Reeth
Jun 17 2008, 04:59 PM
Soch samajh kar dil ko lagaana
dekho bhura hai zamaana..
dhokaa na kaa naa dhokaa na kaa naa
-N-
parag_sankla
Jun 17 2008, 08:04 PM
Nazar ka jhuk jaana
jubaan ka ruk jaana
isiko meri jaan
muhabbat kehate hain...
>>> H
pinky
Jun 17 2008, 08:23 PM
Haule haule hawaayi dole
kaliyonki ghunghte kole
aaja mere man ki raaja
piyu piyu papaiha bole
haule haule hawaayi dole..
>>>>D
parag_sankla
Jun 17 2008, 08:39 PM
De diyaa tu le le dil
yun nahin toh chupke mil
tu hamara ho gaya
apna humein bana
ab na jee dukha
kisiki jaan se na khel re
Ananadi re...
>>> R
simplefable
Jun 17 2008, 08:57 PM
Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kissi se woh peheli mulaaqaat
Bheege tan man pade ras ki puhaar
Pyaar ka sandesa laayi barkha bahaar...
>>>B
parag_sankla
Jun 17 2008, 11:11 PM
Badi mushkil se aisi shaam aayee hain
na chup rahon mere kanon mein kuchh kaho...
(Lovely duet with Rafi sahab)
>>> K
Anupama
Jun 19 2008, 06:12 AM
Kya Ho Phir Jo Din Rangeela Ho
Reit Chamke, Samundar Neela Ho
Aur Aakaash Geela Geela Ho.....
>> H
parag_sankla
Jun 19 2008, 08:26 PM
Hain yeh duniyaa kaunasi
aye dil mujhe kya ho gaya
Jaise manzil par koi aake
musafir kho gaya...
Hain yeh duniyaa kaunasi
>>> K
simplefable
Jun 19 2008, 08:29 PM
koi chupke se aake
sapne sulaake mujhko jagaake
bole, ki main aa rahaa hoon
kaun aaye yeh main kaise jaanoo
koi chupke se aake...
>>>A
pinky
Jun 19 2008, 09:24 PM
Aankhon mein tum
aankhon mein tum
dil mein tum ho
tumhari marzi
maano yaa na maano
>>>M
parag_sankla
Jun 19 2008, 11:06 PM
Main gori gori gori gori chhori
karati hoon dilonki chori
Zara hatake jara bachake
phenkoongi nazar ki dori...
>> D
simplefable
Jun 19 2008, 11:12 PM
Do naina tumhare...pyare pyare...
Gagan ke yeh taare..
Karen yeh ishare...
Dil dil se milayenge...
>>>M
parag_sankla
Jun 19 2008, 11:59 PM
Mera dil joh mera hota
palkaon se pakad leti
hothon pe utha leti
haathon mein khuda hota
Mera dil...la la la la
>>> L
simplefable
Jun 20 2008, 12:04 AM
Le tere muqaddar ka..
Tujhe haal batadoon...
>>>B
parag_sankla
Jun 20 2008, 03:24 AM
Bujho bujho aye dilwalon
kaunsa taara chand ko pyara..
>>> P
simplefable
Jun 20 2008, 08:32 AM
Pyari bhari in ankhon ne...
Aaja tujh ko yaad kiya..
Fariyaad hamari kehti hain..
Itaraayein fiza hum ko kya..
>>>K
parag_sankla
Jun 20 2008, 10:18 AM
Kaisa jaadu
balam tune dara
kho gayaa
nanha sa dil humaraa
Kaisa jaadu....
>>> J
simplefable
Jun 20 2008, 10:21 AM
jaane kahaa meraa jigar gayaa jee
abhee abhee yahee thaa kidhar gayaa jee
kisee kee adaaon par mar gayaa jee
badee badee aakhiyon se dar gayaa jee..
>>>J
Parag...NOW , what are you doing so late ?
parag_sankla
Jun 20 2008, 10:30 AM
Lovely song composed by Pankaj Mullick sahab
Jaane wale de gaye hain
yaad ko saugat mein
Ab humein chhip chhip ke
rona hain andheri raat mein...
>>> M
Its just 10 PM here buddy, not so late in the night !
Cheers
Parag
simplefable
Jun 20 2008, 10:33 AM
Meri behki behki chaal...
Meri resham sa baal...
Meri julfon ki jaal mein na aaana..
Dil ko bachana raja...dil ko bachana...
>>>B
Now, I take back my words..

