Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

(xice) Kishore Ke Sadabahar Geet

, Lyrics Only (Thread With Style)

 
 Forum Rules Please read and thoroughly understand the forum rules and regulations:
17 Pages V « < 2 3 4 5 6 > »   
Reply to this topicStart new topic
> (xice) Kishore Ke Sadabahar Geet, Lyrics Only (Thread With Style)
DIGANTA ADHYA
post Aug 13 2008, 08:42 AM
Post #46


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG - KOI NA TERE PEHELE THI NA TERI
FILM - AMAR DEEP
MUSIC - LAXMIKANT-PYARELAL
ACTOR - RAJESH KHANNA

Koi na tere pahele thi
Na tere baad mein hogi
Koi na tere pahele thi
Na tere baad mein hogi
Jab tak yeh dil hain is dil mein
Teri yaad hogi
O bogi bogi o bogi bogi
O bogi bogi o bogi bogi............

Tum mera aitbaar karo
Jee bharke mujh se pyar karo
Hain yaad mujhe aapne waade
Bas thoda sa intezaar karo
Tum mera aitbaar karo
Jee bharke mujh se pyar karo
Mere dil ki yeh duniya
Tujh se aabad hogi
Jab tak yeh dil hain is dil mein
Teri yaad hogi
O bogi bogi o bogi la la la ...............

Woh subah nehin woh sham nehin
Jab lub pe tera naam nehin
Din raat tadapta raheta hoon
Aur mujhe kuch kaam nehin
Bas aur mujhe kuch kaam nehin
Mere hoton pe hardam
Bas yeh fariyaad hogi
Jab tak yeh dil hain is dil mein
Teri yaad hogi
O bogi bogi o bogi bogi........

Dua do dua do ...................(WITH YOODLING)

Yeh haal raha to aye jaana
Yeh haal raha to aye jaana
Main ho jayunga deewana deewana
Har ek juban se sunle na
Tu mere pyar ka afsaana afsaana
Teri ulfat mein meri
Duniya barbad hogi
Jab tak yeh dil hain is dil mein
Teri yaad hogi
O bogi bogi o bogi bogi
O bogi la la la o bogi bogi
O bogi bogi o bogi bogi............................






Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 13 2008, 09:52 AM
Post #47


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Song no (36)

Album name:- Kati Patang (1970)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Pyaar Deewana Hota Hai

Pyaar deewana hota hai mastana hota hai
Har khushi se har gham se begana hota hai
Pyaar deewana hota hai mastana hota hai
Har khushi se har gham se begana hota hai

Shama kahe parwaane se pare chala jaa
Meri tarah jal jaayega yahaan nahi aa
Shama kahe parwaane se pare chala jaa
Meri tarah jal jaayega yahaan nahi aa

Woh nahi sunta usko jal jaana hota hai
Har khushi se har gham se begana hota hai
Pyaar deewana hota hai mastana hota hai
Har khushi se har gham se begana hota hai

Rahe koi sau pardon mein darre sharam se
Nazar aji laakh chhupaaye koi sanam se
Aa hi jaata hai jispe dil aana hota hai
Har khushi se har gham se begana hota hai

Pyaar deewana hota hai mastana hota hai
Har khushi se har gham se begana hota hai

Sunoo kisi shaayar ne yeh kaha bahut khoob
Manaa karey duniya lekin mere mehboob
Sunoo kisi shaayar ne yeh kaha bahut khoob
Manaa karey duniya lekin mere mehboob
Woh chhalak jaata hai jo paimaana hota hai
Har khushi se har gham se begana hota hai

Pyaar deewana hota hai mastana hota hai
Har khushi se har gham se begana hota hai





rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 13 2008, 09:53 AM
Post #48


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Song no (37)

Album name:- Kati Patang (1970)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Ye Jo Mohabbat Hai

Ye jo mohabbat hai, ye unka hai kaam
Arey mehboob ka jo, bas lete huye naam
Mar jaayen, mit jaayen, ho jaayennn Badnaam

Rehne do chodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar
Rehne do chodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar

Toote agar saagar naya saagar koi lele
Mere khuda dil se koi kisi ke na khele
Toote agar saagar naya saagar koi lele
Mere khuda dil se koi kisi ke na khele
Dil toot jaaye toh kya ho anjaam

Ye jo mohabbat hai, ye unka hai kaam
Arey mehboob ka jo, bas lete huye naam
Mar jaayen, mit jaayen, ho jaayen Badnaam

Rehne do chodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar
Rehne do chodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar

Aankhen kisi se na ulajh jaayen main darta hoon
Yaaron haseeno ki gali se main gujarta hoon
Aankhen kisi se na ullajh jaayen main darta hoon
Yaaron haseeno ki gali se main gujarta hoon
Bas door hi se karke salaaam

