Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Sahir Ludhianvi: Silver Memories

, Romantic Sahir

 
15 Pages V < 1 2 3 4 5 > »   
Reply to this topicStart new topic
> Sahir Ludhianvi: Silver Memories, Romantic Sahir
Rating  5
Nimii
post Jun 12 2006, 12:27 AM
Post #31


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 22493
Joined: 20-October 03
Member No.: 3



Another of my fav.. wordings are beautiful and simple..

Film: Aankhen - featured on Mala Sinha.
Sung by: Lata ji
Music: Ravi

Gairo.n pe karam apano.n pe sitam, ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar
rahane de abhii tho.Daa saa dharam, ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar
ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

Gairo.n ke thirakate shaano.n par, ye haath ga.Nvaaraa kaise kare.n
har baat ga.nvaaraa hai lekin, ye baat ga.nvaaraa kaise kare.n
ye baat ga.nvaaraa kaise kare.n
mar jaae.nge ham, miT jaae.nge ham
ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar, ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

ham bhii the tere ma.nzuur-e-nazar, dil chaahaa to ab iqaraar na kar
sau tiir chalaa siine pe magar, begaano.n se milakar vaar na kar
begaano.n se milakar vaar na kar
bemaut kahii.n mar jaae.n na ham
ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar, ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

ham chaahanevaale hai.n tere, yuu.N hamako jalaanaa Thiik nahii.n
mah.hfil me.n tamaashaa ban jaae.n, is darjaa sataanaa Thiik nahii.n
is darjaa sataanaa Thiik nahii.n
ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar, ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

N rolleyes.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
mmuk2004
post Jun 12 2006, 12:41 AM
Post #32


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3415
Joined: 25-September 04
Member No.: 907



QUOTE(oye_sonu @ Jun 11 2006, 07:16 AM) *

cool.gif waise apoon Majrooh grp ko belong karta hai. Fir bhi appreciate kar deta hoo thread ko. tongue1.gif


Great thread Madhvi ji. No doubt u write so good. and got good understanding of lyrics.

Lagta mere ko bhi apne pasand ke song per post karne ki request karna padegi(now dont run awy ok tongue1.gif)


Maam I need few classes on good writing skills. unsure.gif
whether iam wrting in Hindi or Eng.....I make mess of my posts even if they have some thing relevant tongue1.gif laugh.gif . Iss bache ko kuch tips do unsure.gif ...any book shook( lo sahir thread ban gaya classroom tongue1.gif )

Infact all those songs u posted above are among my favs........will someday take out these songs and then again read ur posts.( abhi memory kaam enhi kar rahi) smile.gif

thanks again

Thanks


Sonu


Sonu,

I love Majrooh too. Mazaa ayega agar aap Majrooh par kuch shuroo karen, would love to ramble there too laugh.gif Would be fun to see what they were writing around the same time. No classroom...sab ko bhagane ka irada hai kya wink.gif



"This isn't right, this isn't even wrong."
Wolfgang Pauli (1900-1958)

"There are no facts, only interpretations."
Friedrich Nietzsche (1844-1900)

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
mmuk2004
post Jun 12 2006, 07:20 PM
Post #33


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3415
Joined: 25-September 04
Member No.: 907



QUOTE(Nimii @ Jun 11 2006, 01:57 PM) *

Another of my fav.. wordings are beautiful and simple..

Film: Aankhen - featured on Mala Sinha.
Sung by: Lata ji
Music: Ravi

Gairo.n pe karam apano.n pe sitam, ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar
rahane de abhii tho.Daa saa dharam, ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar
ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

Gairo.n ke thirakate shaano.n par, ye haath ga.Nvaaraa kaise kare.n
har baat ga.nvaaraa hai lekin, ye baat ga.nvaaraa kaise kare.n
ye baat ga.nvaaraa kaise kare.n
mar jaae.nge ham, miT jaae.nge ham
ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar, ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

ham bhii the tere ma.nzuur-e-nazar, dil chaahaa to ab iqaraar na kar
sau tiir chalaa siine pe magar, begaano.n se milakar vaar na kar
begaano.n se milakar vaar na kar
bemaut kahii.n mar jaae.n na ham
ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar, ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

ham chaahanevaale hai.n tere, yuu.N hamako jalaanaa Thiik nahii.n
mah.hfil me.n tamaashaa ban jaae.n, is darjaa sataanaa Thiik nahii.n
is darjaa sataanaa Thiik nahii.n
ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar, ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

N rolleyes.gif


Wah wah, kya song chuna hai. Thank you for the lyrics..."Hum chahne wale hain tere/yun humko jalana theek nahin"... "Gairon pe karam/apno pe sitam/aye janewafa ye zulm na kar". Another song about a "khafa" beloved but once again so much intimacy is implicit in the complaint...



