Jahanwaale Tu Ne Yeh Kya Zindagi Di
joh aaj tak hua na, tu ne aaj kar diya
kyun taaj deke maalik betaaj kar diya?
betaaj kar diya!
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
ke gham se saja kar hamein har khushi di
jahanwaale?
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
baharein agar chheen leni thi hum se
baharein agar chheen leni thi hum se
muraadon ke phoolon ko kyun taazagi di
kyun taazagi di
jahanwaale?
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
karam hai diya tu ne noor-e-nazar toh
karam hai diya tu ne noor-e-nazar toh
sitam hai nazar ko magar tishnagi di
magar tishnagi di
jahanwaale?
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
ke gham se saja kar hamein har khushi di
jahanwaale?
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
yeh kya zindagi di
yeh kya zindagi di
yeh kya zindagi di
- Mohd Rafi sahab
joh aaj tak hua na, tu ne aaj kar diya
kyun taaj deke maalik betaaj kar diya?
betaaj kar diya!
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
ke gham se saja kar hamein har khushi di
jahanwaale?
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
baharein agar chheen leni thi hum se
baharein agar chheen leni thi hum se
muraadon ke phoolon ko kyun taazagi di
kyun taazagi di
jahanwaale?
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
karam hai diya tu ne noor-e-nazar toh
karam hai diya tu ne noor-e-nazar toh
sitam hai nazar ko magar tishnagi di
magar tishnagi di
jahanwaale?
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
ke gham se saja kar hamein har khushi di
jahanwaale?
jahanwaale tu ne yeh kya zindagi di
yeh kya zindagi di
yeh kya zindagi di
yeh kya zindagi di
- Mohd Rafi sahab