Ye jo mohabbat hai ye unka hai kaam
Arre mehboob ka jo bas lete huye naam
Mar jaayen, mit jaayen
Ho jaayennn Badnaam

Rehne do chodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar
Rehne do chodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar





rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 13 2008, 09:56 AM
Post #49


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Song no (38)

Album name:- Mehbooba (1976)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Mere Naina Saawan Bhaado

Mere naina saawan bhaado
Phir bhi mera man pyaasa
Phir bhi mera man pyaasa
Mere naina saawan bhaado
Phir bhi mera man pyaasa
Phir bhi mera man pyaasa

Aye dil deewane, khel hai kya jaane
Dard bhara yeh geet kahaan se
Inn hothon pe aaye door kahin le jaaye
Bhool gaya kya bhool ke bhi hai
Mujhko yaad zara sa
Phir bhi mera man pyaasa

Daat purani hai, ek kahani hai
Ab sochoon tumhe yaad nahi hai
Ab sochoon nahi nahi bhoole
Woh saawan ke jhoole
Rut aaye rut jaaye dekar
Jhootha ek dilaasa
Phir bhi mera man pyaasa

Barso beet gaye, humko mile bichade
Bijuri bankar gagan pe chamki
Bite samay ki rekha
Maine tumko dekha
Man sang aankh micholi khele
Aasha aur niraasha
Phir bhi mera man pyaasa

Mere naina saawan bhaado
Phir bhi mera man pyaasa
Phir bhi mera man pyaasa
Phir bhi mera man pyaasa






rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 13 2008, 08:37 PM
Post #50


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG NO - 39

SONG - DEKHO VEER JAWANO AAPNE
FILM - AAKRAMAN
MUSIC - LAXMIKANT-PYARELAL
ACTOR - RAJESH KHANNA

Mere jaan se pyare tujhko tera
Desh pukara jaa
Jaa bhaiya jaa beta jaa mere yaara jaa
Dekho veer jawano aapne
Khoon pe ilzaam na aaye
Dekho veer jawano aapne
Khoon pe ilzaam na aaye
Mana kahe ke mere bete
Waqt pada to kaam na aaye
Dekho veer jawano aapne
Khoon pe ilzaam na aaye
Dekho veer jawano ..................

Hum pahele bharat basi
Hum pahele bharat basi
Phir hindu muslim sikh e sayi
Hum pahele bharat basi
Naam juda hain to kya
Bharat maa ke sab bete hain bhai
Abdul uske baccho ko pale
Jo ghar wapas ram na aaye
Dekho veer jawano aapne
Khoon pe ilzaam na aaye
Dekho veer jawano....................

Andha beta yudh pe chala to
Na jaa na jaa us ki maa boli
Andha beta yudh pe chala to
Na jaa na jaa us ki maa boli
Woh bola kam kar sakta hoon
Main bhi dushman ki ek goli
Jikra saheedon ka ho to kyun
Un mein mera naam na aaye
Dekho veer jawano aapne
Khoon pe ilzaam na aaye
Dekho veer jawano....................

Accha chalte hain
Accha chalte hain kab aayenge
Yeh kahena muskil hoga
Tum kaheti ho khat likhna
Khat likhne se kya haseel hoga
Khat ke sath ranbhumi se
Vijay ka jo paigam na aaye
Dekho veer jawano aapne
Khoon pe ilzaam na aaye
Mana kahe ke mere bete
Waqt pada to kaam na aaye
Dekho veer jawano aapne
Khoon pe ilzaam na aaye......................


THIS GREAT PATRIOTIC SONG OF GURU IS DEDICATED TO ALL THE GREAT ARMY OF INDIA FOR THE UPCOMMING 15 TH AUGUST.
Attached Image
bow.gif bow.gif bow.gif bow.gif

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 14 2008, 02:16 PM
Post #51


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467



Attached Image

SONG - DEKHO VEER JAWANO AAPNE
FILM - AAKRAMAN
MUSIC - LAXMIKANT-PYARELAL
BITRATE - 48 KBPS
FORMAT - MP3




rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 14 2008, 05:44 PM
Post #52


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467



Thanks DIGANTA Bhai for the lyrics of "AAKRAMAN".

Song no (40)

Album name:- Namak Haram(1973)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Diye Jalte Hein

Diye jalte hein, phool khilte hein
Diye jalte hein, phool khilte hein
Badi mushkil se magar duniya mein dost milte hein
Diye jalte hein

Jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai
Kucch na poocho yaaron dil ka haal bura hota hai
Jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai
Kucch na poocho yaaron dil ka haal bura hota hai

Dil mein yaadon ke jaise teer chalte hein
Diye jalte hein, phool khilte hein
Diye jalte hein

Iss rang roop pe dekho, hargiz naaz na karna
Jaan bhi maange yaar to de na naraaz na karna
Rang udd jaate hein dhoop dhalte hein
Diye jalte hein, phool khilte hein
Diye jalte hein

Daulat aur jawaani, ek din kho jaati hai
Sachh kahta hoon saari duniya dushman ho jaati haii
Umra bhar dost lekin saath chalte hein
Diye jalte hein, phool khilte hein
Diye jalte hein



rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 14 2008, 08:05 PM
Post #53


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



QUOTE(xice @ Aug 14 2008, 05:44 PM) *

Thanks DIGANTA Bhai for the lyrics of "AAKRAMAN".


