
jaane kahan gaye tum

tum ko pukaare toota hua dil
tum ko pukaare,
tum ko pukaare toota hua dil
ashkon mein, aahon mein dooba hua dil

jaane kahan gaye tum
jaane kahan gaye tum
bechain hai rangeen nazaare
bechain hai rangeen nazaare
jaane kahan gaye tum

jaane kahan gaye tum
jaane kahan gaye tum


- Mohd Rafi sahab