Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Khayyam's Filmography

, Filmography and Songs List

 
19 Pages V  1 2 3 > »   
Reply to this topicStart new topic
> Khayyam's Filmography, Filmography and Songs List
Rating  3
Hari Ram
post Nov 7 2007, 08:16 PM
Post #1


Unregistered









Khayyam's Filmography and songs list
[under construction]


[as Sharmaji]

Heer Ranjha (1948)
[Khayyam (as Sharmaji) composed 7 songs and Aziz Hindi (as Varmaji) composed 5 songs.
Did Khayyam sing 3 duets with Geeta Dutt?]

<Wali Khan Sahib> Geeta Dutt:
dil bhujaa jaataa hai, naashaad huaa jaataa hai, o, o
jaane waale, jaane waale, koyi barbaad hua jaataa hai

<Wali Khan Sahib> Geeta Dutt, G. M. Durani:
dil yoon yoon kartaa hai, haaye ke dil yoon yoon kartaa hai
ajee ke dil yoon yoon kartaa hai

<Wali Khan Sahib> Lata Mangeshkar:
kaise kaatoon ye kaali raaten,
aa baalmaa, aa saajnaa, aa zaalimaa, aa saajnaa, aa zaalimaa

<Wali Khan Sahib> Lata Mangeshkar:
kaahe ko bhehayi badeesh re

<Wali Khan Sahib> Geeta Dutt, G. M. Durani:
kafas ki qaid mein hum ko hayaad-e-aashiyaan baaki
abhi hai aashiyon mein muskuraane ke nishaan baaki

<Wali Khan Sahib> G. M. Durrani:
khamosh fasaana hai

<Wali Khan Sahib> ?:
sar padkh hi rahe yaar

<Wali Khan Sahib> Uma Devi:
sheharon mein se sharh suna

<Wali Khan Sahib> ?:
teri meri dosti kahaani ban gayi

<Wali Khan Sahib> Geeta Dutt:
teri jaat hai akhbari sarvari, meri hi baat kyon der itni khareeb

<Wali Khan Sahib> Geeta Dutt, chorus:
ud pud jaaNiyaa, kyon khand khaaNiyaa, haa yaa ve chunilag laal rang ji


Parda (1949) {Pardaa}
(Music: Sharmaji-Varmaji)

<Tanvir Naqvi, Swami Ramanand> Rajkumari:
o o, dil tere ghamon ka main kahoon kisse fasaanaa
ho, bedard yeh duniyaa hai toh zaalim hai zamaana

<Swami Ramanand> Mohammad Rafi:
ek dil ne kahaa, ek dil ne sunaa, ek dard bharaa afsaana, haaye dar bharaa afsaanaa
pyaar se tukhde karne waala zaalim hai yeh zamaana, zaalim hai yeh zamaana

<Swami Ramanand> Zorabai Ambala:
hum(?) aap ko hi chaahe ghairon ko kya ichchaa(?) hai
sochaa kabhi hai dil mein, tum kitne bewafaa ho

<Tanvir Naqvi> Naseem Akhtar:
mausam hai bhar aaya

<Swami Ramanand> Asha Bhosle:
mere pyaare sanam ki hai pyaari gali ho, pyaari gali, pyaari gali

<Ramanand> Zorabai Ambala:
miyaa ji chori chiri, baabu ji chori chori, mulaaqat naa karo

<Tanvir Naqvi> Kalyani Mitra:
mohe nainon se teer na maar balamwaa, solaah baras ki

<Tanvir Naqvi> Rajkumari:
sarkar-e-madina mukhtaar-e-madinaa, sarkar-e-madina mukhtaar-e-madinaa,
seenaa hai meraa teri mohabbat ka kazeena(?)

<Tanvir Naqvi> Mohammad Rafi:
sitamgar, sitamgar, sitamgar se letaa hai tu inteqaam

<Tanvir Naqvi> Mohammad Rafi:
tu dil ka khudaa, ... ka kirdgaar, har ek cheez par hai teraa iftikaar (1:34 min.)

<Tanvir Naqvi> Kalyani, chorus:
tujhe dekhte hain, tujhe dekhte hain, tujhe dekhte hain

<Tanvir Naqvi> Kalyani:
unse ho jaayegi ulfat mujhe maaloom na tha

<Tanvir Naqvi> Unknown male singers, chorus:
yeh kaarwaan-e-zindagi, na ek haar the(?) kabhi


Biwi (1950)
(Music: Sharmaji-Varmaji)

< > ?:
aao halla gulla karen jee ?

<Wali Saheb> Mohammad Rafi:
akele mein woh ghabraate to honge, mitaa the mujh ko pachhataa the to honge

< > ?:
ja ja re beech ghoonghat kaise keh doon ?

<Nazim Panipati> Geeta Dutt:
bhagwan meri taqdeer ke likhe woh mitaa de,
kya tera bhigadta hai jo bhigadi ko banaa de

<Nazim Panipati> Asha Bhosle:
biraha ki raat mose kaati nahin jaat nahin, tera meraa, meraa tera saath re

< > ?:
faaken aa jaayen to phir ishq na farmaaiyega ?

< > ?:
jaa jaa re jaalma tu nahin mera baalama ?

<Wali Saheb> Meena Kapoor:
kahin chaandni hai kahin hai andhera ?

<Nazim Panipati> Geeta Dutt, Asha Bhosle:
mausam hai namkeen sanwariyaa jaa re, aa jaa re

< > ?:
mere dil mein rahiyega mehmaan bankar ?

<Aziz Hindi> Meena Kapoor:
mere jeevan mein aaj nayi baat re ?

<Nazam Panipati> Asha Bhosle:
mere man ke aangan chaand chamka, haa ji chaand chamka

< > ?:
wafaa ki thi wafaa ne maar daala ?


Pyaar Ki Baatein (1951)

<Khawar Zaman> Lata Mangeshkar:
ab kahaan jaayen ki apnaa meharbaan koyi nahin
teri duniyaa mein hamaara paasbaan koyi nahin

<Khawar Zama> G. M. Durrani, Chuni Lal Pardesi:
chalo whan chali

<Sham Lakhnavi> Chuni Lal Pardesi:
ek haseenon se tu zaraa

<M. L. Khanna> Geeta Dutt, chorus:
ek roz soye zara

<M. L. Khanna> Geeta Dutt:
dil ka pehlee phal

<Khawar Zaman> Asha Bhosle:
humein chhod ke na jaana, humein chhod ke na jaana, hua dil ka nishaana dekho

<Khawar Zaman> Lata Mangeshkar:
huye hain majboor hoke apnon se door, hua mera kya qasoor, kuchh samaj na aaye

<Khawar Zaman> G. M. Duraani, Asha Bhosle:
unko rupaaye mein solaah aane humse nafrat hai,
humko rupaaye mein do rupaaye unse mohabbat hai, lekin phir bhi,
woh humse mohabbat karta hai, kabhi ek aana kabhi do anaa

<Bahzad Lackhnavi> Shamshad Begum:
yeh nazar taaqti hai nishaana, koyi bhoole se ghaayal na ho
iss se bachkar rahe yeh zamaana, koyi nazaron se ghaayal na ho

<Majrooh Sultanpuri> <Bulo C. Rani> Geeta Dutt, Mukesh:
aansoo bahaao tum udhar

<M. L. Khanna> <Bulo C. Rani> Geeta Dutt, Mukesh:
mast chaandni jhoom rahi hai, naach rahi hai
masti ki barsaat hai, bheegi bheegi raat hai


[as Khayyam]

Footpath (1953)

<Sardar Jafri, Majrooh Sultanpuri> Asha Bhosle:
aarara rum, aarara ra ra ra rum ...
suhaana yeh mausam, salona mora bhaai, likhenge(?) saare dil ke yeh gam

<Sardar Jafri> Asha Bhosle:
kaisa jaadu daala re, balmaa na jaane re

<Majrooh Sultanpuri> Asha Bhosle:
piyaa aajaa, piya aaja re dil mera pukaar, piya aaja re

<Sardar Jafri, Majrooh Sultanpuri> Talat Mehamood:
shaam-e-gam ki qasam, aaj gamagin hain ham

<Majrooh Sultanpuri> Asha Bhosle:
sojaa mere pyaare, sojaa soja, ankhiyon ke taare sojaa soja

