Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Ahmad Hussain And Mohammad Hussain Ghazals

, Ahmad Hussain and Mohammad Hussain Ghaza

 
22 Pages V « < 15 16 17 18 19 > »   
Reply to this topicStart new topic
> Ahmad Hussain And Mohammad Hussain Ghazals, Ahmad Hussain and Mohammad Hussain Ghaza
anjvajay
post Dec 30 2006, 01:05 AM
Post #241


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1210
Joined: 28-November 06
Member No.: 7705






Tum chahe Jabaan Se Kuchh Na Kaho








Tumne Badal ke loota hai Dil Ke Qarar Ko



User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
bibhas
post Dec 30 2006, 02:56 AM
Post #242


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1721
Joined: 23-November 04
From: USA
Member No.: 1314



QUOTE(anjvajay @ Dec 29 2006, 01:22 PM) *

Ab ye waqt hai waada pura karane ka...
Haazir hain 'Kashish' ki baaki ghazalen....


Shadiyaan Biti Unse Bichade Dard Ka Aalam Aaj Bhi Hai
(Bhibhasji ko yaad aata to saayad sab se pahale yahi trak yaad aata. Mere jaise log jo kashish puri nahi pasand karte wo bhi ise pasand karte hain)




shukr-e-ta-adam anjvajay sahab! Ek arsa ho gaya tha Kashish ki ghazalon ko sunkar. Album itna shaandaar to nahiin tha ki saari ghazlein zehn mein bas jaati par woh ek puriya dhanashree dimaag mein ghoomta raha ( I have a weakness for this raag), so wohi pehle aap se maang liya. Baaki tracks bhi aapne upload kiya, iska bahut bahut shukriya.

A science that does not deliver us to the portals of metaphysics is a failed science and a religion that does not embrace physics is not grounded in reality.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
bibhas
post Dec 30 2006, 03:07 AM
Post #243


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1721
Joined: 23-November 04
From: USA
Member No.: 1314



QUOTE(Inaam @ Dec 29 2006, 02:21 PM) *

Bibhas! Yaar many thanks for uploading rare album ‘Tasveer’, Ghazlon ke matlon hi se lagta hai ke ghazab ka kalaam hoga tongue1.gif Can’t wait to download. smile.gif
BTW, do you have any classical ‘cheez’ by Ahmed Hussain/Mohammad Hussain? Mera matlab hai koi puani bandish ya thumri waghera?

Yaar Inaam,
Tum "saada-kalaam pasand" ko Tasveer ki ghazalein zaroor pasand aayengi. Bekal Utsahi ke ghazal ka matla yoon hai:
saadgi singaar ho gayi
aainon ki haar ho gayi

Unfortunately, mere paas AHMH ki clasical cheezen nahiin hi, sirf unki kuch ghazlein hai jo strong classical-based compositions mein bandhi hai. Tasveer mein hi teen aisi ghazlein hai: Dil Mein Dekha to woh Imaan bane baithe hai, Har Ghazal mein kuch nayii raanaaiyaan rakhte hain ham, & Wafaa ke deep main kabse jalaaye baitha hoon. Mere paas aur bhi kuch aisi ghazlein hai, hukm karoge to upload kar doonga.

Aur phir is thread ke ubharte huye sitara "Anjvajay" sahab hain na, unke paas to kamaal ka collection hai, zaroor koi thumri/bandish/khyal hogi unke paas. Kyon, theek kaha na Anjvajay ji? wink.gif

A science that does not deliver us to the portals of metaphysics is a failed science and a religion that does not embrace physics is not grounded in reality.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
anjvajay
post Dec 30 2006, 04:04 AM
Post #244


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1210
Joined: 28-November 06
Member No.: 7705



QUOTE(bibhas @ Dec 30 2006, 02:56 AM) *

QUOTE(anjvajay @ Dec 29 2006, 01:22 PM) *

Ab ye waqt hai waada pura karane ka...
Haazir hain 'Kashish' ki baaki ghazalen....


Shadiyaan Biti Unse Bichade Dard Ka Aalam Aaj Bhi Hai
(Bhibhasji ko yaad aata to saayad sab se pahale yahi trak yaad aata. Mere jaise log jo kashish puri nahi pasand karte wo bhi ise pasand karte hain)




shukr-e-ta-adam anjvajay sahab! Ek arsa ho gaya tha Kashish ki ghazalon ko sunkar. Album itna shaandaar to nahiin tha ki saari ghazlein zehn mein bas jaati par woh ek puriya dhanashree dimaag mein ghoomta raha ( I have a weakness for this raag), so wohi pehle aap se maang liya. Baaki tracks bhi aapne upload kiya, iska bahut bahut shukriya.


