Visit our other dedicated websites
Asha Bhonsle Geeta Dutt Hamara Forums Hamara Photos Kishore Kumar Mohd Rafi Nice Songs Shreya Ghoshal
Hamara Forums

Welcome Guest ( Log In | Register )

(xice) Kishore Ke Sadabahar Geet

, Lyrics Only (Thread With Style)

 
 Forum Rules Please read and thoroughly understand the forum rules and regulations:
17 Pages V < 1 2 3 4 > »   
Reply to this topicStart new topic
> (xice) Kishore Ke Sadabahar Geet, Lyrics Only (Thread With Style)
DIGANTA ADHYA
post Aug 7 2008, 04:52 PM
Post #16


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



IT'S MY PLEASURE xice BHAI. I POST MORE SONGS OF GURU VERY SOON.
smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Aug 7 2008, 10:09 PM
Post #17


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



Taken from
http://www.giitaayan.com/showsong.asp?id=537

Lyrics: Sahir | Music: Sapan Chakraborty | Singer(s): Kishore

Chup Ho Aaj - 36 Ghante

(chup ho aaj kaho kyaa hai baat zaraa bolo naa
Dhal na jaaye kahii.n Dhalatii raat zaraa bolo naa) 2
na to jaagatii na to so_ii sii
ba.Dii duur ho kahii.n kho_ii sii
zaraa bolo naa
chup ho aaj kaho kyaa hai baat zaraa bolo naa
bolo naa
Dhal na jaaye kahii.n Dhalatii raat zaraa bolo naa

yuu.N to saath ho sabake
par judaa judaa sii ho
is hasiin mahafil se
kuchh Kafaa Kafaa sii ho
saa.Ns kii Kushabuu aa.Nkh kaa jaaduu
is mahafil me.n gholo naa
chup ho aaj kaho kyaa hai baat zaraa bolo naa
bolo bolo
Dhal na jaaye kahii.n Dhalatii raat zaraa bolo naa

in hasiin aa.NKho.n me.n beruKii nahii.n sajatii
phuul jaise ho.nTho.n pe Kaamoshii nahii.n sajatii
naaz ye kyaa hai raaz ye kyaa hai
chup na raho dil kholo naa
chup ho aaj kaho kyaa hai baat zaraa bolo naa
Dhal na jaaye kahii.n Dhalatii raat zaraa bolo naa

na to jaagatii na to so_ii sii
ba.Dii duur ho kahii.n kho_ii sii
zaraa bolo naa

chup ho aaj kaho kyaa hai baat zaraa bolo naa
bolo naa
Dhal na jaaye kahii.n Dhalatii raat zaraa bolo naa

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Aug 7 2008, 10:29 PM
Post #18


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



Lyrics: Sahir | Music: Sapan Chakraborty | Singer(s): Kishore, Asha

Chup Ho Aaj - 36 Ghante

Jaane Aaj Kya Hua, Aisa Kabhi Hua Na Tha
Sanson Mein Ghule Nasha, Jaisa Kabhi Ghula Na Tha
Tumhi Bolo Kya Kare, Aisa Hoga Pata Na Tha

Meetha Meetha Dard Sa, Uthe Ang Ang Mein
Jaage Koi Aag Si, Seene Ki Umage Mein
Hawa Se Tape Badan, Jaisa Kabhi Tapa Na Tha
Sanson Mein Ghule Nasha, Jaisa Kabhi Ghula Na Tha
Tumhi Bolo Kya Kare, Aisa Hoga Pata Na Tha

Chayya Chayya Door Tak, Rango Ka Gubar Hain
Aisa To Na Tha Jahan, Ho Na Ho Ye Pyar Hain
Khawobon Ka Sama Saja, Jaisa Kabhi Saja Na Tha
Sanson Mein Ghule Nasha, Jaisa Kabhi Ghula Na Tha
Tumhi Bolo Kya Kare, Aisa Hoga Pata Na Tha

Jaane Aaj Kya Hua, Aisa Kabhi Hua Na Tha
Sanson Mein Ghule Nasha, Jaisa Kabhi Ghula Na Tha
Tumhi Bolo Kya Kare, Aisa Hoga Pata Na Tha

Typed by me please inform any correction smile.gif

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 8 2008, 08:23 AM
Post #19


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG - DEKHA JO MAINE CHEHERA TUMHARA
FILM - AMBER
MUSIC - SAPAN JOGMOHAN

