Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Kishore Da Songs From Movies Starting With Alphanumerals And Alphabet A

, Request & Details Thread

 
 Forum Rules Please read and thoroughly understand the forum rules and regulations:
25 Pages V « < 7 8 9 10 11 > »   
Reply to this topicStart new topic
> Kishore Da Songs From Movies Starting With Alphanumerals And Alphabet A, Request & Details Thread
Ez_buddycool
post Sep 10 2008, 11:36 AM
Post #121


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1280
Joined: 4-March 07
From: Kolkata
Member No.: 12114



Next Movie

AAHUTI

Year :- 1978

Genre :- Drama / Family

Producer :- Ramchand Bashomal, Reeta Shah, R. Soni

Director :- Ashok V. Bhushan

Starring :- Rajendra Kumar, Shashi Kapoor, Rakesh Roshan, Parveen Babi, Zaheera and Madan Puri

Music Director :- Laxmikant Pyarelal

Lyricist :- Anand Bakshi

Songs Details
Attached Image

This post has been edited by Ez_buddycool: Sep 10 2008, 12:07 PM


DONT WORRY BE ALWAYS HAPPY
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Ez_buddycool
post Sep 10 2008, 11:47 AM
Post #122


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1280
Joined: 4-March 07
From: Kolkata
Member No.: 12114




Lyrics of the Songs

1. Naukari Sau Ki Hazaar Ki :- Kishore (K), Anuradha Paudwal (A)

K: Naukari Sau Ki Hazaar Ki Qeemat Nahi Hoti Pyaar Ki
K: O Naukari Sau Ki Hazaar Ki Qeemat Nahi Hoti Pyaar Ki
K: Pyaar Anmol Hain Ek Meetha Bol Hain
K: Meethi Meethi Baatein Yaar Ki
K: Naukari Sau Ki Hazaar Ki Qeemat Nahi Hoti Pyaar Ki
K: Pyaar Anmol Hain Ek Meetha Bol Hain
K: Meethi Meethi Baatein Yaar Ki
K,A: Naukari Sau Ki Hazaar Ki

K: Mushkil Raaho Se Aksar Bachkar Log Nikalte Hain
K: Mushkil Raaho Se Aksar Bachkar Log Nikalte Hain
K: Phoolon Ke Jo Aashiq Hain Woh Kaanton Pe Chalate Hain
K: Chhod Ke Galiyaan Bahar Ki

A: Naukari Sau Ki Hazaar Ki Qeemat Nahi Hoti Pyaar ki
A: Pyaar Anmol Hain Ek Meetha Bol Hain
A: Meethi Meethi Baatein Yaar Ki
K,A: O Naukari Sau Ki Hazaar Ki

A: Pyaar Nahi Karta Koi Daulat Ke Deewano Mein
A: Pyaar Nahi Karta Koi Daulat Ke Deewano Mein
A: Wo Kya Jaane Farq Hain Kya Dil Mein Aur Dukano Mein
A: Dil Amanat Dildaar Ki
K,A: Naukari Sau Ki Hazaar Ki

K: Barsegi Ban Ke Ghata Ye Apni Jo Pyaas Hain
A: Ye Apni Jo Pyaas Hain
A: Hum Jaage Jiske Liye Ab Wo Subah Paas Hain
K: Wo Subah Paas Hain
A: Raat Beeti Intezaar Ki
K,A: Naukari Sau Ki Hazaar Ki Qeemat Nahi Hoti Pyaar Ki
K,A: Pyaar Anmol Hain Ek Meetha Bol Hain
K,A: Meethi Meethi Baatein Yaar Ki
K,A: Naukari Sau Ki Hazaar Ki

K: Hoonm Hoonm Hoonm Hoonm (in the same tune as Naukari Sau Ki Hazaar Ki)
A: Hoonm Hoonm Hoonm Hoonm (in the same tune as Naukari Sau Ki Hazaar Ki)
K: Hoonm Hoonm Hoonm Hoonm (in the same tune as Naukari Sau Ki Hazaar Ki)
A: Hoonm Hoonm Hoonm Hoonm (in the same tune as Naukari Sau Ki Hazaar Ki)




DONT WORRY BE ALWAYS HAPPY
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Ez_buddycool
post Sep 10 2008, 11:53 AM
Post #123


