Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Kisi Aashiane Mein

, Nargis

 
> Kisi Aashiane Mein, Nargis
deewani
post Oct 18 2008, 06:24 AM
Post #1


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3784
Joined: 10-April 05
From: away
Member No.: 2053



at Zayed's request

Lata's Version

Kisi Aashiane Mein

Kisi Aashiane Mein

Kisi Aashiane Mein, Munniya Si Ladki, Rehti Thi Jaise..
Munniya Si Ladki, Rehti Thi Jaise
Nanhi Si Kali Ho, Aur Laakhon Toofan
Kisi Aashiane Mein

Kisi Aashiane Mein, Munniya Si Ladki, Rehti Thi Jaise
Nanhi Si Kali Ho, Aur Laakhon Toofan
In some home/nest, lived a young girl, she lived as if she was a young blossom among a thousand storms.

Kisi Aashiane Mein
Kholi Jab Aankhein, Tau Kisi Ko Na Paaya
Babul Ka Pyar, Na Mamta Ka Saaya
Kholi Jab Aankhein, Tau Kisi Ko Na Paaya
When she opened her eyes, she could not see anyone
Babul Ka Pyar, Na Mamta Ka Saaya
neither her father's love, nor her mother's shadow
Duniya Begaanoh Ki Thi, Kisi Ne Gale Na Lagaya
the world belonged to strangers, no one hugged her
Ranjh-o-Gham Sehti Ho, Hai Rabba Jaise Vo, Nanhi Si Kali Ho, Aur Laakhon Toofan
Bearing grief and sorrow, O God, as if she was a young blossom among a thousand storms.
Kisi Aashiane Mein

Bachpan Beeta.....
Haye, Bachpan Beeta, Phir Us Pe Jawaani Aayee
Bachpan Beeta, Phir Us Pe Jawaani Aayee
Childhood passed, and youth came,
Kahin Shehnai Baaje, Woh Bechari Soche Haye, Sajegi Na Meri Anganai
somewhere Shehnai (traditional instrument played at weddings) plays, she thinks her courtyard will not be (thus) adorned
Kaanton Bhari Dali Thi Vo, Kaante Pe Bahaar Kabh Aayee
she was a thorn filled branch, springtime (and thus bloom) does not come to thorns (in other words she knows she will not be married)
Tootay Sapne Leke Woh, Zinda Rahe Jaise Vo, Nanhi Si Kali Ho, Aur Laakhon Toofan
Carrying her broken dreams, she remained alive as if she was a young blossom among a thousand storms.

Kisi Aashiane Mein

Kisi Aashiane Mein, Munniya Si Ladki, Rehti Thi Jaise
Nanhi Si Kali Ho, Aur Laakhon Toofan
Kisi Aashiane Mein

Dekho Mujhe Duniyawaalo
Look at me, people of this world,
Main Hoon Wohi Ladki, Main Hi Nargis Hoon,
Dukh Ke Chaman Ki
I am that same girl, I am that Nargis (Narcissus) of a pain filled flower garden.
Jaa Ke Main Na Aaoungi, Kahin Kumhla Jaoungi
I won't return after I leave, I'll wither away somewhere
Hothon Pe Kabhi Koi Shikwa Na Laoungi
I won't bring a complaint on my lips
Yehi Meri Dua Hai, Mujhpe Jo Hua Hai
It is my wish, that which has happened to me,
Sitam Aaisa Kisi Pe Na Ho, Mere Pyaaro
such injustice should not happen to anyone, my loved ones.
Yehi Meri Dua Hai, Mujhpe Jo Hua Hai
Sitam Aaisa Kisi Pe Na Ho, Mere Pyaaro

Kabhi Dekho Kehin Pe Jo Phool Koi, Kali Koi, Nargis Ki
If you ever see a flower anywhere, a bloom, perhaps of Narcissus,
Usse Paas Rakhna, Nishaani Woh Meri Yaad Ki
keep it with you as a symbol of my memory.
Accha Lo Ji Chali Main Tau Chhadke??? unsure what word she is singing Jahan
Accha Lo Ji Chali Main Tau Chhadke??? Jahan
O.K. I'm leaving this world now
Logo Khudah Hafiz, Allah Ki Amaan
Go with God people, under the Lord's protection (in other words, goodbye people)
Bikhri Kali Woh, Aur Beeta Toofan
The bloom has scattered away, the storm has passed..
Bikhri Kali Woh, Aur Beeta Toofan
Kisi Aashiane Mein...




If anyone can tell us what Lata ji is singing before "Jahan", I would appreciate it and I'm sure Zayed would too. Shajke? Chhadke?





This post has been edited by deewani: Oct 18 2008, 06:29 AM

Doston, Apna Tau Yeh Imaan Hai
Jo Bhi Jitna Saath De, Ehsaan Hai
Umr Ka Rishta Jodne Waale
Apni Nazar Mein Deewane Hai

Thanks for the memories HF. Bye Bye.
deewani is "permanently away"





User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

Posts in this topic
deewani   Kisi Aashiane Mein   Oct 18 2008, 06:24 AM
Zayed   Hi friend Deewani, shukriya for your help.That...   Oct 18 2008, 09:13 PM


Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 25th April 2024 - 05:53 PM