Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

(xice) Kishore Ke Sadabahar Geet

, Lyrics Only (Thread With Style)

 
 Forum Rules Please read and thoroughly understand the forum rules and regulations:
17 Pages V < 1 2 3 4 5 > »   
Reply to this topicStart new topic
> (xice) Kishore Ke Sadabahar Geet, Lyrics Only (Thread With Style)
musicman
post Aug 10 2008, 01:00 PM
Post #31


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



Lyrics of all four songs of 5 Rilfes, (Please inform corrections required if any)
4. Tera Husn Allaha Allaha

Tera Husn Allaha Allaha Tera Roop Raam Raam - 2
Ek Main Hi Nahi Tere Karoro Ghulam - 2
Tera Husn Allaha Allaha Tera Roop Raam Raam - 2

Tu Jo Palke Jhuka De Himala Jhuke -2
Tu Ishara Kare Ganga Jamuna Rooke - 2
Teri Julphe Sanware Kashmir Ki Hawa -2
Dhoye Kanya Kumari Tere Paon Sada
Tere Kadmon Ki Dhool Ko Sitaron Ka Salaam

Tera Husn Allaha Allaha Tera Roop Raam Raam -2

Tu Mera Ishq Hain Mera Imaan Hain -2
Main Teri Jaan Hoon Tu Meri Jaan Hain
Tera Deewana Hoon Ye Dikha Doonga Main - 2
Teri Aawaz Pe Sar Kata Loonga Main
Teri Khatir Main Pee Loonga Zahar Ka Bhi Jaam

Tera Husn Allaha Allaha Tera Roop Raam Raam - 2

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 10 2008, 03:21 PM
Post #32


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Thanks DIGANTA Bhai! HT Bhai smile1.gif G8 Contribution
Song no (29)



Album name:- Amar Prem (1971)
Singer :- Kishore kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Chingari Koi Bhadke

Chingari koi bhadke, to saawan usse bujhaaye
Saawan jo agan lagaaye, usse kaun buzaaye?
Pathazad jo baag ujaade, wo baag bahaar khilaaye
Jo baag bahaar mein ujade, usse kaun khilaaye?

Hum se mat poochho kaise mandir toota sapno ka
Hum se mat poochho kaise mandir toota sapno ka
Logon kee baat naheen hai ye kissa hain apano ka
Logon kee baat naheen hai ye kissa hain apano ka
Koi dushman thhes lagaye, to meet jiyaa bahalaye
Manmeet jo ghaav lagaye, use kaun mitaye?
Hoo usse kaun mitaye?

Naa jaane kya ho jaata jaane hum kyaa kar jaate
Naa jaane kya ho jaata jaane hum kyaa kar jaate
Peete hain to zinda hai naa pite to mar jaate
Duniya jo pyaasa rakhe, to madira pyaas bujhaye
Madira jo pyaas lagaye, usse kaun bujaye?
Hoo usse kaun bhujaye?

Maana toofaan ke aage naheen chalataa jor kisi ka
Maana toofaan ke aage naheen chalataa jor kisi ka
Maujon kaa dosh naheen hai, ye dosh hain aur kisi ka
Mazadhaar mein naiyyaa dole, to maanzi paar lagaye
Maanjhi jo naaw dooboye use kaun bachaye?
Hoo usse kaun Bachaaye?