"This isn't right, this isn't even wrong."
Wolfgang Pauli (1900-1958)

"There are no facts, only interpretations."
Friedrich Nietzsche (1844-1900)

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
mmuk2004
post Jun 12 2006, 07:35 PM
Post #34


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3415
Joined: 25-September 04
Member No.: 907



A look now at a song from Trishul(1978), the big post "Kabhi Kabhi" hit from the Chopra camp: Mohabbat Bade Kaam Ki Cheez Hai...

A very popular track of its time, it is a truet, with the upbeat lovers(Shashi and Hema) singing about the wonders of love, and the third voice, (Amitabh, as the disgruntled, disinherited illegitimate son of a rich father), singing the counterpoint to it..."yeh bekar bedaam ki cheez hai"...

The shock value of calling love, bekar and bedaam almost eclipses the other innovative ways that love is being referred to in the song. The song begins with the traditional romantic setting of mohabbat"Har taraf husn hai...reshmi jism...marmari khwab...suroor phaila hai and then suddenly at the end of the stanza comes the almost shockingly casual way of expressing love...Mohabbat bade kaam ki cheez hai...

Similarly in the second stanza, once again the traditional references to love merge, outrageously, but for the lovers almost logically, in this assertion..."Yehi ek aaram ki cheez hai". Mohabbat as "kaam ki cheez" "araam ki cheez"... certainly the purists of love would be dismayed at these references, what happened to all the traditional references to "tadap", "jalan" and the other tortuous and tortured emotions that love has demanded from lovers down the ages...

The third voice darkens the atmosphere considerably with his brooding...Haqeeqat ki duniya mein chahat nahi hai...Zamane ke bazaar mein ye woh shai hai,Ki jiski kisiko zaroorat nahi hai...One cannot help but feel that Sahir's personal disenchantment seeps through the voice of his character...

Har taraf husn hai jawani hai
Aaj ki raat kya suhani hai
Reshmi jisme thartharate hain,
marmari khwab gungunate hain
Dharkaon mein suroor phaila hai
Rang nazdeek o door phaila hai
Dawate ishq de rahi hai fazaa
aaj ho ja kisi haseen pe fida...ke
Mohabbat bade kaam ki cheez hai(2)
Mohabbat bade kaam ki cheez hai

Mohabbat ke dam se hai duniya ki raunak
Mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
Nazar aur dil ke panaho ki khatir
Ye Jannat na hoti to kuch bhi na hota
Yehi ek aaram ki cheez hai, kaam ki cheez hai
Mohabbat bade kaam ki cheez hai(2)

Kitabon mein chapte hai chahat ke kisse
Haqueeqat ki duniya mein chahat nahin hai
Zamane ke bazaar mein ye woh shay hai
Ki jiski kisi ko zaroorat nahi hai
Ye bekaar bedaam ki cheez hai
Ye kudrat ke inaam ki cheez hai
Ye bas naam hi naam ki cheez hai
Kaam ki cheez hai,
Mohabbat bade kaam ki cheez hai

Mohabbat se itna khafa hone wale
chal aa aaj tujhko mohabbat sikha den
Tera dil jo barson se veeran pada hai
Kisi nazneena ko isme mein basa dein
Mera mashwara kaam ki cheez hai
Mohabbat Bade kaam ki cheez hai...
Ye bekaar bedaam ki cheez hai
Mohabbat bade kaam ki cheez hai(4)


Apart from Jaidev and Khaiyyam I don't think any other md used Yesudas for Amitabh, or did they? Nimz since you are playing the Yesudas tracks at the moment, you are the current expert... rolleyes.gif



"This isn't right, this isn't even wrong."
Wolfgang Pauli (1900-1958)

"There are no facts, only interpretations."
Friedrich Nietzsche (1844-1900)

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Nimii
post Jun 12 2006, 07:40 PM
Post #35


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 22493
Joined: 20-October 03
Member No.: 3



QUOTE(mmuk2004 @ Jun 12 2006, 07:20 PM) *
QUOTE(Nimii @ Jun 11 2006, 01:57 PM) *

Another of my fav.. wordings are beautiful and simple..

