Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

Lyrics Of Melodious Songs Of Geeta Ji !

, "Raat mohe meetha meetha sapna aaya re" from Tamasha (1952)

 
6 Pages V  1 2 3 > »   
Reply to this topicStart new topic
> Lyrics Of Melodious Songs Of Geeta Ji !, "Raat mohe meetha meetha sapna aaya re" from Tamasha (1952)
parag_sankla
post Apr 9 2008, 12:23 AM
Post #1


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



I am creating this new thread dedicated to lyrics of melodious songs of Geeta ji.

Here is the first song :

A lovely meaningful philosphical song by Kavi Pradeep ji is presented.

Composed by Avinash Vyas ji for the film Naag Mani (1957)

The film was directed by Raman B. Desai

Cast :
Trilok Kapoor
Nirupa Roy

Singer : Geeta Dutt

Toone khoob racha bhagwan
khilauna maati ka..
Ise koi na saka pehchaan
khilauna maati ka

Toone khoob racha bhagwan
khilauna maati ka..

Wah re tera insaan bidhaata
iska bhed samajh mein na aata
dharati se hain iska naata
magar hawa mein kile banata

Apni uljhan aap badhata...
Apni uljhan aap badhata
hota khud hairan
khilauna maati ka...

Toone khoob racha
khoob gadha bhagwan
khilauna maati ka

Kabhi toh ek dum rishta jode
kabhi achanak mamata tode
hoke paraya mukhda mode
apnonko majdhar mein chhode

sukh ki khoj mein it ut daude..
sukh ki khoj mein it ut daude
kitna yeh naadan

khilauna maati ka

Toone khoob racha
khoob gadha bhagwan
khilauna maati ka ..

Ise koi na saka pehchaan
khilauna maati ka

Toone khoob racha bhagwan
khilauna maati ka..



The audio link is here

http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry484555

This post has been edited by parag_sankla: Jul 2 2009, 05:19 AM


Attached image(s)
Attached Image Attached Image Attached Image
Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 9 2008, 01:58 AM
Post #2


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



Small clarifications on a couple of words:

Bhed - Secret
Gadha - Krafted

Its difficult to type in English and bring out the difference between words like bhed (Secret) and bhed (goat) or gadha (krafted) and gadha (donkey).

I have seen experts in RMMIM group use upper and lower case letters to differentiate between such kind of words.

Parag

Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 10 2008, 03:51 AM
Post #3


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



The second song on this thread is taken from the film where Geeta ji sang all the songs, i.e. from Darogaji (1949).
The lyrics are penned by Manohar Lal Khanna ji (Father of MD Usha Khanna ji) and the composer is Bulo C Rani. (A pic of Bulo C Rani ji from net is posted.)
The songs were filmed on the heroine Nargis. The film was produced by her brother.

"Ghoonghat mora khul khul jaaye..."

The mood of this song is totally different from the first song..Enjoy the lyrics !

Jawaniyaa nigodi sataye..haaye..
jawaniyaa yeh nigodi sataye ..haye
jawaniyaa yeh nigodi sataye
ghunghat mora khul khul jaaye

ghunghat mora khul khul jaaye
ho... ghunghat mora khul khul jaaye

Ang ang mora naache gaaye
naache gaaye
chanchal manawa bas mein naa aaye
bas mein naa aaye
Aise mein aa jao preetam
tujh bin jiya ghabaraye..
jiya ghabaraye..
ho jiya ghabaraye..
jiya ghabaraye..

ho... ghunghat mora khul khul jaaye

Prem badariya chhane lagi hain
chhane lagi hain
yaad teri phir aane lagi hain
aane lagi hain
Haaye yeh bechain umange
Haaye yeh bechain umange
kaise koi chhupaye..
koi chhupaye..
ho koi chhupaye..

ho... ghunghat mora khul khul jaaye

Ho...dekho dekho shyam murari
shyam murari..ho...
hath chhod nahin doongi gali
doongi gali..
tum natakhat ho poore kanhaiyya
tum natakhat ho poore kanhaiyya
tori chhed naa bhaye..chhed na bhaye
ho chhed naa bhaye.
chhed naa bhaye.
ho chhed naa bhaye.

ho... ghunghat mora khul khul jaaye
ghunghat mora khul khul jaaye
ghunghat mora khul khul jaaye


This post has been edited by parag_sankla: Apr 10 2008, 03:58 AM


Attached image(s)
Attached Image
Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 10 2008, 04:04 AM
Post #4


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



Here is the song

Song : Ghunghat mora khul khul jaaye
Singer : Geeta Dutt
Film : Darogaji (1949)
MD : Bulo C Rani
Lyrics : M L Khanna
Bitrate : 192 KBPS
Time : 04.47 min
Format : WMA

Courtsey Mahesh ji (maheshks)


P.S.