HU HU HU HU.............
MERA DIL PUKARA TOUBA TOUBA TOUBA
TOUBA TOUBA TOUBA
{DEKHA JO MAINE CHEHERA TUMHARA
MERA DIL PUKARA TOUBA TOUBA TOUBA
TOUBA TOUBA TOUBA}2

{GAALON PE AYSE JULF LAHERAYE
DHOOP KE PICCHE JAISE HO SAYE}2
DIL SE NIKLE HAY TOUBA TOUBA TOUBA
TOUBA TOUBA TOUBA
DEKHA JO MAINE CHEHERA TUMHARA
MERA DIL PUKARA TOUBA TOUBA TOUBA
TOUBA TOUBA TOUBA

{AANKHON MEIN MASTI TARANGO DEKHI
MAINE KHAMOSHI BOLTI DEKHI}2
EK GHAZAL SI DEKHI TOUBA TOUBA TOUBA
TOUBA TOUBA TOUBA
DEKHA JO MAINE CHEHERA TUMHARA
MERA DIL PUKARA TOUBA TOUBA TOUBA
TOUBA TOUBA TOUBA

HU HU HU HU.............

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif


Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 8 2008, 08:37 AM
Post #20


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG - MERE LIYE SOONA SOONA
FILM - ANAND AUR ANAND
MUSIC - DEV ANAND


HO MERE LIYE SOONA SOONA,SARA JAHAN SOONA SOONA]2
MERA KAHIN KOI NEHIN,JAOUN TO JAUN [KAHAN MAIN]3
MERE LIYE SOONA SOONA,SARA JAHAN SOONA SOONA
MERA KAHIN KOI NEHIN,JAUN TO JAUN [KAHAN MAIN]2 KAHAN

CHAND JAYE SURAJ AAYE LEKE YEH SAVERA]2
HAIN MERI ZINDEGI MEIN HAR PAL ANDHERA
DEKHU JAHAN CHAYA DHUA
JAOUN TO JAUN [KAHAN MAIN]3
MERE LIYE SOONA SOONA,SARA JAHAN SOONA SOONA
MERA KAHIN KOI NEHIN,JAUN TO JAUN [KAHAN MAIN]2 KAHAN

KHOKE TUJHKO TANHA MAINE KAISE DIN BEETIEN]2
JISKE DIL PE BEETIEN YEH WOHI JAAN PAYE
SOU JAHAN JAGU JAHAN
TUJHE PUKAR LOON [WOHA MAIN]2 WOHA
MERE LIYE SOONA SOONA,SARA JAHAN SOONA SOONA]2
MERA KAHIN KOI NEHIN,JAUN TO JAUN [KAHAN MAIN]2 KAHAN

This post has been edited by DIGANTA ADHYA: Aug 8 2008, 08:38 AM

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 8 2008, 08:49 AM
Post #21


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG - BUJHADO DEEPAK HOON
FILM - DARPAN
MUSIC - LAXMIKANT-PYARELAL

BUJHADO DEEPAK HOON ANDHERA KARDO]2
UTAHDO GHUNGHAT HAI SAVERA KARDO
BUJHADO DEEPAK HOON ANDHERA KARDO
UTAHDO GHUNGHAT HAI SAVERA KARDO
BUJHADO DEEPAK....

[SHARAM KE MARE HAATHON SE,YEH CHEHERA DHAAP KE]2
NA DOOR DOOR JAO DAR SE KAAP KAAP KE
KE AAB AAO PAAS,MERI PYAAS TO MITA DO
KOI GHAM HAIN TO HAI,WOH MERA KARDO
BUJHADO DEEPAK.....

[BADAL LO ROOP AAPNA AAJ MERE PYAR SE]2
SAJADO MERI SOONI SEJ KO BAHAR SE
KHUSHI KE PHOOL GHAM KI DHUL PE BICHADO
ISE KHUSIYON KA HAI BASERA KARDO
BUJHADO DEEPAK........

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif


Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Aug 8 2008, 04:29 PM
Post #22


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



Song no (19)

Album name:- Maryada (1971)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Rajesh Khanna.

Ga gussa kitna haseen

Ga ga ga gussa itna haseen hai to pyar kaisa hoga
to pyar kaisa hoga
Arre aisa jab inqaar to ikraar kaisa hoga
ikraar kaisa hoga

tid tideee tideeeeeee ... ha ha ... (yodels)

Pal ke, pal ke uti huyi si hai
aankhen jhuki huyi si hai
pal ke uti huyi si hai
aankhen jhuki huyi si hai
dilkash raseela hothon pe
baaten ruki huyi si hai

Khamoshi
Khamoshi aisi hai to
izhaar kaisa hoga
izhaar kaisa hoga
Ga gussa itna haseen hai to
pyar kaisa hoga
woh pyar kaisa hoga...

