Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

My Favourite Songs

, Lyrics

 
18 Pages V < 1 2 3 4 5 > »   
Reply to this topicStart new topic
> My Favourite Songs, Lyrics
Mohsin26
post Aug 4 2005, 02:28 AM
Post #31


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song : Tere Mere Beech Mein
Movie Name: EK DUJE KE LIYE
Singer(s): LATA MANGESHKAR, S. P. BALASUBRAMANIAM


Tere Mere Beech Mein
Kaisa Hai Yeh Bandhan Anjaana
Maine Nahin Jaana Tune Nahin Jaan
Tere Mere Beech Mein..

Ek Door Keenche Dooja Chala Aaye
Kachche Dhaage Mein Bandha Chala Aaye
Aise Jaise Koi
Aise Jaise Koi Deewana
Maine Nahin Jaana Tune Nahin Jaan
Tere Mere Beech Mein..
S.P: Ho Ho Aapadiya
Lata: Haan Haan Jaise Sab Samajh Gaya

Pehnoongi Main Tere Haathon Se Kangna
Jayegi Meri Doli Tere Hi Angna
Chaahe Kuch Kar Le
Chaahe Kuch Kar Le Zamaana
Maine Nahin Jaana Tune Nahin Jaana
Tere Mere Beech Mein..
S.P: Yeh Ni Romba Adga Irukke
Lata: Rumba? Yeh Rumba-Mumba Kya Hai?

Itni Zubaane Bole Log Hamjoli
Duniya Mein Pyaar Ki Ek Hai Boli
Bole Jo Shamaa
Bole Jo Shamaa Parwaana
Maine Nahin Jaana Tune Nahin Jaana
S.P: Parwa Illaye Nalla Paadra
Lata: Kya?
S.P: Soom, Eh Hm Hm
Lata:
Kaisa Hai Yeh Bandhan Anjaana
Maine Nahin Jaana Tune Nahin Jaana
Tere Mere Beech Mein..

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 4 2005, 02:32 AM
Post #32


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song : Maine maan ko dekha hai
Movie Name: MASTANA
Singer(s): LATA MANGESHKAR




Maine maan ko dekha hai
Dekha hai maan ko dekha hai
Maan ka pyaar nahi dekha
Maine maan ko dekha hai
Maan ka pyaar nahi dekha
Maine phool to dekhe hain
Dekhe hain phool to dekhe hain
Phoolon ka haar nahi dekha

Maine maan ko dekha hai
Maan ka pyaar nahi dekha
Maine maan ko dekha hai

Vaise to ghar main maan ki tasveer hai
Lekin meri kab aisi taqdeer hai
Kabhi jo ghabraun, gale se lag jaaon
Agar na neend aaye, lo lori vo gaye
Meri mann jiska pyasa hai
Pyasa hai jiska pyasa hai
Vo laad dulaar nahi dekha

Maine maan ko dekha hai
Maan ka pyaar nahi dekha
Maine maan ko dekha hai

Vaise to meri maan ka dil koi saqt nahi
Par uske paas jara bhi waqt nahi
Hai uska naam bada, hai usko kaam bada
Vo devi mamta ki, hai leader junta ki
Maan ke photo ke bina
Bina ji photo ke bina
Koi akhbaar nahi dekha

Maine maan ko dekha hai
Maan ka pyaar nahi dekha
Maine maan ko dekha hai

Pyaari pyaari hai vo bholi aisi hai
Pan aaya se poochha ki baby kaisi hai
Meri maan sachi hai
Badi hi achhi hai
Yeh uska dosh nahi
Use kuch host nahi
Main ne duniya dekhi hai
Dekhi hai duniya dekhi hai
Ghar sansaar nahi dekha

Maine maan ko dekha hai
Maan ka pyaar nahi dekha
Maine phool to dekhe hain
Dekhe hain phool to dekhe hain
Phoolon ka haar nahi dekha