Chingaari hmmmm..


rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 10 2008, 04:22 PM
Post #33


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467



Song no (30)

Album name:- Anurodh
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Aate Jaate Khoobsurat

Aate jaate khoobsurat awara sadkon pe
Kabhi kabhi ittefaq se
Kitne anjaan log mil jaatein hain

Unn mein se kuch log bhool jaatein hain
Kuch yaad reh jaate hain
Unn mein se kuch log bhool jaatein hain
Kuch yaad reh jaate hain

Aawaaz ki duniya ke doston
Kal raat kisi jagah pe mujhko

Kis kadar yeh haseen khayal mila hain
Raah mein ek reshmi rumal mila hain
Jo giraya tha kisine jaankar
Jiska ho le jaaye wo pehchankar

Warna main rakh loonga
Usko apna jaankar
Kisi husn wale ki nishani maankar
Nishaani maankar

Hanste gaate logon ki
Baaton hi baaton mein
Kabhi kabhie ek mazaaq se
Kitne jawaan kisse ban jaate hain

Un kisso mein chund bhool jaate hain
Chand yaad reh jaate hain
Unn mein se kuch log bhool jaatein hain
Kuch yaad reh jaate hain

Taqdeer mujhpe meherbaan hai
Jis shaukh ki yeh daastaan hai

Usne bhi shaayad yeh paighaam suna ho
Mere geeton mein apna naam suna ho
Usne bhi shaayad yeh paighaam suna ho
Mere geeton mein apna naam suna ho

Door baithi wo yeh raaz wo jaan le
Meri awaaz ko pehchaan le
Kaash phir kal raat jaisi barsaat ho
Aur meri uski kahin mulaqaat ho, mulaaqat ho

Lambi lambi raaton mein
Neend nahin jab aayen
Kabhi kabhi iss firaaq se
Kitne haseen khwab ban jaate hain

Unn mein se kuch khwab bhool jaate hain
Kuch yaad reh jaate hain
Unn mein se kuch log bhool jaatein hain
Kuch yaad reh jaate hain

Aate jaate khoobsurat awara sadkon pe
Kabhi kabhi ittefaq se
Kitne anjaan log mil jaatein hain
Unn mein se kuch log bhool jaatein hain
Kuch yaad reh jaate hain



rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

This post has been edited by xice: Aug 12 2008, 02:20 PM

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 10 2008, 06:59 PM
Post #34


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



QUOTE(xice @ Aug 10 2008, 03:21 PM) *

Thanks DIGANTA Bhai! HT Bhai smile1.gif G8 Contribution
Song no (29)



Album name:- Amar Prem (1971)
Singer :- Kishore kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Chingari Koi Bhadke

Chingari koi bhadke, to saawan usse bujhaaye
Saawan jo agan lagaaye, usse kaun buzaaye?
Pathazad jo baag ujaade, wo baag bahaar khilaaye
Jo baag bahaar mein ujade, usse kaun khilaaye?

Hum se mat poochho kaise mandir toota sapno ka
Hum se mat poochho kaise mandir toota sapno ka
Logon kee baat naheen hai ye kissa hain apano ka
Logon kee baat naheen hai ye kissa hain apano ka
Koi dushman thhes lagaye, to meet jiyaa bahalaye
Manmeet jo ghaav lagaye, use kaun mitaye?
Hoo usse kaun mitaye?

Naa jaane kya ho jaata jaane hum kyaa kar jaate
Naa jaane kya ho jaata jaane hum kyaa kar jaate
Peete hain to zinda hai naa pite to mar jaate
Duniya jo pyaasa rakhe, to madira pyaas bujhaye
Madira jo pyaas lagaye, usse kaun bujaye?
Hoo usse kaun bhujaye?

Maana toofaan ke aage naheen chalataa jor kisi ka
Maana toofaan ke aage naheen chalataa jor kisi ka
Maujon kaa dosh naheen hai, ye dosh hain aur kisi ka
Mazadhaar mein naiyyaa dole, to maanzi paar lagaye
Maanjhi jo naaw dooboye use kaun bachaye?
Hoo usse kaun Bachaaye?

Chingaari hmmmm..


rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.


