QUOTE(Anupama @ Jun 13 2006, 08:34 PM)

Duniya Kare Sawaal Toh Hum Kya Jawab Dein
Tumko Na Ho Khyaal Toh Hum Kya Jawaab Dein
Poochhe Koi Ke Dil Ko Kahan Chhorh Aaye Hain
Kis Kis Se Apna Rishta e Jaan Tod Aaye Hain
Mushkil Ho Arz e Haal Toh Hum Kya Jawaab Dein
Anupamaji,
Kindly excuse me, going to make small corrections of the beautiful song you have posted...
Duniya Kare Sawaal To Hum, Kya Jawaab Dein
[b]Tum Koun Ho Khyaal To Hum, Kya Jawaab Dein
Poochhe Koi Ke Dard-E-Wafaaa, Koun De Gayaa
Raton Ko Jaagne Ki Sazaaa, Koun De Gayaa
Kehane Se Ho Malaal To Hum, Kya Jawaab Dein
Poochhe Koi Ke Dil Ko Kahaan, Chhod Aaye Hain
Kis Kis Se Apna Rishta Ye Jaan,
Jod Aaye Hain
Mushkil Ho Arz-E-Haal To Hum, Kya Jawaab Dein[/b].
Usrafianji, You are welcome to correct me anytime you want .
I advise you to listen to the song again.