Maine maan ko dekha hai

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:11 AM
Post #33


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song : Ishk waalon se naa poochho
Movie Name: MUKADDAR KA SIKANDAR
Singer(s): LATA MANGESHKAR & KISHOR KUMAR



ishkawaalon se naa poochho, ke un kee raat kaa aalam
tanahaa kaise gujarataa hai
judaa ho humasafar jis kaa, wo us ko yaad karataa hai
naa ho jis kaa koee wo milane kee fayraad karataa hai

salaama-ye-ishk meree jaan, jaraa kabool kar lo
tum hum se pyaar karane kee jaraa see bhool kar lo
meraa dil bechain hain humasafar ke liye

mai sunaaoo tumhe baat yek raat kee
chaand bhee apanee pooree jawaanee pe thaa
dil mein tufaan thaa, yek aramaan thaa
dil kaa tufaan apanee rawaanee pe thaa
yek baadal udhar se chalaa zoom ke
dekhate dekhate chaand par chhaa gayaa
chaand bhee kho gayaa us kee aagosh me
uf ye kyaa ho gayaa josh hee josh me
meraa dil tadapaa, kisee kee najar ke liye

is ke aage kee ab daasataa muz se sun
sun ke teree najar dabadabaa jaayegee
baat dil kee jo ab tak tere dil mein thee
meraa daawaa hain honthhon pe aa jaayegee
too maseehaa mohabbat ke maaron kaa hai
hum teraa naam sun ke chale aaye hai
ab dawaa de humei yaa too de de jahar
teree mahafeel mein ye dil jale aaye hai
yek yehasaan kar, apane mehumaan par
apane mehumaan par, yek yehasaan kar
de duwaayen tuze umarbhar ke liye

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:16 AM
Post #34


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song Title: Dil to hain dil dil kaa ayetabaar kyaa kije
Movie Name: MUKADDAR KA SIKANDAR [COLOR=blue]
Singer(s): LATA MANGESHKAR


dil to hain dil dil kaa ayetabaar kyaa kije
aa gayaa jo kisee pe pyaar kyaa kije

yaadon mein teree khoyee, raaton ko main naa soyee
haalat ye mere dil kee jaane naa jaane koee
baraso hain tarasee aankhe, jaagee hain pyaasee raate
aayee hain aate aate, hothhon pe dil kee baate
pyaar mein tere, dil kaa mere kuchh bhee ho anjaam
bekaraaree mein hain karaar kyaa kije

chhaye hain man pe mere, madahosh nainaa tere
ghere hain tan ko mere teree baahon ke ghere
dooree sahee naa jaaye, chain kahee naa aaye
chalanaa hain ab to teree palakon ke saaye saaye
bas naa chale re, shaam sawere le ke teraa naam
dil dhadakataa hain baar baar kyaa kije

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:19 AM
Post #35


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song Title: Garibon Ko Tu Aye Duniya
Movie Name: UDAN KHATOLA
Singer(s): LATA MANGESHKAR


garibon ko tu aye duniya sata le jitna ji chaahe
( teri hasrat na reh jaaye ) rula le jitna ji chaahe
garibon ko tu aye duniya ...

mujhe naakaam rehne de mujhe barbaad rehne de -
magar toote hue dil mein kisi ki yaad rehne de -
hansi ujdi mohabbat ki uda le jitna ji chaahe
garibon ko tu aye duniya ...

na ham honge na gam honge zamaane woh bhi aayenge -
mohabbat jeet jaayegi sitamgar haar jaayenge
sitam ke teer seene par chala le jitna ji chaahe
teri hasrat na reh jaaye ...


The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:22 AM
Post #36


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



[quote=Mohsin26,Aug 5 2005, 01:19 AM]
Song Title: Aayi Thi Raat Josh E Tamanna
Movie Name: UDAN KHATOLA
Singer(s): LATA MANGESHKAR


aayi thi raat josh-e-tamannaa liye hue
jaati hai ab luti hui duniyaa liye hue

(sitaaron ki mehfil saji tum na aaye)-
saji tum na aaye
tumhe hamne aavaaz di sajnaa
tumhe hamne aavaaz di,tum na aaye
(haaye tum na aaye)-

bichhadane ko ab raat kaa kaarvaan hai
haaye kaaravaan hai
huaa chaand benuur, chup aasamaan hai
chup aasamaan hai
chali ruthakar chaandani, tum na aaye
(haaye tum na aaye)-

abhi jaag uthe hain ummeedon ke taare
ummeedon ke taare
chale aao pyaare muhabbat pukaare
muhabbat pukaare
bahaaron ko neend aa gayi,tum naa aaye
(haaye tum na aaye)

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:24 AM
Post #37


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song Title: Dooba Tara Umeedo Ka
Movie Name: UDAN KHATOLA
Singer(s): LATA MANGESHKAR


dooba taara ummiidon ka sahaara chhut gaya
jab unake haath se daaman hamaara chhut gaya
o dooba taara ...

geet milan ke gaati duniya dekh saki na hamko
pyaar pe koi bas na chala to -
chhin liya pritam ko -
haay pritam ko
nagri mere armaanon ki zamaana loot gaya
jo mere haath se ...

