Chaand Kitni Door Tha
chaand kitni door tha, sitaare kitni door the
tum joh aa gaye toh sab qareeb aa gaye

tumhara haath raat pe henna ka rang mal gaya

hamaare dil ke taakh mein chiraag-e-shauq jal gaya
do badan ke saaye anjuman saja gaye

dulhan bani hui khadi ho tum libaas-e-noor mein

ke sar jhuka rahi hai chandni mere huzoor mein
aas-paas kitne khwaab jhilmila gaye

bujha do pyaas pyar ki, labon se kucch toh bol do

bas ek neend so sakoon yeh zulf-e-naaz khol do
thaam lo hamein ke hum toh dagmaga gaye

- Mohd Rafi sahab