THANKS xice BHAI FOR APPRECIATION.
biggrin.gif biggrin.gif biggrin.gif biggrin.gif

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 10 2008, 07:00 PM
Post #35


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



[quote name='xice' date='Aug 10 2008, 04:22 PM' post='519381']
Song no (30)

Album name:- Agar tum na hote (1984)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Aate Jaate Khoobsurat

Aate jaate khoobsurat awara sadkon pe
Kabhi kabhi ittefaq se
Kitne anjaan log mil jaatein hain

Unn mein se kuch log bhool jaatein hain
Kuch yaad reh jaate hain
Unn mein se kuch log bhool jaatein hain
Kuch yaad reh jaate hain

Aawaaz ki duniya ke doston
Kal raat kisi jagah pe mujhko

Kis kadar yeh haseen khayal mila hain
Raah mein ek reshmi rumal mila hain
Jo giraya tha kisine jaankar
Jiska ho le jaaye wo pehchankar

Warna main rakh loonga
Usko apna jaankar
Kisi husn wale ki nishani maankar
Nishaani maankar

Hanste gaate logon ki
Baaton hi baaton mein
Kabhi kabhie ek mazaaq se
Kitne jawaan kisse ban jaate hain

Un kisso mein chund bhool jaate hain
Chand yaad reh jaate hain
Unn mein se kuch log bhool jaatein hain
Kuch yaad reh jaate hain

Taqdeer mujhpe meherbaan hai
Jis shaukh ki yeh daastaan hai

Usne bhi shaayad yeh paighaam suna ho
Mere geeton mein apna naam suna ho
Usne bhi shaayad yeh paighaam suna ho
Mere geeton mein apna naam suna ho

Door baithi wo yeh raaz wo jaan le
Meri awaaz ko pehchaan le
Kaash phir kal raat jaisi barsaat ho
Aur meri uski kahin mulaqaat ho, mulaaqat ho

Lambi lambi raaton mein
Neend nahin jab aayen
Kabhi kabhi iss firaaq se
Kitne haseen khwab ban jaate hain

Unn mein se kuch khwab bhool jaate hain
Kuch yaad reh jaate hain
Unn mein se kuch log bhool jaatein hain
Kuch yaad reh jaate hain

Aate jaate khoobsurat awara sadkon pe
Kabhi kabhi ittefaq se
Kitne anjaan log mil jaatein hain
Unn mein se kuch log bhool jaatein hain
Kuch yaad reh jaate hain



rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

DEAR xice BHAI THAT SONG IS FROM FILM - ANURODH. NOT FROM AGAR TUM NA HOTE.



Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 10 2008, 07:24 PM
Post #36


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



NOW HERE I TRY TO POST ALL THE SONGS FROM FILM WHICH NAME BEGAIN WITH 'A" TO MAKE DEAR Musicman BHAI WORK EASIER.

MY REQUEST TO EVERYONE TO PLEASE POST SONGS LYRICS IN THIS ORDER.

MY FIRST FILM IS - AA GALE LAG JAA


SONG - AYE MERE BETE SUN MERA(WITH SUSHMA SHRESTA)
MUSIC - R.D.BURMAN


Aye mere bete sun mera kahena
Chahe dukh hoye haanste hi rahena
Aye mere bete sun mera kahena
Chahe dukh hoye haanste hi rahena.............

Tu mere bete kyun roye
Aakhiyon ke moti kyun khoye
Main tera ghoda main hathi
Main tere sukh dukh ka sathi
Tera main sahara hoon
Mera tu sahara hain
Jaan se bhi pyara hain
Aa jaa aa jaa.......
Aye mere bete sun mera kahena
Chahe dukh hoye haanste hi rahena......

Rakhna bharosa us pe sada
Jis ne hain sabko janam diya
Kaal tera paapa rahe na rahe
Aab jo kahan phir kahe na kahe
Raha na bhoola na tu
Wohi rakhwala hain
Usi ko bulana tu
Aa jaa aa jaa.............
Aye mere bete sun mera kahena
Chahe dukh hoye haanste hi rahena......

