Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

My Favourite Songs

, Lyrics

 
18 Pages V « < 14 15 16 17 18 >  
Reply to this topicStart new topic
> My Favourite Songs, Lyrics
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:30 PM
Post #226


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :Deewana aadmi Ko
Movie: KALI TOPI LAL RUMAL
Singer: MOH. RAFI




deewana aadmi ko banaati hain rotiyaa -
khud naachti hain sabko nachaati hain rotiyaa -
deewana aadmi ko...

budhaa chalaaye thele ko phaakon se jhul ke -
bachhaa uthaaye bojh khilaunon ko bhuul ke -
( dekhaa na jaaye jo ) -
so dikhaati hain rotiyaa -
deewana aadmi ko...

baithi hai jo chehare pe mal ke jigar kaa Ku
duniyaa buraa kahe inhe par main to ye kahu -
kothe pe baith o kothe pe baith aankh ladaati hain rotiyaa -
deewana aadmi ko...

kehtaa tha ik faqeer ki rakhna zara naza
roti ko aadmi hi nahi khaate bekhabar - 2
(aksar to aadmi ko ) - 2khaatii hain rotiyaa -
deewana aadmi ko...

tujhko pate ki baat bataau main jaan-e-man
kyu chaand par pahunchane ki insaan ko hai lagan -
(insaan ko chaand mein ) -

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:31 PM
Post #227


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :Gori Odh Ke Mal Mal
Movie: KALI TOPI LAL RUMAL
Singer: MOH. RAFI, LATA MANGESHKAR




gori odh ke malmal nikli haay
gori odh ke malmal nikli ke dil mera mal-mal gayi
are re re ke dil mera mal mal gayi
dekho dekho ke dil mera mal mal gayi
ye kiski najariyaa machali ho
ye kiski najariyaa machali chunar meri Dhal Dhal gayi
are raama chunar meri Dhal Dhal gayi
dekho dekho chunar meri Dhal Dhal gayi

o pag uljhe mera dil dhadke -
nas nas mein shola bhadke -
bal khaaye kamariyaa mori ho
bal khaaye kamariyaa mori to kaahe jee bekal pad gaye
are raama to kaahe jee bekal pad gaye
dekho dekho to kaahe jee bekal pad gaye ho jee
ik dil hi bekal nahi gori haay
ik dil hi bekal nahi gori ke pagdi mein bal pad gaye
are re ke pagdi mein bal pad gaye
o dekho ke pagdi mein bal pad gaye ho jee

ho chhod mohe tera haath jale -
are vaah ab to chaahe talvaar chale -
haay chhod de mera raastaa ho
haay chhod de mera raastaa ke gaali duungi chun chun ke
are raamaa ke gaali duungi chun chun ke
dekho dekho ke gaali duungi chun chun ke ho jee
raani chalo na bajaati bichhua ho
raani chalo na bajaati bichhua zehar chade sun sun ke
are re re zehar chade sun sun ke
dekho dekho zehar chade sun sun ke ho jee

o utraa utraa roop hai kyu -
bolo chadhati dhuup hai kyu -
kin galiyon se hokar aayi ho
kin galiyon se hokar aayi ke mukh tera maila hai
are re re ke mukh tera mailaa hai
o dekho dekho ke mukh tera mailaa hai ho jee
jab se tuune aankh ladaai ho
jab se tuune aankh ladaai kaajar mera phaila hai
are raama kaajar mera phailaa hai
dekho dekho kaajar mera phailaa hai ho jee



The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:33 PM
Post #228


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :laagee chhoote naa
Movie: KALI TOPI LAL RUMAL
Singer: MOH. RAFI,LATA




laagee chhoote naa, ab to sanam
chaahe jaaye jiyaa, teree kasam

tuz ko pukaare, ban ke deewaanaa, naa maane re jiyaa
pyaar kiyaa to kar ke nibhaanaa, suno jee rasiyaa
pyaar kiyaa to pyaar kiyaa, teree kasam

door hoo fir bhee dil ke kareeb nishaanaa hain teraa
soch le fir se, yek gareeb diwaanaa hain teraa
soch liyaa jee soch liyaa, teree kasam

jab se ladee hai, tum se nigaah tadap rahaa dil
dekh ke chalanaa, pyaar kee raah badee hain mushkil
dekh liyaa jee dekh liyaa, teree kasam