Film: Aankhen - featured on Mala Sinha.
Sung by: Lata ji
Music: Ravi

Gairo.n pe karam apano.n pe sitam, ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar
rahane de abhii tho.Daa saa dharam, ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar
ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

Gairo.n ke thirakate shaano.n par, ye haath ga.Nvaaraa kaise kare.n
har baat ga.nvaaraa hai lekin, ye baat ga.nvaaraa kaise kare.n
ye baat ga.nvaaraa kaise kare.n
mar jaae.nge ham, miT jaae.nge ham
ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar, ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

ham bhii the tere ma.nzuur-e-nazar, dil chaahaa to ab iqaraar na kar
sau tiir chalaa siine pe magar, begaano.n se milakar vaar na kar
begaano.n se milakar vaar na kar
bemaut kahii.n mar jaae.n na ham
ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar, ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

ham chaahanevaale hai.n tere, yuu.N hamako jalaanaa Thiik nahii.n
mah.hfil me.n tamaashaa ban jaae.n, is darjaa sataanaa Thiik nahii.n
is darjaa sataanaa Thiik nahii.n
ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar, ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

N rolleyes.gif


Wah wah, kya song chuna hai. Thank you for the lyrics..."Hum chahne wale hain tere/yun humko jalana theek nahin"... "Gairon pe karam/apno pe sitam/aye janewafa ye zulm na kar". Another song about a "khafa" beloved but once again so much intimacy is implicit in the complaint...


Yes me into these kinda songs only these days tongue1.gif
Thankz Madhz
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Nimii
post Jun 12 2006, 07:42 PM
Post #36


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 22493
Joined: 20-October 03
Member No.: 3



QUOTE
Apart from Jaidev and Khaiyyam I don't think any other md used Yesudas for Amitabh, or did they? Nimz since you are playing the Yesudas tracks at the moment, you are the current expert...


None that I can I think of Madhz.. Yesudas was most often used on heros who were the next door kind guys. Seldom on action heros!

N
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
oye_sonu
post Jun 13 2006, 02:46 AM
Post #37


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2682
Joined: 24-June 05
From: Wahan, jahan pyar mile :-) !
Member No.: 2547



hi my request.
EK ghazal jo Sahir saab ko kaafi aziz thi. Sahir never wanted this to be used for a film song. He agreed only when he was satisifed with MM's tune.

Mujhe isse dil se sunne kaafi arsa ho gaya.......sad songs ab history hai mere liye. but wanted to tell abt this ghazal which Sahir liked so much. and which no Sahir fan can ignore

would appreciate ur views on it.( kuch bhi........jitna bhi.........kaisa bhi....views biggrin.gif )

Rang aaur noor

(Ghazal , madan mohan , sahir , mohd rafi)

rang aaur noor kee baaraat kise pesh karu
ye muraadon kee haseen raat kise pesh karu

maine jajabaat nibhaaye hain usulon kee jagah
apane aramaan peero laayaa hoo, foolon kee jagah
tere chehare kee ye saugaat kise pesh karu

kaun kahataa hai, ke chaahat pe sabhee kaa hak hai
too jise chaahe teraa pyaar usee kaa hak hai
muz se kah de, main teraa haath kise pesh karu

surkha jode kee tabotaab mubaarak ho tuze
teree aakhon kaa nayaa khwaab mubaarak ho tuze
mai ye khwaayish ye khayaalaat kise pesh karu



Open to corrections

Sonu

forgive me if I miss replying or reading ur post............bit busy :-( !
Duniya ne kitna samjhaya, kaun hai apna kaun paraya
Phir bhi dil ki chot chhupa kar humne aapka dil behalya
Khud hi mar mitne ki ye zid hai hamaari......
sach hai duniya waalon hum hain anari !