Sochatha kya aur kya laya
Dete hue jee bhar aaya
Le yeh paisa bhi le le rail
Mera abhage haaton se
Isi ke sahare chal
Chal mere pyare chal
Papa ke dulare chal
Aa jaa aa jaa................

Aye mere papa sun mera kahena
Chahe dukh hoye haanste hi rahena....

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 10 2008, 07:32 PM
Post #37


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



2ND ONE FROM THE SAME MOVIE - AA GALE LAG JAA

SONG - AYE MERE BETE SUN MERA(SAD)
MUSIC - R.D.BURMAN

Aye mere bete sun mera kahena
Chahe dukh hoye haanste rahena...

Rakhna bharosa us mein sada
Jis ne hain sabko janam diya
Kaal tera papa rahe na rahe
Aab jo kahan phir kahen na kahen
Kahan na bhoola na tu
Wohi rakhwala hain
Usi ko bulana tu
Aa jaa aa jaa............

Aye mere bete sun mera kahena
Chahe dukh hoye haanste rahena....

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif



Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 10 2008, 07:44 PM
Post #38


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



3RD SONG FROM THE MOVIE AA GALE LAG JAA

SONG - NA KOI DIL MEIN SAMAYA
MUSIC - R.D.BURMAN

Na koi dil mein samaya
Na koi pahlu mein aaya
Jake bhi paas rahi tum hi
O jaane ja jaaneman(WITH YOODLING)
Jaan ti ho....
Na koi dil mein samaya
Na koi pahlu mein aaya
Jake bhi paas rahi tum hi
O jaane ja jaaneman(WITH YOODLING)
Jaan ti ho....

Kyun tumne daman churaya
Tum jaano main kya baataun
Mujh mein hi kuch aahb hoga
Kyun tum pe tohmat lagaun
Main to yehi kahunga
Pucchongi jab yahi....(WITH YOODLING)
Hu hu hu .........
jaake bhi paas rahi tum hi
O jaane ja jaaneman(WITH YOODLING)
Jaan ti ho....

Tum jo mujhe de gayi ho
Ek khoobsurat nishani
Liptake sine mein us ko
Kaat jayegi gi zindegani
Main to yehi kahunga
Pucchongi jab yahi....(WITH YOODLING)
Hu hu hu .........
jaake bhi paas rahi tum hi
O jaane ja jaaneman(WITH YOODLING)
Jaan ti ho....

Na koi dil mein samaya
Na koi pahlu mein aaya
Jake bhi paas rahi tum hi
O jaane ja jaaneman(WITH YOODLING)
Jaan ti ho....

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 10 2008, 08:10 PM
Post #39


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



4TH SONG FROM THE MOVIE - AA GALE LAG JAA

SONG - WADA KARO NEHIN CHODO(DUET WITH LATA)
MUSIC - R.D.BURMAN

O tehro meri jaan...................

Wada karo nehin chodo ki tum mera sath
Jahan tum ho woha main bhi hoon
Wada karo nehin chodo ki tum mera sath
Jahan tum ho woha main bhi hoon
Chuo nehin dekho zara picche rakho hath
Jawan tum ho jawan main bhi hoon
Chuo nehin dekho zara picche rakho hath
Jawan tum ho jawan main bhi hoon................

Suno meri jaan haans ke mujhe yeh kehdo
Bheege lubon ke narmi mere liye hain
Ho jawan nazar ki masti mere liye hain
Haseen aada ki sokhi mere liye hain
Mere liye leke aayi ho yeh sougad
Jahan tum ho woha main bhi hoon
Chuo nehin dekho zara picche rakho hath
Jawan tum ho jawan main bhi hoon.............

Mere hi picche akhir pade ho tum kyun
Ek main jawan nehin hoon aur bhi to hain
Oo Mujhe hi ghere akhir khade ho tum kyun
Main hi yahan nehin hoon aur bhi to hain
Jao jaake le lo jo bhi de de tumhe haar
Jahan sab hain woha main bhi hoon
Wada karo nehin chodo ki tum mera sath
Jahan tum ho woha main bhi hoon
La la la .........................

