Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Hazaar Rahein Jo Mud Ke......thodi Si Bewafai

, Gulzar - Kishore- Lata - Khayyam

 
> Hazaar Rahein Jo Mud Ke......thodi Si Bewafai, Gulzar - Kishore- Lata - Khayyam
oye_sonu
post Mar 1 2008, 04:20 PM
Post #1


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2682
Joined: 24-June 05
From: Wahan, jahan pyar mile :-) !
Member No.: 2547



This time a song by Gulzar saab from thodi si bewafai . This song is addiction !

Gulazar saab ka gaana ho aur acha na. aise kaisa ho sakta hain. He is a perfectionist. shayd hi koi gaana mile jisme koi kami mile. I will call him more as a shayer and then lyricist.

Sometimes he is too much philosophical in his osnsgs. makes it difficult for persons like me tongue1.gif to understand lyrics. going by Qulality this is good for song......but then masses dont understand these things. they want simple and hummable and understandable songs. !

For eg : check " ek lamha gira kahin......wahan dastaan mli" . " ek thi nindiya ......do thay naina" or even check this song s last stanza " hum apne paron mein jaane kitne bhanwar" or " jo mod....wo mod wahi pade hai". By god yeh banda kahan se likhta hai aisa. ohmy.gif

jo bhi kahiye.........Songs ka jawab nehi hota Gulzar saab ke. iss song mein bhi zabardast likha hai. last stanza mera fav hai.

Iss song ke liye main kisi ek ko credit nehi dena pasand karunga. This song is addicitve. it looks as if kishore is singing in slow motion or fully drunk !. check the voice control !
and the violins by khayam saab. it looks as if this is not a duet but has third singer as violin !

I remmeber Pawan bhai (gulzar online) once posted abt this song in SKS yaho grp and this is how I rediscverd this song. since then havent deleted from my HDisk !

Mukhda is great. I love the last stanza " tumhe yeh zid ke hum bulyaein.........." !

lyrics are open to corrections

Hazaar raahein jo mud ke dekhi
GULZAR - kishore - lata - Khayyam

Kishore:
Hazaar raahein jo mud ke dekhi
kahin se koi sada na ayi
Lata:
Badi wafa se, nibhaiyi tumne,
hamari thodi si bewafai

Kishore:
Jahan se tum mod mud gaye thay
Jahan se tum mod mud gaye thay
yeh mod ab bhi wahin pade hain

Lata :
hum apne pareon mein jaane kitne
hum apne paron mein jaane kitne
bhanwar lapate hue khade hain
badi wafa se, nibhayi tumne
hamari thodi si bewafai

Kishore :
Kahin kisi roz yoon bhi hota
kahin kisi roz yoon bhi hota
haamari haalat tumhari hoti

Lata :
jo raat humne guzaari marke
jo raat humne guzaari marke
wo raat tumne guzaari hoti

Badi wafa se nibhayi tumne
hamaari thodi si bewafai

Kishore:
Tumhe yeh zid ke hum bulaate
humme yeh umeed wo pukaare

Lata :
hai naam honto per ab bhi lekin
awaaz mein pad gayi daraare

Kishore:
hazaar raahein mud ke dekhi
kahin se koi sada na ayi

Lata :
badi wafa se, nibhayi tumne
hamaari thodi si bewafai
hamaari thodi si bewafai

forgive me if I miss replying or reading ur post............bit busy :-( !
Duniya ne kitna samjhaya, kaun hai apna kaun paraya
Phir bhi dil ki chot chhupa kar humne aapka dil behalya
Khud hi mar mitne ki ye zid hai hamaari......
sach hai duniya waalon hum hain anari !

......back to basics!!!

My artists :-
Shankar Jaikishan- Composers with magical touch !!

This year we CELEBRATE 60 years of Shankar Jaikishan music . come join the celebrations !
Join the SJ fans group for more information :
http://launch.groups.yahoo.com/group/shankarjaikishan/

Join FACEBOOK shankar jaikishan group

http://www.facebook.com/group.php?gid=123537751015751
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

Posts in this topic


Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 28th March 2024 - 03:51 PM