Kaajal agar lagale thi
paagal hame bana deti
haan haan
kaajal agar lagale thi
paagal hame bana deti
bindiya agar lagale thi
ghayal hame bana deti

Saadgi
saadgi mein husn hai
shringar kaisa hoga
shringar kaisa hoga
ga.. gussa itna haseen

tid tid leeyii...

Dekhun
dekhun agar to ghabraaye
chuuloon agar to sharmaaye
dekhun agar to ghabraayen
chuuloon agar to sharmaaye
chhedo zara sa to.. haaye
maare sharam ke mar jaaye

Tauba tauba .. tauba
tauba aisa sharmila phir
dildaar kaisa hoga
dildaar kaisa hoga
Ga gussa haseen hai to pyar
kaisa hoga
woh pyar kaisa hoga..
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 8 2008, 07:52 PM
Post #23


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG - ZINDEGI KA SAFAR HAIN YEH
FILM - SAFAR
MUSIC - KALYANJI-ANANDJI


[Zindegi ka safar hain yeh kaisa safar
Koi samjha nehin koi jaana nehin]2
Hain yeh kaisi dagar chalte hain sab magar
Koi samjha nehin ko jaana nehin......

Zindegi ko bahut pyar humne diya
Mout se mohbaat nibhayenge hum
Rote rote zamane mein aaye magar
Haaste haaste zamane se jayenge hum
Jayenge par kidhar hain kise yeh khabar
Koi samjha nehin koi jaana nehin......

Ayse jeevan bhi hain,jo jiye hi nehin
Jinko jeene se pahele mout aa gayi
Phool ayse bhi hain jo khile hi nehin
Jinko khil ne pahele fizaa kha gayi
Hain pareshaan nazar thak gaye char agar
Koi samjha nehin koi jaana nehin....

Zindegi ka safar hain yeh kaisa safar
Koi samjha nehin koi jaana nehin......

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
xice
post Aug 9 2008, 08:24 AM
Post #24


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2486
Joined: 15-September 07
From: Wahan Jahan Pyar Mile
Member No.: 24467




thumbs-up.gif Thanks DIGANTA Bhai! smile1.gif
Song no (21)



Album name:- Alag Alag (1985)
Singer :- Kishore Kumar.
Music : R.D.Burman
Performer:- Rajesh Khanna.

Dil Mein Aag Lagaaye

Mujhe teri chahat ke gam ki kasam
Zamaane ke har ek kasam ki kasam
Main tere liye hoon, tu mere liye sitamgar
Tere har sitam ke kasam

Dil mein aag lagaaye sawaan ka mahina
Nahi jeena, nahi jeena tere bin nahi jeena
Dil mein aag lagaaye sawaan ka mahina
Nahi jeena, nahi jeena tere bin nahi jeena

Tune mujhe jo zakhm diye
Unn zakhmon ko nahi seena

Dil mein aag lagaaye sawaan ka mahina
Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena
Dil mein aag lagaaye sawaan ka mahina
Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena

Iss dil se armaan ye nikle
Ek hi boond mein chaand ye nikle
Zeher judaayi waala ghoot ghoot nahi peena
Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena

Ye teri yaadon ka mausam
Pyar bhare vaadon ka mausam
Ye teri yaadon ka mausam
Pyar bhare vaadon ka mausam

Iss mausam ke bichhde shaayad mile kabhi na
Iss mausam ke bichhde shaayad mile kabhi na
Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena

Ishq ibadat ishq hai pooja
Ishq khuda ka naam hai pooja
Ishq ibadat ishq hai pooja
Ishq khuda ka naam hai pooja
Ye dil mathura kaashi, makka aur madina
Nahi jeena, nahi jeena tere bin nahi jeena

Tune mujhe jo zakhm diye
Unn zakhmon ko nahi seena

Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena
Dil mein aag lagaaye sawaan ka mahina
Nahi jeena nahi jeena tere bin nahi jeena



rollf.gif Deepak : Music is the mediator between the spiritual and the sensual life.

...Deepak...


