Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Log Toh Baat Ka Afsana Bana Dete Hain

 
 
Reply to this topicStart new topic
> Log Toh Baat Ka Afsana Bana Dete Hain
r&d
post Feb 22 2010, 10:26 AM
Post #1


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3578
Joined: 2-April 05
Member No.: 1955



Aaaaaaaaa
Aaaaaaaaaaaa
jisko jalne ki na parwah ho
woh parwana hai
shama ke husn ka sunte hain ke deewana hai
waqya kya hai waqya kya hai koi
isse khabardar nahin
ek jhoota sa ye afsana he
afsana hai

log toh baat ka
log toh baat ka afsana bana dete hain (2)
achhe achhaon ko (2)
ajee hain
achhe achhaon ko ye deewana bana dete hain
deewana bana dete hain
log toh baat ka afsana bana dete hain
achhe achhaon ko ye deewana bana dete hain

aaaaaaa
shama se puchha ye ik roz O noor-e-mehfil
kya khuda ne tujhe beqsha nahin ulfat bhara dil
jo gale tujse mile usko jala deti hai (2)
chahnewale ki hasti hi mita deti hai (2)
shama ne aag rakhi (2)
sar se kasam khane ko
bar-khuda mein nahin jalya parwane ko
log toh baat ka afsana bana dete hain
achhe achhaon ko ye deewana bana dete hain
log toh baat ka
hooooooooh
log toh baat ka (2)
ajee hain toh
log toh
haan ji baat ka
log toh
baat ka (2)
log toh baat ka afsana bana dete hain
afsana bana dete hain
log toh baat ka afsana bana dete hain (2)
achhe achon ko ye deewana bana dete hain (2)

aaaaaaaaaaaaaaaaa
kaha ye shama ne
parwana mujh pe marta hai
hai hai
agal se meri mohabbat ka dum ye bharta hai
kisi haseen ki mefil ho ya ho verana
jahan jahan mein jaloon aa hi jaiye deewana (2)
hazaar baar ye (2)
samjha chuki ke aag hoon mein
na khel mujse mohabbat ke haq mein naag hoon mein

parwane ka bus ek raag
tera husn aag mera ishq aag -- (2)
parwane ka aaa
parwane ka hanhan
tera husn aag mera ishq aag
parwane ka bas ek raag
tera husn aag mera ishq aag (2)

puchha parwane se nadaan tu kyun jalta hai
maut jis raah mein hai uspe tu kyun chalta hai
shama ne kya tuje samjhaya nahin
bola samjhaya toh hai
shola tujko nazar aiya nahin
bola ji aaya toh hai
zindagi se tujhe nafrat kyon hai
bola nafrat kaisi
shama se phir tujhe ulfat kyon hai
bola ultat kaisi

aaaaaaaaa
shama se mujko mohabbat ho ye na-mumkin hai
aisi khambhakt chaahat ho ye na-mumkin hai
noor iska mujhe ik aankh nahin bhata hai
iske jalne se kaleja mera jal jata hai
meri mehboob ko ye mujh se juda karti hai
meri dushman hai
meri dushman har paresham jala karti hai
mein to ishq hoon
mein to ishq hoon raat ki sihai ka (2)
shama paigham meri tabahi ka (2)
mein to ishq hoon raat ki sihai ka
baat kehdi hai suchh suchh yakeen kijye
jo na aaye yakeen ye saboot lijye
shama din ko jale (2)
toh mein aata nahin
isse jalne se mehfil milata nahin
mein toh aashiq hoon (2)
aashiq hoon (2)
aashiq hoon raat ki sihai ka
mein toh aashiq hoon raat ki sihai ka
log toh baat ka afsana bana dete hain
afsana bana dete hain


-- Rajinder Krishan

This post has been edited by r&d: Feb 22 2010, 10:31 AM
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 19th March 2024 - 09:44 AM