......back to basics!!!

My artists :-
Shankar Jaikishan- Composers with magical touch !!

This year we CELEBRATE 60 years of Shankar Jaikishan music . come join the celebrations !
Join the SJ fans group for more information :
http://launch.groups.yahoo.com/group/shankarjaikishan/

Join FACEBOOK shankar jaikishan group

http://www.facebook.com/group.php?gid=123537751015751
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
mmuk2004
post Jun 15 2006, 02:08 AM
Post #38


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3415
Joined: 25-September 04
Member No.: 907



Lovely song Sonu, thank you for writing down the lyrics. It definitely makes one take a closer look at the song.

Surprisingly Sahir and MM collaborated in just three films, Railway Platform(1955), Ghazal(1964), Laila Majnu(1976)...wonder why? and that too with gaps that are ten years long. Sahir was particular about the way his lyrics were set to music and hence known to interfere with the music directors, I remember reading in an article on Chitragupt that that was one of the reasons why Chitragupt composed very few songs for Sahir.

The song has three versions. One by Lata and two by Rafi. I am uploading all three. The song that I am uploading has a different arrangement of the stanzas from the one you penned down plus an additional stanza so I am taking the liberty to repeat the lyrics.

Lata version:
Nagma o sher ki saugat kise pesh karun
Ye chanakte hue jazbaat kise pesh karun
Shok aankhon ke ujalon ko lutaun kis per
Mast zulphon siyah raat kise pesh karun

Garm saason mein chupe raaz bataun kisko(2)
Narm hoton mein dabi baat kise pesh karun
Koi hamraaz to payun koi hamdam to mile
Dil ke dhadkan ke isharaat kise pesh karun
Nagma o sher ki saugaat


Rafi version 2:
Ishq ke garmiye jazbaat kise pesh karun
Ye sulagte hue din raat kise pesh karun
Teri awaaz ke jadu ne jagaya hai jinhe(2)
wo tasavvur wo khayalat kise pesh karun

Aye meri jaane ghazal aye meri imaane ghazal
Ab siva tere ye naghmaat kise pesh karun

Koi hamraaz to paayun koi hamdam to mile(2)
Dil ke dhadkan ke ishaarat kise pesh karun


Rafi version 1:
Rang aur noor ki baraat kise pesh karoon
Ye muradon ki haseen raat kise pesh karoon

Maine jazbaat nibhayen hain usulon ki jagah(2)
Apne armaan piro layan hoon phoolon ki jagah
Tere sehre ki ye saugat kise pesh karoon
Ye muradon ki haseen raat kise pesh karoon

Ye mere sher mere aakhri nazrane hain(2)
Main un apno mein hoon jo aaj se begaane hain
Betaauluk si mulaaqat kise pesh karoon
Ye muradon ki...

Surkh jode ki tabo taab mubarak ho tujhe(2)
Teri aankhon ka naya khwaab mubarak ho tujhe
Main ye khwaish ye khayalat kise pesh karoon
Ye muradon ki...

Kaun kehta hai ke chahat pe sabhi ka haq hai(2)
Tu jise chahe tera pyar usi ka haq hai
Mujh se kehde(2), main tera haath kise pesh karoon
Ye muradon ki...


So many lines stand out in Sahir's songs surprising you out of set modes of thinking and moralities...

"Maine jazbaat nibhayen hai usuloon ki jagah"

"Kaun kehta hai ke chahat pe sabhi ka haq hai/Tu jise chahe tera pyar usi ka haq hai".
The claim of rejected lovers, that which they console themselves with, the right to the emotion of love itself is wrested from them here and granted to the beloved.

"Mujh se keh de...Rafi voice lingers on this indulgent phrase and then repeats it emotively before completing the statement that is the final sacrifice of the lover, "main tera haath kise pesh karun". The rhetorical question of "rang aur noor ki barat kise pesh karun", underlining the destitiution of the lover has reached its tragic conclusion, in this gesture of the last stanza which is again stated in the form of a question.