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:34 PM
Post #229


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : O Kali Topi Wale
Movie: KALI TOPI LAL RUMAL
Singer: MOH. RAFI, Asha




o kaali topi vaale zaraa naam to bataa
o gore gore gaalon vaali kaam to bataa

mohe vo naam bataa duur hi rah ke
tohe pukaar saku
( main vo hi kah ke ) -
vo hi bataane kaa inaam to bataa
O kaali Topi vaale ...

chham chham ke teer chale ( dil hua ghaayal ) -
phir ek baar sunu ( gori teri paayal ) -
paayal sunaane kaa inaam to bataa
o gore gore gaalon vaali kaam to bataa

tum bhi vahi ho baabu hamein naa banaao
tumko bhi dekh liya jaao ji jaao
jaaungi jaane ka inaam to bataa
O kaali Topi vaale ...


The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:36 PM
Post #230


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Aaj kal paon jameen par nahi
Movie: GHAR
Singer: LATA MANGESHKAR




aaj kal paaw jameen par naheen padate mere
bolo dekhaa hain kabhee, tumane muze udate huye

jab bhee thaamaa hain teraa haath to dekhaa hain
log kahate hain kee, bas haath kee rekhaa hain
hum ne dekhaa hain do takadeeron ko judate huye

neend see rahatee hai, halakaasaa nashaa rahataa hain
raat din aakhon me, yek cheharaa basaa rahataa hain
par lagee aakhon ko dekhaa hain kabhee udate huye

jaane kyaa hotaa hai, har baat pe kuchh hotaa hain
din mein kuchh hotaa hai, aaur raat mein kuchh hotaa hain
thaam lenaa jo kabhee dekho humei udate huye

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:37 PM
Post #231


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :Aap Ke Aankhon Mein Kuchh
Movie: GHAR
Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR




Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

Lab Hile To Mogare Ke Phool Khilte Hai Kahin
Aap Ki Aankhon Mein Kya Saahil Bhi Milte Hai Kahin
Aap Ki Khaamoshiyaan Bhi Aap Ki Aawaaz Hai

Lm: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

Aap Ki Baaton Mein Phir Koyi Sharaarat To Nahin ()
Bevajeh Taareef Karna Aap Ki Aadat To Nahin
Aap Ki Badmaashiyon Ke Yeh Naye Andaaz Hai

Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Lm: Ho Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:38 PM
Post #232


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :Fir wahi raat hai
Movie: GHAR
Singer: KISHORE KUMAR




fir wahee raat hai, fir wahee raat hain khwaab kee
raat bhar khwaab mein dekhaa karenge tumhe

maasoom see nind me, jab koee sapanaa chale
hum ko bulaa lenaa tum palakon ke parade tale
ye raat hain khwaab kee, khwaab kee raat hai

kaanch ke khwaab hai, aakhon mein choobh jaayenge
palakon mein lenaa inhe, aakhon mein ruk jaayenge
ye raat hain khwaab kee, khwaab kee raat hai

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:39 PM
Post #233


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :Sama Hai Suhaana Suhaana
Movie: GHAR GHAR KI KAHANI
Singer: KISHORE KUMAR




Samaa hai suhaana suhaana
Nashe main jahaan hai
Kisi ko kisi ki, khabar hi kahaan hai
Har dil mein dekho, mohabbat jawaan hai
Hm mm mm, hmm mm mm
Samaa hai suhaana suhaana

