Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Remembering Sahir Ludhianvi, The Romantic Rebel.

 
2 Pages V < 1 2  
Reply to this topicStart new topic
> Remembering Sahir Ludhianvi, The Romantic Rebel.
r&d
post Jan 12 2006, 04:22 AM
Post #16


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3578
Joined: 2-April 05
Member No.: 1955



Nimmi ji,

Hope you don't mind if I request few from your asha list. No hurry. TIA

Bhai Behen 1959 Oo Bachoo Sun Lo Baat Asha Bhonsle N.Datta
Girl Friend 1960 Boom Booma Boom Karega Asha-Kishore Kumar Hemant Kumar
Kala Samunder 1962 Mohabbat Karo To Karo Chup Asha-Mohd Rafi N.Datta
Mujeh Jeene Do 1963 Moko Peehar Men Mat Chher Re Baalam Asha Bhonsle Jaidev
Bahu Beti 1965 Aaz Hai Karawaa Chauth Sakhee Asha Bhonsle Ravi
Bahu Beti 1965 Bhaarat Maa Kee Aankh Ke Taaro Asha Bhonsle Ravi
Bahu Beti 1965 Meree Maang Ke Rang Men Toone Asha Bhonsle Ravi
Bahu Beti 1965 Rangeen Fizaa Hai Aazaa Kee Asha-Mahendra Kapoor Ravi
Neel Kamal 1968 Dono Ke Vichkar Lagta Asha-Chorus Ravi
Sansar 1971 Bas Ab Tarsana Chodo Asha-Kishore Kumar Chitragupt
Shankar Shambu 1972 Bheege Huye Jalavon Par Aise Asha-Mohd Rafi Kalyanji Anandji
Shankar Shambu 1972 Na Jaao Re Gar Nibhaane Kee Himmat Asha Bhonsle Kalyanji Anandji
Joshila 1973 Dil Mein Jo Batain Kishore-Asha Bhosle R.D.Burman
36 Ghante 1974 Jane Aaj Kya Hua Asha-Kishore Kumar Sapan Chakravarty
Deewar 1975 Kehdoon Tumhe Ya Chup Rahoon Asha-Kishore Kumar R.D.Burman
Deewar 1975 Koi Mar Jaye Asha Bhonsle R.D.Burman
Deewar 1975 Maine Tujhe Manga Tujhe Paya Hai Kishore-Asha Bhosle R.D.Burman
Hum Tere Aashiq Hai 1979 Chain Nahin Ang More Zaraa Hans Kar Kar Le Baat Asha-Mahendra Kapoor Ravindra Jain
Hum Tere Aashiq Hai 1979 Hurrah Hurrah Mar Liya Maidan Asha-Kishore Kumar Ravindra Jain
Hum Tere Aashiq Hai 1979 Mushkil Hai Ab Raaz Chupaanaa Mushki Asha-Mahendra Kapoor Ravindra Jain
Hum Tere Aashiq Hai 1979 Taa Dhin Taa Dhin Tinak Dhin Naacho Asha Bhonsle Ravindra Jain
Bahurani 1963 Ho Bane Aisa Samaaj Kyon Asha-Lata Mangeshkar C. Ramchandra
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
ashgupta3
post Jan 12 2006, 07:44 AM
Post #17


Regular Member
Group Icon

Group: Away
Posts: 395
Joined: 1-November 03
Member No.: 74



QUOTE(balajigade @ Jan 11 2006, 11:31 PM) *

There is no mention about the first film-song written by Sahir in this forum so far. It was "Mohabbat tark ki maine, gareban see liya maine.." form Doraha-- '52 (Anil Biswas). This is considered to be one of the best compositions in the pathos ever written and also sung by Talat till date. Other songs of this film by the duo are "Tera khayal dil se mitaya nahin abhi.." and "Dil mein basa ke meet bana ke bhool na jana..".

--balajigade

Balajigade I mentioned this song when I posted the list for 1950s song. I didnt put the name of MD and typed the 'gareban' word wrong, sorry abt that. The other 2 songs seem nice too. Keep on posting more songs that u like which r still missing.