I keep thinking that you are on Raleigh, NC timeline.
parag_sankla
Jun 20 2008, 10:44 AM
Bujho bujho aye dilwalon
kaunsa taaraa
chand ko pyara
laakhon taarein
chand ek hain
kisase..ab kisase
preet nibhaaye
poonam waali
raat mein apne
raat mein apne
tanman ko jhulasaye
jal jal jaaye biraha agan mein
khud ka hi ujiyaara
Kaunsa taara chaand ko pyara...
>>> P
No worries my friend..as you know I am in good old Bay area, surrounded by Desis and Chinese all over the place...
simplefable
Jun 20 2008, 10:51 AM
piyaa ayeso jiyaa mein samaay gayo re
ke main tan man kee sood bood gawaa baithhee
har aahat pe samazee wo aay gayo re
zat ghooghant mein mukhadaa chhoopaa baithhee ..
>>>B

Yes, a sight like this and the songs we have will make it all a memorable experience..

Have you ever did something like that? parking along the road by the Bridge..and listening to these gems..
parag_sankla
Jun 20 2008, 10:53 AM
Baanki adayein dekhna ji dekhna
dil naa churaaye dekha ji...
>>> J
Not exactly near the bridge, but will soon be listening to lovely melodies while reclining on the beach of Hawaii

Cheers
Parag
simplefable
Jun 20 2008, 11:01 AM
Jaane Kya Tune Kahi
Jaane Kya Maine Suni
Baat Kuchh Ban Hi Gayi
Jaane Kya Tune Kahi ...
>>>K