Here is the thread dedicated to all the songs from this film

http://www.hamaraforums.com/index.php?showtopic=27619


This post has been edited by parag_sankla: Apr 10 2008, 04:19 AM

Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 15 2008, 12:39 AM
Post #5


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



Presenting a absolutely lovely song from Abhimaan (1957). The lyrics by Indiwar sahab are so apt for the situation and display the emotions of a proud housemaker

Song : Main Ghar Ki Raani hoon ji
Singer : Geeta Dutt
Film : Abhiman (1957)
MD : Anil Biswas
Lyrics : Indiwar

(Beautiful humming..)...Ghar ki raani hoon ji
Main ghar ki raani hoon ji
Main ghar ki raani hoon ji
Main ghar ki raani hoon ji


Sham ka hoon main mangal tara
Bhor suhani hoon ji
Main ghar ki raani hoon ji

Jab bartan chhede saragam
main bhooloon apna har gham
Is aangan ke darpan mein
mera mukhda chamke cham cham

Yehi meri duniya
Yehi meri duniya...
main is duniya ki deewani hoon ji
Main ghar ki raani hoon ji
Main ghar ki raani hoon ji
Ghar ki raani hoon ji

Laaj se dulhan , pyar se patni
mamata se hain maata

kitna sundar kitna pyara
ho..kitna sundar kitna pyara
naari ka yeh naata
ho naari ka yeh naata
Sada naya ek roop
Sada naya ek roop
sada ek nayi kahani hoon ji
Main ghar ki raani hoon ji
Main ghar ki raani hoon ji
Ghar ki raani hoon ji

Hey mere bhagawan
Hey mere bhagawan...
Tumhari daya na mujhse roothe
Sukh mein kabhi abhimaan na aaye
Dukh mein dheer na chhoonte..
Sukh mein kabhi abhimaan na aaye
Dukh mein dheer na chhoonte..
tumhari daya na mujhse roothe

Geere na aankhon se..
Geere na aankhon se anchal par
main woh paani hoon ji

Main ghar ki raani hoon ji
Main ghar ki raani hoon ji
Ghar ki raani hoon ji

Main ghar ki raani hoon ji
Main ghar ki raani hoon ji



Here is the audio link

http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry486442

This post has been edited by parag_sankla: Apr 15 2008, 12:54 AM


Attached image(s)
Attached Image Attached Image
Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 15 2008, 04:43 AM
Post #6


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



I will try and make an effort to keep posting lyrics of songs of Geeta ji in various moods.

Any one interested in posting lyrics here is most welcome.

smile1.gif


Cheers
Parag

Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
simplefable
post Apr 15 2008, 11:09 PM
Post #7


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 8613
Joined: 3-August 07
From: ANDHRA PRADESH
Member No.: 20340



i watched this film Sahib Biwi Aur Ghulam for the first time long back on TV. It was very late in the night around Twelve..and yet the image of the wife getting ready for her husband stays fresh in my mind even today. Meena kumari gave a sterling performance on screen but the at once playful and cheerful voice of Geeta fills our heart for ever....and the lyrics are no mean task, they are are straight from heart of a Great Shair too..what else can we wish for ?

Sahib Biwi Aur Ghulam
Piya aiso jiya mein..
Geeta
Hemant Kumar
Shakeel Badayuni


Piya ayeso jiya mein samaay gayo re
Ke main tan man ki sood bood gawaa baithhee
Har aahat pe samazee wo aahi gayo re
Zat ghooghant mein mukhda chhoopaa baithhee

More angna mein jab poorwayyaa chalee
More dware ki khul gayee kiwadeeyaa
Maine jana ke aa gaye saawareeyaa more
Zat Phoolan ki sajiyaa pe jaa baithhee

Maine sindhoor se maang apnee bharee
Roop saiyyaa ke kaaran sajaayaa
Is dar se ke pee kee najar naa lage
Zat nainan mein kajraa lagaa baithhee..