<Sardar Jafri, Majrooh Sultanpuri> Premlata, Ashima Banerjee, Talat Mehamood:
tandi pawan chale, saanjh dale, koo koo koyal bole, jiyaa dole jiyaa dole

<Sardar Jafri, Majrooh Sultanpuri> Sandhya Mukherjee:
taare hanse rooun mein balam nahin aaye re
(this song is not in movie or record; difficult to get)



Dhobi Doctor (1954)

<Majrooh Sultanpuri> Ashima, Premlata:
ek do teen chaar ...
aa utar hamaare dwaare, chanda pyaare, khele aankh michholi, aankh michholi pyaare

<Majrooh Sultanpuri & Ali Sardar Jafri?> Asha Bhosle:
aaja badli ke sang mora jiyaa dole re, jiyaa dole re

< > Asha Bhosle:
aansoo piye teri birhan saajan, tadpe teraa jo dil yeh, aansoo piye

<Majrooh Sultanpuri, Ali Sardar Jafri> Kishore Kumar:
chaandni raaton mein chaand kahaan hai mera

<Majrooh Sultanpuri> Asha Bhosle:
jil mil, jil mil taare neel gagan mein kyaa(?) mere man mein jil mil
piyaa ko manaa the apnaa banaa the, naach pawan sang jil mil

<Majrooh Sultanpuri, Shyam Hindi?> Asha Bhosle:
pihu pihu bole papihara, haaye raam pihu pihu

< > Asha Bhosle:
taaron se, taaron se ankhiyan milaaun main, chandaa ko sajna banaaun main


Gul Bahar (1954) {Gul Bahaar}

<Shevan Razvi> Talat Mehamood:
gar teri nawaazish ho jaaye, gar teraa ishaara ho jaaye

< > ?:
gulbahar, main jo naachun chaman mein naache gulbahar

< > ?:
dile betab tham tujhe meri kasam, mere aaye hai sanam

<Kaifi Azmi> Mubarak Begum:
is haath de us haath le, ekraar kiya inkaar kiya

<Asad Bhopali> Mubarak Begum:
kaliyon ko choomoo main taron se kheloon

<Shevan Razvi> Meena Kapoor:
lagee aisi nahin dil ki jo aankhon se nazar aaye
chhupaa le us ko palkon mein koyi aansoo agar aayi


Tatar Ka Chor (1955) {Taatar Ka Chor}

<Prem Dhawan> Asha Bhosle, Mohammad Rafi:
dekho zaraa ulfat ka asar, shaam safar doond nazar mere dilbar tu aajaa

<Prem Dhawan> ?:
dil roz azal mein hai mastaana

<Prem Dhawan> Talat Mehamood, Asha Bhosle, Shamshad Begum:
kafas mein daala mujhe apne raazdaaron ne, mere chaman ko hai loota meri bahaaron ne ...
na manzil hai, na manzil paane ka hai

<Prem Dhawan> Geeta Dutt, chorus:
mast nazar ke, paimaane chhalke, ulfat ka pyaar bhara jaam zaraa thaam le

<Prem Dhawan> Asha Bhosle:
nigaahon mein base aise, khayaalon pe hai chaaye

<Prem Dhawan> Asha Bhosle:
tu dekh zaraa, tu dekh zaraa,
dekh zaraa agar dekh sake apne bandhon ka haal, dekh zaraa
khudaa bane daulat waalen hain, unki aaj khudaai


Lala Rukh (1958)

<Kaifi Azmi> Asha Bhosle:
alvidaa, alvidaa, alvidaa jaane wafaa

<Kafi Azmi> Mohammad Rafi:
hai kali kali ke lab par, tere husn ka fasaana

<Kaifi Azmi> Asha Bhosle:
le jaa mere duaayen, daaman chhudaane waale, thadpaa ke jaane waale

<Kafi Azmi> Asha Bhosle:
pyaas kuchh aur bhi bhadkaa di jhalak dikhlaa ke

<Kafi Azmi> Talat Mehamood, Asha Bhosle:
pyaas kuchh aur bhi bhadkaa di jhalak dikhlaa ke

<Kaifi Azmi> Talat Mehamood:
mohabbat banaaye, mohabbat mitaaye, mohabbat kisi dil khudaa banaaye ...
thi ek shaahzaadi, badi khoobsoorat zameen par utthar aayi thi

<Kaifi Azmi> Talat Mehamood, Lata Mangeshkar:
tujhko parda rukh-e-roshan se hataana hoga ?

<Kaifi Azmi> Talat Mehamood:
udaas udaas fizaaon mein noor chhalakaao ...
aanaa hi padega, aanaa hi padega, sar ishq ke qadmon pe jhukaanaa hi padegaa


Phir Subah Hogi (1958)

<Sahir Ludhianvi> Mukesh:
aasmaan pe hai khudaa, aur zameen pe hum

<Sahir Ludhianvi> Mukesh:
cheen-o-arab hamaara hindostaan hamaara

<Sahir Ludhianvi> Asha Bhosle:
do boonde saavan ki, hai do boonde saavan ki
ek saagar ki seep mein tapke aur moti ban jaaye

<Sahir Ludhianvi> Mukesh, Asha Bhosle:
phir na kije meri gustaakh nigaahon ka gila dekh

<Sahir Ludhianvi> Mohammad Rafi, Mukesh:
phirte the jo bade hi sikandar bane hue ...
jis pyaar mein yeh haal ho, is yaar se taubaa taubaa

<Sahir Ludhianvi> Mohammad Rafi, chorus:
sab ki ho khair baba, sabka bhala, de de bhooke phet ko roti ka tukhdaa

<Sahir Ludhianvi> Mukesh:
woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi
(The song is in 5 parts and includes the duet also)

<Sahir Ludhianvi> Mukesh, Asha Bhosle:
woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi


Baarood (1960) {Barood}

<Hasrat Jaipuri> Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar:
aise na mooh chupaao

<Hasrat Jaipuri> Lata Mangeshkar, Honey Irani:
atkan batkan dahi chatokan raajaa gaye dilli

<Hasrat Jaipuri> Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi, Sheikh Mukhtar, Honey Irani, chorus:
likho-padoge to aage badoge (2 parts)

<Hasrat Jaipuri> Mohammad Rafi:
museebat ik khilonaa hai ... chalaa chal gar hai andheraa

<Hasrat Jaipuri> Lata Mangeshkar, chorus:
rang rangeela saanvara mohe mil gayo jamunaa paar

<Hasrat Jaipuri> Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi:
teri aankhon ka rang niraala hai

<Hasrat Jaipuri> Lata Mangeshkar, chorus:
teri duniyaa mein nahin koyi hamaara apnaa,
besahaaron ko zaraa de de sahaara apnaa, de de sahaara apnaa (2 versions)


Bombai Ki Billi (1960) {Bambai Ki Billi, Wild Cat}

<Hasrat Jaipuri> Geeta Dutt:
dil ke paar ho gayi teri ek nazar
haaye hum to rahegaye thaam kar idhar

<Hasrat Jaipuri> Geeta Dutt:
dildaar tu hai mera pyaar

<Hasrat Jaipuri> Lata Mangeshkar, chorus:
jab jab mori paayal baaje ...
main baabu ki morni jab naachoon thaa tha thaiyyan

<Hasrat Jaipuri> Lata Mangeshkar:
main tehaari nazar bhar dekh lo

<Hasrat Jaipuri> Asha Bhosle:
meri adaayen, bijli giraayen, jisko bhi chaahe usse maare maare hey hey

<Hasrat Jaipuri> Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi:
zaalim teri ada mere dil mein utar gayi

<Hasrat Jaipuri> Asha Bhosle:
zaalim, zaalim, zaalim
zaalim zulm na kar, ab sambal jaa


Hum Hain Rahi Pyar Ke (1960 unreleased)

<Jaan Nisar Akhtar> Talat Mehamood, Lata Mangeshkar:
badi mushkil hai, tujhe bhool jaanaa

<Raja Mehadi Ali Khan> Lata Mangeshkar:
raat lagaa ke aayi chandaa ke bindiyaa, legaye tum meri ankhiyon ke nindiyaa

<Jaan Nisar Akhtar> Lata Mangeshkar, Talat Mehamood:
raaz seene mein mohabbat ka chhupaaye rakhnaa, raaz seene mein
shamaa jo dil mein jalaayi hai jalaaye rakhnaa, shamaa jo dil mein

< > Talat Mehamood:
zindagi haseen hai, zindagi se pyaar kar,
phool ho ke haar ho, tu sabhi se pyaar kar

