Do panchi, do tinkay, kaho leke chale hain kahan

Ye banayenge ek aashiyaan, Ye banayenge ek aashiyaan

Ye toh apni hi dhun mein gaayen, oonchay oonchay uddte jayen
Inki masti ko aur badhayen, saawan ki ye hawayen
Manzil ke matwaale, dekho choone chale aasmaan
Manzil ke matwaale, dekho choone chale aasmaan
Ye banayenge ek aashiyaan, Ye banayenge ek aashiyaan
Ye banayenge ek aashiyaan, Ye banayenge ek aashiyaan

Ek phoolon bhari ho daali, aur us par ho basera
Kuch aisa hi meetha meetha, hai sapna tera mera
Ye sapna sach hoga, keh rahi dhadkanon ki zubaan

Hum banayenge ek aashiyaan, Hum banayenge ek aashiyaan

Hum banayenge ek aashiyaan