Aapko Milne Ko Mann Kar Raha Hai,
Mann Ko Samjaya To Dil Tadap Raha Hai,
Dil Ko Bahelaya To Aankhen Ro Padi,
Unhein Chup Karaya To Saansein Bol Padi.
Badi Gehrai Se Chhaha Hai Tujhe,
Badi Duaoon Se Paaya Hai Tujhe,
Tujhe Bhulane Ki Sochu Bhi To Kaise,
Kismat Ki Lakiron Se Takraun Bhi To Kaise
.



For Songs From My Collection Visit My Blog : www.xicecybervila.blogspot.com
Email : xicecybervila@yahoo.com
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
HumTum
post Aug 9 2008, 09:40 AM
Post #25


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 9387
Joined: 6-December 06
Member No.: 8009



Song No (22)

Album name:- Joru ka ghulam (1972)
Singer :- Kishore Kumar.
Music : Kalyanji-Anandji
Lyrics: Anand Bakshi
Performer:- Rajesh Khanna.

Aayiye aap ko

Hmm... Ooo..
Aayiye aap ko main apne bangale ki sair karaoon
chhote se ik parivar ka aap se mel karaoon
aayiye aap ko main apne bangale ki sair karaoon
to ye mera bangala hai
aur yeeeeeeee main hoon

Maine samajha prem pyaar ko ik sawan ka jhoola
tauba meri tauba main to shaadi karke bhoola
haal hua yeh
arre dekho mera
haal hua yeh dekho mera
logon dekho ban kar dulha
sej ke badle meri qismat mein likha hai choolha
sej ke badle meri qismat mein likha hai choolha
ye meri prem katha hai aur ye main hoon

Inki kya taarif karoon insaan hai ye kuchh aise
in se miliye kaun hai ye naadaan hai ye kuchh aise
man ko bhi dhan se to le dhanwaan hai ye kuchh aise
mujhse bhi anjaan mere mehmaan hai ye kuch aise
ye mere saas-sasur hai aur ye main hoon

Vaise is desh mein sab kuchh kehane ki aazaadi hai
mere muhh par chhup ka taala main aisa faryaadi
chain se soyi hai woh dekho saamane ik shehazaadi hai
bhool se kar baithi woh mujh jaise kangaal se shaadi
haan woh meri biwi hai aur wohhhhhhhhh main hoon
main hoon main hoon main hoon haan ji haan woh main hoon
main hoon main hoon main hoon
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 9 2008, 01:07 PM
Post #26


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



MY ONE OF FAVOURITE SONG OF GURU BASED ON FOLK.
Attached Image
SONG - MAIN BANPHOOL BAN KA PHOOL
FILM - BANPHOOL
MUSIC - LAXMIKANT-PYARELAL

Ho ho ho ho ho............................
Main jahan chala jaun
Bahar chali aaye
Ho mahek gaye raah ke dhul
Main banphool,ban ka phool
Main jahan chala jaun
Bahar chali aaye
Ho mahek gaye raah ke dhul
Main banphool,ban ka phool
Ho ho ho ho ho...............................

Bairi bada zamana haan
Ho kadar meri na jaana
Bairi bada zamana haan
kadar meri na jaana
Kisi ke bhi aankhon ne
Mujjhe nehin pahechana
Duniya gayi mujhko bhool
Main banphool ban ka phool
Main jahan chala jaun
Bahar chali aaye
Ho mahek gaye raah ke dhul
Main banphool,ban ka phool...

Phiru re main banzara haan
Ho dagar dagar awara
Phiru re main banzara haan
Dagar dagar awara
Kisi dilwale ka dhoondu main sahara
Mujhe koi karle kabul
Main banphool ban ka phool
Main jahan chala jaun
Bahar chali aaye
Ho mahek gaye raah ke dhul
Main banphool,ban ka phool

Ho ho ho ho ho............................

HERE IS THE YOUTUBE LINK FOR THE VIDEO.
http://in.youtube.com/watch?v=1duOYUI4tQk

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif

This post has been edited by DIGANTA ADHYA: Aug 9 2008, 01:18 PM

Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
DIGANTA ADHYA
post Aug 9 2008, 08:04 PM
Post #27


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 3245
Joined: 21-July 07
From: WEST MIDNAPORE,WEST BENGAL,INDIA
Member No.: 19280



SONG - NAZRANA BHEJA KISI NE PYAR KA
FILM - DES PARDESH
MUSIC - RAJESH ROSHAN

VIDEO LINK OF YOUTUBE FOR THE SONG IS
http://in.youtube.com/watch?v=U3JNRkj1h9Y
smile.gif smile.gif smile.gif

Nazrana bheja kisi ne pyar ka
Aye deewana jo bas tere deedar ka
Nazrana bheja kisi ne pyar ka
Aye deewana jo bas tere deedar ka
Ho nazrana.............................