<Tanvir Naqvi> Lata Mangeshkar:
nainon mein kajraa lagaa

<Jaan Nisar Akhtar> Lata Mangeshkar:
san san san chale pawan


This post has been edited by Hari Ram: Mar 28 2008, 06:30 PM
Go to the top of the page
+Quote Post
Hari Ram
post Nov 7 2007, 08:17 PM
Post #2


Unregistered









Shola Aur Shabnam (1961)

<Kaifi Azmi> Mohammad Rafi, Jagjit Kaur, chorus:
agar dil dil se taqraaye ... mohabbat aisi hoti hai

<Kaifi Azmi> Mohammad Rafi:
jaane kyaa doond thi raha thi hai yeh aankhen mujh mein

<Kaifi Azmi> Jagjit Kaur:
ladi re ladi tujhpe

<Kaifi Azmi> Lata Mangeshkar:
milne ki khushi na milne ka gham, khatm yeh jhagde ho jaaen
tu tu naa rahe, main main naa rahoon, ik dooje main kho jaaen
main bhi na chhodoon pal bhar daaman, tu bhi pal bhar roote na
pyaar ka bandhan, janm ka bandhan, janm ka bandhan toote naa, pyaar ka bandhan toote naa (0:58min)

<Kaifi Azmi> Asha Bhosle:
mummy aur daddy mein ladaayi hogai

<Kaifi Azmi> Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar:
phool ko doonde kya kya bhawraa ... jeet hi lenge baazi hum tum, khel adhoora chhoote naa

<Kaifi Azmi> Manna Dey, Asha, chorus:
yoon nahi aane waali pyaare


Shagun (1964) {Shagoon}


<Sahir Ludhianvi> Suman Kalyanpur:
bujhaa diye hain khud apane haathon, mohabbaton ke diye jalaa ke

<Sahir Ludhianvi> Talat Mehamood, Mubarak Begum:
itne qareeb aake bhi kyaa jaane kis liye
kuchh ajnabi se aap hain, kuchh ajnabi se hum

<Sahir Ludhianvi> Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur:
parbaton ke pedon par shaam ka baseraa hai

<Sahir Ludhianvi> Jagjit Kaur:
tum apnaa ranj-o-gam, apni pareshaani mujhe de do

<Sahir Ludhianvi> Mohammad Rafi:
tum chali jaaogi parchhaaiyaan rah jaayengi

<Sahir Ludhianvi> Mohammad Rafi:
yeh raat bahut rangeen sahi, is raat mein gam kaa zahar bhi hai

<Sahir Ludhianvi> Suman Kalyanpur:
zindagi zulm sahi zabr sahi gam hi sahi


Mohabbat Isko Kehate Hain (1965)


<Majrooh Sultanpuri> Asha Bhosle:
ajee tum kitne haseen ho yeh mere dil se to poocho

<Majrooh Sultanpuri> Mukesh:
itanaa husn pe huzoor naoa guroor keejiye

<Majrooh Sultanpuri> Suman Kalyanpur:
jo humpe guzarti hai tanhaa kise samajhaayen

<Majrooh Sultanpuri> Mubarak Begum, Suman Kalyanpur:
mahafil mein aap aaye jaise ki chaand aayaa

<Majrooh Sultanpuri> Mohammad Rafi:
meri nigaah ne kyaa kaam laajawaab kiyaa

<Majrooh Sultanpuri> Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur:
tahariye hosh mein aa loon to chale jaaiyegaa

<Majrooh Sultanpuri> Mukesh, Asha Bhosle:
tum isko khel samajhe ho ... mohabbat isko kehate hain ...
humse hote mohabbat tum ko


Aakhiri Khat (1966) {Aakhri Khat}


<Kaifi Azmi> Mohammad Rafi:
aur kuchh der Thahar aur kuchh der na jaa

<Kaifi Azmi> Lata Mangeshkar:
bahaaron meraa jeevan bhi sanvaaron, koyi aaye kaheen se

<Kaifi Azmi> Manna Dey, chorus:
haay, kuchh bhi nahin, o my daarling

<Kaifi Azmi> Lata Mangeshkar:
mere chandaa mere nanhe, tujhe apne seene se kaise lagaaoon

<Kaifi Azmi> Bhupinder Singh:
rut jawaan jawaan, raat meharbaan, chhedo koyi daastaan


Mera Bhai Mera Dushman (1967)

< > Asha Bhosle:
adaa jaadu, hansi qaatil, nazar sharmaayi jaathi hai,
na jaane kyon ishaaron ne sharaarat aayi jaathi hai

< > Mohammad Rafi:
nain milaake pyaar jagake

< > Asha Bhosle:
raat ka aanchal jaltaa jaalta hai, jaan tere haathon se jaltaa(?) hai


Pyaase Dil (1974) {Pyase Dil}

<Jaan Nisar Akhtar> Jagjit Kaur, Mahendra Kapoor:
jhokti ghata hamse kahe kyon yeh dil pyaasa rahe

<Jaan Nisar Akhtar> Jagjit Kaur, chorus:
sakhi ri sharmaaye sulhan saj ban ke

<Jaan Nisar Akhtar> Mukesh:
tum mahakti javaan chaandni ho chalti phirti koyi roshani ho

<Jaan Nisar Akhtar> Mukesh:
ye dil nasheen nazaare karate hain kya ishaare


Sankalp (1974)

<Kafi Azmi> Mukesh, Mahendra Kapoor, Asrani:
bheetar-bheetar khaaye chalo baahar shor machaaye chalo

<Kafi Azmi> Mukesh:
sab taat padaa rah jaavegaa jab laad chalegaa

<Kafi Azmi> Sulakshana Pandit, Vinod Sharma:
tu hi saagar hai tu hi kinaaraa, doondtaa hai tu kiskaa sahaaraa


Muthhi Bhar Chawal (1975) {Mutti Bhar Chaawal}



Kabhi Kabhi (1976)

<Sahir Ludhianvi> Amitab Bachchan (recites):
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aataa hai,
ki zindagi teri zulfon ki narm chhaaon mein guzarne paati, toh shaadaab ho bhi sakti thi
yeh ranj-o-gham ki shiyaahi jo dil pe chhaayi hai, teri nazar ki shuaanon mein kho bhi sakti thi
magar yeh ho na sakaa, magar yeh ho na sakaa, ab yeh aalam hai,
ki tu nahin, tera gam, teri justjoo bhi nahin,
guzar rahi hai kuch is tarah zindagi jaise, isse kisi ke sahare ki arzoo bhi nahin
na koyi raah, na manzil, na roshani ka suraag,
bhatak rahi hai andheron mein zindagi meri, inhi andheron mein reha jaoonga kabhi khokar
main jaantaa hoon meri humnafaz magar yoonhi, kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai

<Sahir Ludhianvi> Mukesh, Lata Mangeshkar:
kabhi kabhi mere dil mein, khayaal aataa hai, ke jaise tujhko banaayaa gayaa hai mere liye

<Sahir Ludhianvi> Mukesh:
kabhi kabhi mere dil mein, khayaal aataa hai, ke jaise tujhko banaayaa gayaa hai mere liye

<Sahir Ludhianvi> Mukesh:
main har ik pal ka shaayar hoon,
har ik pal meri kahaani hai, har ik pal meri hasti hai, har ik pal meri javaani hai

<Sahir Ludhianvi> Mukesh:
main pal do pal ka shaayar hoon, pal do pal meri kahaani hai,
pal do pal meri hasti hai, pal do pal meri javaani hai

<Sahir Ludhianvi> Lata Mangeshkar:
mere ghar aayi ek nanhi paree, ek nanhi paree, chaandni ke haseen rath pe savaar

<Sahir Ludhianvi> Kishore Kumar:
pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khataa nahin, teri meri umr mein kisne yeh kiyaa nahin

<Sahir Ludhianvi> Jagjit Kaur, another female?, Lata Mangeshkar:
... chidiyaanga chambaa vey, baabul attha udjaaNa
... lambi uDaari vey, baabul ke des jaaNa (requesting help with this starting line)
surkh jode ki yeh jag-magaahat, shokh bindiyaa ki yeh zil-milaahat
chhoodiyon kaa yeh rangeen taraana, dhadkanon ka yeh sapnaa suhaana