"This isn't right, this isn't even wrong."
Wolfgang Pauli (1900-1958)

"There are no facts, only interpretations."
Friedrich Nietzsche (1844-1900)

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
mmuk2004
post Jun 22 2006, 02:49 AM
Post #39


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3415
Joined: 25-September 04
Member No.: 907



Pyar mein ek aur twist...

The Scene: Initial stages of romance, the lovers have not yet committed to each other, the girl is being wooed in a unique style...
Tum agar mujhko na chaho to koi baat nahin
Tum kisi aur ko chahogi to mushkil hogi

The use of mushkil here can be interpreted either way, the casual "mushkil hogi"-it will be a problem- or the more intimate "mushkil hogi" - it will hurt him.

Compromise is the order of the day...
ab agar mel nahin hai to judai bhi nahin
He is resigned to this positive confusion in his life cool.gif
Baat todi bhi nahin tumne banai bhi nahin"

The man is ready to view the situation from her point of view and is sympathetic of her plight...
Tum haseen ho tumhe sab pyar karte honge/Main jo marta hoon aur bhi marte honge
and offers her a way out...
Mere gham me na karaho to koi baat nahin,
aur ke gham me karahogi to mushkil hogi
Tum kisi aur ko chahogi to mushkil hogi...


Such flirtation with words...

Dil Hi To Hai (1963)
tum agar na mujhko na chaho to koi baat nahin
tum kisi aur ko chahogi to mushkil hogi
tum kisi aur ko chahogi to mushkil hogi

Ab agar mel nahin hai to judai bhi nahin
baat todi bhi nahin tumne banai bhi nahin
yeh sahara hi bahut hai mere jeene ke liye
tum agar meri nahin ho to parayi bhi nahin
mere dil ko na saraho(2) to koi baat nahin(2)
gair ke dil ko sarahogi to mushkil hogi
Tum kisi aur ko chahogi to mushkil hogi

Tum haseen ho tumhen sab pyar hi karte honge
main jo marta hoon to kya, aur bhi marte honge
sab ki aankhon mein kisi shauq ka toofan hoga
sab ke seene mein yehi dard ubharte honge
mere gham mein na karaho(2) to koi baat nahin(2)
aur ke gham mein karahogi to mushkil hogi
Tum kisi aur ko chahogi to mushkil hogi

Phool ki tarha haso sab ki nigahon mein raho
apni masoom jawani ki panahon mein raho
mujhko woh din na dikhana tumhe apne hi kasam
main tarasta rahoon tum gairki baahon mein raho
tum jo mujhse na nibaho(2) to koi baat nahin(2)
kisi dushman se nibahogi to mushkil hogi...
Tum kisi aur ko chahogi to mushkil hogi


The lover's negative assertion of his claim is done with a blend of wryness and tenderness towards his beloved that is pitched in the scene perfectly by Raj Kapoor...



"This isn't right, this isn't even wrong."
Wolfgang Pauli (1900-1958)

"There are no facts, only interpretations."
Friedrich Nietzsche (1844-1900)

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Nimii
post Jun 22 2006, 09:17 AM
Post #40


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 22493
Joined: 20-October 03
Member No.: 3



Madhz.. haaye kya gaana chhuna hai aap ne bow.gif

Beautiful!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! Ham to fida hogaye hai!!!!!!!!!!! wub.gif

tum agar na mujhko na chaho to koi baat nahin
tum kisi aur ko chahogi to mushkil hogi
tum kisi aur ko chahogi to mushkil hogi..

N party2.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
joshi
post Jun 28 2006, 12:40 PM
Post #41


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1272
Joined: 28-May 06
Member No.: 6207



Madhavi ji (if I may address you so),

I've just finished going through this thread. I liked all of your posts but if I may say so, I just loved the one on "meri mehboob kahin aur" (specially how you brought out the contrast with "ek shahenshah ne")...
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
deewani
post Jun 28 2006, 04:06 PM
Post #42


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3784
Joined: 10-April 05
From: away
Member No.: 2053



That last one is one of my favorites. I particular love the tone in which Mukeshji sings it - to the casual listener it may even sound like a melodious love song, the dard is so well hidden it rips my heart out every time I hear it, and yet I have about 5 playlists of such songs.