Bibhasji, aap jaise sangit ke chahanewale shakhs ke liye kuchh bhi karna kam hai. Kashish aur Tasveer ke alawa Guldasta, Mukhatib,Raaz E Ulfat,Sarmaya,Zindagi,Rahnuma,Humkhayal aur Izhaar ye 8 album mere paas aur hai in me se jo kuch aap ko chahiye mai upload kar dunga. filhal kashish ki char ghazlen aur hai jinhe upload karne ja raha hoon.

Rah gayi baat ubhrta huva sitara hone ki to aisa kuchh nahi hai. Yah thread pahale bhi aap logon ka tha aaj
aaj bhi aap logon ka hi hai mai to Inaam Sahab ki wajah se aa tapka. Aur us ke baad aap ki wajah se aana pada.

Jahan tak Inaam sahab ki farmayish ki baat hai use pura karna hamesha ek muskil kaam hota hai.
khair, koshish karunga ki meri pitaari se kuch nikal aaye.

Filhal kashish ki baaki ghazlen haazir hai...

Apne Khat Likha Aur Ham Aa Gaye



Koi Kah De Zara Jamane Se Isq Chhupta Nahi Chhupane Se

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
anjvajay
post Dec 30 2006, 05:02 AM
Post #245


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1210
Joined: 28-November 06
Member No.: 7705



Tere Sabab Se Badakar Koi Sabab Nahi








Pyar Jab Tune Kiya Hai To Nibhna Yaaron






(Kashish ki saari ghazlen Hasrat Jaipuri ne likhi hain. jahan wo aapen behatar roop me hai wahan saadgi se sheron me chamak bhar dete hai. lekin jahan wo utar par hai wahan ek filmi sastapan saaf jhalakne lagata hai. Kuch ghazlen beshak bhut hi achchhi hai.)
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
anjvajay
post Dec 30 2006, 06:19 AM
Post #246


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1210
Joined: 28-November 06
Member No.: 7705



QUOTE(Inaam @ Dec 30 2006, 12:51 AM) *

Bibhas! Yaar many thanks for uploading rare album ‘Tasveer’, Ghazlon ke matlon hi se lagta hai ke ghazab ka kalaam hoga tongue1.gif Can’t wait to download. smile.gif
BTW, do you have any classical ‘cheez’ by Ahmed Hussain/Mohammad Hussain? Mera matlab hai koi puani bandish ya thumri waghera?


Mujhe Bade Ghulam Ali Khan Sahab ke ek interview ki yaad hai jis me unhone kaha tha ki saare raagon ki
paidayish folk se huyi hai. Ahmad hussain-Muhammad hussain Ka 'Kaun Jatan Karoon...' sunte huve mujhe
Khan Sahab ki wo baat akasar yaad aati hai. Baaki mai Inaam sahab aur Bibhasji ke liye Chodta Hoon wo tay karte rahe, ki is me kitna kuch Semi-Classical hai kita Folk aur kitna Westrn Composition...
Haan mai itna jarur janta hoon ki isme Thumri ki rooh bolti hai aur Folk ka dard bhina bhina utrta jaata hai....aur sab kuchh bina kisi tam jham ke, ek 'vilakshan' saadgi ke saath....


Kaun Jatan Karoon Ruthe Piya



User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
bibhas
post Dec 30 2006, 10:36 AM
Post #247


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1721
Joined: 23-November 04
From: USA
Member No.: 1314



QUOTE(anjvajay @ Dec 29 2006, 05:34 PM) *


Bibhasji, aap jaise sangit ke chahanewale shakhs ke liye kuchh bhi karna kam hai. Kashish aur Tasveer ke alawa Guldasta, Mukhatib,Raaz E Ulfat,Sarmaya,Zindagi,Rahnuma,Humkhayal aur Izhaar ye 8 album mere paas aur hai in me se jo kuch aap ko chahiye mai upload kar dunga. filhal kashish ki char ghazlen aur hai jinhe upload karne ja raha hoon.

Rah gayi baat ubhrta huva sitara hone ki to aisa kuchh nahi hai. Yah thread pahale bhi aap logon ka tha aaj
aaj bhi aap logon ka hi hai mai to Inaam Sahab ki wajah se aa tapka. Aur us ke baad aap ki wajah se aana pada.

Jahan tak Inaam sahab ki farmayish ki baat hai use pura karna hamesha ek muskil kaam hota hai.
khair, koshish karunga ki meri pitaari se kuch nikal aaye.

