Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Word Game With Lata Songs
Hamara Forums > Legends > Lata Mangeshkar
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18, 19, 20, 21, 22, 23, 24, 25, 26, 27, 28, 29, 30, 31, 32, 33, 34, 35, 36, 37, 38, 39, 40, 41, 42, 43, 44, 45, 46
Talaikya
Main hoon saaqi
tu hain sharabi sharabi

Toone aankhon se pilai
woh nasha hain ke duhai
har taraf dil ke chaman mein
phool bikhre hain gulabi gulabi

(with Mohd. Rafi)
bigger_than_bollywood
aankhon mein humne aap ke sapne sajae hain
Bus aap aap aap hi dil mein samayen hain
Talaikya
sapne hain sapne
kab huye apne
aankh khuli aur toot gaye cry.gif
august
jeevan sapna toot gaya
ek musaphir aaya aakar
dil ki duniya loot gaya..
Anupama
Saari Duniya Mein Dekhe Hain Do Anpadh Nadaan
Ek Tum Duje Bhagwaan
august
mora nadaan balma
na jaane dil ki baat
Talaikya
dil ki baatein
dil hi jaane
aankhen chhede
sau afsane
nazuk nazuk
pyare pyare
vaade hain
irade hain
aa aa mil ke daman daman se bandh lein
dil ki baatein wub.gif

august
yeh aankhen dekhkar hum saari duniya bhool jate hain
ine paane ki dhoon mein ahr tamanna bhool jaate hain..

tum apni mehki mehki zulph ke penchon ko kam kar do
musaphir in mein girkar apna rasta bhool jaate hain
Anupama
Mera Pyaar Hai Bhool Bhuliyaan
Mujhe Dhoondh Le Aa Kar Saiyaan camera.gif
Main Chhup Chhup Jaaun ninja.gif
Tere Haath Na Main Aaun
august
hum tere pyar mein saara alam kho baithe hai
kho baithe..
tum kehte ho ke aise pyar ko bhool jao..
bhool jao..
Anupama
Tum Kya Jaano, Tum Kya Jaano
Tumhari Yaad Mein Hum Kitna Roye
august
aadha gaana likhke gayi? angry2.gif itna achha gana bhool gayi? sad1.gif

{rain gujaari tare gin gin
chain se jab tum soye..
hum kitna roye.. }

yaad na aaye koi
lahoo na rulaye koi..
yaad na aaye koi..
harihar
QUOTE(august @ Jan 15 2007, 12:53 AM) *



yaad na aaye koi
lahoo na rulaye koi..
yaad na aaye koi..

aaj mere man mein sakhi bansuri bajaye koi
aaj mere man mein...
aaj mere man mein sakhi bansuri bajaye koi
pyaar bhare geet sakhi baar-baar gaye koi
bansuri bajaye...
august
koi chailawa ho.. koi albelava ho.. smile1.gif

pyar ko ho jaane do..
pyar mein kho jaane do
aitbaar kiska hain
intezaar kiska hain
abhi na hua to phir kabhi nahin..kabhi nahin..
Talaikya
Nahin nahin jaana nahin
abhi nahin jaana nahin
abhi dil ko mile sahare hain
sahare hain tumhare hain

Anupama
Tumhare Bin Guzaare Hain Kayi Din Ab Na Guzerenge
Jo Dil Mein Aa Gayi Hai Aaj Woh Kar Hi Guzerenge

with Mohd.Rafi
august
lo aa gayi unki yaad
woh nahin aaye..
Talaikya
Tumhe yaad karte karte
jayegi rein saari
tum le gaye ho apne sang
neend bhi hamari

wub.gif wub.gif
usrafian

Yaad !
Yaad !!
Yaad !!!
Yaad Kare Barbaad tongue1.gif


Aansu Ki Aag Leke Terii Yaad Aayee
Jalte Huye Raag Leke Terii Yaad Aayee
Shikve Hazaar Leke Terii Yaad Aayee
Haaye Re Kaisi Judaai
sad.gif
Talaikya
QUOTE(usrafian @ Jan 16 2007, 02:11 AM) *


Yaad Kare Barbaad tongue1.gif



Aisa?? smile.gif

Teri yaad mein jal kar dekh liya
ab aag mein jal kar dekhenge
Anupama
Jab Yaad Kisi Ki Aaati Hai
Aankhon Se Neend Ud Jaati Hai
Milne Ki Lagan Tadpaati Hai
Jab Yaad Kisi Ki Aaati Hai
august
meri ankhon se koi neend liye jaata hain
door se pyar ka paigaam diye jaata hain..
Anupama
Pyaar Kiya Nahin Jaata Ho Jaata Hai
Dil Diya Nahin Jaata Kho Jaata Hai

with Shabbir Kumar
august
tumhe dil diya yeh kya kiya maine
duniya ka dard le liya maine
kya bhale din the woh,
nazaron mein tum samaaye na the
kabhi thandi saans nahi lee thi
aur ankhon mein aansu aaye na the
ab roti hoon main..
bhala kiya hain ya boora kiya maine..
Anupama
Jinniya Tann Mere Lagiyaan
Tainu Ik Lagge Te Tu Jaane
Ghulam Fareeda Dil Othe Daiyiye
Jithe Agla Kadr Vi Jaane

Veriya Ve! Hoo Kiya Kya Kasoor Maine Tera Ve
Chahe Jo Salook Kar, Mujhe Manzoor Par
Zurm Zaroor Dass Mera Ve sad.gif
Talaikya
Kadar jaane na
ho kadar jaane na
mora balamva bedardi
kadar jaane na
august
bedardi balma tujhko mera mann yaad karta hain
barsata hain jo ankhonse woh saawan yaad karta hain..
Talaikya
Ke aaja teri yaad aayi
O balam harjai
ke aaja teri yaad aayi
august
tujhe kho diya humne paane ke baad
teri yaad aayi..teri yaad aayi
tere jaane ke baad..
Talaikya
Ja re ja re ud ja re panchhi
baharon ke desh ja re
yahan kya hain mere pyare
ke ujad gayi bagiya mere man ki
Ja re
august
chandaa re ja re ja re
piya se sandesa mora laiyo ja
mora tum bin jiya na lage re piya
mohe ik pal chain na aaye..
chandaa...
Talaikya
Jiya na laage mora
na ja re, na ja re, na ja

ho jiya

biggrin.gif
august
smile1.gif T ji!

ho gaya hain tujhko to pyar sajnaa
laakh karle tu inkaar sajnaa
dildaar sajnaa, hain yeh pyar sajnaa...