<Sahir Ludhianvi> Kishore Kumar, Lata Mangeshkar:
tera phoolon jaisa rang tera sheeshe jaisa ang, padi jaise hi nazar main to rah gayaa dang

<Sahir Ludhianvi> Kishore Kumar, Lata Mangeshkar:
tere chehare se nazar nahin hatti, nazaare ham kyaa dekhen



Shankar Hussain (1977)


<Jaan Nisar Akhtar> Lata Mangeshkar:
aap yoon faasalon se guzarte rahe, dil se khadmon ke aawaaz aati rahe

<Kaifi Azmi> Aziz Nazan, Babban Khan, chorus:
achchhaa unhen dekhaa hai beemaar huyi aankhen

<Kaifi Bhopali> Lata Mangeshkar:
apne aap raaton mein chilmanen sarkati hain
chaunkate hain darwaaze, seedhiyaan dhadkati hain, apne aap, apne aap

< > male, female, chorus:
chalke chalke, nayaa ras chalke (0:44min)

<Mir Anis> Lata Mangeshkar:
o husain jab ki chale baad dopahar ran ko

<Kamal Amrohi> Mohammad Rafi:
kaheen ek maasoom naazuk si ladki (2 parts)


This post has been edited by Hari Ram: Mar 28 2008, 06:31 PM
Go to the top of the page
+Quote Post
Hari Ram
post Nov 7 2007, 08:17 PM
Post #3


Unregistered









Trishul (1978)


<Sahir Ludhianvi> Kishore Kumar, Lata Mangeshkar:
aaj hum ishq kaa izahaar karen ... jaaneman tum kamaal karati ho

<Sahir Ludhianvi> Yesudas, Lata Mangeshkar:
aap ki mehaki huyi zulf ko kahate hain ghata

<Sahir Ludhianvi> Pamela Chopra, Kishore Kumar, Yesudas:
baap ka ghar kyaa, bhaai ka ghar kyaa, aaj samaj sab hone jaa ...
jaa ri behanaa jaa, tu apne ghar jaa

<Sahir Ludhianvi> Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh:
gapuchi gapuchi gam gam, kishiki kishiki kum kum
ho kar hum, hum dono, saath rahein janam janam

<Sahir Ludhianvi> Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Yesudas:
har taraf husn hain jawaani hai, aaj ki raat kya suhaani hai ...
muhabbat bade kaam ki cheez hai, kaam ki cheez hai

<Sahir Ludhianvi> Kishore Kumar, Lata Mangeshkar:
o kabhi kasme na thode, usse yaar

<Sahir Ludhianvi> Lata Mangeshkar:
tu mere saath rahegaa munne, taa(?) ke tu jaan sake,
tujh ko parwaan chadaane ke liye kitne sangeen maraahil se teri maa guzri


Khandaan (1979)

<Naqsh Lyallpuri> Kishore Kumar:
basti ke logon mein hue badnaam, lage ilzaam, chaahat bhuri

<Naqsh Lyallpuri> Sulakshana Pandit:
maanaa teri nazar mein tera pyaar hum nahin
(this song was not used in this movie; but used later in Ahista Ahista)

<Naqsh Lyallpuri> Sulakshana Pandit:
aasmaan nikhara hua kyon hai ... main na bataaungi, kabse chhupaaungi

<Naqsh Lyallpuri> Nitin Mukesh:
matlab ka hai pyaar logon, matlab ke hain rishte naate, matlab ke sab yaar

<Naqsh Lyallpuri> Kishore Kumar, chorus:
lalla, lalla lallaa, yaaro aao khushi manaao, aajse college bandh hai

<Naqsh Lyallpuri> Lata Mangeshkar:
yeh mulaaqaat ik bahaanaa hai, pyaar kaa silasilaa puraanaa hai


Meena Kumari Ki Amar Kahani (1979)

<Afzal Shadab> Lata Mangeshkar, Asha Bhosle:
chhai chhai nazar lag gayi, yeh dil mora bhadke hai, aankh mori thadke hain

<Afzal Shadab> Mahendra Kapoor:
jo udthe the logon ki neend


Noorie (1979)

<Majrooh Sultanpuri> Anwar, Jagit Kaur, Pamela Chopra:
allaah aa, uske khel niraale wohi jaane allah jaane

<Jaan Nisar Akhtar> Lata Mangeshkar:
chori chori koyi aaye, chhup ke chhup ke sabse chhup ke

<Jaan Nisar Akhtar> Mahendra Kapoor, Jagjit Kaur, Pamela Chopra:
kasam hai yaar teri, teri yaar ko mazaa aayaa ...
ke aashiq ho to aisa ho, ke aashiq aashiq aashiq ho to aisa ho

<Naqsh Lyallpuri> Asha Bhosle:
khadar toone naa jaani, biti jaaye jawaani

<Jaan Nisar Akhtar> Nitin Mukesh, Lata Mangeshkar:
noorie, noorie, aajaa re, o o, dil bhar jaani aa (2 versions)


Chambal Ki Kasam (1980)

<Sahir Ludhianvi> Jagjit Kaur:
baaje shanaai ri banno tore angna

<Sahir Ludhianvi> Lata Mangeshkar:
chandaa re mere bhaiyya se kehana, behanaa yaad kare

<Sahir Ludhianvi> Mahendra Kapoor, Manna Dey, chorus:
jaan-e-man jo tera manshaa hai ... woh kaun hai mujrin kain hai municipal

<Sahir Ludhianvi> Lata Mangeshkar:
kuchh aur bahak jaaoon tab mere qareeb aana

<Sahir Ludhianvi> Lata Mangeshkar:
marta hai koi to mar jaaye

<Sahir Ludhianvi> Lata Mangeshkar:
parmeshwar rakhwaala tera

<Sahir Ludhianvi> Mohammad Rafi:
sher ka husn ho nagmein ki jawaani ho tum

<Sahir Ludhianvi> Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi:
simti huyi ye ghadiyaan, phir se na bikhar jaayen


Sandhya (1980)

<Jaan Nisar Akhtar> Sulakshana Pandit:
ang ang rang chalkaaye, nazar lagaaye, balamaa re

<Jaan Nisar Akhtar> Mahendra Kapoor:
kab tere husn se inkaar kiyaa hai maine, zindagi tujhe subah to pyaar kiyaa hai maine

<Jaan Nisar Akhtar> Sulakshana Pandit:
yeh dilwaale yoh dil dekh kar ...
par aankon ki hans mein gam ke pehaloon kisne dekhen hain


Thodi Si Bewafai (1980)

<Gulzar> Bhupinder Singh:
aaj bichhade hain kal ka dar bhi nahin

<Gulzar> Kishore Kumar, Lata Mangeshkar:
aankhon mein humne aapke sapne sajaaye hain

<Gulzar> Asha Bhosle:
barse phuhaar, barse phuhaar, kaanch ki boonde barsen jaise

<Gulzar> Kishore Kumar, Lata Mangeshkar:
hazaar raahen, mudke dekhin, kahin se koyi sada na aayi

<Gulzar> Anwar, Sulakshana Pandit:
mausam mausam, lovely mausam, kasak anjaani hai madham madham

<Gulzar> Jagjit Kaur, Sulakshana Pandit:
suno na bhaabhi, soni bhaabhi, sona doongi jo ladkaa do


Ahista Ahista (1981)

< > Asha Bhosle:
bin bulaaye hum chale aaye, gawaaraa keejiye

< > Asha Bhosle, Anwar:
hum ko mile tum, tumko mile hum, koyi kafaa ho apni balaa se

< > Asha Bhosle:
jab koyi kwaab chamaktaa hai haqeekat banke,
koyi kismat se chalaa aataa hai kismat banke

<Nida Fazli> Asha Bhosle:
kabhi kisi ko mukammal jahaan nahin miltaa

<Nida Fazli> Bhupinder Singh:
kabhi kisi ko mukammal jahaan nahin miltaa

<Naqsh Lyallpuri> Sulakshana Pandit:
maana teri nazar mein tera pyaar hum nahin, kaise kahein ke tere talabgaar hum nahin
(recorded for Khandaan79; but used in Ahista Ahista)

< > Anwar, Asha Bhosle:
kayee saal pehale, yeh din raat the jab sunheraru pehale

< > Anwar, Asha Bhosle:
nazar se phool chhun thi hai nazar aahistaa aahista aahista aahista
mohabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista


Dard (1981)