Filhal kashish ki baaki ghazlen haazir hai...


Anjvajay sahab,
Kashish album ke liye shukriya. Aapke paas jo albums hai, woh lagbhag saare hi mere paas hai, ek raaz-e-ulfat ke siwa. Aapke uploads se guess karta hoon ke Ilahi Koi Hawa Ka Jhonka, Tark-e-mohabbat, Tum sang lagey nain aur Majbooriyan aisi hai ke woh aa nahiin sakti yeh chaar tracks "raaz-e-ulfat" se hain. Aur kaun si tracks hain is album mein?

Mere paas in albums ke ilaawaa Dil Ki Baat, Kabhi Kabhi, Raahat aur Nissar, yeh albums hain. Agar aapko dilchaspi ho to bataiye.

Aapne Inaam ki farmaish ke jawaab mein jo cheez upload kiya hai, woh vaq'aee bhaut khoob hai. Kaun Jatan Karoon has always been one of my favorites. Excellent start, let's hope we find more such gems in response to Inaam's request. I'll post some classical ghazals if Inaam agrees.

A science that does not deliver us to the portals of metaphysics is a failed science and a religion that does not embrace physics is not grounded in reality.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Inaam
post Dec 30 2006, 11:34 PM
Post #248


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3602
Joined: 15-January 04
From: Pakistan
Member No.: 187



QUOTE(bibhas @ Dec 30 2006, 03:07 AM) *

Yaar Inaam,
Tum "saada-kalaam pasand" ko Tasveer ki ghazalein zaroor pasand aayengi. Bekal Utsahi ke ghazal ka matla yoon hai:
saadgi singaar ho gayi
aainon ki haar ho gayi

Unfortunately, mere paas AHMH ki clasical cheezen nahiin hi, sirf unki kuch ghazlein hai jo strong classical-based compositions mein bandhi hai. Tasveer mein hi teen aisi ghazlein hai: Dil Mein Dekha to woh Imaan bane baithe hai, Har Ghazal mein kuch nayii raanaaiyaan rakhte hain ham, & Wafaa ke deep main kabse jalaaye baitha hoon. Mere paas aur bhi kuch aisi ghazlein hai, hukm karoge to upload kar doonga.

Aur phir is thread ke ubharte huye sitara "Anjvajay" sahab hain na, unke paas to kamaal ka collection hai, zaroor koi thumri/bandish/khyal hogi unke paas. Kyon, theek kaha na Anjvajay ji? wink.gif

Bibhas, Ye “Saada kalaam pasand” ki bhi khoob kahi tumne smile.gif I liked it tongue1.gif
Aur hukm kesa, ye tou aik dostaana guzaarish hai… jo bhi tumko theek lage upload kardo… mere liye kissi tohfey se kamm na hoga. smile1.gif
Enjoying the recent uploads!!!!
Many thanks to all of you specially anjvajay ji, for opening a new musical window at me tongue1.gif Very much appreciated.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Inaam
post Dec 30 2006, 11:40 PM
Post #249


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3602
Joined: 15-January 04
From: Pakistan
Member No.: 187



QUOTE(anjvajay @ Dec 30 2006, 06:19 AM) *

QUOTE(Inaam @ Dec 30 2006, 12:51 AM) *

Bibhas! Yaar many thanks for uploading rare album ‘Tasveer’, Ghazlon ke matlon hi se lagta hai ke ghazab ka kalaam hoga tongue1.gif Can’t wait to download. smile.gif
BTW, do you have any classical ‘cheez’ by Ahmed Hussain/Mohammad Hussain? Mera matlab hai koi puani bandish ya thumri waghera?


Mujhe Bade Ghulam Ali Khan Sahab ke ek interview ki yaad hai jis me unhone kaha tha ki saare raagon ki
paidayish folk se huyi hai. Ahmad hussain-Muhammad hussain Ka 'Kaun Jatan Karoon...' sunte huve mujhe
Khan Sahab ki wo baat akasar yaad aati hai. Baaki mai Inaam sahab aur Bibhasji ke liye Chodta Hoon wo tay karte rahe, ki is me kitna kuch Semi-Classical hai kita Folk aur kitna Westrn Composition...
Haan mai itna jarur janta hoon ki isme Thumri ki rooh bolti hai aur Folk ka dard bhina bhina utrta jaata hai....aur sab kuchh bina kisi tam jham ke, ek 'vilakshan' saadgi ke saath....