THANKS A LOT Xice BHAI FOR APPRECIATION. smile.gif smile.gif smile.gif

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 14 2008, 08:20 PM
Post #54


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG NO - 41

SONG - MAIN SHAYER BADNAAM
FILM - NAMAK HARAM
YEAR - 1973
MUSIC - R.D.BURMAN
ACTOR - RAJESH KHANNA

Main shayer badnaam
Main shayer badnaam
Ho main chala main chala
Mehfil se nakaam
Ho main chala main chala
Main shayer badnaam...............

Mere ghar se tumko
Kuch samaan milega
Deewane shayer ka
Ek deewan milehga
Aur kuch cheez milegi
Toota khali jaam
Ho main chala main chala
Main shayer badnaam..................

Solo pe chal na tha
Kaaton pe sona tha
Aur abhi jee bharke
Kismat pe roona tha
Jaane ayse kitne
Baki chodke kaam
Ho main chala main chala
Main shayer badnaam..................

Raasta rok rahi hain
Thodi jaan hain baki
Jaane toote dil mein
Kya armaan hain baki
Jaane beetien aye dil
Sab ko mera salaam
Ho main chala main chala
Main shayer badnaam
Ho main chala main chala
Mehfil se nakaam
Ho main chala main chala
Main shayer badnaam.............

smile.gif smile.gif smile.gif

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 15 2008, 04:01 PM
Post #55


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Song no (42)

Album name:- Mehboob ki Mehendi(1971)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Ye Jo Chilman Hai

Yeh jo chilman hai, dushman hai hamaari
Yeh jo chilman hai, dushman hai hamaari
Kitni sharmili, ooh kitni sharmili dulhann hai hamaari

Doosra aur koi yahaan kyun rahe?
Doosra aur koi yahaan kyun rahe?
Husn aur ishq ke darmiyaan kyun rahe
Woh bhala kyun rahe, yeh yahaan kyun rahe
Haan ji haan kyun rahe

Ye jo aanchal hai shikhwa hai hamaara
Kyun chhupata hai chehra yeh tumhara
Hoo ye jo chilman hai

Kaise deedar aashiq tumhaara karen
Kaise deedar aashiq tumhaara karen
Rukhe roshan ka kaise nazaara karen
Ho nazaara karen, ho ishaara karen
Haan pukaara karen

Ye jo gesu hai baadal hai kasam se
Kaise bikhre hein gaalon pe sanam ke
hoo Ye jo chilman hai

Rukh se parda zaraa jo sarakne laga
Rukh se parda zaraa jo sarakne laga
Uff ye kambakht dil kyun dhadakne laga
Ho dhadakne laga, ho bhadak ne laga
Dam atak ne laga

Ye jo dhadkan hai dushman hai hamaari
Kaise dil sambhale uljhann hai hamaari

Hoo yeh jo chilman hai, dushman hai hamaari



rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 15 2008, 04:03 PM
Post #56


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Song no (43)

Album name:- Mere Jeevan saathi (1972)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

O Mere Dil Ke Chain

Hmmmm hmmm hmmm
O mere dil ke chain
O mere dil ke chain
Chain aaye mere dil ko dua kijiye
O mere dil ke chain
Chain aaye mere dil ko dua kijiye

Apna hi saaya dekh ke tum
Jaane jahaan sharma gaye
Abhi toh yeh pehli manzil hai
Tum toh abhi se ghabra gaye
Mera kya hoga socho toh zaraa
Haaye aise na aanhen bhara kijiye

O mere dil ke chain
O mere dil ke chain
Chain aaye mere dil ko dua kijiye

Aapka armaan aapka naam
Mera taraana aur nahi
Inn jhukti palkon ke siva
Dil ka thikaana aur nahi
Jachta hi nahi aakhon mein koi
Dil tumko hi chaahe toh kya

O mere dil ke chain
O mere dil ke chain
Chain aaye mere dil ko dua kijiye

Yun toh akela bhi aksar
Girkar sambhal sakta hoon mein
Tum jo pakadlo haath mera
Duniya badal sakta hoon mein
Maanga hai tumhe duniya ke liye

O mere dil ke chain
O mere dil ke chain
Chain aaye mere dil ko dua kijiye

O mere dil ke chain
O mere dil ke chain
O mere




rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 16 2008, 11:28 AM
Post #57