Rahenge jo ruthe ruthe
Rahenge jo ruthe ruthe
Jhoote moote karke nakhre
To hum bolenge nehin yun aap se
Are dekho aapna ropat ko
Na haasi ko jo aanewali hain
Hoonto pe chup chap se
Muskurana aaya hain tofa dildar ka
Nazrana bheja kisi ne pyar ka
Aye deewana.............................

Kabhi kabhi ........
Kabhi kabhi doorie bhi jaruri hain
Premiyon ke pyar badane ke waaste
Hote hi hain ucche nicche tede mede
Jaane anjaane dekho pyar ke raaste
Na ghabrana tal gaya shama intezaar ka
Nazrana bheja kisi ne pyar ka
Aye deewana jo bas tere deedar ka
Nazrana bheja kisi ne pyar ka
hu hu hu hu...............................
Nazrana bheja kisi ne pyar ka.........................

smile.gif smile.gif smile.gif smile.gif





Always Be Happy & Make Other's Happy
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Aug 10 2008, 12:57 PM
Post #28


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



Lyrics of all four songs of 5 Rilfes, (Please inform corrections required if any)
1. Kya Cheez Banai

Ah Ah Ah Ah He
Duniya Ke Banane Wale Ne Kya Cheez Banai Hai Ladki - 2
Ikrar Kare Na Kare Koi - 2, Izhaar Kare Na Kare Koi
Har Dil Mein Samai Hain Ladki

Duniya Ke Banane Wale Ne Kya Cheez Banai Hain Ladki

Arre Phir Koi Bhi Ho, Chahe Mantri Ho Chahe Santri Ho
Chahe Baal Bharamchari Ho, Chahe Sansari Ho
Chere Ka Rang Khil Jata Hain-2, Sar Jhuke Hue Tan Jaate Hain
Aa Jaye Saamne Jab Ladki, Buddhe Bhi Jawan Ban Jaate Hain
Ladki Wo Cheez Har Dil Azeez Iske Mariz Dilwale
Kya Naujawan Chote Mahan Sab Ek Samaan Matwale
Insaan To Kya Bhagwan Ne Bhi Dekha To Tabiyat Phadki Phadki

Duniya Ke Banane Wale Ne Kya Cheez Banai Hain Ladki – 2

Koi Lal Rumaal Lagata Hain Aur Koi Lambe Baal Badahta Hain
Ladki Ka Man Lalchane Ko Koi Motor Car Dikhata Hain
Koi Sajta Aur Sanwarta Hain – 2, Arre Ladki Ka Dil Pane Ko
Jo Kuchh Bhi Karta Hain Insaan Sab Ladki Ke Dikhlane ko
Din Aur Raat Ladki Ki Baat Iske Hi Saath Sukh Saare
Ye Roop Rang Kare Dhyan Bhang Muni Aur Malang Sab Haare
Dekh Ke Ladki Sabke Dil Mein Aag Pyaar Ki Bhadki Bhadki

Duniya Ke Banane Wale Ne Kya Cheez Banai Hain Ladki- -2

Majnoo Ki Tarha Laila Ke Liye Koi Deewana Ban Jaata Hain
Siri Ke Liya Farhaad Koi Parvat Ko Nahar Banata Hain
Pani Jo Mile To Taansen Rago Ke Deep Jalata Hain
Ladki Se Bichad Jaae Koi To Kalidaas Ban Jaata Hain
Koi Fauje Lekar Aata Hai Koi Tazzo Takaht Lootata Hain
Koi Dhale Isse Ajanta Mein Koi Tajmahal Banwata Hain
Sagneetkar Aur Geetkar Iske Apaar Gun Gaye
Shayar Kalam Likhkar Tamam Duniya Mein Naam Pa Jaaye
Ladki Ka Saaya Padte Hi Pather Mein Zindagi Dhadki Dhadki

Duniya Ke Banane Wale Ne Kya Cheez Banai Cheez banai Cheez Banai Hain Ladkieeee

This post has been edited by musicman: Aug 10 2008, 01:02 PM

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Aug 10 2008, 12:58 PM
Post #29


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



Lyrics of all four songs of 5 Rilfes, (Please inform corrections required if any)
2. Jab Se Sarkaar Ne

Jab Se Sarkar Ne Nasha Bandi Tod Di - 2
Mano Ya Na Mano Humne Peeni Chodd Di
Arre Mano Ya Na Mano Humne Peeni Chodd Di Chodd Di Chodd Di eee