Hm mm mm, hmm mm, hm mm mm, hm mm mm
Keh rahi hai nazar nazar se afsaane
Hm mm mm
Keh rahi hai nazar nazar se afsaane
Ho raha hai asar ke jisko dil jaane
Dekho yeh dil ki ajab dastaan hai
Nazar bolti hai, dil bezubaan hai
Hm mm mm, hmm mm mm
Samaa hai suhaana suhaana

Ho gaya milan dilon ka mastaana
Hm mm mm
Ho gaya milan dilon ka mastaana
Ho gaya hai koi kisi ka deewana
Jahaan dilruba hai, dil bhi wahaan hai
Jise pyaar kahiye, wahi darmiyaan hai
Hm mm mm, hmm mm mm
Samaa hai suhaana suhaana
Nashe main jahaan hai
Kisi ko kisi ki, khabar hi kahaan hai
Har dil mein dekho, mohabbat jawaan hai
Hm mm mm..

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:41 PM
Post #234


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song :ye hawaa, ye nadee kaa kinaara
Movie: GHAR SANSAR
Singer: ASHA BHOSLE, MANNA DEY




ye hawaa, ye nadee kaa kinaaraa
chaand taaron kaa rangeen ishaaraa
kah rahaa hain bekhabar, ho sake to pyaar kar
ye samaa milegaa fir naa dobaaraa

ye raat dhalane naa paaye, aane naa paaye saweraa
too bhee uthhaa lanbee palaken, julfon ko maine bikheraa
yoonhee chandaa tale meree naiyyaa chale, teree baahon kaa leke sahaaraa

ayese mile aaj saiyyaa, teree najar meree aankhen
dhadakan meree teraa dil ho, lab ho mere teree baaten
dare kaahe ko dil sajanaa khul ke mil kyaa karegaa jamaanaa humaaraa
dare kaahe ko dil goree aa khul ke mil kyaa karegaa jamaanaa humaaraa



The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:42 PM
Post #235


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Husn Wale Tera
Movie: GHARANA
Singer: MOHAMMAD RAFI




Husn Wale Tera Jawaab Nahin,
Koyi Tujh Sa Nahin Hazaaron Mein,
Husn Wale Tera Jawaab Nahin,

Tu Hai Aisi Kali Jo Gulshan Mein,
Saath Apne Bahaar Laayi Ho,
Tu Hai Aisi Kiran Jo Raath Dhale,
Chandni Mein Naahaake Aayi Ho,
Yeh Tera Noor Yeh Tere Jalwe,
Jis Tarah Chand Ho Sitaaron Mein..
Husn Wale Tera Jawaab Nahin...

Teri Aankhon Mein Aisi Masti Hai,
Jaise Chalke Huve Hon Paimaane,
Tere Honton pe voh Khumoshi Hai,
Jaise Bikhre Huve Hon Afsane,
Teri Zulfon Ki Aise Rangath Hai,
Jaise Kaali Ghata Baharon Mein,,
Husn Wale Tera Jawaab Nahin..

Teri Surat Jo Dekhle Shair,
Apne Sheron Mein Taazagi Bhara Le,
Ik Musaphir Jo Tujh Ko Paa Jaaye,
Apne Khwabon Mein Zindagi Bhar Le,
Nagmagar Dundle Agar Tujh Ko,
Dard Bharle Voh Dil Ke Taaron Mein..

Husn Wale Tera Jawaab Nahin,
Koyi Tujh Sa Nahin Hazaaron Mein,
Husn Wale Tera Jawaab Nahin...