Attached Image Attached Image








After silence that which comes nearest to expressing the inexpressible is music.
Aldous Huxley



"Waqt ne kiya...Kya haseen sitm...Tum rahe na tum..Hum rahe na hum.."



geetadutt

noorjehan

shamshadbegum

Anmol Fankaar
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 15 2008, 11:35 PM
Post #8


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



Wow Venkat, thats a great song you selected to post the lyrics !

Thank you so much for your special efforts in putting down the lyrics and the video of this evergreen melody.

For the benefit of members interested in videos (who might possibly miss this thread dedicated to lyrics),
I have provided a link on the "Visual treat of Geeta ji songs" thread with your kind permission.

Thanks Venkat one more time.

Cheers
Parag

This post has been edited by parag_sankla: Apr 15 2008, 11:36 PM

Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 22 2008, 01:15 AM
Post #9


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



Yeh pyaar ki raatein
Yeh aaj ki baatein

Geeta Dutt , G M Durrani , Talat Mehmood
Baghdad (1952)
Bulo C Rani
Raja Mehendi Ali Khan
128 KBPS
03.10 min
mp3



Geeta : Yeh pyar ki ratein
yeh aaj ki baatein
Dildar yaad rakhana

Talat : Humse kiye hain kya kya
Ikarar yaad rakhna

Geeta : Haa Yeh pyar ki ratein
yeh aaj ki baatein...

Talat : Teri nazarne haaye
kya kya kare ishare
ho..
Chand sitare hanske pukare
Hum tumhare hum tumhare

Geeta : Dil mein hamare rehna
sarkar yaad rakhana

Geeta : Haa Yeh pyar ki ratein
yeh aaj ki baatein...

Geeta : Khamosh kyoun ho
aakhir kya marzee hain tumhari
ho...

G M Durrani : Kya tumse saaf keh doon
Kya sochata hoon pyaari
Do aankhen yeh tumhari
Do aankhen yeh hamari
Jab mil gayi toh hongi
Kul chaar yaad rakhana

Geeta : Haa Yeh pyar ki ratein
yeh aaj ki baatein...
Dildar yaad rakhana

Talat : Humse kiye hain kya kya
Ikarar yaad rakhna

Geeta : Haa Yeh pyar ki ratein
yeh aaj ki baatein...

Geeta : Dil nahin bas mein
aaye yeh bole haaye jawani
ho ho...

Talat : Dil ke badle aaj humein
kya doge nishani
apni Nishani

Geeta : Hum dete hain dil tumko
sarkar yaad rakhna

Geeta : Haa Yeh pyar ki ratein
yeh aaj ki baatein...

G M Durrani : Dil leti ho toh le lo
warana jawab de do
ho ho

Geeta : Ghaate ki naukari hain
mera hisab de do
de do de do..
Maroongi warna dil pe
talwar yaad rakhna

G M Durrani : Yeh pyar ki ratein
yeh aaj ki baatein
Dildar yaad rakhana

All three : Humse kiye hain kya kya
Ikrara yaad rakhna

All three : Ha ..Yeh pyar ki ratein
yeh aaj ki baatein


This post has been edited by parag_sankla: Apr 22 2008, 01:23 AM

Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 22 2008, 05:31 AM
Post #10


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



Has any one seen this movie or this song at least ?

It seems like the situation is 2 heroes trying to plead their love for the same girl.

A very nice trio song composed by Bulo C Rani.


