pinky
Mar 15 2008, 06:26 PM
Ruke ruke se kadam
ruk ke baar baar chale
Qarar leke tere dar se
beqarar chale
Ruke ruke se kadam..
>>>K
simplefable
Mar 15 2008, 08:55 PM
Kahee deep jale kahi dil...
Zara dekhle aakar parvaane...
Teri koun si hai manzil...
Kahi deep jale kahi dil...
>>>D
pinky
Mar 15 2008, 09:38 PM
Dheere dheere machal aye dil e beqaraar koyi
aata hai..yun tadap ke na tadpaa mujhe baar
baar koyi aata hai..dheere dheere machal...
>>>M
simplefable
Mar 15 2008, 09:47 PM
Mousam hain aashiqaana..
yeh dil kaheen se unko aise hi doondh laana..
kahanaa ke rut jawaa hai, aaur hum taras rahe hain
kaalee ghataa ke saaye, birahan ko das rahe hain
dar hain naa maar daale, saawan kaa kyaa thhikaanaa
>>>T
pinky
Mar 15 2008, 09:59 PM
Taron ki zubaan par hai
muhobbat ki kahaani
aye chand mubarak hai
tumhe raat suhaani..
>>>S
simplefable
Mar 15 2008, 10:11 PM
Sayonara sayonara...
Wada nibhayenge sayonara...
Itala thi aur balkati..
Kal phir aaongi sayonara...
>>>S
parag_sankla
Mar 15 2008, 10:19 PM
Saiyyan jhoonthon ka bada sartaj nikala
mukh mod chala dil tod chala
badda dhokebaaj nikala
>>> N
simplefable
Mar 15 2008, 10:28 PM
Na koi umang hain..
Na koi tarang hain..
Meri zindagi hain kya..
Ek katipatang hain...
>>>H
parag_sankla
Mar 15 2008, 10:40 PM
Another ultimate of Lata ji, Madan Mohan and Raja Mehndi Ali Khan
Hain isime pyaar ki aabroo
woh jafa kare main wafa karoon
joh wafa bhi kaam na aa sake
toh wohi kahen kain main kya karoon
>>> K
pinky
Mar 16 2008, 03:15 PM
Kahe jhoom jhoom raat yeh suhaani
piya hole se chedoo dobaara
wohi kal ki raseeli kahaani
kahe jhoom jhoom raat yeh suhaani..
>>>S
simplefable
Mar 16 2008, 10:33 PM
Shareefon ka zamaane mein aji bas haal woh dekha
ki sharaafat chhod di maine...
Mohabbat karne Waalon ka yahaan anjaam Woh dekha
ki mohabbat chhod di maine....
>>>M
pinky
Mar 18 2008, 11:42 AM
Mausam hai aashiqaana
aye dil kahin se unko
aise mein dhoondh laana
mausam hai aashiqaana..
>>>A
simplefable
Mar 18 2008, 12:23 PM
Aye mere Dil e naadaan...
Tu gham se na gabhrana...
Jis din samajh legi ..
Duniya tere afsanaa...
Armaan bhare dil mein Zakhmon ko jagah de de..
Banti hai toh banjaayein yeh zindagi afsaanaa..
>>>A
pinky
Mar 18 2008, 12:30 PM
Aasmaan aasmaan tu kya jaane
mere dil ki dastaan..
>>>D
simplefable
Mar 18 2008, 12:34 PM
Dil tadap tadap ke kehraha hain aabhi ja..
Tu hum se aankh na chura...tujhe kasam hain aabhi jaa..
>>>J
bawlachintu
Mar 18 2008, 04:41 PM
Jao ji jao
par itna sun lo
thodi chhodiyan pehen lo
ek ghagra silwa lo (Desh Premi)
Next>> L
parag_sankla
Mar 18 2008, 11:34 PM
Le ja meri duayen le ja
pardes jaane wale
Le ja meri duayen
>>> D
shamma
Mar 19 2008, 05:58 AM
QUOTE(pinky @ Mar 16 2008, 03:15 PM)

Kahe jhoom jhoom raat yeh suhaani
piya hole se chedoo dobaara
wohi kal ki raseeli kahaani
kahe jhoom jhoom raat yeh suhaani..