pyaase ko saagar dikhala ke chhin liya kyon paani o
o jag vaale
o jag vaale tuune bhi mere -
dil ki lagi na jaani -
haay na jaani
tukade ho gae mere dil ke nasiiba phuut gaya
jo mere haath se ...

dooba taara ummiidon ka sahaara chhut gaya


The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:29 AM
Post #38


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song Title: Ghar Aaya Mehmaan Koi
Movie Name: UDAN KHATOLA
Singer(s): LATA MANGESHKAR




ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam


o ghar aaya mehmaan
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam


pehale nainan mein phir man mein aaya
chaandni mere jeevan mein laaya ho

pehale nainan mein phir man mein aaya ho
chaandni mere jeevan mein laaya ho

o o chanda ki khidki se dekhe jo ghuur
khada duur, jiya chuur

hoy chanda ki khidki se dekhe jo ghuur
khada duur jiya chuur

mohe chhede har aan
kare maan beimaan bane baalam
o bada zaalma ho bada zaalam


o kare natkhat ishaaron mein batiyaan -
jiya dhadke mora -
phadke ankhiyaan

o phadke ankhiyaan

o o phadke ankhiyaan ho

kare natkhat ishaaron mein batiyaan
ho jiya dhadke moraa, phadke ankhiyaan

o o laage na manva pe birah ka teer
bahe neer uthe peer

hoy laage na manva pe birah ka teer
bahe neer uthe peer

kahi jaaye na jaan
main naadaan hu anjaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam


o ghar aaya mehmaan
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:31 AM
Post #39


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song : Haal E dil Main Kya Sunau
Movie Name: UDAN KHATOLA
Singer(s): LATA MANGESHKAR


haal-e-dil main kya kahu
mushkil hai mere saamne

haal-e-dil main kya kahu -
mushkil hai mere saamne -
bhole bhaale roop mein -
qaatil hai mere saamne -

haal-e-dil ...

( meri ummeedon ki kashti
paar ho jaane bhi de
paar ho jaane bhi de ) -
ruk ja aye toofaan tu -
saahil hai mere saamne -
haal-e-dil ...

( josh kehta hai ke chal
aur hosh kehta hai sambhal ) -
hosh kehta hai sambhal
kiska kehna maan lu -
manzil hai mere saamne -

haal-e-dil main kya kahu ...

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:34 AM
Post #40


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song Title: Humaare Dil Se Na Jana
Movie Name: UDAN KHATOLA
Singer(s): LATA MANGESHKAR


humaare dil se naa jaanaa,
dhokhaa naa khaanaa, duniyaan badee beeemaan

mai hoo jee pyaar kee pahalee nishaanee
aankhon se aaj kahoo dil kee kahaanee
sun lo jee paiyyaa padoo, dekho jee binatee karu
umar bhar laaj nibhaanaa, dil naa dukhaanaa, balamaa kahaa meraa maan

meethhe do bol yahaa mushkil hain bolanaa
duniyaa se bhed kabhee man ke naa kholanaa
zoothhee hain pareet yahaa, koee naa meet yahaa
buraa hain aaj jamaanaa, toote jiyaa naa, ulazan mein hain meree jaan

humaare dil se naa jaanaa,
dhokhaa naa khaanaa, duniyaan badee beeemaan

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:39 AM
Post #41


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song Title: Mere Paas Aao Mere Dil Se Khelo
Movie Name: UDAN KHATOLA
Singer(s): RAFI




sambhalkar khelna
dariyaa se maujon ki rawaani mein
jalenge dil hazaaron
aag lag jaayegi paani mein

(naa toofan se khelo
naa saahil se khelo
mere paas aao
mere dil se khelo ) -
naa toofan se khelo

( ye kehte hain tumse
umangon ke dhaare ) -
lagaa do muhabbat ki
naiyaa kinaare -
chalo dil ki duniyaa mein
sang-sang hamaare -
milaa hain jo rastaa to manzil se khelo

mere paas aao
mere dil se khelo
naa toofan se khelo

(lagi dil ki paani se
bujh naa sakegi) -
jahaan tak bujhaaoge
badhati rahegi -
na socho ke duniyaa
hamein kya kahegi -
muhabbat hai mushakil to mushkil se khelo

mere paas aao
mere dil se khelo
naa toofan se khelo
mere paas aao
mere dil se khelo
naa toofan se khelo

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:43 AM
Post #42


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song Title: Na Ro Aye Dil
Movie Name: UDAN KHATOLA
Singer(s): LATA MANGESHKAR



na ro aye dil kahi rone se taqdeerein badalti hain
kahi aansu bahaane se tamannaein nikalti hain
na ro aye dil

nateeja mil gaya hamko kisi se dil lagaane ka
sitam dekha naseebon ka karam dekha zamaane ka
muhabbat aah bharti hai, vafaayen haath malti hain
na ro ai dil ...

liye jaate thae aye dil ham teri naiyya kinaare par
muhabbat ke bharose par, ummeedon ke sahaare par
khabar kya thi ke zaalim aandhiyaan bhi saath chalti hai
na ro ai dil ...