Jawan kayi hain lekeen jahan mein koi
Tumsi haseen nehin hain hum kya kare
Ho tumhe milun main iska tumhe yakeen hain
Humko yakeen nehin hain hum kya kare
Ayse nehin bhool nehin dekho aukad
Kisi ka to dena hoga de do mera sath
Jahan tum ho wohan main bhi hoon
Chuo nehin dekho zara picche rakho hath
Jawan tum ho jawan main bhi hoon
Jahan tum ho wohan main bhi hoon
La la la la..................................



Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 12 2008, 02:40 PM
Post #40


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Song no (31)

Album name:- Amar Prem (1971)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Kuch To Log Kahenge

Kuch to log kahenge
Logon ka kaam hai kehna
Chodo bekaar ki baaton mein
Kahin beet na jaaye raina

Kuch to log kahenge
Logon ka kaam hai kehna

Kucch reet jagat ki aisi hai
Har ek suboh ki shaam hui
Kucch reet jagat ki aisi hai
Har ek suboh ki shaam hui

Tu kaun hai tera naam hai kya
Seeta bhi yahaan badnaam hui
Phir kyon sansaar ki baaton se
Bheeg gaye tere naina

Kucch to log kahenge
Logon ka kaam hai kehna

Hamko jo taane dete hein
Ham khoy hein in rangraliyon mein
Hamko jo taane dete hein
Ham khoy hein in rangraliyon mein

Hamne bhi unko chup chup kar
Aate dekha in galiyon mein
Yeh sach hai jhoothi baat nahin
Tum bolo yeh sach hai naa

Kuch to log kahenge
Logon ka kaam hai kehna
Chodo bekaar ki baaton mein
Kahin beet na jaaye raina aaa
Kuch to log kahenge
Logon ka kaam hai kehna



rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 12 2008, 02:42 PM
Post #41


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Song no (32)

Album name:- Amar Prem(1971)
Singer :- Kishore Kumar
Performer:- Rajesh Khanna

Yeh Kya Hua

Yeh kya hua, kaise hua, kab hua
Ab kya sunaey?

Yeh kya hua, kaise hua, kab hua
Kyun hua, jab hua, tab hua
O chodo, yeh na socho

Yeh kya hua, kaise hua, kab hua
Kyun hua, jab hua, tab hua
O chodo, yeh na socho
Yeh kya hua

Hum kyun shikwa karen jhoota
Kya hua jo dil tuta
Hum kyun shikwa karen jhoota
Kya hua jo dil tuta
Sheeshe ka khilona tha
Kuch na kuch to hona tha, hua

Yeh kya hua, kaise hua, kab hua
Kyun hua, jab hua, tab hua
O chodo, yeh na socho
Yeh kya hua, samjhe na?

Humne jo dekha tha, suna tha
Kya bataey woh kya tha
Humne jo dekha tha, suna tha
Kya bataey woh kya tha
Sapna salona tha
Khatm to hona tha, hua

Yeh kya hua, kaise hua, kab hua
Kyun hua, jab hua, tab hua
O chodo, yeh na socho
Yeh kya hua

Hain dil chal peekar jhoome
In hi galiyon mein ghoome
Hain dil chal peekar jhoome
In hi galiyon mein ghoome
Yaha tujhe khna tha
Badnaam hona tha, hua

Yeh kya hua, kaise hua, kab hua
Kyun hua, jab hua, tab hua
O chodo, yeh na socho
Yeh kya hua




rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 12 2008, 03:08 PM
Post #42


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Song no (33)

Album name:- Aradhana (1969)
Singer :- Kishore Kumar & Lata mangeshkar.
Performer:- Rajesh Khanna & Sharmila Tagore.