Regards
Parag

Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 23 2008, 02:10 AM
Post #11


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



Evergreen song composed by Madan Mohan sahab from the film Bhai Bhai, filmed on Shyama

Aye dil mujhe bata de tu kispe aa gaya hai
Geeta Dutt
Bhai Bhai (1956)
Madan Mohan
Rajendar Krishan


Aye dil mujhe bata dein
tu kis pe aa gaya hain
Woh kaun hain jo aakar
khwabon pe chha gaya hain

Masti bhara tarana
kyon raat ga rahi hain
Aankhon mein neend aakar
kyon door ja rahi hain
Dil mein koi sitamagar
araman jaga gaya hain
Woh kaun hain jo aakar
khwabon pe chha gaya hain

Aye dil mujhe bata dein
tu kis pe aa gaya hain
Woh kaun hain jo aakar
khwabon pe chha gaya hain

Betaab ho raha hain
yeh dil machal machal ke
Shayad yeh raat beete
karawat badal badal ke
Aye dil zara sambhal ja
shayad woh aa raha hain
Woh kaun hain jo aakar
khwabon pe chha gaya hain

Aye dil mujhe bata dein
tu kis pe aa gaya hain
Woh kaun hain jo aakar
khwabon pe chha gaya hain

Bheegi hui hawayen
mausam bhi hain ghulabi
Kya chand kya sitare
har cheez hain sharabi
Dheere se ek naghama
koi suna gaya hain
Woh kaun hain jo aakar
khwabon pe chha gaya hain

Aye dil mujhe bata dein
tu kis pe aa gaya hain
Woh kaun hain jo aakar
khwabon pe chha gaya hain



Here is the youtube link for the video of this beautiful song

http://youtube.com/watch?v=vVng0N59DE0

This post has been edited by parag_sankla: Apr 23 2008, 02:30 AM


Attached image(s)
Attached Image Attached Image
Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 25 2008, 01:01 AM
Post #12


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



Shaker Jaikishen gave very few songs to Geeta ji for reasons unknown to me. Anyways, a lively and energetic duet
of Geeta ji with Kishoreda, composed by SJ for the film Karodpati (1961) is being presented here.

The lyrics are penned by Hasarat Jaipuri sahab

Geeta : Kaabul ki main naar
meri aankhen raseelee katar
Kaabul ki main naar
meri aankhen raseelee katar

Jara aankh se aankh mila le
piya mausam mazedaar

Jara aankh se aankh mila le
wallah wallah ho wallah ho wallah
mausam mazedaar

Kishore : Husn ki tu gulnaar
yahan aashiq tere hazar
Husn ki tu gulnaar
yahan aashiq tere hazar
Par aaya hain badi door se
yeh pyar ka beemar

Bhai aaya hain badi door se
ya khush ho ya khush ho ya khush
pyar ka beemar

Geeta : Peela de nigahon ke jaam
aur le le yeh dil ka badam
Kishore : In hothon pe subah shyam
rehta hain tera hi naam

Geeta : Peela de nigahon ke jaam
aur le le yeh dil ka badam
Kishore : In hothon pe subah shyam
rehta hain tera hi naam

Geeta : Kehti hain mast bahar
meri uljahi lat sanwar
Kehti hain mast bahar
meri uljahi lat sanwar

Mohe pyar ke rang mein rang de
piya mausam mazedar
Mohe pyar ke rang mein rang de
wallah ho wallah ho wallah
mausam mazedaar

Kishore : Husn ki tu gulnaar
yahan aashiq tere hazar
Husn ki tu gulnaar
yahan aashiq tere hazar
Par aaya hain badi door se
yeh pyar ka beemar

Bhai aaya hain badi door se
ya khush ho ya khush ho ya khush
yeh pyar ka beemar

Geeta : Bhoore rangeele nawab
mera yeh jaisa shabaab

Kishore : Are kehta hain dil ka rabab
duniya badi hain kharab

Geeta : Bhoore rangeele nawab
mera yeh jaisa shabaab

Kishore : Are kehta hain dil ka rabab
duniya badi hain kharab

Geeta : Roop ke lobhee hazar
bhala kispe karoon aitebaar
Roop ke lobhee hazar
bhala kispe karoon aitebaar

Mujhe apne dil mein chhupa le piya
mausam mazedaar
Mujhe apne dil mein chhupa le
wallah ho wallah ho wallah
mausam mazedaar

Kishore : Husn ki tu gulnaar
yahan aashiq tere hazar
Husn ki tu gulnaar
yahan aashiq tere hazar
Par aaya hain badi door se
yeh pyar ka beemar

Bhai aaya hain badi door se
ya khush ho ya khush ho ya khush
pyar ka beemar



Here is the audio link for this lovely song

http://www.hamaraforums.com/index.php?s=&a...st&p=461022

Cheers
Parag

This post has been edited by parag_sankla: Apr 25 2008, 01:02 AM


Attached image(s)
Attached Image
Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 28 2008, 10:32 AM
Post #13


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



An inspirational and melodious song composed by Hemantda for the film Anandmath(1952) is being presented.