Jab Se SarKar Ne Haan Nasha Bandi Tod Di
Mano Ya Na Mano Humne Peeni Chodd Di
Arre Mano Ya Na Mano Humne Peeni Chodd Di Chodd Di Chodd Di eee

Chup Chup Ke Peene Ka Mazza Kuchh Aur Tha
Dar Dar Ke Jeene Ka Mazza Kuchh Aur Tha
Wo Bhi Din Kya The Flat Mein Mangate The
Haan Wo Bhi Din Kya The Flat Mein Mangate The
Sabzi Ki Tokari Mein Bottel Chupate The – 2
Maykhane Khul Gaye Aeeeeeeeeee
Mazze Saare Dhul Gaye
Tokri Bhi Tod Di Botel Bhi Phod Di

Mano Ya Na Mano Humne Peeni Chodd Di
Arre Mano Ya Na Mano Humne Peeni Chodd Di

Private Club Mein Miss Rozi Pilati Thi
Sitti Bhi Bajati Thi Aur Ganaa Bhi Sunati Thi
Come On Boys Come On - 2
Munne Ki Maata Ab Ek Peg Laati Hain
Saamne Wo Baith Ke Dukhde Sau Sau Sunati Hain
Haan Saamne Wo Baith Ke Dukhde Sau Sau Sunati Hain
Peena Haram Hua aaaaaaaaaaaa
Haan Jeena Haram Hua Peena Haram Hua
Chadte Nashe Ki
Haan Chadte Nashe Ki
Taang Biwi Ne Tod Di

Mano Ya Na Mano Humne Peeni Chodd Di
Arre Mano Ya Na Mano Humne Peeni Chodd Di Chodd Di Chodd Di eee

Jab Se Sarkar Ne Nasha Bandi Tod Di
Mano Ya Na Mano Humne Peeni Chodd Di

This post has been edited by musicman: Aug 10 2008, 01:02 PM

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post
musicman
post Aug 10 2008, 12:59 PM
Post #30


Dedicated Member
Group Icon

Group: Members
Posts: 2624
Joined: 18-March 08
From: Jaipur
Member No.: 45536



Lyrics of all four songs of 5 Rilfes, (Please inform corrections required if any)
3. Pyaar Ke Patang Ki

Pyaar Ke Patang Ki -2
Dor Jiske Haath Hain Kismat Bhi Uske Saath Hain
Jo Le Udda So Le Udda – 2
Pyaar Ke Patang Ki -2
Dor Jiske Haath Hain Kismat Bhi Uske Saath Hain
Jo Le Udda So Le Udda – 2

Carvan To Chal Diya,
Koi Haath Malta Rah Gaya – 2
Ha Ha Ha Apni Nakami pe
Koi Dil Main Jalta Rah Gaya – 2
Chalne Wale Chal Diye Aur Rahne Wale Rah Gaye – 2

Aree Jate Jate Janewale Baat Ye Bhi Kah Gaye
Ab Shor Machane Se Kya Phayada
Jo Le Udda So Le Udda –2

Ha Ha Ha Husn Ko Jeeta Hain Humne
Baajuon Ke Zor Se Haan Baajuon Ke Zor Se
Ha Ha Ha Le Chale Hain Baandh Ke
Ab Ashiqi Ki Dor Se Haan Ab Ashiqi Ki Dor Se
Ye Sunhere Baal Hain Aur Ye Gulabi Gaal Hain -2
Pehle Dushman Ke The Lekin Ab To Apna Maal Hain -2
Wo Jo Chal Gaya Use Bhool Ja
Jo Le Udda So Le Udda –2

Arre Pyaar Ke Patang Ki -2
Haan Dor Jiske Haath Hain Kismat Bhi Uske Saath Hain

This post has been edited by musicman: Aug 10 2008, 01:02 PM

Zindagi to bewafa hai ek din thukraegi , Maut mahbooba hai apne saath lekar jaegi
Mar ke jeene ki ada jo duniya ko sikhlaega, Wo muqaddar ka sikandar janeman kahlayega
User is offlineProfile CardPM
Go to the top of the page
+Quote Post

17 Pages V < 1 2 3 4 > » 
Reply to this topicStart new topic
2 User(s) are reading this topic (2 Guests and 0 Anonymous Users)
0 Members:


 



- Lo-Fi Version | Disclaimer | HF Guidelines | Be An Angel Time is now: 24th May 2024 - 08:07 AM