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1280
Joined: 4-March 07
From: Kolkata
Member No.: 12114



2. Deewar Jo Itni Oonchi :- Kishore(K), Lata(L)

K: Deewar Jo Itni Oonchi Na Hoti
K: Chath Pe Akeli Tu Jab Raat Soti
K: Kankar Maar Ke Tujhko Main Jagata

L: Kaash Aisa Hota Kaash Aisa Hota
L: Teri Gali Main Hota Mera Chaubara
L: Chaubare Se Dekhti Tujhe Din Saara
L: Aangan Main Tere Khulta Mera Jharokha
L: Jhaank Leti Neeche Milte Hi Mauka

K: Kaash Aisa Hota Kaash Aisa Hota
K: Teri Gali Main Hota Mera Chaubara
K: Chaubare Se Dekhta Tujhe Din Saara
K: Aangan Mein Tere Khulta Mera Jharokha
K: Jhaank Leta Neeche Milte Hi Mauka

L: Kaash Aisa Hota
K: Kaash Aisa Hota
L: Kaash Aisa Hota

L: Kaash Aisa Hota
L: Ghar Tera Hota Saamne Mere Ghar Ke
L: Ghar Tera Hota Saamne Mere Ghar Ke
L: Tu Meri Khidki Ke Pass Se Guzar Ke Likh Ke Roz Chitthi Phenk Jaata

K: Kaash Aisa Hota
K: Kaash Aisa Hota
K: Kaash Aisa Hota

K: Kaash Aisa Hota
K: Jee Jaan Se Tu Mujhe Pyaar Karti
K: Jee Jaan Se Tu Mujhe Pyaar Karti
K: Jab Darpan Leke Tu Shringar Karti
K: Jab Darpan Leke Tu Shringar Karti
K: Main Door Se Dekhta Muskarata

L: Kaash Aisa Hota
K: Kaash Aisa Hota
L: Kaash Aisa Hota

L: Haan Sundar Ye Sapna, Magar Naseeb Apna
K: Bahaa Ke Ye Paseena, Humen Hain Yaar Jeena
L: Kare Garib Ulfat, Kise Hain Itni Fursat
K: Hamari Zindgani, Teri Meri Jawani
K: Isi Tarah Kategi, Kamate Apni Roti
K: Na Jane Tu Kahan Hain
K: Yahan Wahan Dhuaan Hain
K: Yahan Wahan Dhuaan Hain
L: Sochh Ke Ye Dil Ko, Hum De Rahen Hain Dhokha
L: Hoonnn Hota Kaash Aisa Hota

L: Teri Gali Main Hota Mera Chaubara
L: Chaubare Se Dekhti Tujhe Din Saara K: Kaash Aisa Hota
L: Aangan Main Tere Khulta Mera Jharokha K: Kaash Aisa Hota
L: Jhaank Leti Neeche Milte Hi Mauka K: Kaash Aisa Hota
L: Kaash Aisa Hota
K: Kaash Aisa Hota
L: Kaash Aisa Hota

This post has been edited by Ez_buddycool: Sep 10 2008, 12:20 PM


DONT WORRY BE ALWAYS HAPPY
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
Ez_buddycool
post Sep 10 2008, 12:06 PM
Post #124


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 1280
Joined: 4-March 07
From: Kolkata
Member No.: 12114



3. Bharat Ka Bhai Laxman :- Mahendra Kapoor(MK), Manhar Udhas(MU), Kishore Kumar(KK)

KK : Hey Is Duniya Mein Kaun Sanware Sab Ke Bigde Kaam
KK : Is Duniya Mein
Mk, MU : Arre Is Duniya Mein Kaun Sanware Sab Ke Bigde Kaam

KK : Arre Bharat Ka Bhai Laxman
MK,MU : Laxman Ka Bhai Raam
KK : Bharat Ka Bhai Laxman
MK,MU : Laxman Ka Bhai Raam

All : Hey Hey Hey Hey Hey Hey

MK : Arre Is Duniya Mein Kaun Sanware Sab Ke Bigde Kaam
MU : Is Duniya Mein Kaun Sanware Sab Ke Bigde Kaam
KK : Arre Bharat Ka Bhai Laxman
MU,MK: Laxman Ka Bhai Raam
KK : Bharat Ka Bhai Laxman
MU,MK : Laxman Ka Bhai Raam