Kaviraaj Shailendra ji has penned the beautiful lyrics.
Pay special attention to the line "Jiska koi nahin kinara, aisa sagar sukhoge kaise"

Magical voices of Geeta ji and Talat ji complete this song par excellence.

Geeta : Kaise....
Kaise rokoge
Kaise rokoge
Kaise rokoge aise toofan ko

Kaise rokoge aise toofan ko
yeh umagein yeh dil hain jawan ho...
Kaise rokoge aise toofan ko
yeh umagein yeh dil hain jawan ho...
Kaise rokoge aise toofan ko
yeh umagein yeh dil hain jawan ho...
Kaise rokoge aise toofan ko
yeh umagein yeh dil hain jawan ho...

Geeta : Boond kal ki banin aaj dhaara
bah chala jismein jeewan hamara
Boond kal ki banin aaj dhaara
bah chala jismein jeewan hamara

Talat : Jisko chhoon kar ke doobe hazaron
Jisko chhoon kar ke doobe hazaron
dhhondhata hain yeh dil wo kinara
dhhondhata hain yeh dil wo kinara
Geeta : Man ke panchhi ki pagal udan ko
Man ke panchhi ki pagal udan ko
Kaise rokoge aise toofan ko
yeh umagein yeh dil hain jawan ho...
Kaise rokoge aise toofan ko


Talat : Apne man ko manaoge kaise
aag faili bujhaoge kaise
Apne man ko manaoge kaise
aag faili bujhaoge kaise

Geeta : Jiska koi nahin hain kinara
Jiska koi nahin hain kinara
aisa sagar sukhaoge kaise
aisa sagar sukhaoge kaise
Talat: Kaise baandhon ge aasman ko
Geeta : Kaise baandhon ge is aasman ko
Kaise rokoge aise toofan ko
yeh umagein yeh dil hain jawan ho...
Kaise rokoge aise toofan ko...


This post has been edited by parag_sankla: Apr 29 2008, 11:02 AM


Attached image(s)
Attached Image Attached Image Attached Image
Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 29 2008, 12:17 AM
Post #14


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



Another inspirational song sung by Geeta ji is "Aye watan ka naujawan jaag aur jagaake chal" from the film Baaz.

The lyrics of Majrooh sahab are well composed by O P Nayyar. The picturization of the song is on a ship and its filmed on once again the ever charming Geeta Bali. A must watch and a must listen song !

rolleyes.gif

Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
parag_sankla
post Apr 29 2008, 11:24 AM
Post #15


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 14260
Joined: 8-May 06
From: SFO Bay Area, US
Member No.: 6005



One of the best sad songs of the golden era of HFM

Kaise koi jiye zeher hain zindagi
Geeta Dutt
Baadban (1954)
S K Pal & Timir Baran
Indeevar
192 KBPS
03.04 min
mp3 CDQ

Audio link

http://www.hamaraforums.com/index.php?show...mp;#entry491487


Kaise koi jiye
zeher hain zindagi
Kaise koi jiye
zeher hain zindagi
utha toofan woh
utha toofan
aas ke sab
bujh gaye diye

Kaise koi jiye


Badal hain yah dhuan
aag lagi kahan
jalata na ho kahin
mera hi aashiyaan
angare the aansoo nahin
woh dil ne joh peeye

Kaise koi jiye
zeher hain zindagi

utha toofan woh
utha toofan
aas ke sab
bujh gaye diye

Kaise koi jiye


Taare na jaane
oonchai gagan ki
ankhen na samajhe
geherayee man ki
geherayee man ki

taare na jaane..

pyase papihe ne
aas si baandhi
ud gaye baadal
aa gayi aandhi
humne jo chheda
dilne hansike
honth see liye

Kaise koi jiye
zeher hain zindagi

utha toofan woh
utha toofan
aas ke sab
bujh gaye diye

Kaise koi jiye


Please visit www.geetadutt.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

6 Pages V  1 2 3 > » 
Reply to this topicStart new topic
2 User(s) are reading this topic (2 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 29th March 2024 - 08:07 AM