QUOTE(HumTum @ Jan 12 2008, 09:16 PM)

Swarapriya sis, Rajnish bhai and Hari Ram bhai, I just downloaded and heard the song. It is an Asha-chorus song.
here is what lyrics say. please note gii: denotes geeta dutt singing, aa: is asha
and ko: chorus
%
\startsong
\stitle{ye chaman hamaaraa apanaa hai}%
\film{Ab Dilli Door Nahin}%
\year{1957}%
\starring{Motilal, Romi, Sulochana}%
\singer{Geeta, Asha, chorus}%
\music{Dattaram}%
\lyrics{Shailendra}%
%
% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: Prithviraj Dasgupta
% Date:
%
\printtitle
#indian
%
aa: ye chaman hamaaraa apanaa hai
is desh pe apanaa raaj hai
ko: is desh pe apanaa raaj hai
aa: mat kaho ke sar pe Topii hai
kaho sar pe hamaare taaj hai
ko: kaho sar pe hamaare taaj hai
aa: ye chaman hamaaraa apanaa hai \threedots
gii: aatii thii ek divaalii
aa: aa aa aa
ko: aatii thii ek divaalii
gii: baraso.n me.n kabhii khushahaalii
aa: ab to har ek vaar ek tyauhaar hai
ye ubharataa sa.Nvaarataa samaaj hai
aa: ye chaman hamaaraa \threedots
aa: aa aa aa aa
gii: ye jaan se pyaarii dharatii
aa: aa aa aa
ko: ye jaan se pyaarii dharatii
gii: duniyaa kii dulaarii dharatii
aa: o ye aman kaa diyaa aa.Ndhiyo.n me.n jalaa
saarii duniyaa ko is pe naaz hai
aa: ye chaman hamaaraa apanaa hai\threedots
aa: ho dekh lo kahii.n Gam na rahe kahii.n Gam na rahe
ko: kahii.n Gam na rahe kahii.n Gam na rahe
aa: o roshanii kahii.n kam na rahe kahii.n Gam na rahe
ko: kahii.n Gam na rahe kahii.n Gam na rahe
aa: saare sa.nsaar kii aa.Nkh ham pe lagii
apane haatho.n me.n apanii laaj hai
ko: ye chaman hamaaraa apanaa hai
is desh pe apanaa raaj hai
%
#endindian
\endsong
%