>>>S
another best of lata ji and roshan............sari sari raat teri yaad sataye.....preet jagaye hame neend na aaye re neend na aaye.......>A
simplefable
Mar 19 2008, 10:12 AM
Do Dil Toote, Do Dil Haaren, Duniyaawaalon Sadke Tumhare
Dekhegee Mukhaa Apana, Ab Se Jawaanee Dil Ke Daag Mein
Barsega Kaise Sawan Kaise Padenge Zoole Baag Mein
Bain Karenge Khwaab Kunwaare, Do Dil Toote ...
>>>T
simplefable
Mar 19 2008, 10:13 AM
Do Dil Toote, Do Dil Haaren, Duniyaawaalon Sadke Tumhare
Dekhegee Mukhaa Apana, Ab Se Jawaanee Dil Ke Daag Mein
Barsega Kaise Sawan Kaise Padenge Zoole Baag Mein
Bain Karenge Khwaab Kunwaare, Do Dil Toote ...
>>>T
pinky
Mar 19 2008, 12:08 PM
Tadpaaoge tadpalo
hum tadap tadap kar bhi
tumhare geet gatenge
tukraoge tukralo
hum tokar paa kar bhi
tumhare dhar pe aayenge..
>>>A
simplefable
Mar 19 2008, 12:38 PM
ang ang mein umang chaaron or hai bahaar
pyaari pyaari raat mein baj rahe hain dil ke taar
ang ang mein umang chaaron or hai bahaar
pyaari pyaari raat mein baj rahe hain dil ke taar...
>>>T
pinky
Mar 19 2008, 08:05 PM
Tum kaun ho batao
tumhara naam hai kya
ik ajnabhi nazar ka yahin
kaam hai kyaa..
>>>K
simplefable
Mar 19 2008, 09:09 PM
Kanton se keench ke yeh aanchal..
Tod ke bandhan bandhi payal..
Koi na roko dil ki udaan ki..
Dil woh chala...aah ..aah..aa
Aaj phir jeene ki tamanna hain..
aaj phir marne ka irada hain..
>>>H
pinky
Mar 19 2008, 09:28 PM
Har aans ashqvaar hai
har saans beqaraar hai
tere baghair zindgi ujhdi
huyi bahaar hai
tere baghair zindgi..
>>>>Z
simplefable
Mar 19 2008, 09:35 PM
zindagi bebas hui hai bekasi ka saath hai
ek ham hain is qafas mein ya kuda ki zaat hai
o aasmaan waale shikwa hai zindagi ka
sun daastaan gam ki afsaana bebasi ka ..
>>>K
parag_sankla
Mar 19 2008, 10:20 PM
Koi mere dil mein khushi banke aaya
andhera tha ghar raushani banke aaya
>>> A
simplefable
Mar 19 2008, 10:23 PM
ajnabi se ban ke karo na kinaara
khudaara idhar bhi dekho
idhar bhi khudaara
aap ka to dil hai divaana bechaara
ishaara na samajhega ye
nazar ka ishaara..
>>>I
pinky
Mar 20 2008, 10:14 AM
Isi kaa naam duniyaa hai
toh duniya dekh lee humne
>>>H
simplefable
Mar 20 2008, 11:34 AM
hum pyaar ki baazi haare
dil roye dard ke maare
balamva chale gaye, balamva chale gaye
meri aashaaon ke taare toot gaye saare
sajanva chale gaye, balamva chale gaye...
>>>G
bawlachintu
Mar 20 2008, 01:34 PM
Gappochi gapoochi gum gum
O sanam hum dono sath rahen
Janam janam,
Hey...
Gapoochi gapoochi gum gum, kissi me kissi me kum kum
Next>>>
M
simplefable
Mar 20 2008, 02:24 PM
mere piya se koi ja ke keh de
jeevan ka sahaara teri yaad hai
daaman na tera chhodoon, mein tujh se na munh modoon
ho din yaa raat, teri yaad ke saath
ye reet na kabhi todoon
mere piya se koi..........
>>>K
pinky
Mar 20 2008, 02:38 PM
Karke badnaam meri neendein haraam
kahan chalaa gaya tu kahan chala gayaa..