<Naqsh Lyallpuri> Bhupinder Singh:
ahal-e-dil yoon bhi nibhaa lete hain, dard seene mein chhupaa lete hain

<Naqsh Lyallpuri> Lata Mangeshkar:
ahal-e-dil yoon bhi nibhaa lete hain, dard seene mein chhupaa lete hain

<Naqsh Lyallpuri> Kishore Kumar:
aisi haseen chaandni pehale kabhi na thi,
shaamil mein hai is mein aap ke chehare ka noor bhi

<Naqsh Lyallpuri> Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, chorus:
jagmag jagmag si mehafil mein, naach utte armaan
dil ne geet khushee ka chheda, mehafil huyi jawaan

<Naqsh Lyallpuri> Lata Mangeshkar:
na jaane kya hua jo toone chhoo liya, khilaa gulaab ki tarah meraa badan

<Naqsh Lyallpuri> Asha Bhosle, Kishore Kumar:
pyaar ka dard hai, meetaa meetaa, pyaaraa pyaaraa
yeh haseen dard hi do dilon ka hai sahaara


This post has been edited by Hari Ram: Mar 28 2008, 06:31 PM
Go to the top of the page
+Quote Post
Hari Ram
post Nov 7 2007, 08:17 PM
Post #4


Unregistered









Nakhuda (1981)


<Nida Fazli> Nusrat Fateh Ali Khan:
ali maa ney mastaana mana gulaame ali

<Nida Fazli> Mahendra Kapoor, chorus:
rangeen hai fizaayen, nashe mein bahaar hai,
aaja mere habeeb, tera intezaar hai, o o, aajaa aaja yaar habibi

<Nida Fazli> Mahendra Kapoor, chorus:
allah, allah, allaah beli ho allah beli
kashti rawaan dawaan hai sahaara hai naakhudaa,
toofaan mein khudaaka ka ishaara hai naakhudaa

<Nida Fazli> Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh:
suno ek baat bole, kyaa, humein tumse mohabbat hai

<Nida Fazli> Nitin Mukesh, Lata Mangeshkar:
tumhari palkon ki chilmanon main yeh kyaa chhupaa hai, yeh taare jaisaa

<Nida Fazli> Mahendra Kapoor?, Asha Bhosle:
kachhi kalisi umr, yeh shokhi jagaa ...
tujhe maaroongi, phoolon ki maar sajnaa


Umrao Jaan (1981)

<Shahryar> Asha Bhosle:
dil cheez kya hai, aap meri jaan leejiye, bas ek baar mera kahaa, maan leejiye


<Shahryar> Asha Bhosle:
in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain, in aankhon se vaabastaa afsaane hazaaron hain

<Shahryar> Asha Bhosle:
jab bhi milti hai mujhe ajnabi lagti kyon hai, zindagi roz naye rang badalti kyun hai

<Shahryar> Shaheeda Khan:
jhoola kinne daala re amaraiyya, jhoole mora saiyyan, loone kalayya

<Shahryar> Asha Bhosle:
justaju jiski thi us ko to na paayaa humne, is bahaane se magar dekh li duniyaa humne

<Amir Khusro> Jagjit Kaur:
kaahe ko byaahe bides, are lakhiyan baabul mohe, kaahe ko byaahe bides

<Shahryar> Ustad Ghulam Mustafa, Shahida Khan, Runa Prasad:
pratham dhar dhyaan dinesh, brahmaa, vishunu mahesh

<Shahryar> Asha Bhosle:
yeh kyaa jagah hai doston, yeh kaun saa dayaar hai,
had-e-nigaah tak jahaan gubaar hi gubaar hai

<Shahryar> Talat Aziz:
zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai hamein,
yeh zamin chaand se behatar nazar aati hai hamein


Baawri (1982)

<Maya Govind> Lata Mangeshkar, Yesudas:
ab chiraagon ka koyi kaam naheen, tere nainon se roshani si hai
chandramaa nikhale ab ya naa nikhale, tere chehare se chaandni si hai

<Maya Govind> Asha Bhosle, chorus:
hey ambike, jagadambike, hey maa, namastassai namastassai namo namaah

<Maya Govind> Asha Bhosle:
ho, jaadu uttaa ab saajnaa, sapnaa sapnaa huye ...
aayi karke singaar thohe nindiyaa laagi

<Maya Govind> Asha Bhosle:
kahan phaansi jaan, miyaa mettu milaa, kaisa yeh naadaan banjar battu milaa

<Maya Govind> Lata Mangeshkar:
shaam shaam, o shaam, shaam shaam, o shaam
more nainon mein shaam samaaye, ab kajraa kaun lagaaye raam

<Maya Govind> Mahendra Kapoor:
sooraj chaand banaane waale, zaraa gagan par chaane waale ...
saawanriya ki saanwari, jaane ki o bhai baawari


Baazar (1982)

<traditional> Jagjit Kaur, Pramila Chopra:
chale aao saiyaan rangile main vaari re

<Mirza Shauq> Jagjit Kaur:
dekh lo, aaj hamako ji bharke, koyi aataa nahin hai phir marke

<Mir Taqi Mir> Lata Mangeshkar:
dikhaayi diye yoon ke bekhud kiyaa, hamein aap se bhi judaa kar chale

<Bashar Nawaz> Bhupinder:
karoge yaad to, har baat yaad aayegi, guzarte vaqt ki, har mauj tahar jaayegi

<Makhdoom Mohiuddin> Talat Aziz, Lata Mangeshkar:
phir chhidi raat, baat phoolon ki
raat hai yaa baaraat phoolon ki


Dil Aakhir Dil Hai (1982)

<Naqsh Lyallpuri> Asha Bhosle:
chandan ko choom choom mast hai pawan,
saahil ko choom choom mauj hai magar, samajo sajan, pyaar ki nazar

<Naqsh Lyallpuri> Lata Mangeshkar:
dil aakhir dil hai, kisko sunaaye haal-e-dil, haal-e-dil

<Naqsh Lyallpuri> Bhupinder Singh:
dil aakhir dil hai, kisko sunaaye haal-e-dil, haal-e-dil

<Naqsh Lyallpuri> Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar:
jabse dekhaa hai tumhe,
aisa lagtaa hai mere khwaab ki taabeer(?) ho tum
mere dil mein jo chhupi thi wohi tasveer ho tum

<Naqsh Lyallpuri> Suresh Wadekar:
nigaah-e-yaarne(?) kuchh aisa jaadu kardiyaa,
gulon ka rang mere dil mein bhar diyaa


Dil-e-Naadan (1982 or 81?)

<Naqsh Lyallpuri> Kishore Kumar, Lata Mangeshkar:
chaandni raat mein, ek baar tujhe dekhaa hai

<Naqsh Lyallpuri> Asha Bhosle:
dil tera hai, o dil teraa hai, jaan bhi hai teri piya
meri dhadkan mein, meri saanson mein tu hi tu basaa hai

<Naqsh Lyallpuri> Asha Bholse, Suresh Wadkar:
jab prem agan lag jaaye, phir chahain kahaan se laaye

<Naqsh Lyallpuri> Kishore Kumar:
nigaahen pher kar mujhse mera dil thod ne waale,
mujhe raahen mohabbat mein akela thod ne waale, come on, clap
agar letaa hoon tera naam, mohabbat hoti hai badnaam

<Naqsh Lyallpuri> Asha Bhosle:
saji saawari sej ke rasiyaa (0[/b]:45min)

<Naqsh Lyallpuri> Kishore Kumar, Lata Mangeshkar:
tera ishq hai meri zindagi, tera husn hai meri shaayari


Sawaal (1982)

<Majrooh Sultanpuri> Nitin Mukesh, Lata Mangeshkar:
ab jaan rahe yaa jaaye humein to pyaar tumhi se karna

<Majrooh Sultanpuri> Asha Bhosle:
dilrubaa hoon, dilrubaa, jaane mehafil dilrubaa, dil ki khaatil meri adaa, meri adaa

<Majrooh Sultanpuri> Jagjit Kaur, Pamela Chopra:
idhar aa sitamgar, nazar aazmaaye(?), tu teer aazmaa

<Majrooh Sultanpuri> Kishore Kumar, Asha Bhosle:
maana churaoge badan, kadam jo kadam

<Majrooh Sultanpuri> Asha Bhosle:
sab ki nigaah mein sawaal hai, aur yeh sawaal bemisaal hai