Doston, Apna Tau Yeh Imaan Hai
Jo Bhi Jitna Saath De, Ehsaan Hai
Umr Ka Rishta Jodne Waale
Apni Nazar Mein Deewane Hai

Thanks for the memories HF. Bye Bye.
deewani is "permanently away"





User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
oye_sonu
post Jun 28 2006, 07:40 PM
Post #43


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2682
Joined: 24-June 05
From: Wahan, jahan pyar mile :-) !
Member No.: 2547



QUOTE(mmuk2004 @ Jun 15 2006, 03:08 AM) *

Lovely song Sonu, thank you for writing down the lyrics. It definitely makes one take a closer look at the song.
"Maine jazbaat nibhayen hai usuloon ki jagah"

"Kaun kehta hai ke chahat pe sabhi ka haq hai/Tu jise chahe tera pyar usi ka haq hai".
The claim of rejected lovers, that which they console themselves with, the right to the emotion of love itself is wrested from them here and granted to the beloved.

"Mujh se keh de...Rafi voice lingers on this indulgent phrase and then repeats it emotively before completing the statement that is the final sacrifice of the lover, "main tera haath kise pesh karun". The rhetorical question of "rang aur noor ki barat kise pesh karun", underlining the destitiution of the lover has reached its tragic conclusion, in this gesture of the last stanza which is again stated in the form of a question.


bow.gif thank you Madhvi ji for accpeting my request. and writing on this song.
Sorry for late reply. had few problems/exams etc.

Actually I had read the post, dloaded the song. and when I was abt to reply I felt i shd paste pics of sahir also, so postponed it. but laterz couldnt locate it then. and then took few days break.....just came today.

Again very well written. I think u got nice knwoledge of urdu words also.
Apna haath urdu mein bhi tang hai tongue1.gif

Thanks again

God bless

Sonu

forgive me if I miss replying or reading ur post............bit busy :-( !
Duniya ne kitna samjhaya, kaun hai apna kaun paraya
Phir bhi dil ki chot chhupa kar humne aapka dil behalya
Khud hi mar mitne ki ye zid hai hamaari......
sach hai duniya waalon hum hain anari !

......back to basics!!!

My artists :-
Shankar Jaikishan- Composers with magical touch !!

This year we CELEBRATE 60 years of Shankar Jaikishan music . come join the celebrations !
Join the SJ fans group for more information :
http://launch.groups.yahoo.com/group/shankarjaikishan/

Join FACEBOOK shankar jaikishan group

http://www.facebook.com/group.php?gid=123537751015751
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
mmuk2004
post Jun 28 2006, 10:53 PM
Post #44


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3415
Joined: 25-September 04
Member No.: 907



QUOTE(joshi @ Jun 28 2006, 02:10 AM) *

Madhavi ji (if I may address you so),

I've just finished going through this thread. I liked all of your posts but if I may say so, I just loved the one on "meri mehboob kahin aur" (specially how you brought out the contrast with "ek shahenshah ne")...



Joshi ji

Please call me Madhavi. I love that poem too, would like to see how it is picturised though. Video wale log, any one there has the video of Ghazal? Would like to see Sunil Dutt reprimanding Meena Kumari on wanting the Taj for a locale smile.gif




"This isn't right, this isn't even wrong."
Wolfgang Pauli (1900-1958)

"There are no facts, only interpretations."
Friedrich Nietzsche (1844-1900)

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
mmuk2004
post Jun 28 2006, 11:01 PM
Post #45


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3415
Joined: 25-September 04
Member No.: 907



Thanks Nimz, Deewani and Sonu.

Love and social consciousness...

Two songs(my favorites), two different positions...

In the first the girl disheartened with the world and its inequalities seeks refuge in love,
"Mujhe gale se lagalo bahut udas hoon main" what a beautiful opening line, simple, intimate and vulnerable .... Reminds me of another song sequence/image from "Phir Subah Hogi" Mala Sinha and Raj Kapoor in the title song of the movie,clinging to each other trying to rid each other of the demons of hunger and destitution... Besides the radical social criticism in the lines themselves, it is worth noting that Sahir gives the lines to the girl, not a very common instance in hindi films where the woman is talking and thinking about things other than romance and love.