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Nimii
post Jan 12 2006, 08:28 AM
Post #18


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 22493
Joined: 20-October 03
Member No.: 3



R &D Ayyo I said from my db!! It does not mean I have these songs headbang.gif

ME in the process of converting the db given in the book on an xls hairpull.gif

N sobsob.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Jay
post Jan 12 2006, 09:21 AM
Post #19


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 4957
Joined: 15-October 04
From: The Netherlands
Member No.: 995



Great work friends! Respect to Sahir saab...may his soul rest in peace.

Life is music, music is life...
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
ashgupta3
post Jan 12 2006, 09:48 AM
Post #20


Regular Member
Group Icon

Group: Away
Posts: 395
Joined: 1-November 03
Member No.: 74



QUOTE(Nimii @ Jan 12 2006, 08:28 AM) *

R &D Ayyo I said from my db!! It does not mean I have these songs headbang.gif
ME in the process of converting the db given in the book on an xls hairpull.gif
N sobsob.gif

Nimii so how do we know which songs u have and which u dont?
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Nimii
post Jan 12 2006, 10:04 AM
Post #21


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 22493
Joined: 20-October 03
Member No.: 3



But I cant divulge such SECRET info na Ash ji tongue.gif

N biggrin.gif laugh.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
ashgupta3
post Jan 14 2006, 02:38 AM
Post #22


Regular Member
Group Icon

Group: Away
Posts: 395
Joined: 1-November 03
Member No.: 74



Ok here is my final list of Sahir's songs from 1970 onward. Any correction is most welcome.

Naya Raasta (70) – N. Datta
Ponch kar ashq apni aankhon se, muskuraao to koi baat bane – Rafi
Maine pee sharaab tumne kya piya, arre tumne kya piya, aadmi ka khoon - Rafi
Ishwar allah tero naam, sabko sammati de bhagwaan - Rafi
Jaan gayi mai to jaan gayi, koi banaye bahaane, mora chanchal jiyarva lubhaane ko - Asha


Man Ki Aankhen (70) – Laxmi Pyaare
Dil kahe ruk ja re ruk ja, yahin pe kahin, jo baat iss jagah, hai kahin par nahin – Rafi
Chala bhi aa, aaja rasiya, jaane waale aaja teri yaad sataaye, khwaabon ka gharonda kahin toot na jaaye – Lata/Rafi
Kya hum wahi ho kya tum wahi ho, jo neendon mei – Rafi/Suman K

Ganga Tera Paani Amrit (72) – Ravi
Ganga tera paani amrit jhar jhar behta jaaye, sadiyon se iss desh ki dharti tujhse jeevan paaye – Rafi
Is dharti iss khule gagan ka kya kehna, madmaati mad bhari pavan ka kya kehna – Rafi/Asha


Bhai Ho To Aisa (72) – Sonik Omi
Bol meri gudiya gudde ke sang jaayegi, jaake piya pyaare ka aangna sajaayegi – Lata/Kishore


Daastan (73) – Laxmi Pyaare
Na tu zamin ke liye hai na aasmaan ke liye, tera vajood hai ab sirf daastaan ke liye - Rafi
O koi aaya lachak uthi kaya ki dil mera bas mei nahi – Asha


Daag (73) – Laxmi Pyaare
Ab chaahe maa roothe ya baba, yaara maine to haan kar li – Kishore/Lata
Ni mai yaar manaana ni, chaahe log boliyaan bolen – Lata, Minoo P
Mere dil mei aaj kya hai, tu kahe to mai bata doon – Kishore
Hum aur tum tum aur hum khush hain yoon aaj mil ke – Lata/Kishore
Jab bhi jee chaahe nayi duniya basa lete hain log, ek chehre pe kai chehre laga lete hain log – Lata


