Is saal ke anth tak to sirf ek hi kanya se milne ki sambhaavna hai ..... aur woh hai Preety !!!

Mujhe to ye gaana Preety se kadaapi nahin sun-na hai !
Aur waise bhi Preety mere liye YE gaana to kabhi nahin gaayegi !

Uska gaana to will be along the lines of ....
Buri Nazar Waale ... Tera Hoga Munh Kaala types !!