QUOTE(urzung khan @ Jun 13 2005, 06:02 AM)
dil meraa boltaa hai papiihe ke ruup me.n
kuu kuu kii ye sadaaye.n diye jaa rahii huu.n mai.n
Asha and Talat Mahmood
APSARA 1961
'har dam tumnii.n ko payaar kiye jaa rahii huun main'
A peach of a song. Here I find Asha sober and
serious to maintain the emotions required by the
poetry.
har dam tumhii.n ko pyaar kiye jaa rahii huu.N mai.n
jiinaa nahii.n qubuul jiye jaa rahii huu.N mai.n
har dam tumhii.n ko yaad kiye jaa rahaa huu.N mai.n
milane kii aarazuu me.n jiye jaa rahaa huu.N mai.n
tum mere dil ke paas ho chaahe jahaa.N raho
saa.Nso.n kii lay pe naam liye jaa rahii huu.N mai.n
tumhii.n ko Dhuu.NDhatii hai ye aa.Nsuu bharii nazar
ab har taraf nigaah kiye jaa rahaa huu.N mai.n
dil meraa bolataa hai papiihe ke ruup me.n
pii pii kii ye sadaae.n diye jaa rahii huu.N mai.n