Kya janoo sajan hoti hai kya gham ki shaam
Film:- Baharon ke sapne(1967)
Director:-Nasir Hussain
Music:- R.D.Burman
Lyrics:- Majrooh Sultanpuri
Singer:- Lata Mangeshkar
Star Cast:- Asha Parekh, Rajesh Khanna,Prem nath,Rajendra nath,Nana Palsikar
Sulochana
Kyaa Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam
Kyaa Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam
kyaa Jaanoon Sajan...
Click to view attachment
Jabse Mili Nazar, Maathe Pe Ban Gaye
bindiya Nayan Tere Dekho Sajnaa
dhar Li Jo Pyaar Se, Meri Kalaayiyaan
piya Teri Ungliyan Ho Gayi Kangnaa
Kyaa Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam
kyaa Jaanoon Sajan...
Click to view attachment
Click to view attachment
Kaanton Mein Main Khadi, Nainon Ke Dwaar Pe
nis Din Bahaar Ke Dekhoon Sapne
Kaanton Mein Main Khadi, Nainon Ke Dwaar Pe
nis Din Bahaar Ke Dekhoon Sapne
chehre Ki Dhool Kya, Chanda Ki Chaandni
uthri To Reh Gayi Mukh Pe Apne...
Click to view attachment
Click to view attachment
Kya Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam
Kya Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam
kya Jaanoon Sajan...