<Majrooh Sultanpuri> Lata Mangeshkar, Anwar:
yeh safar bhi kitna suhaana hai, aage hum hain, peeche zamaana hai
saath jab tum ho dil diwaana hai, ishq ki thokar mein zamaana hai

<Majrooh Sultanpuri> Kishore Kumar, chorus:
yeh duniyaa ek ....
zindagi haseen hai, zindagi se pyaar kar, apnaa ho ya ghair ho(part1)

<Majrooh Sultanpuri> Kishore Kumar:
aisaa kuch karke chal yahaan pyaare,
dilon mein teri yaad rahe, dilon mein teri yaad rahe ... (part2; 1:22min)



Mehndi (1982 or 1983) {Mehandi}

<Verma Malik> Mahendra Kapoor, Asha Bhosle:
o, boliyaan bhangdaa mahiyaa kappe chaahega yeh qawwaali
muqaabula kare mujhse, arey hai koyi himmat vaali

<Verma Malik> Asha Bhosle:
o my love, o my love, daarling, o daarling come to me, my love
bas ek tabassum, ek nazar, le le chaahe jaan-o-jigar,
o mere humdum, o dilbar le le chaahe jaan-o-jigar

<Verma Malik> Asha Bhosle:
jeena seekh liya maine tere pyaar mein
arey jaaun na maine, mar jaaun na main kahin intezaar mein

<Verma Malik> Asha Bhosle:
la lalla laa, mere angnaa mehandi ka boota, mehandi rachi ab (2 parts)

<Verma Malik> Kishore Kumar:
pichhli yaad bulaado, guzre beete afsaanon ka, har ek naksh mitaa do


Razia Sultan (1983)

<Jaan Nisar Akhtar> Kabban Mirza:
aayi zanjeer ki jhankaar khudaa khair kare
dil huaa kiskaa ghiraftaar khudaa khair kare

<Jaan Nisar Akhtar> Lata Mangeshkar:
ai dil-e-naadaan, ai dil-e-naadaan, aarazu kyaa hai, justaju kyaa hai

< > Sulakshna Pandit, Parween Sultana, Jagjit Kaur, Ustad Fayaz Ahmed Khan, Niyaz Ahmed Khan, Mohammad Dilshad:
aisi banee darbaar chhabi mujse jaaye nahin dekho roop bakhanaa ....
shubh ghadi, shubh ghadi aayi re, shubh ghadi aayi, aao sub mil-jul gaaye

<Kaifi Bhopali> Mahendra Kapoor, Bhupinder Singh:
aye khudaa shukr teraa, shukr teraa, shukr teraa, shukr teraa
yeh meraa yaar chalaa bandh ke sar par seharaa

<Jaan Nisar Akhtar> Lata Mangeshkar:
choom kar raat jo sulaayegi to neend aayegi
khwaab ban kar koyi aayegaa to neend aayegi
ab vahi aa ke sulaayegaa to neend aayegi

<Kaif Bhopali> Kamal Amrohi (recites):
falak se aawaz hai ke aao, tumhaare laayak tum ... (2:33)

<Nida Fazli> Asha Bhosle, Jagjit Kaur, chorus:
hariyaala banna aayaa re, hariyaala banna aayaa re
choti goondhe ghataa, paanv choome hinaa maang moti bhari maathe jhoomar sajaa,
banni ke jo man bhaayaa re, hariyaala banna aayaa re, hariyaala banna aayaa re

<Kaifi Azmi> Lata Mangeshkar:
jaltaa hai badan (3)
haaye jaltaa hai badan, pyaas bhadaki hai
pyaas bhadaki hai saare shaam se jaltaa hai badan

< > Ustad Fayyaz Ahmad Khan, Niyaz Ahmad Khan, Parween Sultana, Mohammad Dilshad Khan:
jashn-e-tajposhi (Tarana) (2:30)

<Nida Fazli> Kabban Mirza:
teraa hijr meraa naseeb hai, teraa gam hi meri hayaat hai
mujhe teri doori kaa gam ho kyon, tu kahin bhi ho mere saath hai


Bepanaah (1985)

<Nida Fazli> Asha Bhosle:
akhelaapan mitaa do naa, mitaa do na, mujhe ek baat kehani hai

<Nida Fazli> Asha Bhosle:
jabse tum ho meri nigaahon mein, saari duniyaa hai meri baahon mein

<Nida Fazli> Asha Bhosle, Kishore Kumar:
jai bholo, bholo jai jai bhole naa ...
najariyaa teer chalaaye, kamariyaa chaupal khaaye,
jawaani jabbi aaye, kisi ko yaar bannaye

<Nida Fazli> ?:
jeevan maran ke gehre(?) mein bandhi hai aadmi

<Nida Fazli> Suresh Wadkar, Kishore Kumar, Mahendra Kapoor:
jhoot ka maul hai kyaa, sachh ki hai keemat kitni ...
taaqat hai jiske paas, adaalat ussi ki hai,
daulat hai jis ke paas, sharaafat ussi ki hai


This post has been edited by Hari Ram: Mar 28 2008, 06:32 PM
Go to the top of the page
+Quote Post
Hari Ram
post Nov 7 2007, 08:17 PM
Post #5


Unregistered









Lori (1985 or 1984) {Lorie}

<Bashar Nawaz> Lata Mangeshkar:
aajaa, nindiyaa aajaa, nainan beech samaajaa
aajaa, aajaa aajaa, amrit ras baras aajaa (2 versions)

<Bashar Nawaz> Lata Mangeshkar:
bhar le tumhein baahon mein, nigaahon mein basaale,
lag jaao gale, lag jaao gale aaj lagi dil ki bhujaa le

<Bashar Nawaz> Asha Bhosle, Jagjit Kaur, chorus:
gudiyaa chidiyaa chaand chakori, haathi ghodaa dhood katori

<Bashar Nawaz> Talat Aziz, Asha Bhosle:
tumhin se roshan hai raat meri, tumhin se har janam hua sunhera
utti jahaan bhi nazar tumhaari, ho zindagi ka wahi saveraa


Anjuman (1986)

< > Shabana Azmi:
aisa nahin ke isko nahin jaante ho tum
aankhon mein meri khwaab ki surat base ho tum

< > Bhupinder Singh, Shabana Azmi:
gulaab jism ka yoon hi nahin khilaa hoga
hawaa ne pehle tujhe phir mujhe chhua hoga

<Faiz Ahmed Faiz> Khayyam, Jagjit Kaur:
kab yaad mein tera saath nahin, kab haath mein tera haath nahin
sadd-shukar ke apni raaton mein ab hijr ki koyi raat nahin

< > Shabana Azmi:
main raah kab se nayi zindagi ki takti hoon
har ik qadam pe har ik mod pPe sambhalti hoon

< > Shabana Azmi:
tujhse hoti bhi toh kya hoti shikaayat mujhko
tere milne se mili dard ki daulat mujhko


Devar Bhabhi (1986)

< > Asha Bhosle:
kamariyaa(?) pe baandh ke, o chunariyaa, ji chunariyaa gulaabi,
devar ki shaadi mein naachegi bhabhi

< > Lata Mangeshkar:
yeh mehafil ka tapaazaa(?) hai, izaadat ho to hum gaayen,
na chaaho tum to chhup ke se duaa dekar chale jaayen

< > Asha Bhosle, chorus:
bramhaa ved pade tere dwaar, shiv shankar guna gaaye
vishnu ji tere kare aarti, tu sab ka kalyaan kare
hey kalyani, tu jag kaa kalyaan kare, tu ban jaaye us ki aasha jo bhi tera dhyaan kare

< > Asha Bhosle, Mahendra Kapoor:
kabhi iss paar milenge, kabhi uss paar milenge
hum kayee baar mile hain, hum kayee baar milenge


Jaan-e-Wafa (1986)

<Bashar Nawaz> Asha Bhosle:
ab toh hum hain aur yeh rusvaaiyaan
kaun samjhe dard ki geharaayiyan

<Bashar Nawaz> Shabbir Kumar, Anupama Deshpande:
bahaaron mein doobi jawan chaandni, nazaaron mein ghul ne lagi raagini
aise o jaan-e-wafaa ajaa, aajaa

<Nida Fazli> Anwar:
chaand se phool talak tum sa haseen aur nahin
jaise tum ho, mere sarkaar kahin aur nahin