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:49 AM
Post #43


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song Title: Udan Khatole Waale AA Re
Movie Name: UDAN KHATOLA
Singer(s): LATA MANGESHKAR



ko: ahaahaha aha ha ha ha
aha ha ha ha ha mera salaam le ja
la: mera salaam le jaa, dil ka payaam le jaa, ulfat ka jaam le ja
(udan khatole vaale aa re)-
ko: mera salaam le jaa, dil ka payaam le jaa, ulfat ka jaam le ja
(udan khatole vaale aa re)-

la: la la la la la la la la ho
ko: la la la la la la la la ho
la: udata havaaon mein, baadal ke chhaanv mein, kaun se gaanv mein
jaayega tu
ko: udata havaaon mein, baadal ke chhaanv mein, kaun se gaanv mein
jaayega tu
la: neeche zameen hain, duniya haseen hain, dil ko yakeen hain
aayega tu
ko: neeche zameen hain, duniya haseen hain, dil ko yakeen hain
aayega tu
hoy, mera salaam le jaa, dil ka payaam le jaa, ulfat ka jaam le ja
(udan khatole vaale aa re)

la: la la la la la la la la ho
ko: la la la la la la la la ho
la: uunchi udaan hai, palkon pe jaan hai, aage toofaan hain
jaana kaheen
ko: uunchi udaan hai, palkon pe jaan hai, aage toofaan hain
jaana kaheen
la: manzil bhi duur hai, himmat bhi chuur hai, aana zaruur hai
aaja yahi
ko: manzil bhi duur hai, himmat bhi chuur hai, aana zaruur hai
aaja yahi
hoy, mera salaam le jaa, dil ka payaam le jaa, ulfat ka jaam le ja
(udan khatole vaale a re

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:55 AM
Post #44


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song Title: Aayega aayega aayega
Movie Name: MAHAL
Singer(s): LATA MANGESHKAR


Khaamosh hain sitaare
chup chaap hain duniya
bekal hain dil ke maare
aise mein koi aahat iss tarah aa rahi hai
jaise ke chal raha ho
man mein koi hamaare
yaa dil dharak raha ho
is aas ke shaare

Aayega aayega aayega
Aayega aane waala, aayega aayega aayega
Deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain -
Koi nahin chalaata, aur teer chal rahe hain
Tadpega koi kab tak beaas besahaare -
Lekin yeh keh rahe hain dil ke mere ishaare
Aayega aayega aayega
Aayega aane waala, aayega aayega aayega
Bhatki hui jawaani manzil ko dhoondti hai -
Maajhi bagair nayya saahil ko dhoondti hai -
Kya jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare -
Lekin yeh keh rahe hain dil ke mere ishaare
Aayega aayega aayega
Aayega aane waala, aayega aayega aayega aayega

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Aug 5 2005, 01:58 AM
Post #45


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604



Song Title: Mushkil Hai Bahut Mushkil
MovieName: MAHAL
Singer(s): LATA MANGESHKAR



mushkil hai
mushkil hai ai ai ai

mushkil hai bahut mushkil
chaahat ka bhula dena
aasaan nahin dil ki
yeh aag bujha dena

(yeh khel nahin lekin
yeh khel hai ulfat ka)
roton ko hansa dena
hanston ko rulaa dena
mushkil hai bahut mushkil

(dilwalon ki duniya mein
hai rasm ke jab koi)
aaye to qadam lena
jaaye to duaa dena
mushkil hai bahut mushkil

(uljhan hai bahut phir bhi
hum tum ko na bhoolenge, tum ko na bhoolenge)
mumkin to nahin lekin
tum hum ko bhula dena
mushkil hai bahut mushkil
chaahat ka bhula dena
mushkil hai bahut mushkil


The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

18 Pages V < 1 2 3 4 5 > » 
Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 19th March 2024 - 05:09 PM