NOW..that is what i call Life..! pic of kauai, Hawai. Enjoy the Vacation !
parag_sankla
Jun 20 2008, 11:11 AM
Another lovely song from Zalzala composed by Pankaj Mullick sahab
Kabhi inko chaahe
kabhi unko
Kabhi unko chahe
kabhi inko
Milaayenge hum
chhipse tumse
nigaahein
>>> N
usrafian
Jun 20 2008, 11:43 AM
Na Main Chan Chaahuun, Na Ratan Chaahuun
Tere Charnon Ki Dhuul Mile Jaaye,
To Main Tar Jaauun Sham Tar Jaauun
Hey Ram Tar Jaauun.
>>U
USR
simplefable
Jun 20 2008, 11:54 AM
udhar tum haseen ho, idhar dil jawaan hain
yeh rangeen raaton kee ek daastaan hain
yeh kaisaa hain nagmaa, ye kyaa daastaan hain
bataa aye mohabbat meraa dil kahaa hain..
>>> H
pinky
Jun 20 2008, 03:49 PM
Hum ko chod ke kahan jaaoge
saaiyyan tum bada dukh paaoge
ab jaane bhi lo, pehchan bhi lo
nazre yeh pyar ke...
>>>>K
simplefable
Jun 20 2008, 04:47 PM
Kismat mein bichadna tha...
Hui kyon un se mulaqat re..
Na root ke mujh se jaa...
Ke mera dil naheen mere haath re..
>>>R
parag_sankla
Jun 20 2008, 07:15 PM
Raat hain araman bhari
aur kya suhani raat hain
Aaj bichhade dil mile hain
tera mera saatha hain...
Raat hain araman bhari
>>> B
pinky
Jun 20 2008, 09:44 PM
Bachna zaraa yeh zamana hai buraa
kabhi meri gali mein na aanaa..
>>>A
simplefable
Jun 20 2008, 09:53 PM
aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan milo
aan milo aan milo shyaam saaNvare,
bRij mein akeli raadhe khoyee-khoyee phire
o raadhe khoyee-khoyee phire, o kaanhaa aan milo
oh.. aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan milo
>>>M
parag_sankla
Jun 20 2008, 10:57 PM
Meri zindagi ke humsafar
phenkana yahaan bhi ek nazar
tera mera raaz kya
is kadar bhi naaz kya
thoda thoda pyar karle
kal ki kisne lee khabar
>> K
pinky
Jun 23 2008, 12:49 PM
Kya ho phir jo din
rangeela ho raes champi
saundar neela ho
aur aakash gheela gheela ho
kya ho phir jo din rangeela ho..
>>>>>H
parag_sankla
Jun 23 2008, 06:54 PM
Humne khayee hain
muhabbat mein
jawani ki kasam
na kabhi honge
juda hum na kabhi
honge juda hum
Humne khayee hain
muhabbat mein
jawani ki kasam...
>>> K
simplefable
Jun 23 2008, 07:59 PM
Kaisa jadoo balam tu ne dara...
Hogaya nanhasa dil hamara...
Kaisa jadoo..
>>>J
parag_sankla
Jun 23 2008, 10:58 PM
Jab tak chamake
chaand sitare
tum ho hamare saiyyan
hum hain tumhaare
>>> T
Anupama
Jun 26 2008, 06:30 AM
Tumse Nazar Mili, Dil Ko Khabar Mili
Dil Yeh Deewana Ho Gaya
Teer Idhar Chale, Teer Udhar Chale
Shuru Fasaana Ho Gaya
>>> G
simplefable
Jun 26 2008, 06:49 AM
Gumsum sa yeh Jahaan...
Yeh raat yeh hawa..
Ek sath aaj do dil..
Dhadkenge Dilruba...
>>>D
parag_sankla
Jun 26 2008, 09:36 AM
Do naina tumhaare
pyaare pyaare
gagan ke taare
kare yeh ishaare
dil dil se milaayenge 2
Jiya dhadke
sharam ke maare
chalenge tere dwaare
teri duniyaa basayenge 2
>>> B
pinky
Jun 26 2008, 02:12 PM
Bulbul ko mila phool
bulbul ko mila phool
toh nadi ko kinaara
Har dil ko hai duniya mein
kisi dil kaa sahaara..
>>> S
HumTum
Jun 26 2008, 02:18 PM
Saajan ki hogayi gori
saajan ki hogayi
ab ghar ko aangan mein desh laage re
Ra >>>>
pinky
Jun 26 2008, 03:27 PM
Raat hai armaan bhari
aur kya suhaani raat hai
raat hai armaan bhari..
>>B
parag_sankla
Jun 26 2008, 08:23 PM
Bach bach bach
kahoon sach sach sach
koi dil na udaa le
chutaki bajaake aise...
>>> A
pinky
Jun 26 2008, 09:40 PM
Aji o suno tho nahin
tumne hamen pehchana
diya tha tumhe dil
yehi din hai yehi tha zamaana
aji o suno tho..
>>>T
parag_sankla
Jun 26 2008, 10:50 PM
Tum joh hue mere humsafar
raste badal gaye
laankhon diye mere pyar ki
rahon mein jal gaye
>>> G
pinky
Jun 27 2008, 07:00 PM
Gori gori patli khalayi
re balamwaa,chod na
dena pakhad ke
chale jaana na humse
akad ke..
>>>K
parag_sankla
Jun 27 2008, 07:58 PM
Kahan phir hum
kahan phir tum
kahan yeh raatein
dhadakate dil se
ho jaaye
jara do baatein
>>> B
pinky
Jun 27 2008, 08:18 PM
Bechain dil khoyisi nazar
tanhayiyon mein
sham seher tum yaad aati ho..
>>>H
parag_sankla
Jun 27 2008, 09:24 PM
Hum aap ki aankhon mein
is dil koh basa de toh
Hum moondke palkonko
is dil ko saza de toh...
>>> T
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.