<Naqsh Layalpuri> Mohammad Aziz:
allaah, allaah, allaah,
hum hain khayaal-e-yaar hai, hum ko jahaan se kyaa
yeh raaz-e-ishq hai, isse kahiye zubaan se kyaa (2 parts; 6:48 & 1:38min)

<Asar Malkapuri> Asha Bhosle:
leharaa ke guzar jaaye hain, jab dil se jigar se,
bachtaa hi nahin koyi haseenon ke nazar se

<Nida Fazli> Asha Bhosle:
raaz-e-mohabbat dil mein chhupaana mushkil hai, haai haai, o ji mushkil hai


Tere Shaher Mein (1986)

<Naqsh Lyallpuri> Jagjit Kaur:
aaye jis ghar mein

<Basheer Nawaaz> Bhupinder:
bhoole bisre kayi afsaane

<Ameer Minaaee> Asha Bhosle:
kahte hain kyaa main karoon

<Naqsh Lyallpuri> Lata Mangeshkar:
yeh rut bheegee bheegee


Ek Naya Rishta (1988)

<Nita Fazli or Naqs Lyallpuri> Rekha:
ehasaas ka saudaa hai, jazbaat ki keemat hai
daulat ki numaaish mein har cheez ki .... hai

<Nita Fazli or Naqs Lyallpuri> Bhupender Singh, Lata Mangeshkar:
jise samjhe the hum afsaana khal thak, o afsaana haqeeqat ho nahin hai

<Nita Fazli or Naqs Lyallpuri> Lata Mangeshkar:
kiran kiran main shokhiyan, lahar lahar mein mastiyan

<Nita Fazli or Naqs Lyallpuri> Asha Bhosle:
saanwari shaam muskuraayi hai ...
mera mehaboob, haan mera mehaboob aane waala hai

<Naqs Lyallpuri> Bhupinder Singh:
zindagi hai ki badalta mausam, har nayi ruth mein naye phool khile


Parbat Ke Us Paar (1988)

<Naqsh Layallpuri> Anup Jhalota, Suresh Wadkar, chorus:
aabaad hogaya mere dil mein jahaan ishq ...
kaisa hai tere ishq mein deewana dekh le, tu bhi tau mera haal-e-fakirana dekh le

<Naqsh Layallpuri> Asha Bhosle, Mohammad Aziz:
aajaa ke meri jaan ko qaraar nahin hai, tere siwaa kisee ka intezaar nahin hai

<Naqsh Layallpuri> Asha Bhosle, Mohammad Aziz:
aajaa ranjhan yaaro aajaa, aajaa o dilaaro aajaa
ishqe ki dor naa toote, raanjhaniyaa, o jhag roote, tu na roote, o dildaara (2 parts)

<Naqsh Layallpuri> Parvati Khan:
deken pyaar diye kyon rabbaa, rog judaai waale, aansoo bankar hont pade ho

<Nida Fazli> Anwar:
maine zameen par chaand ko dekha, chaand ko dekhaa yaaro

<Nida Fazli> Suresh Wadkar:
parbat ke us paar dilon ka pyaar hawaa mein laharaata hai

<Nida Fazli> Shabbir Kumar, chorus:
shehare ki ladiyaan shaan ki


Mohabbaton Ka Safar (1993)

<Mohammad Salahuddin Parvez> Jaya Pradha:
ishq mein humne, bigah(?) daale dupatte kitne
aise jeebhar ke meri jaan sataaya tumne (part1)

<Mohammad Salahuddin Parvez> Kavita Krishnamurthy:
ishq mein humne, bigah(?) daale dupatte kitne
aise jeebhar ke meri jaan sataaya tumne (part2)

<Mohammad Salahuddin Parvez> Kavita Krishnamurthy:
jaan-e-jaan neend aaye nahin raat bhar, yoon hi takti rahoon apni deewaar udar

<Mohammad Salahuddin Parvez> Kavita Krishnamurthy:
mere seene ki betaabiyon ka, mere aankhon ki betaabiyon ka
yeh hawaa unko paigaam denaa, yeh hawaa unko paigaam denaa

<Mohammad Salahuddin Parvez> Kavita Krishnamurthy:
mohabbaton ka safar hai hamaare saath chalo
haseen raaha guzar hai, hamaare saath chalo

<Mohammad Salahuddin Parvez> Pankaj Udas:
mohabbaton ka safar hai hamaare saath chalo,
haseen raaha guzar hai, hamaare saath chalo

<Mohammad Salahuddin Parvez> Pankaj Udas, Kavita Krishnamurthy:
mohabbaton ka safar hai hamaare saath chalo
haseen raaha guzar hai, hamaare saath chalo

<Mohammad Salahuddin Parvez> Jagjit Kaur:
saiyyan tori aangan ki chhaiyyan mein, na taara jag paaye

<Mohammad Salahuddin Parvez> Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar:
this is the rainy season ...
yeh saawan ka hai mausam

<Mohammad Salahuddin Parvez> Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy:
tujhe gulaab kiya pesh, ek bahaana thaa

<Mohammad Salahuddin Parvez> Kavita Krishnamurthy:
zindagi jo hai bachi, woh bhi ussi naam ki hai
yoon hi marjaoon yeh marzi mere ghanshyaam ki hai


Yatra (2006)
(Four songs composed by Khayyam)

<Ahmad Wasi> <Khayyam> Udit Narayan, Alka Yagnik:
aap to mere hi khwaabon mein sadaa aayaa karen
hum to khwaabon ki haqeeqat aapne dekhaa karen

< > <Goutam Ghose> Ustad Rashid Khan:
biya biya ta na na naa (Tarana)

< > <Goutam Ghose> Shuvra Guha:
dareja dareja darejaa (Bhairon Thumri)

< > <Goutam Ghose> Ustad Rashid Khan:
garaje ghataa

<Ahmad Wasi> <Khayyam> Asha Bhosle, Rekha:
jaam-e-mohabbat aankhon se hi pi le te hai dil waale

< > <Goutam Ghose> Aditi Bhattacharya, Shuvra Guha:
jaao ji karo naa jhooti batiyaa (Mishra Khamaj)

<Majrooh Sultanpuri> <Goutam Ghose> Jojo, chorus:
kabhi aar kabhi paar laaga teer-e-nazar, saiyyan ghaayal kiya re toone mora jigar

<Maya Govind> <Khayyam> Asha Bhosle:
madhur madhur door koyi baansuri bajaayi, baansuri bajaayi

< > <Goutam Ghose> Shuvra Guha:
more ankhiyan bhool gayi (Pilu Thumri)

<Sanjeev Tiwari> <Goutam Ghose> Keya Acharya:
panchchi pinjre se thod jaaye gaa

<Naqsh Lyallpuri> <Khayyam> Talat Aziz:
saaz-e-dil nagma-e-jaan, nagma-e-jaan, koyi tujhsa hai kahaan

< > <Goutam Ghose> Shuvra Guha:
tadpe bin baalama moraa jiyaa (Dadra)


This post has been edited by Hari Ram: Mar 28 2008, 06:32 PM
Go to the top of the page
+Quote Post
Hari Ram
post Nov 7 2007, 08:18 PM
Post #6


Unregistered









Khayyam as singer for other music directors

Romeo Juliet (1947)

< > <Husnlal-Bhagatram> Khayyam, Zohrabai Ambalawali:
donon jahaan teri mohabbat mein haar ke


Khayyam's compositions for TV

Sunahre Warq(?) (1980s)


Guftagu (1980s)



This post has been edited by Hari Ram: Mar 28 2008, 06:33 PM
Go to the top of the page
+Quote Post
Hari Ram
post Nov 7 2007, 08:18 PM
Post #7


Unregistered









Khayyam's non-Film music

Asha Sings for Khayyam

<Ahmed Wasi> Asha Bhisle:
jaane kya haal ho

<Nida Fazli> Asha Bhosle:
muddatein beet gayi


C. H. Atma Sings for Khayyam

<Madhukar Rajastani> C. H. Atma:
chalo na gori

<Mirza Galib> C. H. Atma:
kahoon jo haal-e-dil

<C. Pandey> C. H. Atma:
nain o mein do nain


Meena Kumari's 'I Write I Recite' Album

<Meena Kumar> Meena Kumari:
aabla paa dasht mein

<Meena Kumar> Meena Kumari:
aaghaaz toh hota hai anjaam nahin hota

<Meena Kumar> Meena Kumari:
akelepan ke ussi bekinaar sehra mein

<Meena Kumar> Meena Kumari:
chaand tanha hai aasmaan tanha

<Meena Kumar> Meena Kumari:
mera maazi

<Meena Kumar> Meena Kumari:
poochhte ho toh suno kaise basar hoti hai

<Meena Kumar> Meena Kumari:
shama hoon phool hoon ya reit pe qadamon ka nishaan
aapko haq hai mujhe jo bhi ji chaahe keh lein