Kora Kagaz Tha Yeh Man Mera

Kora kagaz tha yeh man mera
Likh liya naam ispe tera
Kora kagaz tha yeh man mera
Likh liya naam ispe tera
Soona aangan tha jeevan mera
Bas gaya pyaar ispe tera

Toot na jaye sapne mein darta hoon
Nisdin sapno mein dekha karta hoon
Toot na jaye sapne mein darta hoon
Nisdin sapno mein dekha karta hoon

Naina kajrare matwaare yeh ishaare
Khali darpan tha yeh man mera
Jach gaya roop isme tera
Kora kagaz tha yeh man mera
Likh liya naam isme tera

Chain ganwaya maine nidiya ganwaai
Saari saari raat jagoon dun mein duhaayi
Chain ganwaya maine nidiya ganwaai
Saari saari raat jagoon dun mein duhaayi

Kahon kya main aage nihaal aage jina laage
Koi dushman tha yeh man mera
Ban gaya meet jaake mera
Kora kagaz tha yeh man mera
Likh liya naam ispe tera

Baagon mein phoolon ke khilne se pehle
Tere mere naino ke milne se pehle
Baagon mein phoolon ke khilne se pehle
Tere mere naino ke milne se pehle

Kahaan ki ye baatein mulakaatein
Aisi raatien
Toota taara tha yeh man mera
Ban gaya chaand hoke tera
Kora kagaz tha yeh man mera
Likh liya naam ispe tera




rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 12 2008, 03:11 PM
Post #43


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




Song no (34)

Album name:- Aap ki Kasam(1974)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Zindagi Ke Safar Mein

Zindagi ke safar mein gujar jaate hein jo mukaam
Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate
Zindagi ke safar mein gujar jaate hein jo mukaam
Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate

Phool khilte hein, log milte hein
Phool khilte hein, log milte hein sunno
Patjhhad mein jo phool murza jaate hein
Woh bahaaro ke aane se khilte nahi

Kucch log ek roz jo bichad jaate hein
Woh hazaaro ke aane se milte nahi
Umra bhar chahe koi pukaara kare unka naam
Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate

Aankh dhokha hai, kya bharosa hai
Aankh dhokha hai, kya bharosa hai suno
Doston shak dosti ka dushman hai
Isse apne dil mein ghar banaane na do

Kal tadapna pade yaad mein jinki
Rok lo ruth kar unko jaane na do
Baad mein pyaar ke chahe bhejo hazaaro salaam
Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate

Subah aati hai, raat jaati hai
Subah aati hai, raat jaati hai yunhi
Waqt chalta hi rahta hai rukta nahi
Ek pal mein ye aage nikal jaata hai

Aadmi theek se dekh paata nahi
Aur parde pe manzar badal jaata hai
Ek baar chale jaate hein jo din raat subah shaam
Woh woh phir nahi aate, woh phir nahi aate

Zindagi ke safar mein gujar jaate hein jo mukaam
Woh phir nahi aate, woh phir nahi aate




rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Aug 12 2008, 03:19 PM
Post #44


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



QUOTE
NOW HERE I TRY TO POST ALL THE SONGS FROM FILM WHICH NAME BEGAIN WITH 'A" TO MAKE DEAR Musicman BHAI WORK EASIER.

MY REQUEST TO EVERYONE TO PLEASE POST SONGS LYRICS IN THIS ORDER.



I am confused now completely. confused.gif headbang.gif
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 12 2008, 05:20 PM
Post #45


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467



QUOTE(xice @ Jul 20 2008, 05:58 PM) *

KISHORE KE SADABAHAR GEET wub.gif



MUSIC:-

The whole problem can be stated quite simply by asking, 'Is there a meaning to music?' My answer would be, 'Yes.' And 'Can you state in so many words what the meaning is?' My answer to that would be, 'No.'