KK : Roz Pado Ramayan Ko
MK,MU : Roz Pado Ramayan Ko

KK : Zulm Ka Sar Jab Ooncha Ho
MK,MU : Arre Zulm Ka Sar Jab Uncha Ho
MK : Tab Tab Usko Yaad Karo
MU : Tab Tab Usko Yaad Karo
KK : Arre Jiske Haathon Hona Hain Ravan Ka
MK,MU : Ravan Ka Kaam Tamam
KK : Arre Bharat Ka Bhai Laxman
MK,MU : Laxman Ka Bhai Raam
KK : Hey Bharat Ka Bhai Laxman
MK,MU : Laxman Ka Bhai Raam

All : Is Duniya Mein Kaun Sanware Sab Ke Bigde Kaam
All : Bharat Ka Bhai Laxman Laxman Ka Bhai Raam

KK : Raghukul Reet Sada Chali Aayi
MK,MU : Pran Jaye Par Vachan Na Jaayi

Female : La La Lall La La La
Chorus: La La La LL La
La La La Lall La La Lall La
KK : Ek
MK : Ek
MU : Ek

KK : Jaise Ke Hanuman Hain
All : Ek
MK : Hum Sab Ki Pahchan Hain
All : Ek
MU : Jism Juda Par Jaan Hain
All : Ek

KK : Jaise Ke Hanuman Hain
All : Ek
MK : Arre Hum Sab Ki PahChan Hain
All : Ek
MU : Jism Juda Par Jaan Hain
All : Ek

All : Oh Oh Oh Ek Hi Naam Se Lagte Hain Hum Teeno Ke Naam

KK : Bharat Ka Bhai Laxman
MK,MU : Laxman Ka Bhai Raam
KK : Arre Bharat Ka Bhai Laxman
MK,MU : Laxman Ka Bhai Raam

All : Is Duniya Mein Kaun Sanware Sab Ke Bigde Kaam
All : Bharat Ka Bhai Laxman Laxman Ka Bhai Raam

This post has been edited by Ez_buddycool: Sep 10 2008, 12:27 PM


DONT WORRY BE ALWAYS HAPPY
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Sep 10 2008, 01:00 PM
Post #125


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



The songs are available in this link
http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=528163

The Video of Song Kaash Aisa Hota is available at Youtube at this link

http://in.youtube.com/watch?v=l3F8oKqWWMA

Attached Image Attached Image

This post has been edited by musicman: Sep 10 2008, 07:30 PM

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Sep 10 2008, 01:16 PM
Post #126


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



Parveen Babi looks very gharelu in this movie.. mellow.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Sep 10 2008, 01:17 PM
Post #127


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



Some Interesting Information about the people who had worked/ were associated with Aahuti

The producer R. Soni (Actually H R Soni, may be numerology played some part here) earlier directed three movies in 1930s

• Talismi Heera (1934 /Hindi)
• Aurat Ka Dil (1933 /Hindi)

Source http://www.bollywoodhungama.com/celebritie.../875/index.html
• Gunehgar (1936/Hindi)
Source http://www.10ka20.com/hindi-movies-directo...0R.%20Soni.html

Then after almost forty years he suddenly produced Aahuti as R. Soni, his first and last production and nothing after that.

Ye Numerology bhi sabke saath kaam nahi karti excl.gif

Ashok V. Bhushan Director of this movie had been closely associated with Manoj (Bharat) Kumar Camp and directed only three movies as independent director and all were outside Manoj Kumar Camp. Other-wise he worked only as associate director/producer/assistant etc., in Manoj Kumar’s Productions. The details are as under.

1. Clerk (1989) [associate director]
2. Kalyug Aur Ramayan (1987) [chief assistant]
3. Kranti (1981) [associate director]
4. Aahuti (1978) [Director]
5. Shirdi Ke Sai Baba (1977) - Director
6. Roti Kapada Aur Makaan (1974) [production controller] [assistant producer]
7. Shor (1972) [production controller]
8. Purab Aur Pachhim (1970) [production controller]
9. Ricky (1986) [Director] Kunal Goswami, Manoj Kumar,s Son as Ricky
10. Jai Hind (1999) [associate director]
Source : http://www.chakpak.com/celebrity/ashok-v.-...lmography/17231 and
http://italian.imdb.com/name/nm1039454/maindetails

I wonder that even after being under training of Manoj (Bharat) Kumar for so many years, Mr Ashok V Bhusan was not used by Manoj (Bharat) Kumar as an independent director though Mr Ashok V Bhusan had directed three outside movies.