<Meena Kumar> Meena Kumari:
tukde tukde din beeta

<Meena Kumar> Meena Kumari:
yeh noor kaisa hai

<Meena Kumar> Meena Kumari:
yoon teri rehguzar se deewanawaar guzre


Mukesh Sings for Khayyam

<Jaan Nissar Akhtar> Mukesh:
ashaar mere yoon to

<Mirza Galib> Mukesh:
hum rashk ko apne

<Mirza Galib> Mukesh:
na huyi gar mere marne se

<Jaan Nissar Akhtar> Mukesh:
thar thara utthi hai


Rafi sings for Khayyam

< > Khayyam:
Khayyam speaks about MohammadRafi and his non-Filmi work

<Jaan Nissar Akhtar> Mohammad Rafi:
aawaaz do hum ek hain

<Mirza Galib> Mohammad Rafi:
ae taaza waridan-e-hawa-e-dil

<Mirza Galib> Mohammad Rafi:
bas ke dushwaar hai

<Mirza Galib> Mohammad Rafi:
bazeecha-e-atfaal hai duniya mere aage

<Mirza Galib> Mohammad Rafi:
dard minnat-e-kasha

<Daag Dehlavi> Mohammad Rafi:
ghazab kiya tere waade pe aitbaar kiya

< > Mohammad Rafi:
mann gawalo rakhwalo mayyia

< > Mohammad Rafi:
mere geeton ka singaar ho tum

< > Mohammad Rafi:
meri mohabbat qabool kar lo

< > Mohammad Rafi:
more shyaam pal pal more

<Mirza Galib> Mohammad Rafi:
muddat huyi hai yaar ko

<Mirza Galib> Mohammad Rafi:
nukta-cheen hai gham-e-dil

< > Mohammad Rafi:
paon padun tore shyaam

< > Mohammad Rafi:
poochh na mujh se

<Mirza Galib> Mohammad Rafi:
qad-o-gesu

<Mirza Galib> Mohammad Rafi:
shauq har rang

< > Mohammad Rafi:
shyaam se neha lagaaye

< > Mohammad Rafi:
suniyo arj hamaari

< > Mohammad Rafi:
tere bharose nandlal

< > Mohammad Rafi:
watan ki aabroo khatre mein hai (patriotic)

< > Mohammad Rafi:
woh saans hoon labon par jo

<Mirza Galib> Mohammad Rafi:
yeh na thi hamaari kismat

<Mirza Galib> Mohammad Rafi:
zikr us parivash ka


Talat's non-Filmi Gazals and Geet

<Khanwar Zaman> Talat Mehamood:
aa gayi phir se bahaaren

<Tishna> Talat Mehamood:
aankh padti hai kahin paaon kahin padta hai

<Faiyyaz Hashmi> Talat Mehamood:
aankhon aankhon mein har ek raat guzar jaati hai

<Madhukar Rajastani> Talat Mehamood:
chupke se kabhi jab yaad meri

<Madhukar Rajastani> Talat Mehamood:
jeevan mein tujhe khoyaa, sapnon mein tujhe paaya

<Jaan Nissar Akhtar> Talat Mehamood:
kaun kehata hai tujhe maine bhula rakha hai

<Mirza Galib> Talat Mehamood:
koyi din gar zindagani aur hai

<Madhukar Rajastani> Talat Mehamood:
kya itna bhi adhikaar nahin

<Mirza Galib> Talat Mehamood:
naqsh fariyaad hai yeh kisiki

<Khanwar Zaman> Talat Mehamood:
ro ro beeta jeevan saara

<Khanwar Zaman> Talat Mehamood:
saajan aana na bisraana

<Jaan Nissar Akhtar> Talat Mehamood:
tujh mein jo baat hai

<Faiyyaz Hashmi> Talat Mehamood:
unke jalwe sameit laayi hai

<Mirza Galib> Talat Mehamood:
uss bazm mein mujhe nahin banti haya kiye huye


This post has been edited by Hari Ram: Mar 28 2008, 06:33 PM
Go to the top of the page
+Quote Post
Hari Ram
post Nov 7 2007, 08:20 PM
Post #8


Unregistered









Many songs posted in these filmography series are not readily available. Even their movies are difficult to trace. Some HF members have gone to great lengths to locate these movies and have spent many hours to extract good quality song audios from these movies. If you enjoy listening to these rare songs, please give them due credit for their efforts.

My sincere thanks to Sangeet who helped a lot in compiling this filmography.
Corrections and additions are most welcome.

Hari Ram
Go to the top of the page
+Quote Post
r&d
post Nov 7 2007, 10:23 PM
Post #9


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3578
Joined: 2-April 05
Member No.: 1955



Tum Mehakte Javan Chandni Ho - Mukesh - Pyase Dil (1974) - Khaiyyaam - Jaan Nisar Akhtar - 3:24 - 64 kbps
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
r&d
post Nov 7 2007, 10:39 PM
Post #10


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3578
Joined: 2-April 05
Member No.: 1955



Aap Yun Faslonse - Lata Mangeshkar - Shankar Hussain (1977) - Khaiyyaam - Jaan Nisar Akhtar - 4:12 - 160 kbps
Apne Aap Raaton Mein - Lata Mangeshkar - Shankar Hussain (1977) - Khaiyyaam - Kaif Bhopali - 5:18 - 128 kbps
Plaiten Haathon Se - Mohammed Rafi - Shankar Hussain (1977) - Khaiyyaam - Kamal Amrohi - 1:47 - 128 kbps
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
r&d
post Nov 7 2007, 10:48 PM
Post #11


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3578
Joined: 2-April 05
Member No.: 1955



Alvida Jaan-E-Wafa - Asha Bhosle - Lala Rookh (1958) - Khaiyyaam - Kaifi Azmi - 3:38 - 128 kbps
Le Ja Meri Duayein - Asha Bhosle - Lala Rookh (1958) - Khaiyyaam - Kaifi Azmi - 3:20 - 128 kbps
Thi Ek Shahazadi - Talat Mahmood - Lala Rookh (1958) - Khaiyyaam - Kaifi Azmi - 7:02 - 128 kbps
Aana Hi Padega - Talat Mahmood - Lala Rookh (1958) - Khaiyyaam - Kaifi Azmi - 4:24 - 128 kbps


The duet with lata is not listed in talatmahmood.net, so I suspect it
is either in error or very rare.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
r&d
post Nov 7 2007, 11:53 PM
Post #12


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3578
Joined: 2-April 05
Member No.: 1955



Itne Qareeb Aake Bhi - Talat Mahmood & Mubarak Begum - Shagoon (1964) - Khaiyyaam - Sahir - 3:12 - 128 kbps
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
r&d
post Nov 8 2007, 12:04 AM
Post #13


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3578
Joined: 2-April 05
Member No.: 1955



Pyar Ka Dard Hai - Asha Bhosle & Kishore Kumar - Dard (1981) - Khaiyyaam - Naqsh Lyallpuri - 5:20 - 128 kbps
Jagmag Jagmag Si - Kishore Kumar & Asha Bhosle - Dard (1981) - Khaiyyaam - Naqsh Lyallpuri - 3:52 - 192 kbps
Na Jane Kya Hua - Lata Mangeshkar - Dard (1981) - Khaiyyaam - Naqsh Lyallpuri - 5:28 - 128 kbps
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
r&d
post Nov 8 2007, 12:29 AM
Post #14


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3578
Joined: 2-April 05
Member No.: 1955



Aisi Haseen Chandani - Kishore Kumar - Dard (1981) - Khaiyyaam - Naqsh Lyallpuri - 5:49 - 128 kbps

Ahl-e-Dil - Bhupinder - Dard (1981) - Khaiyyaam - Naqsh Lyallpuri - 2:49 - 128 kbps
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Hari Ram
post Nov 8 2007, 12:36 AM
Post #15


Unregistered









R&D,

Thanks for filling several missing songs.

Hari Ram
Go to the top of the page
+Quote Post

19 Pages V  1 2 3 > » 
Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 19th March 2024 - 08:26 AM