usrafian
Nov 2 2007, 05:23 PM
ज़नाब शकील बदायुनी साहब
न तू ज़मीन ले लिए है न आस्मान के लिए
तेरा वजूद है अब सिर्फ़ दास्तान के लिए
गरज परसत जहाँ में वफ़ा तलाश न कर
ये शये बनी थी किसी दुसरे जहाँ के लिए
पलट के सूये चमन देखने से क्या होगा
वो शाख ही न रही जो थी आशियाँ के लिए
noorie
Mar 14 2008, 05:40 PM
USR, I'd like to add the Roman Hindi lyrics to this thread too, may I?
It's possible that everyone here may not be familiar with the Devanagiri script and it would be such a pity if they couldn't access the lyrics, wouldn't it?
Na Tu Zameen Ke Liye
Na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye
na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye
tera wajood hai
tera wajood hai ab sirf dastaan ke liye
na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye!
palat ke sooye chaman, dekhne se kya hoga -2
woh shaakh hi na rahi joh thi aashiyaN ke liye
na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye
gharaz parast jahan mein wafa talaash na kar -2
yeh shay bani thi kisi doosre jahan ke liye
tera wajood hai
tera wajood hai ab sirf dastaan ke liye
na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye
- Mohd Rafi sahab