Kaun Jatan Karoon Ruthe Piya



Anjvajay ji, Bhai maan gaey aapko... Sha'iri aur mosiqui ka kya umda zouq paaya hai.. Mashallah!!!
In mehrbaanyon ke liye 'Shukriya' bohat chhota lafz lag raha hai. smile.gif Kush rahye!
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
bibhas
post Jan 11 2007, 06:23 AM
Post #250


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1721
Joined: 23-November 04
From: USA
Member No.: 1314



Inaam,
Tumhaare liye kuch classical andaaz ghazlein pesh hai:

Dil Ko Har Waqt Tasalli Ka Gumaan hota hai
dard hota hai magar jaane kahaan hota hai

- Bibhas

A science that does not deliver us to the portals of metaphysics is a failed science and a religion that does not embrace physics is not grounded in reality.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
bibhas
post Jan 11 2007, 06:59 AM
Post #251


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1721
Joined: 23-November 04
From: USA
Member No.: 1314



Ajnabi Shehar Ke Ajnabi Raaste, Meri tanhai par muskuraate rahe
main bahut door tak yoon hi chalta raha, tum bahut der tak yaad aate rahe

A science that does not deliver us to the portals of metaphysics is a failed science and a religion that does not embrace physics is not grounded in reality.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
bibhas
post Jan 11 2007, 05:29 PM
Post #252


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1721
Joined: 23-November 04
From: USA
Member No.: 1314



Zindagi ki raah mein aise maqaam aate gaye

This is one of the best ghazals the duo have ever sung. Highly recommended.

A science that does not deliver us to the portals of metaphysics is a failed science and a religion that does not embrace physics is not grounded in reality.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
bibhas
post Jan 13 2007, 07:04 PM
Post #253


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1721
Joined: 23-November 04
From: USA
Member No.: 1314



QUOTE(bibhas @ Jan 11 2007, 06:59 AM) *

Zindagi ki raah mein aise maqaam aate gaye

This is one of the best ghazals the duo have ever sung. Highly recommended.

Shaibaal, Manoneet,
Hope you've had a chance to listen to this ghazal by now. Did you like it?

Here is another such fantastic composition from a live concert.

Deewangi Se Kaam Liya Hai Kabhi Kabhi
Daaman kisii ka Thaam liya hai Kabhi Kabhi

A science that does not deliver us to the portals of metaphysics is a failed science and a religion that does not embrace physics is not grounded in reality.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
shaibaal
post Jan 13 2007, 08:00 PM
Post #254


Regular Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 644
Joined: 30-October 04
Member No.: 1177



QUOTE(bibhas @ Jan 13 2007, 08:34 AM) *

QUOTE(bibhas @ Jan 11 2007, 06:59 AM) *

Zindagi ki raah mein aise maqaam aate gaye

This is one of the best ghazals the duo have ever sung. Highly recommended.

Shaibaal, Manoneet,
Hope you've had a chance to listen to this ghazal by now. Did you like it?

Here is another such fantastic composition from a live concert.

Deewangi Se Kaam Liya Hai Kabhi Kabhi
Daaman kisii ka Thaam liya hai Kabhi Kabhi


B,

Thanks for the upload. I had the song earlier - and it is one of their best - but in poor quality. Actually I had come across a site years back that had Doordarshan archives showing a series of video recordings from a series called 'Ghazal ka safar' or something similar sounding - the site has not been active for years now. This was one of the three ghazals the brothers performed. 'Yaar thaa gulzar thaa' was another one and IIRC, 'Kyun hamein maut ke paigham diye jaate hain' was the third. Aise hi tape kar liya thaa. Grateful for the high quality upload. Many thanks...

Just started to listen to 'Deewangi....' smile.gif

I do not feel obliged to believe that the same God who has endowed us with sense, reason and intellect has intended us to forgo their use - Galileo Galilei
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Inaam
post Jan 16 2007, 12:42 AM
Post #255


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3602
Joined: 15-January 04
From: Pakistan
Member No.: 187



QUOTE(bibhas @ Jan 11 2007, 06:23 AM) *

Inaam,
Tumhaare liye kuch classical andaaz ghazlein pesh hai:

Dil Ko Har Waqt Tasalli Ka Gumaan hota hai
dard hota hai magar jaane kahaan hota hai

- Bibhas

Many thanx, Bibhas... abhi abhi safar se lauta hoon... smile.gif aate hi yeh tohfey miley... kya kehna tumhaara.. Bohat Bohat shukriya, tongue1.gif will d/l them tomorrow and put my feedback.

tongue1.gif

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

22 Pages V « < 15 16 17 18 19 > » 
Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 25th April 2024 - 01:41 AM