(na jaane mere.. DDLJ)
shivani
daga daga vai vai vai
daga daga vai vai vai
ho gayee unse ulfat ho gayee

daga daga vai vai vai

teri rahoon main khade hain tera kya lete hain
dekh lete hain jalan dil ki bujha lete hain
aayen hain door se hum
tere milne ko sanam
chikunam chikunam daga daga vai vai vai
Talaikya
Ulfat mein zamane ki har rasm ko thukrao
phir saath mere aao (aye Shivani wub.gif) rollf.gif

Kadmon ko na rokegi zanjeer rivazon ki
ham todke niklenge, deewar samajon ki
doori pe sahi mazil doori se na ghabrao
(KK's (tandem) verse)
august
jurm-e-ulfat pe humein log sazaa dete hain
kaise naadan hain sholon ko hawa dete hain..
Talaikya
Is zamane mein is mohabbat ne
kitne dil tode kitne ghar phoonke

jaane kyun log mohabbat kiya karte hain
dil ke badle dard e dil liya karte hain
august
woh aaye ghar mein hamaare khuda ki kudrat hain
kabhi hum unko kabhi apne ghar ko dekhte hain

churaa ke dil ban rahe hain bhole jaise kuchh jaante nahin
are koi batao ke hum karein kya woh humko pehchante nahin..
Talaikya
Ajnabiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
Ajnabi tum jaane pehchane se lagte ho
yeh badi ajeeb si baat hain
yeh nayi nayi mulaqat hain
phir bhi jaane kyon
ajnabi tum jaane pehchane se lagte ho
august
chup chup khade ho jarur koi baat hain
pehli mulaqat hain yeh pehli mulaqat hain..
preet
me making a come back with my Big B's shonggggggggggg tongue1.gif



pehle pehle pyaar ki mulaaqaten yaad hai

mujhko to tumhari saari baatein yaad hai

tumko kaise bhool gayaa dil ka ye afsaana

main tumko kya kahu...

.... deewaaanaaaaaaaa wub.gif

Nimii
QUOTE
pehle pehle pyaar ki mulaaqaten yaad hai

mujhko to tumhari saari baatein yaad hai

tumko kaise bhool gayaa dil ka ye afsaana

main tumko kya kahu.


When did this turn into a KK-LM duet unsure.gif Pretz fight.gif This one is a Asha duet headbang.gif
preet
QUOTE(Nimii @ Jan 29 2007, 02:05 PM) *
QUOTE
pehle pehle pyaar ki mulaaqaten yaad hai

mujhko to tumhari saari baatein yaad hai

tumko kaise bhool gayaa dil ka ye afsaana

main tumko kya kahu.


When did this turn into a KK-LM duet unsure.gif Pretz fight.gif This one is a Asha duet headbang.gif
hehehehehe rollf.gif isliye to itnaa khush hoke post kiya tha tongue1.gif
Nimii
Woh dikhaayi deta hai doh.gif

Instead sing the Silsila song now.. (cue diya na with pehle pehle..)
bawlachintu
QUOTE(preet @ Jan 29 2007, 11:52 AM) *

me making a come back with my Big B's shonggggggggggg tongue1.gif

pehle pehle pyaar ki mulaaqaten yaad hai

mujhko to tumhari saari baatein yaad hai
tumko kaise bhool gayaa dil ka ye afsaana
main tumko kya kahu...

.... deewaaanaaaaaaaa wub.gif

laugh.gif laugh.gif laugh.gif laugh.gif laugh.gif laugh.gif laugh.gif laugh.gif laugh.gif laugh.gif laugh.gif laugh.gif
Iska remix release hua hai kya unsure.gif

Thread ka kaanda-bataka bana dala ..............
august
where are the songs?

angry2.gif
Anupama
QUOTE(august @ Jan 25 2007, 02:17 PM) *

chup chup khade ho jarur koi baat hain
pehli mulaqat hain yeh pehli mulaqat hain..



Unki Pehli Nazar Kya Asar Kar Gayi
Mujhko Kya Ho Gaya Hai Khuda Jaane


Good to see you back Preetz love.gif
preet
thanks Anu!!! love.gif its good to be back!!!!

jaane kya baat hai jaane kya baat hai
nind nahi aati badi lambi raat hai
jaane kya baat hai!!! unsure.gif

ab kisi ne bola ki Lata ka song nahi hai ye to thik nahi hoga!!! look.gif
Anupama
Neend Churaaye Chain Churaaye
Daaka Daale Teri Bansi
Arrey Din-Dahaade Chori Kare
Raat Bhar Jagaaye Daaka Daale Teri Bansi

Preetz koi kuchh nahin bolega you play bindaas! tongue1.gif
august
chori chori koi aaye
chupke chupke sabse chhupke
khwab kai de jaaye re..

woh 'jane kya baat hain' song asha ne mast gaya hain..smile1.gif
i was taking a late night drive on highway and listened to that song. smile.gif

This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.