Guru Sikha Nahi Paaya Ya Chela Sheekh Nahi Paya wink.gif

Any Guess Bahi Logo excl.gif

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Sep 10 2008, 01:18 PM
Post #128


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



QUOTE(HumTum @ Sep 10 2008, 01:16 PM) *

Parveen Babi looks very gharelu in this movie.. mellow.gif



Yes For A Chagne wink.gif

and what about our Indian Casanova (Shashi Kapoor) wink.gif Kuchh Lohe ka kaam Kar Raha hain excl.gif

This post has been edited by musicman: Sep 10 2008, 01:22 PM

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Sep 10 2008, 01:19 PM
Post #129


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



I found another video of the same movie.. she is dressed like a villager and dancing.. jugni.. (a Lata song).
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Sep 10 2008, 01:21 PM
Post #130


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



QUOTE
Ye Numerology bhi sabke saath kaam nahi karti excl.gif


Trying his luck after 40 years! ohmy.gif Still no luck.. sad.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Sep 10 2008, 01:34 PM
Post #131


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



Some more Information about the people who had worked/ were associated with Aahuti

Kakesh Roshan urf Rakesh Roshan urf K(G)uddu is one of the three K fans in this Inidan Film Industry. Other Two are K(A)rjun Hingorani urf Arjun Hingorani and K(E)kta Kapoor.

I think this K factor has worked very well with all three of them, if I look at the movies in which Rakesh Roshan has worked as an actor I found seven movies starting with letter K
1. Koi Mil Gaya
2. Khoon Bhario Maang
3. Kaamchor
4. Khatta Meetha
5. Khubsoorat
6. Khel Khel Mein
7. Khandaan

And all were Hits. I don’t know about Aahuti, how it fared at Box Office.

So Numerology does work for some excl.gif

This post has been edited by musicman: Sep 10 2008, 02:18 PM

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Sep 10 2008, 01:44 PM
Post #132


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



His name is Kakesh? ohmy.gif I did not know that!

RR's Krazzy 4 was no good. I wouldn't call that a hit.. Rather we need to hit our heads agains the deewar ( headbang.gif ). That was a real flop movie.
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Sep 10 2008, 02:13 PM
Post #133


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



QUOTE(HumTum @ Sep 10 2008, 01:44 PM) *

His name is Kakesh? ohmy.gif I did not know that!

RR's Krazzy 4 was no good. I wouldn't call that a hit.. Rather we need to hit our heads agains the deewar ( headbang.gif ). That was a real flop movie.



Bhai Aapne Dhayan se padha nahi upar likha hain Kakesh Roshan urf Rakesh Roshan (K replaced r to reflect K fan) wink.gif

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Sep 10 2008, 02:16 PM
Post #134


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



QUOTE(HumTum @ Sep 10 2008, 01:44 PM) *

His name is Kakesh? ohmy.gif I did not know that!

RR's Krazzy 4 was no good. I wouldn't call that a hit.. Rather we need to hit our heads agains the deewar ( headbang.gif ). That was a real flop movie.



Phir bhi wo K ko nahi chhodega jaise ki aap deewar pe bina helmet ke sir takrana nahi chhodte smile.gif

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Sep 10 2008, 02:21 PM
Post #135


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



QUOTE
Bhai Aapne Dhayan se padha nahi upar likha hain Kakesh Roshan urf Rakesh Roshan (K replaced r to reflect K fan)


Pada tha lekin matlab kuchh aur hi le liya tha.. laugh.gif

QUOTE
Phir bhi wo K ko nahi chhodega jaise ki aap deewar pe bina helmet ke sir takrana nahi chhodte


But that has nothing to do with numerlogy! It is pure blissful way of clearing the clogs in the head. laugh.gif laugh.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

25 Pages V « < 7 8 9 10 11 > » 
Reply to this topicStart new topic
2 User(s) are reading this topic (2 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 26th April 2024 - 07:36 PM