Aa gale lag ja (73) – RDB
Na koi pehlu mei aaya, na koi dil mei samaya, jaa ke bhi paas rahe tum hi – Kishore
Tera mujhse hai pehle ka nata koi, yoonhi nahi dil lubhaata koi – Sushma Shreshtha/Kishore
Mera tujhse hai pehle ka nata koi, yoonhi nahi dil lubhaata koi - Kishore
Wada karo nahi chhodogi tum mera saath, jahaan tum ho wahaan mai bhi hoon – Kishore/Lata


Dhund (73) – Ravi
Sansaar ki har sheh ka itna hi fasana hai, ek dhund mei aana hai ek dhund se jana hai - MK
Uljhan suljhe na rasta soojhe na, jaaoon kahaan mai - Asha


Joshila (73) – RDB
Kiska rasta dekhe ai dil ai saudaayi, milon hain khaamoshi, barson hain tanhaayi - Kishore


Ek Mahal Ho Sapno Ka (75) – Ravi
Ek mahal ho sapno ka, phoolon bhara aangan ho aur saath ho apno ka – Rafi/Lata
Dil mei kisi ke pyaar ka jalta hua diya, duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya - Lata
Dil mei kisi ke pyaar ka jalta hua diya, duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya – Kishore
Dekha hai zindagi ko kuch itna kareeb se, chehre tamaam lagne lage hain ajeeb se – Kishore
Zindagi guzaarne ko saathi ek chaahiye, husn gar nahi sharaab hi sahi - Rafi


Deewar (75) – RDB
Maine tujhe maanga tujhe paya hai, tune mujhe maanga mujhe paaya hai – Asha/Kishore
Keh doon tumhe ya chup rahun, dil mei mere aaj kya hai – Kishore/Asha


Zameer (75) – Sapan Chakraborty
Phoolon ke dere hain saaye ghanere hain, jhoom rahi hain hawaayen – Kishore
Tum bhi chalo hum bhi chale chalti rahe zindagi, na zamin manzil na aasmaan, zindagi hai zindagi - Kishore
Bade dino mei khushi ka din aaya, aaj koi na pooche mujhse maine kya paaya - MK
Zindagi hansne gaane ke liye hai pal, do pal - Kishore


Laila Majnu (76) – Madan Mohan & Jaidev
Iss reshmi paajeb ki jhankaar ke sadke, jisne ye pehnaayi hai uss dildaar ke sadke – Lata/Rafi
Ab agar hum se khudaayi bhi khafa ho jaaye, gair mumkin hai ki dil dil se juda ho jaaye – Rafi/Lata
Kehna ek diwana teri yaad mei aahen bharta hai, likh kar tera naam zamin par usko sajde karta hai – Rafi/Lata
Husn haazir hai mohabbat ki sazaa paane ko, koi patthar se na maare mere deewane ko – Lata
Barbaad-e-mohabbat ki dua saath liye ja, toota hua iqraar-e-wafa saath liye ja – Rafi
Tere dar pe aaya hoon kuch kar ke jaaoonga, jholi bhar ke jaaoonga ya marr ke jaaoonga - Rafi
Ye deewane ki zid hai, apne deewane ki khaatir aa – Rafi
Hoke mayoos tere dar se sawaali na gaya, jholiyaan bhar gayi sabki koi khaali na gaya (Qawwali)– Rafi/Shankar Shambhu


Kabhi Kabhi (76) – Khayyam
Kabhi kabhi mere dil mei khayaal aata hai - Mukesh
Kabhi kabhi mere dil mei khayaal aata hai – Mukesh/Lata
Mai pal do pal ka shaayar hoon, pal do pal meri kahaani hai, pal do pal meri hasti hai, pal do pal meri jawaani hai – Mukesh
Mai har ek pal ka shaayar hoon – Mukesh
Tera phoolon jaisa rang, tere sheeshe jaise ang – Kishore/Lata
Tere chehre se nazar nahin hatti, nazaaren hum kya dekhen – Kishore/Lata
Surkh jode ki ye jagmagahat, shokh bindiya ki ye jhilmilahat - Lata
Mere ghar aayi ek nanhi pari, chaandni ke haseen rath pe savaar - Lata
Pyaar kar liya to kya, pyaar hai khata nahi, teri meri umr mei, kisne ye kiya nahi – Kishore


