Lata
Jul 6 2006, 10:16 PM
woh dil kahaan se laaoun
teri
yaad jo bhulaaye
mujhe
yaad aane wale
koi raasta bata de
august
Jul 6 2006, 10:23 PM
ye neer kahaan se barse
yeh badri kahaan se aayi hain..
Lata
Jul 6 2006, 10:29 PM
rim jhim jhim jhim badarwa
barsenaina more tarse aaja aaja re
ghar more piya
san san san tanhaa dole
ghunghat mora khole
lage naa jiya
Talaikya
Jul 6 2006, 10:59 PM
Lata what movie??
Baaghon mein baharon mein ithlata gaata
aaya koi
nazuk nazuk kaliyon ke dil ko dhadkata
aaya koi
aaya koi
aaya koi
aaya koi
(prolly yr piya Lata

)
Lata
Jul 6 2006, 11:05 PM

........that lovely one is from Taangewali.
[ duets allowed na? ]
baaghon mein bahar hai
kaliyon pe nikhaar hai
tumko mujhse pyaar hai
na na na ..haan haan
Talaikya
Jul 6 2006, 11:14 PM
Ajnabiiiiiiiiiiiiii
tum jaane pehchane se lagte ho
yeh badi ajeeb si baat hain
yeh nayi nayi mulakat hain
phir bhi jaane kyon
Ajnabiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
Lata
Jul 6 2006, 11:18 PM
Ye
mulaqaat ik bahaana hai
pyaar ka silsila puraana hai
Anupama
Jul 7 2006, 12:11 AM
Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Mujhe Kisi Se Pyaar Ho Gaya
Pyaar Ho Gaya Dil Beqarar Ho Gaya - Barsaat
Lata
Jul 7 2006, 02:10 AM
Ho gaya hai tujhko tau pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
dildaar sajnaa hai ye pyaar sajan
Anupama
Jul 7 2006, 03:31 AM
Yeh Kaisa Gham Sajna
Pyaasa Din Pyaasi Shaam
Lata
Jul 7 2006, 04:19 AM
mere naina sawan bhadon
phir bhi mera man pyaasa
august
Jul 7 2006, 09:03 AM
folks, this is page no.101 of our game..
man dole mera tan dole
mere dil ka gaya qarar re
kaun bajaye bansuriya..
Anupama
Jul 7 2006, 09:15 AM
Dil Matwala Lakh Sambhala
Phir Bhi Kisi Pe Aa Hi Gaya
101 pages

maine toh abhi start kiya 99 page se
august
Jul 7 2006, 09:23 AM
Anupama
Jul 7 2006, 09:38 AM
Bichhade Hue
Pardesi Ik Baar Toh Aana Tu
Jab Aankh Milayi Hai Nazarein Na Churana Tu
T and Shivani rule.

dono hain kahan?
Lata
Jul 7 2006, 09:42 AM
Baar baar tohe kya samjhaayen
paayal ki jhanaar ....kya
tere bin saajan laage na jiya hamar

Shivu...where r u
Anupama
Jul 7 2006, 09:45 AM
Jhan Jhan Jhan Payal Baaje
Kaise Jaaun Pi Ke Milan Ko - Buzdil
Lata
Jul 7 2006, 09:48 AM
Baaje paayal cham cham hoke beqaraar
Anupama
Jul 7 2006, 09:52 AM
Chham Chham Nachat Aayi Bahaar - Chhaya
Lata
Jul 7 2006, 10:00 AM
Bahaar ban ke wo muskuraye,
humaare gulashan mein
baad-ye-sabaa too naa aaye to kyaa
kaalee ghataa too naa chhaye to kyaa
bigger_than_bollywood
Jul 7 2006, 10:55 AM
QUOTE(Lata @ Jul 6 2006, 09:30 PM)

Bahaar ban ke wo muskuraye,
humaare gulashan mein
baad-ye-sabaa too naa aaye to kyaa
kaalee ghataa too naa chhaye to kyaa
Ghataa chhaa gayi hai
bahaar aa gayi hai
main pyasa rahi tu panghat ki rani
bujha pyaas meri, teri meherbani
august
Jul 7 2006, 03:40 PM
pyaas liye manwa hamara yeh tarse
ek boond teri dya ki jo barse
ban jaye paawan yeh jeevan saara
jaise ganga ki ho dhara..
jaise ganga ki dhara
Lata
Jul 7 2006, 09:04 PM
kahe manwa naache hamara
sakhi ri koi ise ab samjhaaye
Talaikya
Jul 7 2006, 10:29 PM
Sakhi Ri Pi Ka Naam
Naam Na Poochho
Main Kaise Bataun
Yeh Kahte Lajaun
Lata
Jul 7 2006, 10:52 PM
Naamgum jaayega
chehra ye badal jaayega
meri awaaz hee pehchaan hai
gar yaad rahe
Talaikya
Jul 7 2006, 10:59 PM
Tum kya jano
tumhari
yaad mein
ham kitna roye