>>>G
simplefable
Mar 20 2008, 02:56 PM
gori gori chaandni ho
gori gori chaandni aur poonam ki raat re
meethi meethi ...
ho meethi meethi saajana se hongi man ki baat re
hongi man ki baat re..
>>>R
pinky
Mar 20 2008, 03:51 PM
Raat bhi hai kuch bheegi bheegi
chand bhi kuch madhdham madhdham
tum aao toh aankhe khole
khoyee huyi paayal ki cham cham..
>>>C
parag_sankla
Mar 30 2008, 10:20 AM
Chandani raatein pyar ki baatein
kho gayi jane kahan
Yeh raat yeh chandani phir kahan
sun ja dil ki dastan...
>>> D
pinky
Mar 30 2008, 09:19 PM
Ditang ditang bhole dil tere liye dole
tu sanam humen kaise jaadu kiye jaaye..
jaane yaa na jaane tu maane ya na maane
hum teri hi diwane hai tu chahe yaa na chaaye...
>>>C
simplefable
Mar 30 2008, 09:22 PM
Chand phir nikla....magar tum na aayein..
Jala phir mera dil...karoon kya main haayein...
Yeh raat kehti hain...woh din gaye tere..
Yeh jaanta hai dil ke tu naheen mere..
>>>M
pinky
Mar 30 2008, 09:37 PM
Mausam hai aashiqaana
yeh dil kahin se unko
aise mein dhoond laana...
>>>L
simplefable
Mar 30 2008, 09:44 PM
Lo aagayee unki yaad..Woh naheen aaye..
dil un ko dhoondhata hai, gham ka singaar kar ke
aankhen bhi thak gayi hain, ab intazaar kar ke ...
ik saans rah gayi hai, vo bhi na toot jaaye
lo aa gayi un ki yaad.............
>>>Y
pinky
Apr 3 2008, 08:32 PM
Yeh jab se huyi jiyaa ki chori
patang sa udhe yeh man jo
hai tere haathon mein dori...
>>>>D
parag_sankla
Apr 3 2008, 08:47 PM
Do din ke liye mehmaan yahan
maloom nahin manjhil hain kahan
arman bhara dil toh hain magar
joh dil se mile woh dil hain kahan
>>> K
pinky
Apr 4 2008, 10:47 AM
Kuch dil ne kahaa
kuch bhi nahin
Aise bhi baaten hoti hai
aise bhi baaten hoti hai
kuch dil ne kahaa
kuch bhi nahin..
>>>N
simplefable
Apr 13 2008, 12:16 PM
Na jaane kyon hota hain yeh zindagi ke sath...
Achanak yeh man kisi ke jaane ke baad ..
Kare phir us ki yaad..Choti choti si baat..
Na jane kyon...
>>>K
pinky
Apr 13 2008, 10:19 PM
Kyaa Jaanoo Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam
Kyaa Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam
kyaa Jaanoon Sajan...
>>>S
simplefable
Apr 14 2008, 03:43 PM
Sooni raat mein khogaye chand ke saayein..
Do akele chal rahe hain...Raat akeli chand akela
Humsafar do ajnabi the..Raat akeli chand akela..
>>>A
pinky
Apr 15 2008, 11:46 AM
Aye mere dil kahin aur chal
gham ki duniya se dil bhar gayaa
dhoond le ab koyi ghar nayaa
aye mere dil kahin aur chal..
>>>C
simplefable
Apr 15 2008, 01:22 PM
Chand phir nikla...magar tum na aaye
Jala phir mera dil...karoon kya main haaye...
Yeh raat kehti hain..woh din gaye tere...
Yeh jaantha hai dil ke tum naheen mere...
>>>M
pinky
Apr 16 2008, 07:27 PM
Mitti se khelthe ho baar baar kisliye
mitti se khelthe ho baar baar kisliye
toote hue khilononse pyaar kisliye...
>>>K
simplefable
Apr 19 2008, 10:45 PM
Kabhi to milegi...Kahin to milegi..
Baharon ki manzil raahee..
Lambi sahi dard ki raahein..
Dil ki lagan se kaam le.
Aankhon ki is toofan ko peeja..
Aahon ki badal thamle..
>>>T
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.