Amanat (77) – Ravi
Door rehkar na karo baat kareeb aa jaao, yaad reh jaayegi ye raat kareeb aa jaao – Rafi
Teri jawaani chadta mahina ae naazneena, chhoo le nazar to aaye paseena ae naazneena – Rafi
Matlab nikal gaya hai to pehchaane nahi, yoon ja rahen hain jaise hume jaante nahi - Rafi


Trishul (78) – Khayyam
Aapki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata, aapki mud bhari aankhon ko kanwal kehte hain – Yesudas/Lata
Har taraf husn hai jawaani hai ……, mohabbat bade kaam ki cheez hai – Kishore/Lata/Yesudas
Ho kabhi kasme na tode usse jeete jee an chhode, jo ho yaar apna – Kishore/Lata
Kehte darti ho dil mei marti ho, jaaneman tum kamaal karti ho – Kishore/Lata
Gapuchi gapuchi gum gum, kisichi kisichi kum kum, o sanam hum dono saath rahen janam janam – Lata/Kishore


Kala Pathar (79) – Rajesh Roshan
Bahon mei teri masti ke ghere, saanson mei teri khushboo ke dere – Lata/Rafi
Ek raasta hai zindagi jo tham gaye to kuch nahi, ye kadam kisi mukaam pe jo jam gaye to kuch nahi – Kishore/Lata
Dhoom mache dhoom aaj ki raina, bhor huye tak jaage jawaani – Rafi/Lata/MK
Meri dooron se aayi baraat – Lata


Chambal Ki Kasam (80) – khayyam
Sher ka husn ho naghme ki jawaani ho tum, ek dhadakti huyi shabaad kahaani ho tum – Rafi
Simti huyi ye ghadiyaan phir se na bikhar jaayen, iss raat mei jee lein hum, iss raat mei mar jaayen – Rafi/Lata
Chanda re mere bhaiyya se kehna, behna yaad kare – Lata
Kuch aur behak jaaoon tab mere kareeb aana, khil jaaoon mehak jaaoon tab mere kareeb aana - Lata


The Burning Train (80) – RDB
Pal do pal ka saath hamara, pal do pal ke yaarane hain – Rafi/Lata etc
Teri hai zameen tera aasmaan, tu bada meharbaan tu baksheesh kar - ??
Kisike waade pe kyon aitbaar humne kiya, na aane waalon ka kyon intzaar humne kiya – Asha
Meri nazar hai tujhpe, teri nazar hai mujhpe, issi liye rehten hain dono khoye huye - Asha


Insaaf Ka Tarazu (80) – Ravindra Jain
Hazaar khwaab haqeeqat ka roop le lenge, magar ye shart hai tum muskura ke haan keh do – MK/Asha
Log aurat ko fakat jism samajh lete hain, rooh bhi hoti hai usme ye kahaan sochte hain - Asha


Dhanwaan (81) – Hridaynath M
Ye aankhen dekh ke hum saari duniya bhool jaate hain– Lata/Suresh Wadekar
Kuch log mohabbat ko vyopaar samajhte hain, duniya ko khilono ka bazaar samajhte hain - Lata

Deedar-E-Yaar (82) – Laxmi Pyaare
Chala chal lifaafe kabutar ki chaal, suna jaake us shokh ko mera haal – Kishore
Eid ka din hai gale….., guroor-e-husn ke sadke mohabbat yoon nahi karte - Rafi/Asha
Tumko dekha to samajh mei aaya, log kyon but ko khuda maante hain - Lata


Ashok
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Yasmin
post Nov 17 2007, 03:17 PM
Post #23


Regular Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 531
Joined: 16-July 05
Member No.: 2806



Kindly upload this list as exel or pdf for the benefit of all users here

Hum Tujhe Bhool ke Khush Baithe hain
Hum sa....Bedard.....Koi....kya.....hoga !
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

2 Pages V < 1 2
Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 29th March 2024 - 12:00 AM