Rein guzari taare gin gin
chain se jab tum soye
ham kitna roye
Lata
Jul 7 2006, 11:06 PM
Raina beeti jaaye shaam na aaye
nindiya na aaye

Tji...shivu ki yad aa gayee na
Talaikya
Jul 7 2006, 11:51 PM
Chal Shivani ke liye gaate hain ...
Nadiya ke paani O re nadiya ke paani
chup chup jaiyyo sajana se kahiyo
bairi bin tere kaise
beetegi jawani
(I hope Ravisho ji isn't listening, he's already thinking Navratilova and Maurismo!!)
Haan Shivani ko miss kar rahi hoon, especially since Priya's got me in hot water at the Happiness thread!

But I am sure she's enjoying her family, so that's a good thing. She was wanting her Mom since long na...
Lata
Jul 8 2006, 05:53 AM
O O re man gun gun gun gun jhoomke
gaa re koi geet jise sunke jaage mera soya soya meet
gaare koi geet
Anupama
Jul 8 2006, 07:45 AM
Main Kaun Sa Geet Sunaun
Kya Gaaun Jo Piya Bas Jaye
Tere Tan Mann Mein - Dillagi
Lata
Jul 8 2006, 08:21 AM
Mere piya se koi jaake kehdo
jeevan ka sahaara teri yaad hai
Anupama
Jul 8 2006, 08:34 AM
Jeevan Ke Doraahe Pe Khade

Sochte Hain Hum Jaayein Toh Kidhar Jaayein Hum
Lata
Jul 8 2006, 08:42 AM
Hum hain mataye koocha o bazaar ki tarha
uthti hai har nigaah kharidaar kee tarha
Anupama
Jul 8 2006, 08:52 AM
Ta Ra Ta Ra
Ha Ha Ha Ha
La La La La
Woh Ik Nighah Kya Mili
Tabiyatein Machal Gayin
Hey Hey Hey
Lata
Jul 8 2006, 08:55 AM
Tabiyat theek thee aur dil bhi beqaar na thaa
ye tab kee baat hai ke jab kisi se pyaar na thaa
Anupama
Jul 8 2006, 08:57 AM
Ek Baat Kahun Gar Maano Tum
Sapanon Mein Na Aana Jaano Tum
Lata
Jul 8 2006, 09:04 AM
main piya teri tu maane ya na maane
duniya jaane tu jaane ya na jaane
kahe ko bajaaye tu meethi meethi taane
Anupama
Jul 8 2006, 09:07 AM
Kaahe Tu Been Bajaaye Sapere
Bairi Lagi Mein Aur Lagaaye
Kaun Tujhe Samjhaaye O Sapere
august
Jul 8 2006, 01:50 PM
bairi bichhua bada dukh de ho raam
shor karen jhan jhan jhan..
ganga ki lehren
Anupama
Jul 8 2006, 07:51 PM
Zara Sa Usko Chhua Toh
Usne Haye Usne Macha Diya Shor
Lata
Jul 8 2006, 10:02 PM
Zara see aahat hoti hai tau dil
sochta hai kahin ye woh tau nahin
Anupama
Jul 8 2006, 10:22 PM
Koi
Nahin Hai Phir Bhi Hai Mujhko
Kya Jaane Kiska Intezaar
Lata
Jul 8 2006, 10:42 PM
Na
jaane kyun hota hai yun zindagi ke saath
achanak ye man kisi ke jaane ke baad
karein phir uski yaad choti choti si baat na jane kyun

aayyoo....have been in salilda mood for a couple of days ...good I decided to stop clooing
august
Jul 8 2006, 11:57 PM
tujhe kho diya humne paane ke baad
teri
yaad aayi tere
jaane ke baadteri yaad aayi..
Anupama
Jul 9 2006, 09:01 AM
Koi Bechara, Dil Ko Kho Kar
Khoj Raha Hai Chahat Ka Maara
Talaikya
Jul 9 2006, 09:37 AM
Door kahin tu chal
dil
raha hain machal
pyar ki raahon mein
preet ki chahon mein
dekh hui hulchal
Anupama
Jul 9 2006, 09:41 AM
Preet Yeh Kaisi Bol Ri Duniya
Reet Yeh Kaisi Bol Ri Duniya - Daag
august
Jul 9 2006, 05:42 PM
bol ri kathputali dori kaun sang bandhi
sach batalaa tu nache kis ke liye
banwari kathputali, dori piya sang bandhi
main nachoo apne piya ke liye..
Anupama
Jul 9 2006, 08:21 PM
Krishna Jo Tum Todo Piya
Main Naahi Todun Re
Tori Preet Todi Krishna
Kaun Sang Jodun Re - Jhanak Jhanak Payal Baje
Lata
Jul 9 2006, 08:32 PM
Ja tose nahi bolun kanhaiiya
raah chalat pakadee mori baiyaa
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.