The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:43 PM
Post #236


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Do diwaane shahar me
Movie: GHARoNDA
Singer: RUNA LAILA & BHUPENDRA




do diwaane shahar me, raat mein yaa dopahar mein
aabodaanaa dhoondhate hai, yek aashiyaanaa dhoondhate hain

in bhoolabhoolaiyyaa galiyon mein apanaa bhee koee yek ghar hogaa
anbar pe khoolegee khidakee, yaa khidakee pe khulaa anbar hogaa
asamaanee rang kee aakhon me, basane kaa bahaanaa dhoondhate hain

jab taare jameen par jalate hain, aakaash jameen ho jaataa hain
us raat naheen fir ghar jaataa, wo chaand yahee so jaataa hain
palabhar ke liye in aakhon mein, hum yek jamaanaa dhoondhate hain

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:44 PM
Post #237


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Ek Akela Is Shahar Mein
Movie: GHARoNDA
Singer: BHUPENDRA




Ek Akela Is Shahar Mein Raat Mein Aur Dopahar Mein
Aabodaana Dhoondta Hai Aashiyana Dhoondta Hai

Din Khali Khali Bartan Hai Aur Raat Hai Jaise Andha Kuan
In Sooni Andheri Aankhon Se Aansoon Ki Jagah Aata Hain Dhuan
Jeene Ki Vajah To Koi Nahi Marne Ka Bahana Dhoondta Hai
Ek Akela Is Shahar Mein...

In Umar Se Lambi Sadkon Ko Manzil Pe Pohonchte Dekha Nahin
Bas Daudti Phirti Rahti Hain Humne To Theherte Dekha Nahin
Is Ajnabi Se Shahar Mein Jaana Pehechana Dhoondta Hai
Ek Akela Is Shahar Mein...

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:45 PM
Post #238


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : tumhe ho naa ho
Movie: GHARoNDA
Singer: RUNALAILA




tumhe ho naa ho, muz ko to itanaa yakeen hai
muze pyaar tum se naheen hai, naheen hai

muze pyaar tum se naheen hai, naheen hai
magar maine ye raaj ab tak naa jaanaa
ke kyon pyaaree lagatee hai, baaten tumhaaree
mai kyo tum se milane kaa dhanoodhoo bahaanaa
kabhee maine chaahaa, tumhe chhoo ke dekhoo
kabhee maine chaahaa, tumhe paas laanaa
magar fir bhee is baat kaa to yakeen hai..

fir bhee jo tum door rahate ho muz se
to rahate hain dil pe, udaasee ke saaye
koee khwaab unche makaanon se zaanke
koee khwaab baithhaa rahe, sar zukaye
kabhee dil kee raahon mane faile andheraa
kabhee door tak roshanee muskuraye
magar fir bhee is baat kaa to ..

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:47 PM
Post #239


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Dil Huun Huun Karen
Movie: RUDALI
Singer: LATA MANGESHKAR




dil huun huun kare, ghabraye
ghan dham dham kare, garajaye
ek boond kabhi paani ki
more ankhiyon se barasaye

teri jholi daaru, sab sukhi paat jo aaye
tera chhua lage, meri sukhi daal hariyaae
dil huun huun kare, ghabraye

jis tan ko chhuua tuune us tan ko chhupaauun
jis man ko laage nainaa, vo kisko dikhaauun
o mori chandramaa, teri chaandani ang jalaaye
uunchi tori ataarii, main ne pankh liye katavaae

dil huun huun kare, ghabaraae




The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Mohsin26
post Oct 23 2005, 01:48 PM
Post #240


Dedicated Member
Group Icon

Group: Angels
Posts: 1596
Joined: 12-July 04
From: Lahore , Pakistan
Member No.: 604




Song : Beete Na Beete Raina
Movie: RUDALI
Singer: ASHA BHOSLE




biite na biite na raina
kore hain niind se naina
naino ke sapane bhi guunge
aaye to bole na baina
biite na biite na raina ..

maaru mein udati hain paagal havaaen
maaru akele na jaana
reti ke dheron ke udate babuule
reti mein ghar na banaana
biite na biite na raina ..

raaton ke pannon pe na koi saaya
na koi sangi na saathi
aangan mein utare na subah ke paakhi
na koi saajan na saaqi
biite na biite na raina ..

The Nightingale
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

18 Pages V « < 14 15 16 17 18 >
Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 20th April 2024 - 03:40 AM