Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Right Here Right Now .. Hain Khushi Ka Samaa (abhishek Bachchan - Bluffmaster)
Hamara Forums > Music > Lyrics
rcss1543
Dedicated to my lil angel on this special day, with all my love.

Come to me bhool jaaye sara jahaan ..
come to me hum banale apni nayi jagah
ek main aur ek tu hai aur hawa mein jaadu hai
aarzoo bekabu hai samjho saare baat baaki
waqt ka kya bharosa banke paani beh jaaye
kal agar na mil paaye reh na jaaye baat baaki
right here right now hain khushi ka samaa ..
right here right now hum hai is pal jaha
bhool jaao muskurao reh na jaaye baat baaki

Come to me

Aao mil jaayen hum yu ke phir na ho judaa
never gonna let you go girl
never gonna let you go no no no no
na ho koi faaslen na ho dooriyan
never gonna let you go girl
never gonna let you go no no no no no no

Come to me bhool jaaye sara jahaan
Come to me hum banale apni nayi jagah ..
rcss1543
Addition of more favourite lyrics of my Angel's

Jhalak Dikhla Jaa - Aksar

Jhalak dikhla jaa
Ek baar aaja aaja aaja aaja aa ja

Deedar ko tarse ankhiyan
Na din guzre na kate ratiyan
Jhalak dikhla jaa

...Continued
rcss1543
Aashiq Banaya Aapne

Aashiq banaya apne
tere bina sooni sooni hain baahein
tere bin pyaasi pyaasi nighaahein
tere bin bin asar meri aahein
tere bin
Aashiq banaya apne
tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko na aaye
tere bin

...Continued
rcss1543
Halka Halka - Chocolate

Halka halka sa yeh nasha
behka behka sa yeh sama
aa jaana
aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama
jaaye na jaaye na
woh woh woh
halka halka sa yeh nasha

kyon bhala sapno ke pitche dil mera apno ke pitche khota hai
khwaahishein aawaara banke toot jaaye tara banke hota hai
hota hain kal magar
beeta jo pal agar
aaye na aaye naa
halka halka sa yeh nasha

jal uthe shola toh ismein jo chale hawa toh kisne roka hai
ho raha hai dil bekaabu yeh nahi aankhon ka jaadu dhoka hai
raahein dhua dhuan
manzil jaane kahan
kho raha karwaa
halka halka sa yeh nasha
behka behka sa yeh sama

IDOL
QUOTE(rcss1543 @ Dec 20 2005, 07:58 AM) *

Dedicated to my lil angel on this special day, with all my love.

Come to me bhool jaaye sara jahaan ..
come to me hum banale apni nayi jagah
ek main aur ek tu hai aur hawa mein jaadu hai
aarzoo bekabu hai samjho saare baat baaki
waqt ka kya bharosa banke paani beh jaaye
kal agar na mil paaye reh na jaaye baat baaki
right here right now hain khushi ka samaa ..
right here right now hum hai is pal jaha
bhool jaao muskurao reh na jaaye baat baaki
ek main aur ek tu hai aur hawa mein jaadu hai
aarzoo bekabu hai samjho saare baat baaki
waqt ka kya bharosa banke paani beh jaaye
kal agar na mil paaye reh na jaaye baat baaki
Come to me

Aao mil jaayen hum yu ke phir na ho judaa
never gonna let you go girl
never gonna let you go no no no no
na ho koi faaslen na ho dooriyan
never gonna let you go girl
never gonna let you go no no no no no no
right here right now hain khushi ka samaa ..
right here right now hum hai is pal jaha
bhool jaao muskurao reh na jaaye baat baaki
ek main aur ek tu hai aur hawa mein jaadu hai
aarzoo bekabu hai samjho saare baat baaki
waqt ka kya bharosa banke paani beh jaaye
kal agar na mil paaye reh na jaaye baat baaki
Come to me bhool jaaye sara jahaan
Come to me hum banale apni nayi jagah ..

isn't this the rap that he sang himself? , or i guess not confused.gif
extenok

Ah, just when I thought this was going to be the one by Fatboy Slim ... pity.
rcss1543
Yes Khobi it is sung by him.
sandyk
QUOTE(rcss1543 @ Dec 20 2005, 07:58 AM) *

Dedicated to my lil angel on this special day, with all my love.

Come to me bhool jaaye sara jahaan ..
come to me hum banale apni nayi jagah
ek main aur ek tu hai aur hawa mein jaadu hai
aarzoo bekabu hai samjho saare baat baaki
waqt ka kya bharosa banke paani beh jaaye
kal agar na mil paaye reh na jaaye baat baaki
right here right now hain khushi ka samaa ..
right here right now hum hai is pal jaha
bhool jaao muskurao reh na jaaye baat baaki
ek main aur ek tu hai aur hawa mein jaadu hai
aarzoo bekabu hai samjho saare baat baaki
waqt ka kya bharosa banke paani beh jaaye
kal agar na mil paaye reh na jaaye baat baaki
Come to me

Aao mil jaayen hum yu ke phir na ho judaa
never gonna let you go girl
never gonna let you go no no no no
na ho koi faaslen na ho dooriyan
never gonna let you go girl
never gonna let you go no no no no no no
right here right now hain khushi ka samaa ..
right here right now hum hai is pal jaha
bhool jaao muskurao reh na jaaye baat baaki
ek main aur ek tu hai aur hawa mein jaadu hai
aarzoo bekabu hai samjho saare baat baaki
waqt ka kya bharosa banke paani beh jaaye
kal agar na mil paaye reh na jaaye baat baaki
Come to me bhool jaaye sara jahaan
Come to me hum banale apni nayi jagah ..

Rcs it would be great if you could also the couple of lines at the begining of the song I can hardly figure our a word the girl.

...... pidya mein huan..... hanste raha sayyad yun
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.