Kishore Kumar :

Birth name : Abhas Kumar Ganguli
Born : August 4, 1929(1929-08-04),Khandwa, Central Provinces and Berar
Died : October 13, 1987 (aged 58),Mumbai, Maharashtra
Genre(s) : Bollywood and regional filmi playback, Rabindra Sangeet
Occupation(s) : Singer, Actor, Director, Musician
Instrument(s) :Vocalist
Years active : 1946–1987


IN THIS THREAD I HAVE PLANNED TO UPLOAD THE LYRICS OF THE BEST SONGS BY KISHORE KUMAR,JINHEIN SUN KAR DIL BAAR-BAAR GUN-GUNANE KA DIL KARTA HAI AUR GAATE WAQT APNE KO KISHORE KUMAR SE KUM NAHIN SAMAJHTA HAI wink.gif
HOPE YOU WILL LIKE THIS THREAD smile.gif .CONTRIBUTION IS HIGHLY APPRECIATED
. bow.gif

KISHORE KUMAR HAS GIVEN MANY MEMORABLE SONGS SPECIALLY FOR "RAJESH KHANNA"


SO STARTING WITH HIM....




Rajesh Khanna was the india's first superstar and the only star who had got huge success in little period. His first film was Aakhri Khat (1966) with Naqi Jehan, After acting in Do raaste(1969) and Aradhana(1969) he became the first superstar of India. After his huge hits like Ittefaq(1969), Kati patang(1970), Sacha Jhutha(1970), Anand(1971), Andaz(1971), Amar Prem(1971), Mere Mehboob ki Mehendi(1971), Apna Desh(1972), Bawarchi(1972), His girl fans from all over the world had written him letter by there blood, Married with his photo, Local fans had kissed his car.

Rajesh Khanna married with Dimple Kapadia at 1973 that was the big shock for his fans, Many of his girls fans had commited suicide. He keeps giving hits like Aavishkaar(1974), Roti(1974), Aap ki Kasam(1974) Mehbooba(1976), Anurodh(1977), aaina(1977), Fifty fifty(1981), Jaanwar(1982), Ram Avtaar(1983), Souten (1983) Agar Tum Na hote(1983), Alag Alag (1985), Vijay(1988), Swarg (1990), Khudai (1991).

Rajesh Khanna had become member of parliament at 1991 - 1996, He had acted in Aa ab laut Chalen(1999), Kya Dil ne kaha(2002), Jaana: Lets fall in Love(2006)as father role. In this year 2008, his 2 or 4 films will be release.

DOB:- 29th December 1942.

Height :- 5 foot 8 inches.

Relations:- He is husband of Dimple Kapadia, father of Twinkle Khanna and Rinkie Khanna, Father in law of Akshay Kumar.

Awards

FilmFare Awards

* In 1971 He won Filmfare Best Actor Award for Sachcha Jhutha.
* In 1972 He got Filmfare Best Actor Award for Anand.
* In 1973 He won Special Award for Guest appearance in Anurag.
* 1974 - Filmfare Best Actor Award for Aavishkaar
* 1990 - Special Award for graceful completion of twenty-five years most successful career in the film industry
* 2005 - Filmfare Lifetime Achievement Award as The Superstar of Indian Cinema on Golden Jubilee year of Film Fare Award Function.

Bengal Film Journalists' Association Awards

* 1971 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Anand
* 1972 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Bawarchi
* 1974 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Namak Haraam
* 1987 - Winner BFJA Awards, Best Actor for Amrit.

Other

* 2008 - Winner of Dada sahab phalke golden award.



rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.



biggrin.gif HT Bhai,don't get confuse,this thread will work according to the description given above.Maximum good songs lyric will be uploaded under the title of renoved heroes one by one for whom kishore da has given his great voice.

...Deepak...

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

17 Pages V < 1 2 3 4 5 > » 
Reply to this topicStart new topic
3 User(s) are reading this topic (3 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 24th May 2024 - 07:38 PM