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Song no (44)

SPECIAL RAKSHA-BANDHAN SONG
FOR ALL BEHANAS OF FORUM wink.gif

Song: Phoolon Ka Taaron Ka

Album: HARE RAMA HARE KRISHNA
Artist: Kishore Kumar
Performer : Devanand


Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai
Ek Hazaron Mein Meri Behna Hai
Sari Umar Hame Sang Rehna Hai
Ye Na Jaana Duniya Ne Tu Hai Kyon Udaas
Teri Pyaari Aankhon Mein Pyar Ki Hai Pyaas
Aa Mere Paas Aa
Keh Jo Kehna Hai
Ek Hazaron Mein ...
Jabse Meri Aankhon Se Ho Gayi Tu Door
Tabse Sare Jeevan Ke Sapne Hain Choor
Aankhon Mein Neend Na Dil Mein Chaina Hai
Ek Hazaron Mein ...
Dekho Hum Tum Dono Hain Ek Dali Ke Phool
Maein Na Bhoola Tu Kaise Mujhko Gai Bhool
Aa Mere Paas Aa Keh
Jo Kehna Hai Ek Hazaron Mein ...

.........Deepak......

rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Aug 16 2008, 11:56 PM
Post #58


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



Lyrics of Other Two Songs of movie AA GALE LAG JA

La La La Tera Mujhse Hai Pehele - Kishore Kumar & Sushma Shresta

La La La La La Lal La La La La La La La L La
La La La La La Lal La La La La La La La La L La

Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na

Dekho Abhi Khona Nahin
Kabhi Juda Hona Nahin
Ab Ke Yoohin Mile Rahenge Dono
Vaada Raha Ye Is Shaam Ka
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na

Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi

O Aage Kya Hain Daddy Main To Bhool Hi Gaya

Waade Gaye Baatein Gayi
Jaagi Jaagi Raatein Gayi
Chaha Jise Mila Nahin
To Bhi Hume Gila Nhai
Apna Hain Kay Jiye Mare Chahe Kuchh Ho
Tujhko To Jeena Raas Aa Gaya

Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na

La La La La La Lal La La La La La La La La L La
La La La La La Lal La La La La La La La La L La

La La La La La Lal La La La La La La Lala
La La La La La Lal La La La La La La La La L La

This post has been edited by musicman: Aug 17 2008, 12:14 AM

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Aug 17 2008, 12:06 AM
Post #59


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



Aa Gale Lag Ja
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata - Kishore Kumar

Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na

Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi

Dhuan Dhuan Tha Wo Sama
Yahan Wahan Jane Kahan
Tu Aur Mein Kahin Mile The Pehle
Dekha Tujhe To Dil Ne Kaha
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na

Tu Bhi Rahi Mere Liye
Mein Bhi Raha Tere Liye
Tu Bhi Rahi Mere Liye
Mein Bhi Raha Tere Liye
Pehle Bhi Main Tujhe Baahon Mein Leke
Jhooma Kiya Aur Jhooma Kiya
Jaane Tu Ya Jaane Na
O Maane Tu Ya Maane Na

Dekho Abhi Khona Nahin
Kabhi Juda Hona Nahin
Dekho Abhi Khona Nahin
Kabhi Juda Hona Nahin
Ab Ke Yoohin Mile Rahenge Dono
Vaada Raha Ye Is Shaam Ka
Jaane Tu Ya Jaane Na
O Maane Tu Ya Maane Na

Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na aaaaaaaaaaaaaaaaaaa

This post has been edited by musicman: Aug 17 2008, 12:55 AM

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 18 2008, 08:41 AM
Post #60


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Song no (47)

Album name:- Prem nagar (1974)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Yeh Lal Rang

Yeh lal rang kab mujhe chodega

Yeh lal rang kab mujhe chodega
Yeh lal rang kab mujhe chodega
Mera ghum kab talak mera dil todega
Yeh lal rang kab mujhe chodega

Kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu
Kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu
Yeh to pyaala sharab ka ban gaya yeh laho
Yeh lal rang kab mujhe chodega

Peeneki kasam daal di, peunga kis tarah
Peeneki kasam daal di, peunga kis tarah
Yeh na socha tune yaar, jeeunga kis tarah
Yeh lal rang kab mujhe chodega

Chala jao kahi chod ke mein tera yeh shehar, haan
Chala jao kahi chod ke mein tera yeh shehar
Na to yaha amrit mile peeneko na zehar
Yeh lal rang kab mujhe chodega

Mera ghum kab talak ho, mera dil todega
Yeh lal rang kab mujhe chodega




rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.


...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

17 Pages V « < 2 3 4 5 6 > » 
Reply to this topicStart new topic
3 User(s) are reading this topic (3 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 26th May 2024 - 02:31 AM