TERA HUSN RAHAY MERA ISHQ RAHAY
Tera husn rahay,mera ishq rahay
Toh yeh subah,yeh shaam rahay na rahay
Chalay pyar ka naam zamanay mai
Kisi aur ka naam rahay na rahay
Tera husn rahay,mera ishq rahay
Toh yeh subah yeh shaam rahay na rahay
Chalay pyar ka naam zamanay mai
Kisi aur ka naam rahay na rahay
Tera husn rahay mera ishq rahay
Toh yeh subah yeh sham rahay na rahay
Mere pyaas ka koi hisaab nahi
Teri mast nazar ka jawaab nahi
Mere pyaas ka koi hisaab nahi
Tera mast nazaar ka jawaab nahi
Issi mast nazaar say pilaye gaah
Mere samnay jaam rahay na rahay
Tera husn rahay,mera ishq rahay
Toh yeh subah, yeh sham rahay na rahay
Mai behakanay lagah hoon sambhal zara
Mere paas he raah kahin door na ja
Mai bahakanay lagah hoon sambhal zara
Mere paas he raah kahin door na ja
Koi theik nahi yahan baharon ka
yahan aur qayam rahay na rahay
Tera husn rahay,mera ishq rahay
Toh yeh subah, yeh sham rahay na rahay
Jo nigaah uthi toh payam mila
Jo nigah jhuhki toh salam mila
Jo niggah uthi toh payam mila
Jo nighah jhukki toh salam mila
Issi wakt bhujha day lagi dil ki
yeh payam salam rahay na rahay
Tera husn rahay,mera ishq rahay
Toh yeh subah aur yeh sham rahay rahay na rahay
Chalay pyaar ka naam zamanay mai
Kisi aur ka naam rahay na rahay
Tera husn rahay mera ishq rahay
Toh yeh subah yeh sham rahay na rahay