The lover comforts the girl "Sitam ke haath ki talwar toot jayegi/Ye oonch neech ki dewaar toot jayegi" but the girl is still in the thrall of her disillusionment "Na jane kab ye tareeka ye taur badlega/sitam ka, gham ka, museebat ka daur badlega".


In the second, another duet, this time from Didi in the voices of Mukesh and Sudha Malhotra, what great lines the girl is given, yet again! Just listen to her ..."Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko/Meri baat aur hai maine to mohabbat ki hai...

The situation is very different, love is not a refuge anymore it is now a hinderance, the lover has to sacrifice his love for the girl for his devotion to a cause. The girl is articulating a more conventional position (expressing her total love and commitment), yet Sahir makes it radical by giving her emotional argument an equal footage with the man's social commitment. The song almost seems to reflect upon Faiz's great "Mujhse pehli si mohabbat mere mehboob na maang...aur bhi dukh hain zamane mein mohabbat ke siwa" and extends it by giving it a female voice that articulates the emotional toll such a commitment can take...

The man's sensitive perception of the hard realities around him impinging upon his romantic commitment is expressed hauntingly in:
"Bhookh aur pyas ki maari hui is duniya mein
Ishq hi ek haqueqat nahi kuch aur bhi hai"...


"Maine tumse hi nahi sabse mohabbat ki hai..."

But, then... what an argument the girl makes for the cause of love...

"Tumko duniya ke ghamo dard se fursat na sahi
Sabse ulfat sahi mujhse hi mohabbat na sahi"



Ravi: Aaj Aur Kal(1963)

Mujhe gale se lagalo bahut udaas hun main
Game jahan se chuda lo
Bahut udaas hoon main...
Mujhe gale se laga lo

Nazar mein teer se chubhte hain ab nazaaron se
Main thak gayee hoon sabhi tootate saharon se
Ab aur bojh na dalo bahut udas hoon main
Mujhe gale se laga lo

Bahut sahe ghame duniya magar udas na ho
Kareeb hai shab-e-gham ki seher udas na ho
Bahut sahe ghame duniya
Sitam ke haath ki talwar toot jayegi
Ye oonch neech ki dewaar toot jayegi
Tujhe kasam hai meri hamsafar udas na ho
Bahut sahe ghame duniya ...


Na jane kab ye tareeka ye taur badlega
Sitam ka, gham ka, museebat ka daur badlega
Mujhe jahan se utha lo
Bahut udaas hoon main....



NDutta Sudha Malhotra: Didi(1959)

Tum mujhe bhool bhi jao to yeh haq hai tumko
Meri baat kuch aur hai,maine to mohabbat ki hai
Tum mujhe bhool bhi jao to yeh haq hai tumko...

Meri dil ki mere jazbaat ki keemat kya hai
uljhe uljhe se khayalat ki keemat kya hai
Maine kyun pyar kiya tumne na kyun pyar kia
In pareshan sawaalat ki keemat kya hai
Tum jo yeh bhi na batao to yeh haq hai tumko
meri baat aur hai maine to mohabbat ki hai
Tum mujhe bhool bhi jao to yeh haq hai tumko


Zindagi sirf mohabbat nahin kuch aur bhi hai
zulfo rukhsaar ki jannat nahin kuch aur bhi hai
Bhookh aur pyaas ki maari hui is duniya mein
Ishq hi ek haqeeqat nahin kuch aur bhi hai
Tum agar aankh churao to yeh haq hai tumko
Maine tum se hi nahi sab se mohabbat ki hai
Tum agar aankh churao to yeh haq hai tumko


Tumko duniya ke ghamo dard se fursat na sahi
Sabse ulfat sahi mujhse hi mohabbat na sahi
Main tumhari hoon yehi mere liye kya kam hai
Tum mere ho ke raho yeh meri kismat na sahi
Aur bhi dil to jalao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai maine to mohabbat ki hai
Tum mujhe bhool bhi jao to yeh haq hai tumko...



"This isn't right, this isn't even wrong."
Wolfgang Pauli (1900-1958)

"There are no facts, only interpretations."
Friedrich Nietzsche (1844-1900)

User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

15 Pages V < 1 2 3 4 5 > » 
Reply to this topicStart new topic
1 User(s) are reading this topic (1 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 28th March 2024 - 03:21 PM